Sir bahut Achi video hy ATS penal sy aany wali bettry ,start,stop control wire genreter me kahan kahan lagti hein Kindly is PR ek video jaldi bana dain
Sir yeh sensor ki yellow k sath jou black wire hai usko kidhar karna hai connect aur dusri baat carborator wali wires kidhar karni hain mera generator pehly self start pe tha ab kick karty hain uska ignition switch toot gya hai tou maine poochna tha k yeh jumper kesy banayen gay k wou button se on off houjaye please yeh samjhadeen
Sir mere pass 3.5 kw kaa generator hai mene kuch din pehley sara general karwaya thaaa ab maslaa ye araha hai generator chalta hai to jhatkey marta hai or jhatkey asey hain jesey petrol khatam horaha ho naa petrol pe sahi chal raha hai naa he gas pe Mujhey ek mistri ne kaha plug change karo mene plug new laga liyaa uskey baad b masla khatam nai ap bata sktey hain k kyaa problem hai generator mai Head b new banwaya hai or rings piston b new hai current coil b new hai plug b new hai.
yar Generator ka avr change ki lakin o 2 din ma jal gia ab Generator mackink kha raha ha ka is ka coil garm howa ha ma ka karo? Generator Ignition Coil ko kasa chack karo?
Generator start easily hojata hai par chaltay chaltay 2 mint kay bad band hojata hai. Baki sab cheezain check karlien hain oil circuit wire nikaal di hai aur coil set hai. Panel ki waja sy us ka masla hosakta hai?
ماشاءاللہ، بہت ہی آسان لفظوں میں سمجھایا آپ نے۔
Jazak Allah
@@nationaltechexpert میں نے آپ کی بتاٸی ہوٸی باتوں سے اگنیشن ٹھیک کر لیا۔ جزاك اللهُ
Jazak Allah
Beautiful brother
Thanks and nice work
Sir bahut Achi video hy
ATS penal sy aany wali bettry ,start,stop control wire genreter me kahan kahan lagti hein
Kindly is PR ek video jaldi bana dain
well explained
Bhai hour meter ki wiring lc35000 me kr skty hn?
Great job
Jazak Allah
How to install kill switch
Nice
Jazakallah bhai
Generator mein jo 2 socket ki jaga hoti hai us se 2 alag alag portion light jaane ki surat mein chala sakhte hain?
G bilkul Chala sakty h
merci pour la video mon boss.comment automatiser ces genres de groupes? quels sont les fils a manipuler?merci bokou!!!
Sir generator se 12 volt lane ka tareqa Bata dain
Please tell me Ignition coil of wire black how do work and how do out put dynama AC 12 volt thanks vai .
Please connect me my WhatsApp number 0346-2809496
Assalam.o.Alekum bhai......Bhai 3kva generator chalte chalte band ho raha he kya problem he kindly bata den
Agar penal k du wair tach hune main astat nai hoga keya msla hoga
Sir yeh sensor ki yellow k sath jou black wire hai usko kidhar karna hai connect aur dusri baat carborator wali wires kidhar karni hain mera generator pehly self start pe tha ab kick karty hain uska ignition switch toot gya hai tou maine poochna tha k yeh jumper kesy banayen gay k wou button se on off houjaye please yeh samjhadeen
Sir 800watt sawan ya 1 kw sawan k panel k b connection smjhaen
3kva k generator mai kitna cooper lag jata hai. Andazan
5kva generator ka vi pannel boardka video banaye sir...
Takriban same hota h bhai
Bhai yah bataen ke single phase generator sade card our relay se kase on off hota hain
Mene 1 video banai hwi h wo dekh len ap
Please help show me wiring between genrator to ats switch
Sir mere pass 3.5 kw kaa generator hai mene kuch din pehley sara general karwaya thaaa ab maslaa ye araha hai generator chalta hai to jhatkey marta hai or jhatkey asey hain jesey petrol khatam horaha ho naa petrol pe sahi chal raha hai naa he gas pe
Mujhey ek mistri ne kaha plug change karo mene plug new laga liyaa uskey baad b masla khatam nai ap bata sktey hain k kyaa problem hai generator mai
Head b new banwaya hai or rings piston b new hai current coil b new hai plug b new hai.
Whatsapp par contec karen.
03462809496.
Sir alternator ke wainding kase check kare
Banaunga us par bhi videos...
What is Q/C report of 2.5 KVA generator
mery jernator ki moter sa jo taron ka gocha nikal ra ha us me 4 taren hn or ap ne jo bstai hn es me 5 hn.
Kitne KVA ka h apke generator?
Salam. Janab mera generater bettery charge nahe krta hy. isko kessy thek kry bettery charger ki wirring lagay .shukria
Mene batya h wiring wali video me
Black wire work
Aap kaha see hei
Karachi
Ats panel par vedio banayain
Next video Insha ALLAH abhu us par Kam chal Rha h
yar Generator ka avr change ki lakin o 2 din ma jal gia ab Generator mackink kha raha ha ka is ka coil garm howa ha
ma ka karo?
Generator Ignition Coil ko kasa chack karo?
Gen start krty hn choke ek jagy pr rok nhi rhi hai r Gen off ho jata koi mashwara dn Shukria
Generator start easily hojata hai par chaltay chaltay 2 mint kay bad band hojata hai. Baki sab cheezain check karlien hain oil circuit wire nikaal di hai aur coil set hai. Panel ki waja sy us ka masla hosakta hai?
Nhi panel ki waja se usk masla nhi hoga uska oil siwch chek karlo or uske hend k vall check karlo.
Kindly explain all this on a paper with the help of diagrams.
Rewinding mai
Switch connection ko or detailme batadijiye sir....
Inshallah Allah zarur
Generator ko auto start aur auto off method Kya hai
Generatar start nhi ho rha carberater nya dala ha
IGNITION WIRE NOT UNDERSTOOD
please replie jalde dana
Mera generator pehle gas pr start hota tha ab nai hora only petrol pr me chahta hu gas pr start hojae plz mujhe is ka hal batae
Head k wall week hogye h jbhi gas par start Nhi ho rha.ya gas ki setting kar k dekh len.
@@nationaltechexpert gas pr chalta he masla ye he gas pr start nai hota petrol pr start hota he phr is k bad gas pr krta hu
Aacha yehi masla hoga ap cheke karen.
@@nationaltechexpert Urdu
Kuch generator me panel me hi charger hota hai us ka connection kese hoga?
Nhi charger nhi hota uske connection hoty h bs
Mere generator me flywheel me charger nahi hai. Panel me laga hua hai please uski wiring batain. I have a picture if you want
Whatsapp par pic send Karen 03462809496
Filter main oil ajata hy kia reason hota hy?
Ata h filter me oil ap khuc ganty bad Nikal kar saf karden
Nice