Behtr yahi hy k jo bhi muslmano ki jamaat main mutafiqa ho k ye shks saleh yani neek hy ya unsab main behtreen muslman hy usy Agy krdena chahiye bas i think baqi Allah behtr janny wala hy
Assalam alaikum Mere gaon kimasjid me kabhi imam sahab nahi aa Pate aur koi aisa sakhs bhi nahi hota jise imam banaya ja sake to kya kare imamat kaon karega Ispar bhi ek video banaiye. SUKRIY ASSALAM ALAI KUM
Assalamwalekum mai saudi arab me rahta hu yaha mai apni compuny me jamat ke saath namaz padhata hu lekin jo imam namaz padhate hain oh takbeer kahne ka mauka hi nahi dete har bar oh khud hi takbeer kahne lagte hain yahan ka mamool ban gaya hai ki jo imam banega wahi takbeer kahega kiya ye sahi hai ..
Dadhi kitni aungli honi chahiye maine suna hai ki kamse kam 4 aungli per dubai me yahan ke log to durr imaam bhi 4 aungli dadhi nahi rakhte to kya kiya jaye
Asalamualkyum.... Muje ek masla Darpeesh hai.. Muje ye jana hai k humri Mohalla masjid mein imam mukarrar nahi hai... Jo hai unka qeerat ya quran bi tekh nahi.... Ab whn pe namaz parna kaisa rhe...
Bhai mere sawal ka jawab to diye hi nahi...imam kaisa hona chahiye? Qur'an o hadees se bataye plz.. basic question hai ke imam mein kya kya hona shart hai??? simple!
mufti sahab aapki bat durst hai leken aapne bat ko buhat lamba kerdia aapko hadess se dalel de ker samjhna chahiye tha k hades men kia sharten hen imamat k liye
Molana sahib sub sy pehly ALLAH ky Rasool (Sallalah ho alehy wa alihy wasalam) ny jo immam ky liye shrait fermaien wo ap ahadees bayan kero kia mushkil hy pir us ki rooshni main ap apni tashreeh ya mantaq biyaan fermana ap ko maloom hy kih es bary main ahadees majood hain tu wo tu fermain tu ap ki daleel mazboot ho gi. Mery khial main ap es biyaan ko Immam ky bary main ahdees sy shuruh keran please.
My Love Madina Bhai Bilkul sahi baat kahi aapne masle ko hadees e rasool se shuru ki jaye baat. Ya quraan me hai to pehle wahan se shuru karen.aur agar malum na ho to logon ka waqt zaya na karen.
Muafi chahta hu par Aadhi jankari ka koi fayeda 7:14 second ki video me aap logo ne kafi waqt to misal dene me ganwadiye sawal ka jwab mukammal taur par nahi diya aaplogo ne is se logo ko kya msg jayega imam hone ka mukammal shrayet kya hai wo bataye iski uski misal deke apna aur logo ka waqt na zaya kare Muazrat chahta hu
Matalb 10 12 log hai kisi ki bhi dadi nahi hai aur hai bhi toh wo dusre jaise ahle hadees ho ya dusri jamat ka ho tou namaz k poori sahrte Janta ho aur sirf dadi nahi hoto imam Bana sakte hai ya nahi Sawalon k jawab do logon k moulana behtar hoga
Or yahan ke imaam sunnat nahi shrif farz padhte hai or koi bhi namaaj padhta hai to auske piche haat maar kar jamaat ke liye khade ho jate hai chahe koi zohar ka sunnat q na padhta ho mere sath bhi yahi hua hai.
Apk sath hua h islye apko bura LGA q k apne ise personally liya h... Apko chahiye k imaam k martaba or ahtiramat ka mutal'a kren ...q k jis imam k pichhe ap namaz pdhne rhe hn Usk liye burai k alfaz khna b gunaah h...
