Mene aapko pehele hi suggest kiya tha ashapower charge controller lelo kuyn ki inverter to aapke pass tha hi.....there is huge difference in ashapower mppt and utl gama plus....gama plus sirf mppt ka naam ka hai...koi charging boost nahi karta......agar aapko yakin na ho to ashapower ka sabse sasta nova 50 lelo aur ek jaisa panel lagake experience video upload karo
Bhai is baar mera budget 20 hjaar ka hai inverter battery ka,,, lekin main soch raha hoon solar bhi lagva loon...to is saal ek 200ah ki battrry solar vaali aur utl gamma plus inverter lelu...battery mujhe ek hi lgaani hai kyunki jitne power ke solar panel loonga wo ek hi charge krenge.... to 12v waala utl gamma plus theek rahega?? Aur half cut warre ke solar panel lene ki soch raha hoon agle saal 1000 watt tak... to kya ye combination theek hai?? Ya koi aur part bhi lagega?? Aur bina structure ke kaam chal jaayega neeche rakh kar?? Load mera jyaada nahi hoga 40p watt hoga...jis se raat ke liye bho battery charge ho jaaye aur... is saal to grid se hi chlaunga utl aur nayi battrry.... kya kya miss kar raha hoon main..thoda gyan dijiye...
It's a very problematic solar inverter. I am very disappointed with this inverter. Fault ane par jo replacement board dete hai wo bahut hi purana board dete he or wo board chat ya panch din me hi fir se kharab ho jata hai. Mai to bohot parisan hu is inverter ko kharidke.
Bhai mere pass 150 ah ki c20 battery hai aur normal inverter Aur utl MPPT 40 amp Ab aap batao 160 watt 12 volt ke 4 panel lagana chahiye ya 335 watt 24 volt ke 2 panel lagana sahi rahega 12 volt ke panel local market me 29rs per watt mil rha h Wahi 24 volt wala 23 rs per watt mil rha h Kaun sa le
Nahi hoga bhai. AP ak gamma plus inverter legiya or nahi tho ak Asha power ki mpptt high amp. bala charger legiya. Thob Jake apka system complete hoga. Or AK bath apka panel details kya hai???
Mene aapko pehele hi suggest kiya tha ashapower charge controller lelo kuyn ki inverter to aapke pass tha hi.....there is huge difference in ashapower mppt and utl gama plus....gama plus sirf mppt ka naam ka hai...koi charging boost nahi karta......agar aapko yakin na ho to ashapower ka sabse sasta nova 50 lelo aur ek jaisa panel lagake experience video upload karo
3000 ka difference hai
✔👍
Bhai is baar mera budget 20 hjaar ka hai inverter battery ka,,, lekin main soch raha hoon solar bhi lagva loon...to is saal ek 200ah ki battrry solar vaali aur utl gamma plus inverter lelu...battery mujhe ek hi lgaani hai kyunki jitne power ke solar panel loonga wo ek hi charge krenge.... to 12v waala utl gamma plus theek rahega?? Aur half cut warre ke solar panel lene ki soch raha hoon agle saal 1000 watt tak... to kya ye combination theek hai?? Ya koi aur part bhi lagega?? Aur bina structure ke kaam chal jaayega neeche rakh kar?? Load mera jyaada nahi hoga 40p watt hoga...jis se raat ke liye bho battery charge ho jaaye aur... is saal to grid se hi chlaunga utl aur nayi battrry.... kya kya miss kar raha hoon main..thoda gyan dijiye...
Bhai, is inverter mem
LIFEPO4 Battery pack
Laga sakthe he kyaa??
100 AH 12 Volt Pack.
Yes
1800 watt solar panel hain or 150 ah ka battery....kia ye solar laga sakte hain
Bhai mere paas 220 ah ka baitari hai ye charge karega
Solar se aane waali supply ke liye koi current control unit nahi lagegi?? Seedha inverter mein laga sakte hain???
Yes
24 volt ke 2 Pannel hai parreral me lagana hai ya series me
Parallel
@@techonlinehindi series se 48 volt ho jayega bhai
Bhai es inverter me 12v or 24v dono solor saport krta h kya
Yes
क्या इस इनवाइटर में 200ah की 1 बैटरी के साथ 1kw का सोलर लगा सकते है सर जवाब दीजिए प्लीज़ 🙏🙏🙏
Yes
@@techonlinehindi सर इसमें कोई कंट्रोलर तो नही लगाना पड़ेगा ना ??
Ishme inbuilt mppt solar charge controller hota hai
@@techonlinehindi thank you sir ❤️
Bhai ya utl inverter only 220 ac Carrent se chala sakta hun kya solar panel chhod ke
Yes
Yes
24 volt ke 2 Pannel hai parreral me lagana hai ya series me
Battery kitna percent charge hai ye kaise pata kare
Inverter ka price kitna he
इस इन्वीटर में BLK,abs flot change settings nhi ho rhi h
Light aane pe short circuit show karta hai agar inverter chalu hai tab, kyu
Bhai maine kharida h 3 din pehle uska beep sound bahut kam h inverter ke pass akar kaan lagakar hi sunai padta h
Bhai present kya show karta hai
Load
Hamare 340 watt 3 panel hai loom solar ke to is inverter per Laga sakte hain 1020 watt ban raha hai
Laga skate hai
battry detail. bato
12 volt me 1000 watt ka panel lga sakte hai. Magar 24 v wale utl me 1000 watt k panel kyu nhi lga sakte?
Laga sakte hai
No. Do bhai apna kuch puchna hai.
It's a very problematic solar inverter. I am very disappointed with this inverter. Fault ane par jo replacement board dete hai wo bahut hi purana board dete he or wo board chat ya panch din me hi fir se kharab ho jata hai. Mai to bohot parisan hu is inverter ko kharidke.
Sahi jankari dijiye.
Sahi Malum Karke Vidio Banaya Karo
Mic
खराब है हम रो रहे लेकर
Kya dikkat aa rahi hai bhai
सर कंपनी ने खराब दिया सोलर चार्जिंग में इंजीनियर आए देखा फिर बोला सोलर कार्ड खराब आया हमने बोला चेंज कर दो लेकिन नही किया बोला सोलर कार्ड लाकर दालदुगा
@@anurag.mishraanurag.mishra1073 acha ab kesa chl rha he invertar
@@anurag.mishraanurag.mishra1073thik ho gya kya
@@anurag.mishraanurag.mishra1073 ho gaya theek kiya
Out put kitna watt dega ??
Kitna watt aa raha hai??
1kva 12v utl gamma plus 630w dega
Unskilled person,
इसको inverter के बारे मे कुछ भी नही मालूम,,
😁
Bhai mere pass 150 ah ki c20 battery hai aur normal inverter
Aur utl MPPT 40 amp
Ab aap batao 160 watt 12 volt ke 4 panel lagana chahiye ya
335 watt 24 volt ke 2 panel lagana sahi rahega
12 volt ke panel local market me 29rs per watt mil rha h
Wahi 24 volt wala 23 rs per watt mil rha h
Kaun sa le
Nahi hoga bhai. AP ak gamma plus inverter legiya or nahi tho ak Asha power ki mpptt high amp. bala charger legiya. Thob Jake apka system complete hoga. Or AK bath apka panel details kya hai???
sir direct solar se chlta h kya esse gar ka load
Nahi