Aisa keval tbhi hona chahiye jb lgatar chhal kapati jatiyon ka 300 years tk shoshan hoga Agr shoshan krawao to btao chamaron se joote khaoge kya .. chamaron ki gaali sunoge kya agr nhi .. to shaanti se jo mil rha usme khush rho.. vaise b bhikhari Kota lete hi ho sudama Kota sbse bda scam h reservation m
Supreme court ko 31 december rakhni chahiye age date cut off ... Or ldkiyo ke liye age limit 35 rakhni chahiye...kyoki women pe bht si responsibility hoti hn shadi bche etc or unke pas option ni hota ...time mile to wo apna stand kr skti hn apne dream ke liye ...
EWS को उम्र सीमा में छुट अब तक क्यों नहीं मिला है ? 😢😢 कब मिलेगा ? आरक्षण का मतलब ही उम्र सीमा में छुट होता है तो EWS को OBC की तर्ज पर 3 साल की छुट क्यों नहीं मिल रहा है ????😭😭 आरक्षण का मुख्य लाभ ही AGE Relaxation है , उम्र निकल जाने के बाद 1 भी Post के लिए लायक नहीं होता😭😭, इसलिए Reservation दिया जाता है, किन्तु EWS के साथ भी समानता ( Right to Equality ) का व्यावहार होना चाहिए
यदि ऐसा होता है तो मैं 2026 का अटेम्प्ट नहीं दे पाऊंगा ,2027 में देना पड़ेगा । यदि ऐसा होता है तो इसे न्यायालय में पुनः विचार के लिए अपील की जाएगी ओर कानूनी लड़ाई लड़ी जाएगी
Jab notification feb mein aa raha h toh date 1st august kyu ... Phele exam aug mein hota tha prelims isliye august thi .but ab exam may mein hota h .toh cutoff date kyu nhi change ki.
Mera opinion yeh h ki sabhi category ki age limit same kar de... Age 32 for all categorize Because sab ka saman adhikar h... Sarkar hi h jo bhed bhav kar rahi hai.... Aur yeh age limit 32 se badha deni chahiye... Kyun ki responsibility uthane ke liye yeh age kam h... Kyun ki sab ka iq level ek jaisa hota nahi h... So ager yeh 35 ho jaye for all categorize to bat bane... Aise m general wale alag rote h ki unhe age m aur cut off m piche reh jana hota h... Saman adhikar se yeh sab kam hoga...
@Open299 mere gyani hone se ky hoga... Desh to modi chala rahe h... Unka gyani hona matter karta h.... Meri tarah ap bhi gyani hone ummid karti hu yehi main... Aur iska pta apki bhasha se lgaya ja skta h manyavar 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
supreme court me appeal kare ki ladkiyo ki to sadi kar di jati h or fir unka maximum time ghar pariwar bachhe me nikal jata h....isiliye unhe upsc me age limit adhik hona chahiye
सर UPSC की Prelims पहले अगस्त में हुआ करती थी, इसीलिए पहले तो वह ठीक था 1 अगस्त को आयु सीमा मानना, लेकिन अब 2-3 साल से UPSC की prelims अगस्त में नहीं बल्कि मई में हो रही हैं (उदाहरण के लिए 2025 की prelims exam 25 may को हैं) इसीलिए अब UPSC CSE की आयु सीमा को 1 मई मानना उचित रहेगा क्योंकि यह लॉजिकली सही भी है, या फिर जिस महीने में UPSC CSE prelims exam ki advertisement published होती हैं उसी महीने को आयु सीमा निर्धारित करना चाहिए, इस हिसाब से 2025 की UPSC Prelims ki advertisement 22 January 2025 ko आने वाली है तो इस हिसाब से 1 January को आयु सीमा निर्धारित करना सबसे अच्छा होगा ।
Bhai 2 jan ko wo 33 years ka ho jayega , to usko to waise bhi dikkat nhi hai but jo july tak 32 years ko rhe hai unka to miss ho ja rha hai na same year mai !
