bhagwan yahan ye samjha rhe hai ki tum jinke liye dukhi horhe ho woh markar phir kisi na kisi doosre body main janam lelenge apne karmo ke hisab se permanent unki bas aatma hai ye body nhi jisse tumhe lagao hogya hai ye rishte naate basmarte dum tak hai markar phir jab aatma naya body leti hai usme phir rishte naate banati hai aur pichle waale naye body main naye rishton ke saath yaad bhi nhi aate isliye sacchai ,dharm innke liye yudh karo ye rishte naate aur jism se kahin badhkar hai ...aatma ki importance bhi batarhe ki aatma bhagwan ka hissa hai woh KAAL(time ) se bhi bada hai
Hindu bhaio ek baat ko samjho aatma ka maalik pramatma.jaise na to atma ka roop hota h aise hi Param atma ka roop hota h.jaise atma ne roop liya ek manav ka.aise ji Param atma ka roop liya Shri Ram ka Shri Krishna ka.yehi satya h.atma b dikhai nai deti or isi tarah Param atma b dikhai nai deti.atma jo h Param atma ka hi ek chota sa hi ansh h.patam atma sagar h or atma sagar kl ek boond h.umeed h aap thoda bahut to samajh gaye honge
Arjun ka main gun/character tha empathy and eagerness to learn... Isiliye toh woh Bhishm, Dron ko pyara tha. Mahabharat ke kai version yeh batate hai ki Duryodhan bhi Arjun se lagaav tha
arjun ke har question main bhi bohot depth hai hamesha se arjun ne jo sawaal puche hai unhe dekhkar aur padhkar yahi pata chalta hai poori insaniyat ka 1 tarike se representative banke arjun humare sawaal direct bhagwan se puch rhe hai
Wahan Arjun ko ekbaat 3 baar samjhaana padhta tha. Yahan real wale Shree Krishna wala feeling aa raha hai jahan 45 mein Shree Krishna ne Arjun ko sab sikhaya tha.
bhai nadeem aur sameer bhai kal se ep 74 part 4 tak try karna jitna hosake comments padhein kyunki yahan gyaan diya jaarha hai yahan bhagwan kuch yaad karke yaa kahin se padh ke nhi batarhe ye khud se batarahe jo ki aaj ki date main geeta ke roop main hum padhte hai specially nadeem bhai ke liye kyunki unka pehli baar hai ...jitne hosake comments padhe agle 2 episode main zaroorat hogi
Sharir ki mrityu hoti hai aatma ki nai matlab ....jism katm hota hai rooh nai jism Marta hai rooh nahi Marti woh dusra janm lekar Naya jism hasil kar leti hai....rooh ..Amar hai
Kuchh episode miss ho rahe hai . krishna ne barbarik ka sir bhi kaat ke manga tha jo bhim ka beta tha ..jo apane teen teer se hi puri mahabharat ko khatam kar sakata tha .or ant tak usake sir ne puri mahabharat dekhi thi
Jung karane ke liye 6 mahine ka samay bhi diya gaya tha taki dono taraf se tayari ki ja sake oh episode bhi miss tha desh ke kai hisson se raja logo ko bulana oh bhi miss hai .
kuch miss nhi kiya hai woh sab stories main hai mahabharat stories main ....imp aur main 94 episodes ke baad jo chizein original mahabharat main nhi hai unhe kaise main story main add karsakte hai
1 point jo sameer bhai miss kargye jab arjun ka sawaal woh bolrhe the arjun ne ye toh kaha he thaa ki woh sab jo khade bas woh 1 aatma hai insaani jism se koi naata nhi hai koi importance nhi hai ? bhagwan ne kaha acha ye batao ye apne pichle janm main kya the tumhe pata hai ? apne agle janm main ye kya honge tumhe pata hai ? nhi agar pata nhi toh tumhara naata toh bas janam aur maut ke beech he hua aur agar maut pehle se likha jaa chuka hai toh uske liye udaasi kyun aur uske liye apne responsibility ko chodna kyun
Love brother love.....if your father did something wrong....aur tumhe unhe maarna pade toh tumhare haanth kaanpenge......yahi haal Arjun ka hai....use un sabhi se prem tha.....
