भाई मैंने अपनी एसपी पर 90/90-18 साइज लगाया है। .. और बिना दिक्कत का राइड करता हू.. 6 मंथ हो गया.. अगर कुछ इश्यू नहीं चाहिए तो आप 90/90-18 में जा सकते हैं... ❤ ❤
@@vlogstimewithamit bhai mere pass saplender + hai usme rear tyre 90/90-18 ya 100/80-18 kon sa thi rehega jisse bike me koi dikkat nhi aaye jo best rhe
Very good job bro. Can you tell me please if I can install 90/90 or 100/80 in my Honda CD 110 model which comes with 80/100 pre installed tyre? Please reply.
MRF 100/80/18 Zapper tyre maine aj hi install karaya hai apni bike Honda shine main....bike bht mast chal rhi hai...ekdam smoothly 👍👍💯💯 Or bhai ap teeno tyre ke price zyada bata rhe hain & Guarantee Kam bta rhe hain...MRF ZAPPER Y 80/100/18 1700 Rs. 90/90/18 1900 Rs 100/80/18 2000 Rs ka & Guarantee 5 years.. install and wallbody ka bhi charge nhi liya kaho bill ki photo send kr du
Brother, first of all apko thanks ki aap 100/80 laga kar happy ho, kahin na kahin ho sakta hai ki apne mere video ko dekh kar lagaya hoga. Lekin tyre price maine wahi batayi hai jo dukandar ne mujhe btaya. Mera dukan to yah hai ha nahi . Price alag alag state me bhi different ho sakta hai.
Bro maine bhi 80/100-18 mrf zapper -fs tyre kal hin lagwaya front me. Price 1700Rs hin lia lagakar but warranty 1 saal ki hoti isme, maine khud puchha usse, rear me 90/90-18 lagaunga, mera honda shine 125 BS6 2020 model hai. @@ParveZzAlam777
hamre yaha 90/90/18 MRF Nylogrip 2000 ka pada h muje kal dala maine 90/90/18 MRF Rs. 2000 agar dusre company ka liya...to 1600 mei milta hai 80-100-18 1100 ko milta hai
@@SatyendraKumar-so5ri maine MRF ka 90 90 18 dala bhai tyre shop owner bol rhe the ki Mrf ka 90 90 18 dala to wo mehga isliye becoz bike company k saath ata showrrom mei milta hai waha mehnga hi bikte hai esa kuch nhi h ki ap MrF hi dalo ya TVS Eurogrip. ... Bridgestone. ... Pirelli Bike Tyres. ... Maxxis Two-Wheeler Tyres. ... Metzeler Motorcycle Tyres. ... MRF Bike Tyres. ... Apollo Bike Tyres. ... CEAT Bike Tyres. itne comapny yo mei Mrf hi best hai isliye uska hai uske extra smjo 😂 nd shop mei Esi vi tyre the jo ki same size mei 90 90-18 but uska size 3 digt ka tha same quality bt mei confuse tha so Mrf hi dala next time Sasta dalunga Tb pta chalega....nd 100/80/18 hamre yaha availabe nhi h kahi pe bi apke app ho to bataye plz mije purchase karna hai
Boths are good and durable according to their price. Mrf ki tyre hard hoti hai...Isliye comparison me thodi jyada chalegi. Jabki ceat ki material thodi soft hoti hai to thodi usse kam chalegi.
Splendor k liye jo company provide karti hai 80100-18 wahi achchi hai but agar tumhe thoda wide tyre chahiye to mai suggest karunga 90/90-18 kyunki mileage aur pick up reduce ho jayega jab isse jyada wide dalwayoge. Lagne k liye isme 100 kya 110/90-18 bhi lag jayega lekin engine ki jaan nikal jayegi kyunki 100cc ki bike hai. MRF lagao.
Sir mere tyre khrab ho gya hai to mai soch rha hu ki agr change hi krna hi to upgrade krva ki 90 90 18 me koi dikkt to nhi ayegi and uper touch to nhi hoga
Mai 6 mahine se use kar raha hoon apni bike me 100/80 abhi tak thik thak chal raha hai. Aap 100/80 laga sakte ho ya 90/90-18 wo bhi kafi achchi rahegi...Kyunki 100/80 se mileage thoda drop ho jayega lekin 90/90 ke sath mileage utna drop nahi hoga.