Sir, jo 21 years k nahi huye h, unhe future me chance to mil jaega par jo 32 ka nahi hua h, vo bhi bahar ho jaega 2 august k hisab se aur usse future m kabhi mauka nahi milega
Attempt 1 ho ya last bohot matter karta h aspirant ke liye equality chahiye toh sabke liya honi chahiya varna hum bhi keh sakte h tum 32 ki umar mein hi kya karoge exam clear krke
58 Saal ki age limit honi chahiye for All category. Kyonki sab log pariksha ki tayyari me lage rahege. Aur koi apne ko berojgar nahi kahega. Andhbhakt zindabaad
UPSC me bahut changes huye h...isme me v hona chahiye... notification ki date ko base banana chahiye..koi v aspirant agar is date ko eligible h ..,.na 1 August na 1 January
Aisa to sare exam date fix hoti hai.. How can be it discriminating ,, let's if 1 january then what about 2nd january birth date will tell it is discriminate against him
Age limit khtm kr deni chahiye ye yogyta ke adhar pr honi chahiye na ki personality base pr yogye viyakti 50saal me bhi ho sakta h khaskr mahlaye jo 40,45ke baad hi aage aati h
सिर्फ year होना चाहिए date को हटा देना चाहिए। 21 साल वाले बच्चे को लास्ट में फायदा होगा लेकिन 32 साल वाले तो loss होगा न। किसी को भी loss नही होना चाहिए
Same issue ke chalte.. Main apna 1 attemt nai de paaaya is baar ka.. Because DOB 15 july hai meri... Main apne attempt nai de paaaya... Ye galat hai.. Is baar chance milna chahiye ... Mera attemt hai 1 bacha hua but.. Date of birth ke issue ke chalte nai de paaya😢😢
Badli jana Chahiye (1jan hona chahiye)or attempts bhi general walo dna Chahiye kyoki pechlonsalo main corona and age ke karan bahut problem hue h mera bhi birthday 9 jan h toh m bhi ninde paye
Kuch nahi hoga ish sarkar ne sirf kishan aur jawan ko hi pareshan kar rakkha hai...same ye ssc 2023 me kar chuke hai...6 months age apne aap aage kar di
Would request judiciary to look into it as it seems to be a violation of fundamental rights instead can't it be without any age restriction and can opt for number of attempt available to each individual... Just my personal views
Maine upsc kbhi nhi diya h.. Mujhe pta hi nhi tha.. Ki ye bhi koi exam hota h.. Social media jb se aaya tb jaankaari hui.. Mai house wife hu aur exam dena chah6i hu.. Mujhe bhi mouka milna chahiye
koi discrimination nahi ho raha hai jaisa hia vaisa hi thik hai .agar discrimination ho raha hai to 1 january hone par bhi discrimination hoga kuy ki agar koi 2 January 2004 ko born huaa hai then vo 2025 ka attempt nahi de payega yani direct 22 saal ke umar me exam dega 😂 vichare ka 21 saal me IAS ban ne ka sapna bhi ho sakta hai 😂 Understand through example:- Agar koi candidate 17 April 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam de sakta hai, kyunki uski minimum eligibility age 17 April 2025 tak puri ho jati hai. Dusri taraf, agar koi candidate 17 August 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam nahi de sakta, kyunki uski minimum age 17 August 2025 ke baad puri hogi. Lekin agar dono candidates ke attempts ke perspective se dekha jaye, toh dono ke total attempts same hi hote hain. Yeh is prakar samajhiye: 1. 17 April 2004 wale candidate ka last attempt 2031 me hoga, kyunki tab uski maximum age limit puri ho jati hai.( isne 2025 me exam diya yani ak saal jaldi diya isliye iska jaldi yani 2031 me hi attempt khatam ho gaya ) 2. 17 August 2004 wale candidate ka last attempt 2032 me hoga, kyunki uska ek attempt 2025 me chhoot gaya tha.( iska 2025 me ak attempt chhut gaya tha ,jo ki 2032 wala attempt se cover ho gaya ) Is tarah, dono candidates ke total attempts ka count barabar rahta hai, bas ek ka cycle thoda pehle shuru hota hai aur dusre ka thoda baad me. NOTE:- Koi discrimination nahi ho raha hai, agar hota to CJI Dy chandrachud jo bebakuf the isliye reject kar diya . NOTE:- agar 1 january hoga to koi 21 saal me UPSC crack hi nahi kar payega sivaye 1 january or November, December me paida hua candidate ke alaba . Or baki ko to mains aate aate 22 sal ho gaye honge 😂 Note :- Agar change karna hi hai to 31 December karo sab exam de payenge 1 August ak middle kaa kam kar raha hai jiski wajah se sab 21 saal ke umar me exam to de paa rahe hain ,haan kuchh month ka idhar udhar ho raha hai par 21 ki umar me prelims to de paa rahe hain .
