Yahan pehle kooda kachara fenka jata tha.. jhugggi jhopadi hata kar khali karaya gya ta . isase achha kendriya vidyalaya ke samne wale park me mahotsav lagana chahiye tha
Han Sahi kaha kendriya vidyalay Wale ki locality bhi bahut acchi thi but yaha ka area bhi achcha nahin hai but still ground utna hi hai lagbhag kya kar sakte hain Laga hai
Hindustan hastshilp mahotsav ki date extend hui h kya?any idea?
Nahi abhi to aise koi khabar nahi h
Ok thank u@@savitakasansaar
22 tak hogaya hai
Waha kya ticket ka kya price
Between 30 to 50 rupees hi hoga day 1 to ticket counter hi nahin Laga tha next time aapko jarur bataenge Kitna ticket price hai
महोत्सव और मेले में क्या फर्क है सस्ता कहां मिलता है सामान और तुलसी pot कितने k थे , बताए जी
Honestly speaking mahotsav thoda costly lgta h aur mela sasta Tulsi pots apko daliganj me me sahi price me mil jayega yaha 300,400 price h
@savitakasansaar तभी हम इंतजार कर रहे हैं कटकी मेले का ☺️
@Nora-y4s lg gya h mela video upload Kiya h abi
Yahan pehle kooda kachara fenka jata tha.. jhugggi jhopadi hata kar khali karaya gya ta .
isase achha kendriya vidyalaya ke samne wale park me mahotsav lagana chahiye tha
Han Sahi kaha kendriya vidyalay Wale ki locality bhi bahut acchi thi but yaha ka area bhi achcha nahin hai but still ground utna hi hai lagbhag kya kar sakte hain Laga hai
Finally 😊
Yesss😉☺️❣️
Right wo road safe ni h especially in night time or evening time in winters
Mujhe to din me bhi sahi nhi lg rha tha...iss baar location acchi nhi h😑
@savitakasansaar hmm apko udhar se ni jana chahiye tha waha risky plus Ganda bhi bahut hai ...aap sachivalay colony se aati jaha petrol pump h
@divyaverma158 Haan first time udhar se hi gye but kal engineering College se aaye to aana pada