90/90-18 size ki tyre se upgrade kar lo...Pahle se better performance bhi milega aur mileage pe bhi halka yani 2 se 3 km tak reduce hoga...Usse jyada farq nahi parega.
Mai Rear Tyre ko hi upgrade karne ke lie suggest karunga. Aap Rear me 100/80-18 laga lo. Front me koi jarurat hi nahi hota. 160 cc ki bike me bhi Front me 80/100-18 hi mostly companies lagati hain aur Sp to mahaz 125 cc ki bike hai. Front me change karoge to khamokhah engine pe load badega aur pick up aur mileage to ghatega wo alag.
Laga kyun nahi sakte but engine pe bahut load parega..100 cc ke liye 80/100 hi thik hai. Pick up aur mileage sab drop ho jayega. 90/90-18 laga sakte ho...But usse bhi performance thoda reduce hoga
hamre yaha 90/90/18 MRF Nylogrip 2000 ka pada h muje kal dala maine same size tyre liya to back tyre dusre company ka to 1600 mei hi milta hai company vale extra charge karte hai 90/90/18 MRF Rs. 2000 agar dusre company ka liya...to 1600 mei milta hai 80-100-18 1100 ko milta hai
3-18 लगाने से wideness नही बढ़ेगी। बस सीट की हाइट बढ़ जाएगी। साइड से देखने मे वाइड दिखेगा लेकिन पीछे से कोई खास चौड़ी नही दिखेगी। उससे अच्छा रहेगा आप 90/90-18 लगा लो।
3-18 लगाने से wideness नही बढ़ेगी। बस सीट की हाइट बढ़ जाएगी। साइड से देखने मे वाइड दिखेगा लेकिन पीछे से कोई खास चौड़ी नही दिखेगी। उससे अच्छा रहेगा आप 90/90-18 लगा लो।
Filhal main suggest nahi karunga. Kyunki engine 125 cc ki hai. Aap jarurat se jyada load uspe denge to pick up aur mileage bhi jyada farq parega. Sath hi sath engine pe bhi jyada load parega. Load pichhe ki tyre pe hota hai isliye use badalne se skidding ki problem dur ho jayegi. Aage ki badlne ki koi jarurat nahi. Tum dekh lo glamour, bajaj pulsar, TVs raider, Shine ho ya super splendor ho sabme aage 80/100 hi hota hai.
Unicorn 160 me konsi tyre size upgrade kr sakte he?
भाई मैंने अपनी एसपी पर 90/90-18 साइज लगाया है। .. और बिना दिक्कत का राइड करता हू.. 6 मंथ हो गया.. अगर कुछ इश्यू नहीं चाहिए तो आप 90/90-18 में जा सकते हैं... ❤ ❤
Bilkul 90/90 ke sath koi issue nahi hoga...
@@vlogstimewithamit thank you for response.. ❤
Milage ketni deri h ab?
100/80 tyre pe 60 tak ki jabki 90/90-18 pe 64 tak
Model kon sa hai Bhai bike ka
Bhai thanku for this video
Ese mera sara doubt khatam ho gya
Welcome brother.
@@vlogstimewithamit bhai mere pass saplender + hai usme rear tyre
90/90-18 ya 100/80-18 kon sa thi rehega jisse bike me koi dikkat nhi aaye jo best rhe
Splendor me agar lagana chahte ho to 90/90 laga sakte ho lekin 100cc ki bike hai. Lag to jayega but pickup aur mileage thoda reduce jarur hoga.
Tyre size explained:
100-80-18
Width = 100mm
Height = 100x80%=80mm
Diameter = 18 inch
80-100-18
Width = 80mm
Height = 80x100%=80mm
Diameter = 18 inch
90-90-18
Width = 90mm
Height = 90x90%=81mm
Diameter = 18 inch
Yes brother....Height will be same.