Bada deni chahiye age criteria sabhi k liye including general category, jab modi 80 sal me retired nhi ho rha to gov job walo ko bhi chhot chahiye koi late shuruaat karta hai ,
10:53 me koi bhi atirikta avsar nhi mil rha h kyu ki jab minimum age limit me hoge to ek saal pahle bhar sakte h 1 aug se pahle Wale wahi haal bass maximum me h tab 1 aug se baad walo ko fayda hota h Ye petition bhi reject ho jaayegi may be kyu ki koi injustice nhi ho rha h dhyan se samjhne pr sab sahi samjh aayega
EWS को उम्र सीमा में छुट अब तक क्यों नहीं मिला है ? 😢😢 कब मिलेगा ? आरक्षण का मतलब ही उम्र सीमा में छुट होता है तो EWS को OBC की तर्ज पर 3 साल की छुट क्यों नहीं मिल रहा है ????😭😭 आरक्षण का मुख्य लाभ ही AGE Relaxation है , उम्र निकल जाने के बाद 1 भी Post के लिए लायक नहीं होता😭😭, इसलिए Reservation दिया जाता है, किन्तु EWS के साथ भी समानता ( Right to Equality ) का व्यावहार होना चाहिए
I missed my last attempt of 32 years. OC category, just because I'm born before 1st Aug...this is injustice....same saal mein paida hone waale doosre log likh sakte hai...aur kuch log nai likh paate just because of birth before and after august....I lost my last attempt because of this...yeh galat hai...mai 31 yrs ki hoke bhi nai likh paai...kyunki born before august.....THIS IS INJUSTICE
Samj ni ata ye log study ke piche kyu pad gye hai ,,,matlb seriously bpsc,uppcs,ab upsc ...band karo yr... Kitna panic karoge bacho ko ....bacho ko padne do .. Matlb protest hi karte reh ... Itna distraction kyu ....
Kisi bhi examination k liye age ki limitation nhi hona chahiye...hme knowledge ki jarurat hai aur knowledge aur age ka koi sense nhi bnata....hamre desh ke system mai abhi kafi immurity dikhti hai...😊
Upsc cds ka form m issliye nahi fill kr skti kyuki uski age limit 2 January 2001 hai or meri date of birth 1 January hai mera last attempt bss ek din ke anatar per reh gaya
@hunterkiller55 meri DOB 23/6/2007 hai is calculs se 2028 mai June mai jakar 21 ki huogi aaur 1 jan ho jaigi to mai 2028 mai attempt nhi de skugi kyoki 20 year ki huogi us time antra aatma se mhapurush
UPSC me age limit ka kya logic hai? (Anpadh ya kam padhe-likhe door rhen) Jo padhe-likhe hain wo ek bar geharayi se sochen, tark se reply karen...fir mai kuch apne tark aur asal duniya ke tathya rakhunga.👍
प्रश्न: हाल ही में किस परीक्षा को लेकर अभ्यर्थियों ने मुख्य मुख्य न्यायाधीश को पत्र लिखे हैं?
(a) एसएससी
(b) यूपीएससी
(c) एमपी पीएससी
(d) यूपीपीसीएस
Upsc ❤
UPSC
@@SANSKRITIIAS B
B
b
Covid attempt के मुद्दे का क्या हुआ, Sir.
Age limit atleast 35years hona chahiye..for all general students..
सभी वर्ग की एकसमान age 38 कर देनी चाहिए।
😂😂😂😂
Aisa keval tbhi hona chahiye jb lgatar chhal kapati jatiyon ka 300 years tk shoshan hoga
Agr shoshan krawao to btao chamaron se joote khaoge kya .. chamaron ki gaali sunoge kya agr nhi .. to shaanti se jo mil rha usme khush rho.. vaise b bhikhari Kota lete hi ho sudama Kota sbse bda scam h reservation m
Kyo Kar deni chaiye
scdedule cast me aana padega aaoge
@@Iambharatsangathapri
In every exam SSC, Railway, UPPSC, BPSC etc.
