sarso ka saag aur makke ki roti recipe|| sarson da saag makke di roti ||

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 9 ก.พ. 2025
  • sarso ka saag aur makke ki roti recipe|| sarson da saag makke di roti || #sarsonsaagrecipe
    Sarson ka saag banane ki vidhi,
    Sabse pahle jo hara saag dalana chahte hai sabhi ko saaf karke do dho lena hai kam se kam chaar baar hare saag me mitti jayada hoti hai, sarson,bathua,palak aur chana ka saag liya hai,maine kukar aur kadai dono me chadaya hai pani daalker pakane rakh diya hai,thoda sa saag neeche ho jaye to maine ek hi bartan me daal diya usme namak daalker 2 se 3 seeti laga li,pakne ke baad usme lahsun adrak hari mirch daalker mathani se chalate rahe jab khoob der pakne ke baad sarso baki saari cheeje mash ho jaye,fir 2 chammch white butter daala hai 3 chammch makke ka aata daal diya mila ker paka liya,makke ka aata laga liya hai,ek pan me maine 2 bade chammch deshi ghee daal diya fir ghisa hua adrak lahsun daal mahin kate tamater daal diye lal mirch,kuti lal mirch,dhaniya namak dal diya tadka milaker sarson ka saag milaya bus taiyar hai sarson da saag makke di roti 👍
    Maine esme hara lahsun bhi dala hai 👍
    Thank you 🙏

ความคิดเห็น •