3 00 18 ,3 का मतलब कितना mm बताना
@rajendrajadhav2646 76.2 mm
2.75 18 aur 3 18 yeh tube tyre ke liye hota hai
Best Size 3.00/18 CB Shine Sp Splendor Passion Supar Splendor Hf Deluxe
Bhai super splendor 2015 model mai 90,90,18 kaisa rhega,,,phle 3.00.18 tha
Mere pass bs6 2023 model hai. Tyre change without alloys changing kar sakta hu na me ??????
Bilkul....Kar sakte ho usi alloy wheel pe.
Bhai Honda 125 cc bs6 2021 model me 100/80 /18 lagane se koi issue to nhi hoga
Nahi ho raha koi issue.
Koi dikkat nahi hai ab company ne update Kiya hai 100/80/18. aur dusra hai 90/90/18
Good job brother 👍👍
Thank
Honda cb shine 2017 model me kaun sa lagaye
90/90-18 best rahega
1008018 mai koi probleam hoga kya@@vlogstimewithamit
Koi problem nahi hoga.
@@vlogstimewithamit 2017 model hai
Koi bat nahi lag jayega
I m using 90/90 in honda shine bs6 for past 6 months. No complaint.
👍
Both sides same tyre using bro
@j.prashanthkumar7915 No.
Any Mileage drop?
@@skhajamoinuddin8271 2-3km change only
Very good job bro. Can you tell me please if I can install 90/90 or 100/80 in my Honda CD 110 model which comes with 80/100 pre installed tyre? Please reply.
90/90/18 is the best option
Passion Pro bs6 2021 model front tyre 90.100.18 laga sakte hai kya MRF tyar
नही
Bhai passion xtec me 100. 80. 18 dalva sakte hai kiya
नही डलवायो, 90/9-18 डलवा लो।
MRF 100/80/18 Zapper tyre maine aj hi install karaya hai apni bike Honda shine main....bike bht mast chal rhi hai...ekdam smoothly 👍👍💯💯 Or bhai ap teeno tyre ke price zyada bata rhe hain & Guarantee Kam bta rhe hain...MRF ZAPPER Y 80/100/18 1700 Rs. 90/90/18 1900 Rs 100/80/18 2000 Rs ka & Guarantee 5 years.. install and wallbody ka bhi charge nhi liya kaho bill ki photo send kr du
Brother, first of all apko thanks ki aap 100/80 laga kar happy ho, kahin na kahin ho sakta hai ki apne mere video ko dekh kar lagaya hoga. Lekin tyre price maine wahi batayi hai jo dukandar ne mujhe btaya. Mera dukan to yah hai ha nahi . Price alag alag state me bhi different ho sakta hai.
@@vlogstimewithamit ok bro suppos price state main different hi sakte hain but Guarantee to same honi chahiye .is bat se to ap agree karoge...
Bro maine bhi 80/100-18 mrf zapper -fs tyre kal hin lagwaya front me. Price 1700Rs hin lia lagakar but warranty 1 saal ki hoti isme, maine khud puchha usse, rear me 90/90-18 lagaunga, mera honda shine 125 BS6 2020 model hai. @@ParveZzAlam777
Bhai 2015 model shine hai mere pass to usme lag sakte hai kya tino tyre
Haan lag jayega.
@@vlogstimewithamit thanks 🙏
There are many people who prefer CEAT tyre always. So could you suggest the best tyre option in 100/80-18 in ceat brand.
Ceat zoom plus 100/80-18
Mera Purana sp 125 ka Front tyre khtm cho chua hai. Rear Tyre ko front me laga sakte hai kya ??? AND Rear me 90/90/18 ?
No
Sir mere pass honda unicorn 160 hai. Jiska agla front tyre 80 100/17 hai. Rear 110/80 17 hai. Rear kharab ho gya hai. 110/80 ki jgah 100/90 18 dalwa skta hu?
No
Koi diqat nahi h ,acchi performance h,bike sahi chalti h
Kon se tyre main bro
Unke kahne ka matlab hai 80/100-18 me koi dikkat nahi.
2018 model shine SP model ke liye konsa size sahi hai
Pls suggest !
90/90-18
Mechnic dwara Tyer chage karne ki cost kitni hai..
50 to 80
@@vlogstimewithamit Tq
Milaga ke liye konsa achha rahega??