Only One Pre and One Mains
No Normalisation.
छात्र शिक्षक एकता जिंदाबाद।
Supreme court ko 31 december rakhni chahiye age date cut off ...
Or ldkiyo ke liye age limit 35 rakhni chahiye...kyoki women pe bht si responsibility hoti hn shadi bche etc or unke pas option ni hota ...time mile to wo apna stand kr skti hn apne dream ke liye ...
Acha aur ldkon ki to hoti hi nhi h bina job k shadi 😂😂 aur unke pass to jese responsibility hoti hi nhi hain hna .....
freedom hoti h jyada sir ladko ko sir
Female 35 age honi chahiye
Chup kr feminist
EWS को उम्र सीमा में छुट अब तक क्यों नहीं मिला है ? 😢😢 कब मिलेगा ?
आरक्षण का मतलब ही उम्र सीमा में छुट होता है तो EWS को OBC की तर्ज पर 3 साल की छुट क्यों नहीं मिल रहा है ????😭😭
आरक्षण का मुख्य लाभ ही AGE Relaxation है , उम्र निकल जाने के बाद 1 भी Post के लिए लायक नहीं होता😭😭, इसलिए Reservation दिया जाता है,
किन्तु EWS के साथ भी समानता ( Right to Equality ) का व्यावहार होना चाहिए
हम भी सहमत हैं उम्र की गणना 1 जनवरी से ही की जाए
यदि ऐसा होता है तो मैं 2026 का अटेम्प्ट नहीं दे पाऊंगा ,2027 में देना पड़ेगा ।
यदि ऐसा होता है तो इसे न्यायालय में पुनः विचार के लिए अपील की जाएगी ओर कानूनी लड़ाई लड़ी जाएगी
1 January ही Logical , Equality वाला होगा सभी के लिए
जय हिन्द 🇮🇳🇮🇳✌️✌️
Toh isse first attempt walo ka nuksan hoga unka 1 saal kharab hoga
Sir please spread this info to everywhere. We all want the cutoff date to be 1st January.
Bilkul bhai
Age count 1 January se Hona chahiye .Mera dob 23 August h😅
@@Vikash.nomadic kya huaa
1 january hone pe bhi tumahara loss hi hoga ,agar 31 December ho tab jaa ke sab kaa fayeda hai 😂
@BE_Monk dekho 1 August bhi bna rhe mujhe ganta frk nhi pdta
isme Tera fayda hai
21 sal ka ho jayega tu practically lekin technically 20 sal ka hoga
iska matlab 1 saal aur
Jab notification feb mein aa raha h toh date 1st august kyu ...
Phele exam aug mein hota tha prelims isliye august thi .but ab exam may mein hota h .toh cutoff date kyu nhi change ki.
Aayu sima 20 varsh karo
Mera opinion yeh h ki sabhi category ki age limit same kar de... Age 32 for all categorize Because sab ka saman adhikar h... Sarkar hi h jo bhed bhav kar rahi hai....
Aur yeh age limit 32 se badha deni chahiye... Kyun ki responsibility uthane ke liye yeh age kam h... Kyun ki sab ka iq level ek jaisa hota nahi h... So ager yeh 35 ho jaye for all categorize to bat bane... Aise m general wale alag rote h ki unhe age m aur cut off m piche reh jana hota h... Saman adhikar se yeh sab kam hoga...
Acha tu itna gyani h
Desh m itni asamanta kyu h fir
@Open299 mere gyani hone se ky hoga... Desh to modi chala rahe h...
Unka gyani hona matter karta h....
Meri tarah ap bhi gyani hone ummid karti hu yehi main... Aur iska pta apki bhasha se lgaya ja skta h manyavar 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ye positive discrimination hai, abhi tak halat bahut zyada sudhare nahi hai isliye ye jaruri hai.