اسلام علیکم میرا سوال یہ ہے کہ ایک امام صاحب جو بے پردہ عورتوں کو جھاڑ پھونک کرتا ہے اور ہاتھ بھی عورتوں کے جسم پر پھیر تا ہے کیہں بار مقتدیوں نے سمجھا یا لیکن کوئ توجہ نہیں کر تاہے اب اس کی اقتداء کرنا کیسا ہے
Ba majboori agar bhot ziyada zaroorat ho k jis tar ha doctor ko dikhaya jata hae or us parat ka mahram sath ho agar zaroori ba majboori to jis se ilaj kara rahe ho to wo bhe shariyat or sunnat ka paband ho tu ye surat nikal sakti hae warna najayaz or haram hae
Bilkul ap sahi keha rhy hn, yaa log apni jazbaati doctoring lay kar chal rhy hn. Is Molvi na sirf apny jazbaat sunaiy hn, Quran o Sunnat sa koi illmi baat nhi ke.
Bhai ye sart he hi nahi 4 sart 1 quran ka ilm rakhne wala 2 sunnat ke ilm rakhne wala 3 hijarat karne wala 4 bujurq ho vo Dari ka koi masala nahi Ye hadees sahih bukari me kitabul namaz me
hazrt sb afsos k ap ne koi dalel ni de hades je balke apne missalon se wazej jr rhe ho Allah k waste nabi k deen ko Quran aur sunnat se daleel de k battao apne falsafe ko choro plz plz ye deeb ka mamla ha
ماشاءاللہ بہت خوب صورت انداز میں مثال دیکر سمجھایا ہے آپنے اللھم زد فزد
ماشاءاللہ عزوجل
مفتی صاحب بہت پیارا اور تفصیلی جواب ارشاد فرمایا آپ نے
ماشاءاللہ بہت عمدہ بتانے کا طریقہ مسئلہ
بہت عمدہ
آپ لوگ کا انداز بہت زیادہ اچھا
ماشاء اللہ عزّوجلّ
Masha Allah subhan Allah kya pyara bayan he
BESHAK❤
Masha Allah bahut achha bayan h
ماشاءاللہ
جزاک اللّہ خیر
Mashallah
Kaun kaun lockdown mai imam banna chah raha hai
❤❤❤❤❤❤
Alhamdulillah
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
حضور ادھار رقم پر زکوۃ دینا واجب
Subhan allah
Masha Allah
Bht time pass karte ho aplog
Behtr yahi hy k jo bhi muslmano ki jamaat main mutafiqa ho k ye shks saleh yani neek hy ya unsab main behtreen muslman hy usy Agy krdena chahiye bas i think baqi Allah behtr janny wala hy
Imam hone k liye shart kya hai aor farz kya?
Assalam alaikum
Mere gaon kimasjid me kabhi imam sahab nahi aa Pate aur koi aisa sakhs bhi nahi hota jise imam banaya ja sake to kya kare imamat kaon karega
Ispar bhi ek video banaiye. SUKRIY
ASSALAM ALAI KUM
Nice
Assalamwalekum mai saudi arab me rahta hu yaha mai apni compuny me jamat ke saath namaz padhata hu lekin jo imam namaz padhate hain oh takbeer kahne ka mauka hi nahi dete har bar oh khud hi takbeer kahne lagte hain yahan ka mamool ban gaya hai ki jo imam banega wahi takbeer kahega kiya ye sahi hai ..
Dadhi h magar quran thik na ho isper video clip plz
Kya ye zaruri h k mukabbir k dono side dadhi wale ashkhas khade hon. Is pr ek video banayen please.
حضور قرض پر دی ہوئی رقم پر زکوۃ ۔دینا ہم پر واجب ہے
Dadhi kitni aungli honi chahiye maine suna hai ki kamse kam 4 aungli per dubai me yahan ke log to durr imaam bhi 4 aungli dadhi nahi rakhte to kya kiya jaye
Kya trouzar mai imam nimaz pada sakhta hai
Farznamaz ki jamaat aur classroom ka student bilkul koi comparison nahi hai.