90/90/18 or
100/80/18 In Dono mese
90/90-18
80/100/18
Super splendor 2015 model mai konsa thik rhega,
90/90-18
@@vlogstimewithamit mileage 50 ka de rhi hai abhi,kam to nhi hoga
Hohda livo me kon sa tyar thik rahega
90/90-18
Is 90/90-18 suitable for Passion pro bs6 2021 model?
Yes.
Kal hi mene tyre upgrade kiya h.. 90/90 - 18....1850 rs me😊
Koun si company ka aapne tyre lgaya hai
hamre yaha 90/90/18 MRF Nylogrip 2000 ka pada h muje kal dala maine
90/90/18 MRF Rs. 2000
agar dusre company ka liya...to 1600 mei milta hai
80-100-18 1100 ko milta hai
Aap kahan se ho?
@@vlogstimewithamit bhai mei Maharshtra,Nashik se hu
@@SatyendraKumar-so5ri maine MRF ka 90 90 18 dala bhai tyre shop owner bol rhe the ki Mrf ka 90 90 18 dala to wo mehga isliye becoz bike company k saath ata showrrom mei milta hai waha mehnga hi bikte hai esa kuch nhi h ki ap MrF hi dalo ya
TVS Eurogrip. ...
Bridgestone. ...
Pirelli Bike Tyres. ...
Maxxis Two-Wheeler Tyres. ...
Metzeler Motorcycle Tyres. ...
MRF Bike Tyres. ...
Apollo Bike Tyres. ...
CEAT Bike Tyres.
itne comapny yo mei Mrf hi best hai
isliye uska hai uske extra smjo 😂
nd shop mei Esi vi tyre the jo ki same size mei 90 90-18 but uska size 3 digt ka tha same quality bt mei confuse tha so Mrf hi dala next time Sasta dalunga Tb pta chalega....nd 100/80/18 hamre yaha availabe nhi h kahi pe bi apke app ho to bataye plz mije purchase karna hai
Shine bs 6 me konsa lagalu bhai.
90/90-18
@@vlogstimewithamit konsa brand ka lagau
Zapper Q ka lagao bhai... Maine kal hi lagaya hai, confidence aata hai bhai bike chalane ke baad
@@kiranpatil3262 size konsa lagaya or price
@@kishorP_01 100/80 18
bahut achha Bhai ❤
Thanks
Sir ceat tyre 80/100 -18 vs mrf nylogrip 80/100 -80 me koun jyada chalta hai
Boths are good and durable according to their price. Mrf ki tyre hard hoti hai...Isliye comparison me thodi jyada chalegi. Jabki ceat ki material thodi soft hoti hai to thodi usse kam chalegi.
*Sir any side scratches problem eith 100/80/18 tyre.... please reply!*
Koi scratches problem nahi. Go for it.
@@vlogstimewithamit ok thank you
Bhai 2020 vale model me fit hoga 90 wala ki nhi
Ho jayega
Thanks for explanation.
Welcome
Bhai honda shine 125cc Bs6 model 2021 me 100/80 18 lagana kesa rahega . please reploy
Achcha rahega. Maine bhi lGaya hai
@@vlogstimewithamitbhai mileage ka kya scene h ??? Kitna Kam hua hai ???
Jitni bhi mileage tumhe milti hai tyre lagane k bad 4 se 5 km tak reduce hoga 100/80 ke sath .
3 se 4 km reduce hoga 90/90-18 k sath.
भाई मेरे पास bs6 splendor plus bike है में कौनसा टायर साईज अच्छा है और कंपनी बताना प्लिज रिप्लाय दे
Splendor k liye jo company provide karti hai 80100-18 wahi achchi hai but agar tumhe thoda wide tyre chahiye to mai suggest karunga 90/90-18 kyunki mileage aur pick up reduce ho jayega jab isse jyada wide dalwayoge. Lagne k liye isme 100 kya 110/90-18 bhi lag jayega lekin engine ki jaan nikal jayegi kyunki 100cc ki bike hai. MRF lagao.
Sir mere tyre khrab ho gya hai to mai soch rha hu ki agr change hi krna hi to upgrade krva ki 90 90 18 me koi dikkt to nhi ayegi and uper touch to nhi hoga
Koi dikkat nahi ayegi 90/90-18 best hai.