Acha kabhi nali sewer me ghuskar saf kiya jati ka kadua swad liya. Gyan pelane aa jate ho. Obc SC st ke liye age limit 40 year honi chahiye
@ wahi to ye aayi h gyan dene
supreme court me appeal kare ki ladkiyo ki to sadi kar di jati h or fir unka maximum time ghar pariwar bachhe me nikal jata h....isiliye unhe upsc me age limit adhik hona chahiye
सर UPSC की Prelims पहले अगस्त में हुआ करती थी, इसीलिए पहले तो वह ठीक था 1 अगस्त को आयु सीमा मानना, लेकिन अब 2-3 साल से UPSC की prelims अगस्त में नहीं बल्कि मई में हो रही हैं (उदाहरण के लिए 2025 की prelims exam 25 may को हैं)
इसीलिए अब UPSC CSE की आयु सीमा को 1 मई मानना उचित रहेगा क्योंकि यह लॉजिकली सही भी है, या फिर जिस महीने में UPSC CSE prelims exam ki advertisement published होती हैं उसी महीने को आयु सीमा निर्धारित करना चाहिए, इस हिसाब से 2025 की UPSC Prelims ki advertisement 22 January 2025 ko आने वाली है तो इस हिसाब से 1 January को आयु सीमा निर्धारित करना सबसे अच्छा होगा ।
डेट कट ऑफ कोई issue नहीं है फिर किसी की 2 जनवरी डेट ऑफ बर्थ हुई तो फिर वो सुप्रीम कोर्ट जायेंगे यह सभी के हित में नहीं होगा
Bhai 2 jan ko wo 33 years ka ho jayega , to usko to waise bhi dikkat nhi hai but jo july tak 32 years ko rhe hai unka to miss ho ja rha hai na same year mai !
Ha yaar 1 August hi shi hai 😊😊😊😊
Sir, jo 21 years k nahi huye h, unhe future me chance to mil jaega par jo 32 ka nahi hua h, vo bhi bahar ho jaega 2 august k hisab se aur usse future m kabhi mauka nahi milega
31 Dec hona chahye
Attempt 1 ho ya last bohot matter karta h aspirant ke liye equality chahiye toh sabke liya honi chahiya varna hum bhi keh sakte h tum 32 ki umar mein hi kya karoge exam clear krke
Please do justice to us... criteria should be 1 January
Sabse jaruri hai exam duration km kro
Pure exam m 1 saal zyada time lighta h
Usko 1 saal s km kro
58 Saal ki age limit honi chahiye for All category.
Kyonki sab log pariksha ki tayyari me lage rahege.
Aur koi apne ko berojgar nahi kahega.
Andhbhakt zindabaad
UPSC me bahut changes huye h...isme me v hona chahiye... notification ki date ko base banana chahiye..koi v aspirant agar is date ko eligible h ..,.na 1 August na 1 January
Cut off date 1 January होना चाहिए
Aisa to sare exam date fix hoti hai.. How can be it discriminating ,, let's if 1 january then what about 2nd january birth date will tell it is discriminate against him
Age limit khtm kr deni chahiye ye yogyta ke adhar pr honi chahiye na ki personality base pr yogye viyakti 50saal me bhi ho sakta h khaskr mahlaye jo 40,45ke baad hi aage aati h
सिर्फ year होना चाहिए date को हटा देना चाहिए। 21 साल वाले बच्चे को लास्ट में फायदा होगा लेकिन 32 साल वाले तो loss होगा न। किसी को भी loss नही होना चाहिए
Same issue mera raha... Is baar.. Main apne pure aatemt hi nai de paaya.. 😢16 days ka farak pada bus.. Muje bi last attemt chahiye mera😢😢
When the decision will come...?
Same issue ke chalte.. Main apna 1 attemt nai de paaaya is baar ka.. Because DOB 15 july hai meri... Main apne attempt nai de paaaya... Ye galat hai.. Is baar chance milna chahiye ... Mera attemt hai 1 bacha hua but.. Date of birth ke issue ke chalte nai de paaya😢😢
अभ्यर्थियों का तर्क बिल्कुल सही है माननीय सर्वोच्चय न्यायालय से हम लोगों की अपील है कि विद्यार्थियों की बात सुननी चाहिए 🙏🙏🙏🙏🙏
Hona chahiye. 40 years tak general category karna chahiye. States govt PSC me to 40 years hota hai.
