ไม่สามารถเล่นวิดีโอนี้
ขออภัยในความไม่สะดวก

Mehdi Hassan with Tari Khan-Ik Khalish ko Hasil e Umr e Rawan Rehne diya[Private Mehfil 80s]

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 8 ม.ค. 2022
  • Ik Khalish ko Hansile Umre Rawan
    Tabla- Tari Khan

ความคิดเห็น • 59

  • @vichitram7037
    @vichitram7037 2 ปีที่แล้ว +7

    Waah.! Suman ji, kya khoobsoorat ghazal upload ki hai aaj aapne, dil khush kar diya.!...
    Ek nayaab tohfa hum sab sunne waalon ko dene ke liye aapka dil se shukriya.!..Tasveer bhi itni laajavaab dikhayi hai, aisa lag raha hai jaise hum Mehdi Hassan sahab ko apne musicians ke saath, live gaate hue sunn rahe hain...Jaan daal dii iss live performance mein, behad khushi ho rahi hai dekhkar...
    lss ghazal ki, Bemisaal shaayari, sangeet aur gaayiki ne, hamaare zehan mein ghar kar liya...
    Adeeb Saharanpuri ke ash'aar dil ko chuu lene waale hain, jisei Khan sahab ne apni makhmali awaaz mein gaakar, unhein apni sunder gaayiki se, motiyo'n ki tarah piro diya..Aur ye anmol mala, ghazal ke roop mein sajaa kar pesh ki..
    Ik khalish ko haasil-e-umr-e-ravaa.n rehne diya...Jaan kar ham ne unhein, na-meharbaa.n rehne diya...
    Bade piyaare aalaap ke saath shuruaat ki..Shaastriya andaaz mein gaayi iss ghazal ne dil ki ghehrayion ko chuu liya...
    Kitne marm sparshi bol hain......Chun liya ham ne tumhen, saara jahaa.n rehne diya....Kaun iss tarz-e-jafa-e-aasmaan ki daad de...Aakhir ke sher to rooh ko chuu lete hain, itna dard bhara hai...
    Ye bhi kya jeene mein jeena hai ,baghair un ke 'adib' ..Shama gul kar di gayee, baaki dhuaa.n rahne diya...
    Itne pyaare andaaz se gaaya hai Khan sahab ne in ash'aar ko, kya kahen, lafz hi nahin mil rahe tareef mein bayan karne ke liye.....Tari Khan sahab ka kamaal ka tabla vaadan, nikhaar deta hai iss ghazal aur, gaayiki ko..
    Subhaan Allah hi keh sakte hain.!...Ek baar phir se aapka dhanyavaad.!...Shubh kaamnaayein.!...
    👌👌👌unlimited likes 👍..💐🙏

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว +1

      Shukriya Vichitra Jee itna laajawab comment karne ke liye.

    • @vichitram7037
      @vichitram7037 2 ปีที่แล้ว +1

      Hausla afzaayi ke liye aapka shukriya.!..Suman jee.!..

    • @vichitram7037
      @vichitram7037 2 ปีที่แล้ว

      @@sumansaurav71Jee, maine abhi phir dhyaan se suna, to dekha maine shuruaat mein sargam ki jageh, aalaap likh diya..Par wo ab edit nahin ho raha..galti ke liye kshama.!

    • @prasadkshirsagar6570
      @prasadkshirsagar6570 2 ปีที่แล้ว

      Kya baat hai! We are lucky to listen this great gazal with such a detailed listening qualities! Kya kehene! Wah wah! Beautiful masterpiece!

    • @vichitram7037
      @vichitram7037 ปีที่แล้ว

      Ek aisee piyaari ghazal aur haseen gaayaki, jisei baar baar sunne ko jee chahta hai ! Aur jitni baar bhi sunn le.n mann nahin bharega !
      Waah , Waah! Kya kehne! Subhaan Allah.!.!. 👍👌🥰👌💐🙏💐

  • @NadeemKhan-cm3dl
    @NadeemKhan-cm3dl 4 หลายเดือนก่อน

    Subhan allah no koi peda hoar nab aisa gaiy❤

  • @arnabchakrabarty3465
    @arnabchakrabarty3465 2 ปีที่แล้ว +6

    He created his own gharana in music.that is called " mehdi gharana"in the sub continent.

  • @muhammadsaliqsaliq923
    @muhammadsaliqsaliq923 11 หลายเดือนก่อน

    Mehdi Hassan Saab=Mozart

  • @shoukatali832
    @shoukatali832 11 หลายเดือนก่อน

    Mehdi sahib zindabaad

  • @zara.7320
    @zara.7320 2 ปีที่แล้ว +2

    One of the khan sahab best ghazal🙏💐👌💯

  • @neetasoorma9799
    @neetasoorma9799 2 ปีที่แล้ว +2

    I m no authority or dont dare comment on Kh Sahab but cant stop mydrlf rom saying agsin.. alfaaz kahan se laaein hum aapki tareef mein. Out of this world. Kh Sahab ..we miss you in person although you are with us aleays. 🙏👌👌😔👍👌🙏🙏🙏

  • @shaukatali9865
    @shaukatali9865 2 ปีที่แล้ว +3

    Suman ji kia baat hai aap ki pasand ki aap jaitay rahain

  • @waqarhussain.1910
    @waqarhussain.1910 2 ปีที่แล้ว +3

    God Of Melody.