Honda shine me MRF 90-90-18 size tyre use karu to mileage difference company fitted tyre se kitna alag hoga??? Please reply...
3 se 4 km
Bhai 80 100 or 90 90 wide to ache se dikh gya , lekin plzzz ye btaao kya ? Height me bhi difference he inme , ya is pr ek vdo bnaa do , 🎉
Ok
Hero galumar bike main 100 wala tayer laga sakte hai ?
Nai wali glamour me to all ready 100 wali aati hai lekin agar purani wali ho to aap laga sakte ho.
Bhai mere pass sp125 2021 model h jisme company piche ka tyre 80/100/ diya h mujhe 100/80/18 lgana koee dikkat bhi aayega plz reaply
Mai 6 mahine se use kar raha hoon apni bike me 100/80 abhi tak thik thak chal raha hai. Aap 100/80 laga sakte ho ya 90/90-18 wo bhi kafi achchi rahegi...Kyunki 100/80 se mileage thoda drop ho jayega lekin 90/90 ke sath mileage utna drop nahi hoga.
Bhaiya abhi tk aapko koi dikkat to nhi hui hai na tripling me ??
Nahi koi dikkat nahi ho rahi
Abhi oct 2023 konsa tyre company de Rahi hai sp125 me?
MRF
@@vlogstimewithamit 90/90 ya 100/80 ??
@PiyushKumar-qb7uc 90/90-18 ya 100/80 koi bhi laga sakte ho. Boths are perfect.
MAXXIS
Bro mera achiver 150 cc hay konsa lena chahiye?
100/80-18 laga lo.
Bhaiya achiever 150cc 100/80/18 laga sakta hu kiya, kal me bike tyre change karne jaunga, pls reply
बिल्कुल लगा सकते हो।
Bro mrf ka 100/80/18ka video jarur old model bs6 main lagar reviw dijiyega
Wo video mere channel pe available hai. Mai khud 100/80-18 tyre use kar raha hoon apni bike me. Bas farq hai ki wo CEAT ka hai.
discover 125 mein 110/80/r17 tyre dal sakte hain
100/80 -17 daalo.
@@vlogstimewithamit ok
भाई मुझे अपने Bs 6 Honda Sp125 का टायर upgreat करना है बिना दिक्कत कोणसा size better हैं ओर मायलेज भी मिल सके मुझे रिप्लाय मे बताईये
90/90-18 size ki tyre se upgrade kar lo...Pahle se better performance bhi milega aur mileage pe bhi halka yani 2 se 3 km tak reduce hoga...Usse jyada farq nahi parega.
Useful video. Thank you
Thanks
Bro Honda Shine bs6 me use kar sakte hai kya 100/80/18
Definitely use kar sakte Hain 100/80-18 bhi.
क्या ब्रदर हम फ्रंट टायर 909018 लगा सकते हैं क्या शाइन में कृपया बताइए
Nahi. Front me 80/100 hi thik hai . 125 cc k liye. Kewal Rear tyre badlo. Farq mahsus hoga.
Super bhai 🎉
Thanks
Splendor pls main 100/80-18 tyri use kar sakte hai
Ya 90/90-18 best rahega
90/90 laga lo lekin mileage aur power ghatega.
Bhai mari sp 125 he our muze jara bada size cahiye dono tayr me ,to me konsa size dalu dono me fruont and rear me
Mai Rear Tyre ko hi upgrade karne ke lie suggest karunga. Aap Rear me 100/80-18 laga lo. Front me koi jarurat hi nahi hota. 160 cc ki bike me bhi Front me 80/100-18 hi mostly companies lagati hain aur Sp to mahaz 125 cc ki bike hai. Front me change karoge to khamokhah engine pe load badega aur pick up aur mileage to ghatega wo alag.
Front 80/100/18. Rear. 90/90/18
Splendor plus me 100/80 18 lga skte he kya...abhi 80/100 18 he.
Laga kyun nahi sakte but engine pe bahut load parega..100 cc ke liye 80/100 hi thik hai. Pick up aur mileage sab drop ho jayega. 90/90-18 laga sakte ho...But usse bhi performance thoda reduce hoga
@@vlogstimewithamit 80/100 me break me bike slip hoti he
Tab 90/90 laga lo.