@@jaishriram7034 7 din kahan diya thaa reference dikha do maanjaunga ? man main jo aaya mat bolo inko sahi info do agar nhi jaante toh kuch mat bolo but galat kyun bolrhe 45 min main dediya tha saara gyaan
Asal mein Geeta ko samjhna itna aasaan nahi hai , haan Agar Ramanand Sagar wali shri krishna dekhi jaaye to usmein bahut aasaani se samjhaane ki koshish ki gyi hai 👍👍👍
arjun bhism ji dronacharye ji se bhut pyar krta tha ❤❤ isliye
Knowledgeable chapter
Krishan ji Geeta ka ghyan de rhe hai❤
Jai shree Krishna
Shree Hari shree krishna 🙏
❤❤
Please be alert for 10 days, the upcoming episode is going to be interesting.😂
After mahabhrat start #srikrishna 🎉
Ep. 72/1-2..arjun visadnam prtham adhyay.
urdu shabd bolne se na darein 😊
Bilkul sahi
Jai hind Rajasthani Indian ❤❤❤❤❤❤
bhagwan yahan ye samjha rhe hai ki tum jinke liye dukhi horhe ho woh markar phir kisi na kisi doosre body main janam lelenge apne karmo ke hisab se permanent unki bas aatma hai ye body nhi jisse tumhe lagao hogya hai ye rishte naate basmarte dum tak hai markar phir jab aatma naya body leti hai usme phir rishte naate banati hai aur pichle waale naye body main naye rishton ke saath yaad bhi nhi aate isliye sacchai ,dharm innke liye yudh karo ye rishte naate aur jism se kahin badhkar hai ...aatma ki importance bhi batarhe ki aatma bhagwan ka hissa hai woh KAAL(time ) se bhi bada hai
Ap sab ka reaction bhot Acha hai🙂
Bhagwan Shree Krishn Geeta ka gyan dekar Arjun ke sare doubt clear karenge uske baad vo samjhenge ...
Jai dwarkadhish
Jay shree Krishna 🕉️👏🕉️👏🕉️👏
❤
Aap bikul sahi arth samaj rahe he
Arjun sab samajh raha hai
Question or answer to hamlogo ke liye ho raha hai
Question answer nahi hota to hame geeta kaha se milti
sab sahi chalrha hai brother kuch bolrhe hai episodes miss hai esa kuch nhi aap sahi jaarhe ho 👍👍
Geeta gyan ke sare Sanskrit shlok shree Krishna ji yani Nitish Bhardwaj ji ne khud yaad kar ke bata rahe hai
पाकिस्तानिओ आप देखो अर्जुन का पत्र एक
मुस्लिम भाई है आप इस बारे में कुछ कहोगे
हिन्दुस्तान क्या चीज है
जय हिंद
Hindu bhaio ek baat ko samjho aatma ka maalik pramatma.jaise na to atma ka roop hota h aise hi Param atma ka roop hota h.jaise atma ne roop liya ek manav ka.aise ji Param atma ka roop liya Shri Ram ka Shri Krishna ka.yehi satya h.atma b dikhai nai deti or isi tarah Param atma b dikhai nai deti.atma jo h Param atma ka hi ek chota sa hi ansh h.patam atma sagar h or atma sagar kl ek boond h.umeed h aap thoda bahut to samajh gaye honge
Arjun ka main gun/character tha empathy and eagerness to learn... Isiliye toh woh Bhishm, Dron ko pyara tha. Mahabharat ke kai version yeh batate hai ki Duryodhan bhi Arjun se lagaav tha
Gita gyaan tbhi to sunnnego ko milega jb arjun mna krega tb ❤
arjun ke har question main bhi bohot depth hai hamesha se arjun ne jo sawaal puche hai unhe dekhkar aur padhkar yahi pata chalta hai poori insaniyat ka 1 tarike se representative banke arjun humare sawaal direct bhagwan se puch rhe hai
Bhai ramanand sagar wala dekhoge toh bhagwat geeta ko bahot ache tarike se samajhaya gya hai
hmm woh he 1 part hai jo saare serials main se usme sabse acha dikhya hai
Wahan Arjun ko ekbaat 3 baar samjhaana padhta tha. Yahan real wale Shree Krishna wala feeling aa raha hai jahan 45 mein Shree Krishna ne Arjun ko sab sikhaya tha.