Nhi 50
@ashutoshcivil9388 tu apna dekh be.
Ye kya ho raha hai sare civil services exam me kuch n kuch ko lekr protest ho rhe hai 😢 sb sahi hoga bhi ki nhi yha😢
Badli jana Chahiye (1jan hona chahiye)or attempts bhi general walo dna Chahiye kyoki pechlonsalo main corona and age ke karan bahut problem hue h mera bhi birthday 9 jan h toh m bhi ninde paye
Kuch nahi hoga ish sarkar ne sirf kishan aur jawan ko hi pareshan kar rakkha hai...same ye ssc 2023 me kar chuke hai...6 months age apne aap aage kar di
मुझे इस बार कट ऑफ डेट से बाहर कर दिया था 5/07/1992 के आधार पर
जब की में 32 साल का हुआ भी नहीं था Feb में और मेरा एक अटेम्प्ट रह गया था
Same mera bhi 😢
Mine is 3rd July
Same here....dob 1 july ..mera iss baar ek attempt rah jayega
Kuchh ho skta h kya abhi ??
😢😢😢.... main bihar ho ga April me janam tha.. August me jodne se main form nahi bhar payen
Jab sc ka koi v aspirants 35 sal me bhi exam dene ke yogy h to fir general category ka kyo nhi... Y to bhedbhab h...
जब खुद पर बीतती है भेदभाव समझ आता है, जब मुस्लिम, अंग्रेजों का शासन हुआ तब पता चला कि भेदभाव क्या होता है,
Bhai 37 h unki
Are gyani baba 21 me kewal 1 percent log exam dete hai...gyan mat do apna
Mahilao ko samanta dilane k liye umr sima 36 year Krna chahiye....
Kis khushime ? 33% diya na already.
@aspiranttoofficer9847 bhali 33pecnt le lo pr..age 36 rhne do...hm apne mehnt se le lenge...tumhara 33 nhi chahiye
Cut off date change nahi honi chahiye 😢😢
Thank you so much Sir, aapne itna gambhir issue uthaya🙏
Would request judiciary to look into it as it seems to be a violation of fundamental rights instead can't it be without any age restriction and can opt for number of attempt available to each individual... Just my personal views
sabse best rahega ki form application ke last date ko cut off date maan liya jaye...
Maine upsc kbhi nhi diya h.. Mujhe pta hi nhi tha.. Ki ye bhi koi exam hota h.. Social media jb se aaya tb jaankaari hui.. Mai house wife hu aur exam dena chah6i hu.. Mujhe bhi mouka milna chahiye
koi discrimination nahi ho raha hai jaisa hia vaisa hi thik hai .agar discrimination ho raha hai to 1 january hone par bhi discrimination hoga kuy ki agar koi 2 January 2004 ko born huaa hai then vo 2025 ka attempt nahi de payega yani direct 22 saal ke umar me exam dega 😂 vichare ka 21 saal me IAS ban ne ka sapna bhi ho sakta hai 😂
Understand through example:-
Agar koi candidate 17 April 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam de sakta hai, kyunki uski minimum eligibility age 17 April 2025 tak puri ho jati hai. Dusri taraf, agar koi candidate 17 August 2004 ko paida hua hai, toh vo 2025 me exam nahi de sakta, kyunki uski minimum age 17 August 2025 ke baad puri hogi.
Lekin agar dono candidates ke attempts ke perspective se dekha jaye, toh dono ke total attempts same hi hote hain.
Yeh is prakar samajhiye:
1. 17 April 2004 wale candidate ka last attempt 2031 me hoga, kyunki tab uski maximum age limit puri ho jati hai.( isne 2025 me exam diya yani ak saal jaldi diya isliye iska jaldi yani 2031 me hi attempt khatam ho gaya )
2. 17 August 2004 wale candidate ka last attempt 2032 me hoga, kyunki uska ek attempt 2025 me chhoot gaya tha.( iska 2025 me ak attempt chhut gaya tha ,jo ki 2032 wala attempt se cover ho gaya )
Is tarah, dono candidates ke total attempts ka count barabar rahta hai, bas ek ka cycle thoda pehle shuru hota hai aur dusre ka thoda baad me.