Bhai sharyt e imam b bta dety sath
Asalamualkyum.... Muje ek masla Darpeesh hai.. Muje ye jana hai k humri Mohalla masjid mein imam mukarrar nahi hai... Jo hai unka qeerat ya quran bi tekh nahi.... Ab whn pe namaz parna kaisa rhe...
Bayan must be according to shariah and not on personal opinion
Bhai mere sawal ka jawab to diye hi nahi...imam kaisa hona chahiye? Qur'an o hadees se bataye plz.. basic question hai ke imam mein kya kya hona shart hai??? simple!
Kya imamth karte huva Alim course hasil kar sakte hain ya nahin kyon ke hum shadishuda hai humko fatva chahie Mufti Sahab
Isliye ke hum Hafiz a Kuran hai
Islami bhai gezwa e hind ka sipasalar Kon hoga or uska nam kya hoga
mufti sahab aapki bat durst hai leken aapne bat ko buhat lamba kerdia aapko hadess se dalel de ker samjhna chahiye tha k hades men kia sharten hen imamat k liye
Namaz koi gunehgaar pada sakta eisa suna ..main jo gunah hai wo chor, daku, sharabi, Zaani, qatil ab in me se konsa admi imamat nahi karsakta..
Ailaniya gunah karne wala imamat k layak ni.
Madina madina
Molana sahib sub sy pehly ALLAH ky Rasool (Sallalah ho alehy wa alihy wasalam) ny jo immam ky liye shrait fermaien wo ap ahadees bayan kero kia mushkil hy pir us ki rooshni main ap apni tashreeh ya mantaq biyaan fermana ap ko maloom hy kih es bary main ahadees majood hain tu wo tu fermain tu ap ki daleel mazboot ho gi. Mery khial main ap es biyaan ko Immam ky bary main ahdees sy shuruh keran please.
My Love Madina Bhai Bilkul sahi baat kahi aapne masle ko hadees e rasool se shuru ki jaye baat. Ya quraan me hai to pehle wahan se shuru karen.aur agar malum na ho to logon ka waqt zaya na karen.
yaa log apni jazbaati doctoring lay kar chal rhy hn. Is Molvi na sirf apny jazbaat sunaiy hn, Quran o Sunnat sa koi illmi baat nhi ke.
Assalamu Alaikum Ahsan bhai aap Sahi Farma rahe hain Hadees a pak se Bayan karna chahie tha
Yeh sirf apni ahmiyat badhane ka tareeka is tarah ke masail inaad karna
janab 2 shaks ma jamat hoti hai? agar 2 shaks ho toh jamat karna laazim hai ?
Ji hoti h
Muafi chahta hu par Aadhi jankari ka koi fayeda 7:14 second ki video me aap logo ne kafi waqt to misal dene me ganwadiye sawal ka jwab mukammal taur par nahi diya aaplogo ne is se logo ko kya msg jayega imam hone ka mukammal shrayet kya hai wo bataye iski uski misal deke apna aur logo ka waqt na zaya kare
Muazrat chahta hu
Agar kisi nai bewi ka bacha band karwaya ho too us kai pachai namaz aaya gi ?
Agar se wo zahiri tour par gunah karta hai or wo touba karke imamat kar sakta hai ya hai
Namaz kitne sal ke piche ho sakti he
baalig
12\13 year se
4:17 us ka kia hona zaroori hai ???
Sahi aqeeday wala sunni
Sahabjada
Satisfactory jawab nahi hai .Quraan aur sunnat kay hawalay say jawab day
Ap ne koi Quran ya Hadees se reference dya e ni jb k is baray main hadees b mojud hain.
15saal. Ka. Bacha. I amamat. Kar.sakta.kya
Ha .agar sharte puri hoti h to.