Exactly. They showed examples to make knowledge crystal clear to everyone.
🙏
bhai nadeem aur sameer bhai kal se ep 74 part 4 tak try karna jitna hosake comments padhein kyunki yahan gyaan diya jaarha hai yahan bhagwan kuch yaad karke yaa kahin se padh ke nhi batarhe ye khud se batarahe jo ki aaj ki date main geeta ke roop main hum padhte hai specially nadeem bhai ke liye kyunki unka pehli baar hai ...jitne hosake comments padhe agle 2 episode main zaroorat hogi
Sharir ki mrityu hoti hai aatma ki nai matlab ....jism katm hota hai rooh nai jism Marta hai rooh nahi Marti woh dusra janm lekar Naya jism hasil kar leti hai....rooh ..Amar hai
Kuchh episode miss ho rahe hai . krishna ne barbarik ka sir bhi kaat ke manga tha jo bhim ka beta tha ..jo apane teen teer se hi puri mahabharat ko khatam kar sakata tha .or ant tak usake sir ne puri mahabharat dekhi thi
Jung karane ke liye 6 mahine ka samay bhi diya gaya tha taki dono taraf se tayari ki ja sake oh episode bhi miss tha desh ke kai hisson se raja logo ko bulana oh bhi miss hai .
Aap logo ne jung dekhane ki jaldibaji mai Kai episode miss kiye hai
kuch miss nhi kiya hai woh sab stories main hai mahabharat stories main ....imp aur main 94 episodes ke baad jo chizein original mahabharat main nhi hai unhe kaise main story main add karsakte hai
Shri Krishan dil mein aate hain samjh mein nahi
1 point jo sameer bhai miss kargye jab arjun ka sawaal woh bolrhe the arjun ne ye toh kaha he thaa ki woh sab jo khade bas woh 1 aatma hai insaani jism se koi naata nhi hai koi importance nhi hai ? bhagwan ne kaha acha ye batao ye apne pichle janm main kya the tumhe pata hai ? apne agle janm main ye kya honge tumhe pata hai ? nhi agar pata nhi toh tumhara naata toh bas janam aur maut ke beech he hua aur agar maut pehle se likha jaa chuka hai toh uske liye udaasi kyun aur uske liye apne responsibility ko chodna kyun
Geeta continue hai.....
Love brother love.....if your father did something wrong....aur tumhe unhe maarna pade toh tumhare haanth kaanpenge......yahi haal Arjun ka hai....use un sabhi se prem tha.....
Isliye Arjun yudhh nahi Kar raha kyuki vo koi dushman ko nahi apne Bhishma pitamah aur dronachary se yudh karna hai jo ki bhut mushkil hain
7 din tak bhagwan krishan ne arjun ko geeta ka gyaan diya thaa or whi gyaan aaj tak kaam aa rha hai
OH BHAI ye galat info bilkul mat do bhagwan ne 45 min main he dediya thaa 7 din tak ????🤔😂😂
@rudrasahoo-z6h with out knowledge ho aap thik se gyaan le lo aap sayad kaam aaye
@@jaishriram7034 7 din kahan diya thaa reference dikha do maanjaunga ? man main jo aaya mat bolo inko sahi info do agar nhi jaante toh kuch mat bolo but galat kyun bolrhe 45 min main dediya tha saara gyaan
Pakistanion Jo Arjun bana hua hai Iska asli naam . Firoz khan hai
Asal mein Geeta ko samjhna itna aasaan nahi hai , haan Agar Ramanand Sagar wali shri krishna dekhi jaaye to usmein bahut aasaani se samjhaane ki koshish ki gyi hai 👍👍👍
Urdu shabd bolne se na ghabraye urdu bhi ham samajhte Hai isliye bindas boliye