NOTE:- Koi discrimination nahi ho raha hai, agar hota to CJI Dy chandrachud jo bebakuf the isliye reject kar diya .
NOTE:- agar 1 january hoga to koi 21 saal me UPSC crack hi nahi kar payega sivaye 1 january or November, December me paida hua candidate ke alaba . Or baki ko to mains aate aate 22 sal ho gaye honge 😂
Note :- Agar change karna hi hai to 31 December karo sab exam de payenge
1 August ak middle kaa kam kar raha hai jiski wajah se sab 21 saal ke umar me exam to de paa rahe hain ,haan kuchh month ka idhar udhar ho raha hai par 21 ki umar me prelims to de paa rahe hain .
भाई की बात मैं दम है। ऐसा सभी एक्जाम मैं होना चाहिए डेट कट ऑफ 1जनवरी सही है।
EWS को उम्र में और अवसर में 5 वर्ष की छूट दी जाय ।
हां रे भीखमंगे
Pura student ka reservation cancel kr dena chahiye 😂😂😂😂😂😂😂😂.
@@factspeechs348tum hi to kahi ke bhikh mangane hoge sc,st Wale 😅😅😅😂😂😂😂😂.
Reservation hatake sbka age ek hi hona chahiye limit 38yrs
Upsc exam tough hai age limit khtm hona chahiye
Bada deni chahiye age criteria sabhi k liye including general category, jab modi 80 sal me retired nhi ho rha to gov job walo ko bhi chhot chahiye koi late shuruaat karta hai ,
10:53 me koi bhi atirikta avsar nhi mil rha h kyu ki jab minimum age limit me hoge to ek saal pahle bhar sakte h 1 aug se pahle Wale wahi haal bass maximum me h tab 1 aug se baad walo ko fayda hota h
Ye petition bhi reject ho jaayegi may be kyu ki koi injustice nhi ho rha h dhyan se samjhne pr sab sahi samjh aayega
Age limit badni chahiye
Age limit ko increase karna chahiye
सभी वर्गों के लिए आयु सीमा को 40 वर्ष निर्धारित करना चाहिए
Bilkul galat hota hai age cutt off me parivartan hona chahiye...1 sal extra jod deta hai upsc...
Meri date of birth 1 August 1992 hai mere sath ye hua hai main 2 attempt nhi de pai i wish ye phle shi ho jata
Same rhna Chhiye
Ya fir jis month me prelims hai vo month karnna chahiye
ye logical bi hai
not 1 January
1 jan cut off date hona chayie
1 Jan chahiye sir.....
EWS को उम्र सीमा में छुट अब तक क्यों नहीं मिला है ? 😢😢 कब मिलेगा ?
आरक्षण का मतलब ही उम्र सीमा में छुट होता है तो EWS को OBC की तर्ज पर 3 साल की छुट क्यों नहीं मिल रहा है ????😭😭
आरक्षण का मुख्य लाभ ही AGE Relaxation है , उम्र निकल जाने के बाद 1 भी Post के लिए लायक नहीं होता😭😭, इसलिए Reservation दिया जाता है,
किन्तु EWS के साथ भी समानता ( Right to Equality ) का व्यावहार होना चाहिए
Sab bjp karti hai koe vikas to kar nhi Rahi ulte me Dhanga ka roop deti hai 😢😢😢😢
I missed my last attempt of 32 years. OC category, just because I'm born before 1st Aug...this is injustice....same saal mein paida hone waale doosre log likh sakte hai...aur kuch log nai likh paate just because of birth before and after august....I lost my last attempt because of this...yeh galat hai...mai 31 yrs ki hoke bhi nai likh paai...kyunki born before august.....THIS IS INJUSTICE
Sir sanskarti IAS me mains answer writing program start kB hoga
1 january se hona chahiye
Exactly....this is genuine problem...sc must solve it
Jis din notification jari hoga ushi din se Age count honi chahiye
😂😂 to unka first attempt bhi to jaldi mila tha😂 August ke baad walonko nhi mila tha....
Samj ni ata ye log study ke piche kyu pad gye hai ,,,matlb seriously bpsc,uppcs,ab upsc ...band karo yr...