Bro 100/80-18 tyre ko kya hum Bina rim change karke laga sakte hain
Bilkul laga sakte hain.
Bhai livo bs6 ke liye 90/90-18 kaisa rahega
Achcha rahega.
Bro sp 125 bs6 2021 model me 90/90-18 ya fir 100/80-18 konsa jyda better rhega ?
Milage or 3 seater ke liye
Mileage aur 3 seater ke lie 90/90-18 best rahega.
@@vlogstimewithamit thank you so much bro. Or subscribe bhi kr diya mene 😊
Thank u so much..
Hello bhaiya,
Kya 100/80-18 sahi hoga honda livo 110 rear ke liye?
Nahi....Aap 90/90-18 laga lo.
Bhai hum kaal 100/ 80 ka size laga hu lekin tyre me scratch aa raha he kiya karu
Tyre me aa raha hai ya mudguard me?
hamre yaha 90/90/18 MRF Nylogrip 2000 ka pada h muje kal dala maine same size tyre liya to back tyre dusre company ka to 1600 mei hi milta hai company vale extra charge karte hai
90/90/18 MRF Rs. 2000
agar dusre company ka liya...to 1600 mei milta hai
80-100-18 1100 ko milta hai
👍
Bhai mai soch rha hu 100-80-18 lagwa lu par kya uske baad mileage ya pickup ma dikkat ayegi ?? Confuse hu mai konsa tyre lgwau bhai please btana bhai
Mileage ya pickup pe koi khas asar nahi chahte ho to 90/9018 laga lo...best rahega.
@@vlogstimewithamit thankyou so much Bhai ❤️
100/80-18 cb shine me fit rahega ya nahi?
Bs 4 only
Sp 125 me 100/80-18 lgane par milage me kitne kami hoti hai.
4 से 5 km तक कम हो सकती है।
Sir 100 80 18 bike k ipar to touch nhi hoga ya average drop to nhi hoga pls tell me❤❤
Nahi hoga.
Rear tyre upgrade karneke baad 3 log baitenge tho touch hota hai kya? Pls reply
Nahi karta
Thank u
Purani honda sp125 me100/80 ka tayar lagane me koi dikkat to nahi hogi batay plz
Nahi hogi
@@vlogstimewithamit OK🙋🙏
old shine sp me 100 80 18 lg jaega kya
Haan
Bhai kya mai honda shine me piche 100 80 18 लगवा sakta hu kya aur tyre बदलेने ke लिए क्या रिम भी बदलना पड़ेगा बताए
Aap Honda Shine me 100/80 nahi lagwa sakte. Uski jagah 90/90 lGwa sakte hain.
Bhai 90 90 18 me milage jyada he ya 100 80 18 me jyada he
90/90 -18 se mileage me koi jyada farq nahi parega. Mileage ki drishti se thik hai.
Vaiya 100/80 18 kahi par touch nehi hota hay na ?
Nahi hota.
100/80-18 me Average Ghat Jata Hai Kya brother
Jitna bhi apka pahle deta tha wo lagane k bad 3 se 4 kms tak ghat sakta hai.
100/80 ka tyre accha hay ussay mileage accha milta hay sp125 mein
Tyre pressure keya rehna chahiye 100/80 - 18 tyre mein?
33 PSI
33 to 41
Bhai 100/90/18 cb shine bs4 me lagega bhai
Nahi
Monday im buying 100-80-18 for my sp125
Ok
New video kab avlaible hoga bro
Kis subject pe?
informative video but unnecessary music 🎶 is irritating
Ok....
i upgraded yesterday 90/90/18 MRF
No vaible
👍
Sp 160 ke kiye bataoo
Sp 160 me kya jarurat hai wo to perfect hai jo company fitted ati hai.
Bhaiya front Tyre bi thoda upgrade kar sakte hain kya jase 90 plz reply
Nahi front nahi kar sakte. Uski jarurat nahi hoti.
Bhai 100/80_18 lagwa le kya ...touch to nhi hoga side me
Nahi hoga...
@@vlogstimewithamit bhai aapko kya problem huaa tha ... AAP bol rahe the video me..ki dikat huaa tha
Jahan se problem ho rahi thi use maine door kar diya hai. Ab touch nahi hota. Aap apne me lagaoge bilkul touch nahi hoga..It's my guarantee.