  • @ayushsinghs06
    @ayushsinghs06 11 หลายเดือนก่อน

    Sooo beautiful Tari khan Sahab embellished the ghazal with his flawless playing🙏🙏❤️❤️

  • @ahadkmk
    @ahadkmk 2 ปีที่แล้ว +1

    Khan sahab Mehdi Hassan ka kamal tha k inteha ka umda kalam choose kar k gatay thay. Itna aala kalam aur kisi ne nahi gaya ho ga, yeh mujay yaqeen ha

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว

      Jagjit saheb ka koi Jawaab nahin tha poetry selection ke maamle mein;it's my personal opinion.Shukriya comment karne ke liye.

  • @adamtrivedi1434
    @adamtrivedi1434 2 ปีที่แล้ว +2

    Again Magician of Sur at his best. Khan Sahab Spell bounds the listener and listening to Mehdi Sahab is no less then meditation. It gives the eternal peace and takes the listener to some other dimension of the world which is isolated from all the worries of this materialistic world. It feels like that we are sailing in the Sea of Sur and Mehdi Sahab is the Sea. Somebody would find it bit exaggerated, but it happens with me always that whenever I listen to Khan Sahab, My eyes start getting wet and at the end finally it flows out. Khan Sahab directly pierces the heart with his Sur and voice.
    As Khan Sahab Left this materialistic world, the first line of this Gazal will be directly relatable to all Khan Sahab Lovers.
    इक ख़लिश को हासिल-ए-उम्र-ए-रवाँ रहने दिया......
    Accompaniment artists on Harmonium is also at his best and Tari Sahab is as usual best in his work.
    Suarav Sahab, Heartiest Thanks for this musical gift.
    Regards,
    Adam Trivedi

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว +1

      Shukriya kya laajawab comment kiye hain aap.

    • @adamtrivedi1434
      @adamtrivedi1434 2 ปีที่แล้ว

      @@sumansaurav71 जी, बहोत शुक्रिया हौसला अफजाई के लिए।

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว +1

      Aap kahan Rahte hain.

    • @adamtrivedi1434
      @adamtrivedi1434 2 ปีที่แล้ว +1

      @@sumansaurav71 जी हम गुजरात (भारत) के भावनगर शहर से है ।
      और आप कहा से है जनाब?

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว

      Mein Bihar se huun. Lekin Jaamnagar Gujrat mein 5 saal raha huun.

  • @voiceofpunjabshaukatali
    @voiceofpunjabshaukatali 9 หลายเดือนก่อน

    Ustad Mehdi Hasan & Ustad Shaukat Ali Khan On Same Stage Kindly Upload Rare Ghazals Of Shaukat Ali Khan Sahab Please

  • @Qureshi00_
    @Qureshi00_ 2 ปีที่แล้ว +1

    One of my all time favourite

  • @yousafvlogt.v9474
    @yousafvlogt.v9474 2 ปีที่แล้ว +1

    wah Ustad Mehdi hassan khan sb kya bat he unki ese log phir nhi aye ge ye log the jo haq rakhte the kis bi tareef ke wah kya ustad log the jinko hamne khoo dya wah wah wah wah wah wah wah

  • @simplythebest65
    @simplythebest65 2 ปีที่แล้ว +1

    Wow! What a unique ghazal discovery enriched with sargam and fine quality of sound plus instrumental jugulbandi wah wah wah zabbardast

  • @arnabchakrabarty3465
    @arnabchakrabarty3465 2 ปีที่แล้ว +1

    Speechless, spellbound.

  • @chimiamb
    @chimiamb ปีที่แล้ว

    It's in Raag Vachaspati

  • @amitajmani9737
    @amitajmani9737 2 ปีที่แล้ว +1

    Shukriya .🙏❤️

  • @masaudjavaid
    @masaudjavaid 2 ปีที่แล้ว

    Speechless, suman bhai, grateful that you sir giving us chances to listen such ghazals of khan sahib Mehdi Hassan khan sahib

  • @gulahmadwali8128
    @gulahmadwali8128 2 ปีที่แล้ว

    🌹👌 سبحان الله 👌🌹

  • @apc78315
    @apc78315 2 ปีที่แล้ว +1

    Masterpiece 👌👌

  • @zohaibjamshaid9651
    @zohaibjamshaid9651 2 ปีที่แล้ว

    Wah g wah kia bt hai maza a ga

  • @ahadkmk
    @ahadkmk 2 ปีที่แล้ว

    Suman ji, kia baat ha, aap k paas bahut nayab ghazalon ka khazana ha, aur aap aik k baad aik nayab tohfa hamain ataa kar detay ho. Aap sada khush raho. Aamin

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว

      Shukriya housala badhane ke liye aur Aashirwad ke liye.

  • @nawabshaukat5978
    @nawabshaukat5978 ปีที่แล้ว

    Divine

  • @emalkamal6256
    @emalkamal6256 2 ปีที่แล้ว

    Wah

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว +1

      Shukriya sir comment karne ke liye.

  • @karandubey6449
    @karandubey6449 2 ปีที่แล้ว +1

    मै तो मस्त हो गया सुन कर 💞

  • @AshishBalsawer
    @AshishBalsawer 2 ปีที่แล้ว

    Beautiful. Who is the shayar?

  • @khawajafarhan2401
    @khawajafarhan2401 ปีที่แล้ว

    Lajawaab ghazal
    Kyun k ye Mehdi Hassan hein.....