Kitna panic karoge bacho ko ....bacho ko padne do ..
Matlb protest hi karte reh ...
Itna distraction kyu ....
Sabhi ka 21 se 40 age aur attempt limit nahi hona chahiye
Supreme court ji mujhe IAS hi Banna hai isiliye (sc)female ki 5 saal ka aur avasar den🙏🙏🔥🔥
Bhaii fir to school college bhi 1 jan se hi start hine chahiye.....
Kisi bhi examination k liye age ki limitation nhi hona chahiye...hme knowledge ki jarurat hai aur knowledge aur age ka koi sense nhi bnata....hamre desh ke system mai abhi kafi immurity dikhti hai...😊
35 tk samay dena chahiye...
Sir hamara kya hoga.. Is issue ke chalte main pure attemt hi nai de paaya is saal.. Hamara bi soche.. Hame to 6 ki jagh 5 attemt hi mil paaye hai...
Maharaj kabhi to video ko chota karne ke कोशिश kiya kare
Sir ji is karn mujhe to 43 din km hone ke karn 1year ka wet krna hoga😢
25 year se jyada age limit honi hi nhi chahiye
Upsc cds ka form m issliye nahi fill kr skti kyuki uski age limit 2 January 2001 hai or meri date of birth 1 January hai mera last attempt bss ek din ke anatar per reh gaya
1 January honi chahiye Age
Cut off date 29 Feb hona chahie 😅😂
UPSC is Autonomous body kisi ke kuch suggestions se kuch nhi hoga 😅😂
1 jan hone chaiye❤❤ plss sir 🙏
Upsc me age limit general walo k liye 40 year ka hona chahiye
मेरा 2 जनवरी है, वैसे मे फिर मैं छूट जाऊंगा ।😂😂😂
हर cutoff date पे प्रॉब्लम होगा।
2 January वाला 33 साल का हो जाएगा ...
इसलिए 1 January सबके साथ न्याय कर sakega
Nothing will happen there is no discrimination
Sir mera bhi ek attempt gya iske wajah se
Sir mera date of birth 20/09/2003 hai kya mai upsc ka exam de sakte hu
Haa 2025 ka
मेरा एक प्रयास इसी लिए छूट गया
General wale kaha jayen bhai...
Age limit khatm kr dena chahiye aur 1 aug ko bhi khatm hone chahiye
CAPF ac ka petition dalo group A service ke liye 25 age limit?
Upsc ka age dena chahiye ak bbb bara compitition h ...unhe genral ko 36 yers dena chahiye
Upsc बिल्कुल sahi है अपनी जगह❤
1 jan ho jaigi to mai 2028 mai attempt nhi de skugi aaur ye mera phela aaur aakhri attempt hai 😢😢😢😢😢😢😢😢 aesa nhi hona chahiye 1 August hi shi hai
dimag se paidal ho kya 1 jan se 2028 me q nhi de paogi ?/
@hunterkiller55 meri DOB 23/6/2007 hai is calculs se 2028 mai June mai jakar 21 ki huogi aaur 1 jan ho jaigi to mai 2028 mai attempt nhi de skugi kyoki 20 year ki huogi us time antra aatma se mhapurush
UPSC me age limit ka kya logic hai?
(Anpadh ya kam padhe-likhe door rhen) Jo padhe-likhe hain wo ek bar geharayi se sochen, tark se reply karen...fir mai kuch apne tark aur asal duniya ke tathya rakhunga.👍
Ap coaching wale log bhi please support kijiye 1jan ki
Nhi Aisa nhi h kyuki agar 1 january bhi rakh denge to bhi yahi hoga ye faltu h isme koi logic Nhii h
Abhi ke yuvao ko nokri Deni chahiye kyu ki jis or jawani chalti hai us or Jawan chalta hai Jay hind 🙏
Neta log me age limit hona chahiye..
Bilkul 1st jan hona chahiye
Badalni chahie 1 jan hono chahie 1 aug ka kya hi tuk h
Sb apni mange inke samne likh do....😂😅
Age limit ko please khatam karo 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
SAME PROBLEM WITH ME
Girls candidate ka age limit 35 kr dena chahiye
1st January is fair
Maximum age 1 jan hona chahiye