@@vlogstimewithamit thanks bro
@@vlogstimewithamit3 person me?
भाई Shain 3 00 18 tyre लागा शकते हे क्या,कंपनी के aalava दुसरे tyre मे मायलेज मे कितना फरक पडता हे
3-18 लगाने से wideness नही बढ़ेगी। बस सीट की हाइट बढ़ जाएगी। साइड से देखने मे वाइड दिखेगा लेकिन पीछे से कोई खास चौड़ी नही दिखेगी। उससे अच्छा रहेगा आप 90/90-18 लगा लो।
3-18 लगाने से wideness नही बढ़ेगी। बस सीट की हाइट बढ़ जाएगी। साइड से देखने मे वाइड दिखेगा लेकिन पीछे से कोई खास चौड़ी नही दिखेगी। उससे अच्छा रहेगा आप 90/90-18 लगा लो।
Sir muje 100/80-18 tyre chahiye kese milega
Kahan se ho ?
Sir kya Hum front tyer 90/90/18 aur rear tyer 100/80/18 laga sakte hai kya
Filhal main suggest nahi karunga. Kyunki engine 125 cc ki hai. Aap jarurat se jyada load uspe denge to pick up aur mileage bhi jyada farq parega. Sath hi sath engine pe bhi jyada load parega. Load pichhe ki tyre pe hota hai isliye use badalne se skidding ki problem dur ho jayegi. Aage ki badlne ki koi jarurat nahi. Tum dekh lo glamour, bajaj pulsar, TVs raider, Shine ho ya super splendor ho sabme aage 80/100 hi hota hai.
Thankyou bhai
100-90-18 daal skte h kya sp 125 21model me
Daal sakte hain but usse problem hogi.
क्या मैं अपनी cb shine 125 (2015) में rear में 100/80/18 का टायर use कर सकता हूँ? उसमें पहले 80/100/18 का टायर लगा हुआ है।
Sure brother, aap cb shine me bhi 100/80-18 install kar sakte hain....2015 model me bhi.
Bhi ye shop kha hi
सिवान, बिहार में।
भाई एसपी मै कोनसा सही रहेगा टायर
90/90-18 ya 100/80-18 koi ek laga lo..Dono achcha hai.
90 90 18 splendor ko kaisa rahega
अच्छा
Nice
Thanks
100/80/80 sp 125 me lga skate hai no problem
Yes no problem.
I use 100/80 price 1850
No problems in 2 people 🙏
👍
Front and rear dono change karwane honge ya sirf rear change karwa skte hai ?
@@Levi070-Z front m koi dikt nhi h, rear krao change. Or rim m colour krhva lo mst lgegi, 700 m donu tyre k krh dege car wala pent, wese spray nhi 👍
Sirf rear
Ok thanks
Bro 90 /90/19. 2tyres can use both sides
No, it is not necessary to change front tyre. U can upgrade only rear tyre.
Bhai music Ka sund Kam kro /hata do
Ok next video se bilkul Kam kar dunga ya jarurat na ho to hata dunga.
100/80/18 MRF delhi mein 1850 se 1900 rs mein easy se mil jayega
Haan lekin yahan Siwan Bihar me yahi rate chal raha hai.
100/90/18 lagwaaya h maine hondq shine sp 125 me heavy grip wala 2 person me dikkat nhi hota h 3 me dikkat hota h
Tumhe 100/80 lagani chahiye.
@@vlogstimewithamit whi lagwana tha nhi lagwaa paaye us time abhi gadi ka height bhi badh gya h 810mm seat height ho gya h
Rym size m koi farak h new or old m
Same hai 18 inch
Bhai maine by mistake Tvs 100/80-18 2000 rs me lagwa liya 😢
Don't worry. Wo bhi same kaam karega.
100-80-18 zapper-Q ki price 1950 hai installation karke
Good
100-80-18
Haan
Tvs Radeon me 90/90-18 fit hoga
Easily fit ho jayega brother
100/80/18 sahi hai kya size🤔
Haan
Music band rakho, baat karte time..
Ok, sure.
❤❤❤❤