Matalb 10 12 log hai kisi ki bhi dadi nahi hai aur hai bhi toh wo dusre jaise ahle hadees ho ya dusri jamat ka ho tou namaz k poori sahrte Janta ho aur sirf dadi nahi hoto imam Bana sakte hai ya nahi Sawalon k jawab do logon k moulana behtar hoga
Or yahan ke imaam sunnat nahi shrif farz padhte hai or koi bhi namaaj padhta hai to auske piche haat maar kar jamaat ke liye khade ho jate hai chahe koi zohar ka sunnat q na padhta ho mere sath bhi yahi hua hai.
Apk sath hua h islye apko bura LGA q k apne ise personally liya h... Apko chahiye k imaam k martaba or ahtiramat ka mutal'a kren ...q k jis imam k pichhe ap namaz pdhne rhe hn Usk liye burai k alfaz khna b gunaah h...
اسلام علیکم
میرا سوال یہ ہے کہ ایک امام صاحب جو
بے پردہ عورتوں کو جھاڑ پھونک کرتا ہے
اور ہاتھ بھی عورتوں کے جسم پر پھیر
تا ہے
کیہں بار مقتدیوں نے سمجھا یا لیکن
کوئ توجہ نہیں کر تاہے
اب اس کی اقتداء کرنا کیسا ہے
Ba majboori agar bhot ziyada zaroorat ho k jis tar ha doctor ko dikhaya jata hae or us parat ka mahram sath ho agar zaroori ba majboori to jis se ilaj kara rahe ho to wo bhe shariyat or sunnat ka paband ho tu ye surat nikal sakti hae warna najayaz or haram hae
Good story..
7 mint pori story sunna di magar imamat ki sharait Hadiths sy nai batahe..
Yar planted question ki tu sahi tiyari karlia kroo
Sahi bola..
Tum khud btaa do na deen K baaghi
Bilkul ap sahi keha rhy hn, yaa log apni jazbaati doctoring lay kar chal rhy hn. Is Molvi na sirf apny jazbaat sunaiy hn, Quran o Sunnat sa koi illmi baat nhi ke.
Dadhi char ya panch ungli ni ek mutthi rakhna sunnat hai na isse Kam aur na isse zyada aur yeh imam k sharaiton me se ek shart hai.
Hwala den ahadees se.... Avin lambi lambi na chooren
Bhai ye sart he hi nahi 4 sart 1 quran ka ilm rakhne wala 2 sunnat ke ilm rakhne wala 3 hijarat karne wala 4 bujurq ho vo
Dari ka koi masala nahi
Ye hadees sahih bukari me kitabul namaz me
حضرت مروان کے پیچھے اصحاب رسول نماز پڑھتے رہے انکے لئے کیا حکم ہے؟؟
اگر وہ ٹھیک تھے تو اب آپ لوگوں کو کیوں منع کر رہے ہیں
Assalam mu alaikum
Mangharat ulthi seethe mesalian mat degeya quran hadees or fikha ke hawalase gawab degeye .
Hadees say sabit karo molvi Saab ap pory Muslims ko gaid ker Rahy hain
Darhi to shrayet e imamat me hai hi nhin. Imamat ka jyada mustahiq wah hai jo kitabullah ko jyada janta hai.
Homera fhatma
hazrt sb afsos k ap ne koi dalel ni de hades je balke apne missalon se wazej jr rhe ho Allah k waste nabi k deen ko Quran aur sunnat se daleel de k battao apne falsafe ko choro plz plz ye deeb ka mamla ha
جو بھی مسٔلہ بیان کیا گیا ہے وہ درست بھائی
بیرون ممالک سعودی عرب قطر کویت دبئی وغیرہ ممالک میں امام ایک مٹھی سے کم داڑھی ہے پتہ نہیں امام سنی ہے یا غیر سنی ہے مسلک شافعی ہیں کیا نماز ہو جائے گی
ہاں ہو جائے گی۔
Bada bewakoofi wala example diya hai.
Dalil quran aur sunnat se dijiye.
Manghadat taweel dalil nahi hoti.
Tu nikal idhar se Ham Ahle sunnat walo ke liye hai ❤
MashaAllah