Prt me to math pdha sakte ho aur graduation se tgt me hindi pdha sakte ho aur graduation me hindi ke sath itihas rajniti to satha pdhe honge to sst tgt ka teacher ban sakte ho prt tet to sab same bas tgt tet sst lena
Bhiya aapke koi friend deled private college se kar rhe hai kya if yes to unka fee 1 year ka kitna hai ? Bhot se myths nikl rhi 60k jma kar lo aysa vysa please btaiye kuch 😊
12th maths wala hu optional subject me mujhe kaun sa subject lena hoga science or maths
Bhaiya video bnaiye ki deled 2nd year me English paper kaise clear kre
Okay 👍🏻
Thank you sir..
Mera deled 1st year clear ho gya bhiya apki videos ne kafi help ki thankyou ❤
Welcome 🤗
@@Somdevsahu1od me govt clg me nhi hu bhai
@@sheetaldeshmukh4727 aap private college ke students ho
@@sheetaldeshmukh4727 aap private college ke student ho
@@sheetaldeshmukh4727 ok
Dled english me nai hota kya
Hindi + English both
English ka bi books dikha do bhai kyunki me English medium se karunga bhai
Good job for outer bro.
Bhaiya jo 12th me commerce liye the unko koun sa subject lena padega
Social science milta hai
Sun n dost mai 12th Tak science leke padha hu fir B.A. Kiya hu to mujhe kon sa subject milega mai deled second m hu batana dost
12th me science liye ho to science lena prt me koi bhi subject wale pdha sakte hai aur b.a kiye ho to tgt sst ka teacher banoge tgt tet me sst lena
Science hi milega
@@bym.ddhiwar CGTET 2024 paper 2 m mai Social science choose Kiya thik h n
Commerce walo ko kon sa subject milta hai
Social science milta hai
Deld me fail krta hai ya nhi
Haa hote hai
डेलेड प्रथम वर्ष में कौन सी किताब पढ़ना है वो भी बता दीजिए भैया ❤
Isme maths rahega ki nhi
Pahle se hi uploaded hai search kijiye 😊
@@bym.ddhiwar ok bhaiya
Bhai apki tet complete huyi ya nhi or job bhi mili ya nhi
Bhai maine 12 th science aur Graduation B.A. kiya hai, toh deled me mujhe konsa subject milega 12th base se ki graduation base se
12 th base
Science hi milega
Bhaiya D.El.AD. 2th year ka English subject ka kaise padhi suru kare ushka alg se video bana dijye
Okay
Hm😊
Bhai mera yaar 12th mai maths se hu or mera graduation mai bhai hindi H ab kya karu subject combination ngi ho raha h😢😢
Prt me to math pdha sakte ho aur graduation se tgt me hindi pdha sakte ho aur graduation me hindi ke sath itihas rajniti to satha pdhe honge to sst tgt ka teacher ban sakte ho prt tet to sab same bas tgt tet sst lena
Sir ji D.EL.ED govt. College ke liye kitne number lana hoga ...
55+ chahiye
Sir ji mera 42 aya hai sc category se hu
Bhaiya aapka subject kya tha 12th
Arts tha ,
Sir interest exam dilana jaruri hai
Ha
Bhaiya agar cast certificate nhi h to addmission ho jayega kya d.ed me
Kuch dino ka time mil sakta hai banwane ke liye . Lekin jaruri hai
Bhaiya uske liye 50 saal ka record maag rha or record nhi h 50 years hone ke baad hi bnega aise bole h meko
Bhaiya suniye to d El Ed first year ke persant nikalte samay niche jo practical ke marks likhe hote hain unko jodna hai ki nahi
Ny jorna hai 😊 only theorical marks ko hi Lena hai
Hello bhaiya d.el.ed second year ka book kahan per milega
Scert ke wabsite se Online pdf download kar sakte ho 😊
Bhai pls reply krna Deled admission ke liye TC lgata h kya
Ha jaruri hai 😊
Bhaiya deled second year me kya sanskrit subject me sara sanskrit me rahta h ya hindi me plz reply😢
Maine bcom kiya h uske baad aagar mai deld krti hu toh mai 6 to 8 ke liye eligible hogi kya
Yes
@@bym.ddhiwar or aagar mai bed krti hu toh kya mujhe tgt teacher banane koi dikhat toh ni hoga khas kr english me
Guruji Pre. D.el.ed me 61 number aa raha hai
OBC Category, Govt. college milega ki nahi
Yess mil sakta hai.
Bhiya aapke koi friend deled private college se kar rhe hai kya if yes to unka fee 1 year ka kitna hai ?
Bhot se myths nikl rhi 60k jma kar lo aysa vysa please btaiye kuch 😊
1 year ka 22k lagta hai private college me exam fees 2k lagta hai 😊
Bhaiya aapke result me kitne marks aaye CTET and deled second me
74 % आया है भाई का deled 2nd year me
Deled 74 % bana 😊
@@bym.ddhiwar bahut achha
Bhaiya vyapam ke preparation ka time mil jayega Deled ke sath
Ha
Bhaiya mujhe 2025 me Deled ka entrance exam dena hai to iske liye book koun sa Lena chahiye aur entrance exam ki taiyari kb se start karna padta hai
1 ghante daily padhai kijiye 😊
DED regular karte hue PSC padhne ka time mil payega ya nhi agr mains ka tayari karna ho to
Haa
D.el.ed ke aapke lession plan kaise banate hai us par video bnao
Okay
Hamare college me to 14 assignment copy de rhe hai
Ha utna milta hi hai
Sir apse connect karna h kese kar sakte hai apse bat karni thi ??
Instagram I'd-by md dhiwar
@@bym.ddhiwar ok sir reply kar dijiyega please
OBC-Pre deled Me 70 sahi ho rhe hai,Govt College mil sakta hai kya??
💯
Great 👍🏻 all tha best 👍🏻
Thank you Sir
Kitna percent me govt college milega bhaiya
Kam se Kam 55 marks hona chahiye
Deled 1st year ke bare me v bataiye plz
Bhaiya bataiye Sanskrit aur English kaise padhe Jo pass Ho jaaye
Private college me admission lo automatic pas ho jaoge
College me Jo padhte hai ushi ko aache se padhai kijiye pass ho jate hai 😊
Bhaiya DIET GOVERNMENT COLLEGE me regular class jana padta h kya
Ha Monday to Friday
Deled बीएड का रिजल्ट कब आएगा कांसलिंग कब से चालू होगा❤❤
Ishi month counciling start ho jayega 😊
।bhaiya mujhe aapse salah Leni aapk number mil sakte hai
Instagram I'd-by md dhiwar
De.led first year ka video banaye sir
Uploaded hai pahle se hi search kijiye 😊
@@bym.ddhiwar ok
Aap to reply nhi karte ho bhaiya
Kuch kam ke vajah se ny kar pata hu
Result kab ayega bhaiya deled ka
Ishi week aa sakta hai
Kya aapka number mil sakta hai
Instagram I'd - by md Dhiwar
But mein insta nahin chalati