Bhai kitne raaste jaate h is trek k liy ? Or sbse best konsa rahega jismai mai bhi one day up down kar saku, ? Or mai active trekker hu, to jitne raaste h sabka ek baar idea de do plz, and udhr parking spot hai jidhr se trek chalu hota h ?,. As maine bike se ana hai, chandigarh se.
@@ridealong_1207 bhai 2 raste jate hai is trek ke liye but best barshaini village wala rahega,waha par badia stay options bhi mil jayenge plus aram se aap park kar sakte ho apni bike trek ke starting point par Baarish ke dekh lena ki agar waha par baarish hai toh abhi waha sludge ho rakha hoga solid wala jismein trek kafi difficult ho jata hai Mein abhi 15 se 20 din pehle gaya tha tab govt ne yeh trek 2 mahine ke liye officially band kar rakha tha jiske karan sare camps kheer ganga mein close hai,beech trek mein philhal apko kuch bhi khane ke liye nhi milega,isiliye kuch lekar jana aap saath mein khane peene ke liye Plus trek wale shoes wahi mil jayenge magar rs 100 rent wale bekar hote hai sare ghise pade the Isiliye humne 500 rs ke purchase karliye the wahi se badi help mili shoes se bhi Bike park karne mein apko koi dikat nhi hogi,plus jaise hi aap barshaini mein park karoge uske baad trek start karte hi half hr max mein village ayegi waha ache ache hotels hai kafi height par hai,stay mein maja ayega Bs jab hum kheer ganga ke baad tosh village mein ruke the tab room mein pareshan ho gaye the bugs se raat ko Aur raat ko toh kaan khajura bhi aa gay tha 😂😂 Magar mast maja aya tha 🙏🙏
❤❤❤
❤️❤️❤️
Bhai kitne raaste jaate h is trek k liy ? Or sbse best konsa rahega jismai mai bhi one day up down kar saku, ? Or mai active trekker hu, to jitne raaste h sabka ek baar idea de do plz, and udhr parking spot hai jidhr se trek chalu hota h ?,. As maine bike se ana hai, chandigarh se.
@@ridealong_1207 bhai 2 raste jate hai is trek ke liye but best barshaini village wala rahega,waha par badia stay options bhi mil jayenge plus aram se aap park kar sakte ho apni bike trek ke starting point par
Baarish ke dekh lena ki agar waha par baarish hai toh abhi waha sludge ho rakha hoga solid wala jismein trek kafi difficult ho jata hai
Mein abhi 15 se 20 din pehle gaya tha tab govt ne yeh trek 2 mahine ke liye officially band kar rakha tha jiske karan sare camps kheer ganga mein close hai,beech trek mein philhal apko kuch bhi khane ke liye nhi milega,isiliye kuch lekar jana aap saath mein khane peene ke liye
Plus trek wale shoes wahi mil jayenge magar rs 100 rent wale bekar hote hai sare ghise pade the
Isiliye humne 500 rs ke purchase karliye the wahi se badi help mili shoes se bhi
Bike park karne mein apko koi dikat nhi hogi,plus jaise hi aap barshaini mein park karoge uske baad trek start karte hi half hr max mein village ayegi waha ache ache hotels hai kafi height par hai,stay mein maja ayega
Bs jab hum kheer ganga ke baad tosh village mein ruke the tab room mein pareshan ho gaye the bugs se raat ko
Aur raat ko toh kaan khajura bhi aa gay tha 😂😂
Magar mast maja aya tha
🙏🙏
@@ShreyasSingh mujhe same day waps niche aana h,
@@ridealong_1207 ha badia hai bhai early morning start aap karlena night tak neeche utar jayoge