I totally disagree with you. Shopkeeper ko kabhi bhi apna margin km ni krna chahiye..uske bhut sare kharche hote h agr margin km kr denge to load aur badh jayega.. balki focus quality product aur khud ki selling skill pr karna chahiye. Customer ko dubara bulane k liye Discounts ka nahi balki Quality product pr dhyan de.
Baiya meri bhi shop 8 by 20 ki hai aur meri shop ka rent 25k hai muje abhi 20ays hui hai shop open kiye but meri sale abhi 1000 tak ki hai kya shuruwat mai itna hi hota hai
मेरा भी शॉप 6 बाई 40 में है कोई दिक्कत नहीं होता दोनों तरफ रैक है एक तरफ कास्मेटिक और एक तरफ चूड़ी है गांव में गिफ्ट उतना बिकता नही चूड़ी बराबर बिकता रहता है
Ye 2nd point bilkul sahi hai par baar baar hum market me jaake product rate pata nahi kar sakte bhai. Me jaati hun par baar baar jaane se unko doubt hot hai to kaise pata lagaye? Whole seller ko puchne se bolta hai har chiz ka double lagawo. Ye rate cote karne wala kaam hi dikkat ka hai
Counter ko shutter k paas rakho..Andar hone koi customer aaya to wo saaman utha kar bhaag gya bahar k bahar aap to andar bethe hue ho to bahar aane me tym lagega itne me wo bhaag jayega
भाई मेरेको नया शॉप खोलणा हे तो उसके लिए कितनेका माल लेना चाहिये और कम से कम कितने का माल मै गरीब हू लेकिन मेरेको इस बिजनेस में इंटरेस्ट हे तो 🙏🙏भाई रिप्लाय करो
Meri dukan main road se bhitar hai. Aur abhi rack ka kharcha nahi karna chati. Cosmetic aur ladies garment rakhke dekhna chahati hun ki chalega ki nahi. Kaise karun idea de plz.
behaviourr accha rakhiye jisse jo customer ek baar aae vo baar baar aae jo kuch na le dukan se usse puchiye ki kya chahiye vo cheez bhi rakhiye khusbu acchi aani chahiye dukan se galitiyan mt dohraiye aur kya
Meri shop ko open kare 3months ho Gaya he but koi aata hi nhi me 😢😢😢 me ky Karu cosmatic shop he 3lakh tak laga chuke he logo ko pata chale log aaye iske liye ky kare please bhaiya kuch bata do🙏🙏🙏🙏😭😭😭
Meri shop ke liye kuch sidiya chdni padhti he one month hi hua he abhi costmber hi nhi ate abhi tk kuch aa jate he par jyada nhi kbhi to ek bhi nhi ata please kese grow kru
Bhai mere hisab se aap only cosmatic aur jwelary rakho baki sab hatado ya kaise bhi bechke khatam kar do mujhe sab abhi khichadi lag rahi hai jwellery jyada rakho usme jyada marjin milega aap ko usme 🙏
Product sahi tarike se display Nehi Kiya aur bohot Sara bekar ka item rakha hai dukan pe jo sal mein ek bar bikta hai...isse ki products damage ho jata hai...jo product Jada bikta hai .o hi dukan pe rakho..
Shop to sahi hai maal bhi bhara hai display to thik hai bus jagah ke chalte selling nahi hoti hogi room lamba hai aur chudai kam hai lekin room rent bahut jyda hai 1500 hajar aur selling 1500 hai kam se kam selling 4 ya 5 hajar hogi to koi dikkat nahi hogi
Mera Ghar 2000 square foot mein hai aur basement hai main sochta Hun yahi dukaan apni biwi ko khulvane ke liye. Use dukaan mein sirf auraton ki hi entry rahegi. Aur mere ghar ke bagal mein 200 quarter hai dheere dheere dukaan khul rahi hai vaise tum Mera gaon pura city hai manikala Tu agar yah dukaan mein kholu to Kaisa rahega lekin bade mein

Daily use product(jewellery) display par rakhiye....festival offer b launch kijiye marketing ke sath
Right Sir
Baiya meri bhi shop 8 by 20 ki hai aur meri shop ka rent 25k hai muje abhi 20ays hui hai shop open kiye but meri sale abhi 1000 tak ki hai kya shuruwat mai itna hi hota hai
Sab point ekdam sahi hai.usefull information
Shukriya Bhai 👍
लाजवाब
मेरा भी शॉप 6 बाई 40 में है कोई दिक्कत नहीं होता दोनों तरफ रैक है एक तरफ कास्मेटिक और एक तरफ चूड़ी है गांव में गिफ्ट उतना बिकता नही चूड़ी बराबर बिकता रहता है
Thank you bhaiya ideas k liye 1🙏😊
🎉🎉 very good 🎉🎉
Bahut hi acha idea's hai
Ye 2nd point bilkul sahi hai par baar baar hum market me jaake product rate pata nahi kar sakte bhai. Me jaati hun par baar baar jaane se unko doubt hot hai to kaise pata lagaye? Whole seller ko puchne se bolta hai har chiz ka double lagawo. Ye rate cote karne wala kaam hi dikkat ka hai
Bhaiya new shop open kr rhi hu but smjh ni aa rha h new shop me kya kya item rkhu please hme suggest kriye cosmetic ki shop me kya kya item rkhu
Hamare idhar ek dukandar hay jo samajsebha korta hay , hindustan lever ke product 1pc ve le holsel ret pe bech deta hay 😀.
Bhai expair product ka kya karte ho aap
Bhai aap kahase cosmetic ka mal lete ho btao
Counter ko shutter k paas rakho..Andar hone koi customer aaya to wo saaman utha kar bhaag gya bahar k bahar aap to andar bethe hue ho to bahar aane me tym lagega itne me wo bhaag jayega
Kahase mal lete avr kone holsel shop se kharite plz .....btao
Good sharing .
Stay connected dear always...🙏🏻
Bhai may gourav sing may naya shop open karna chahta hu to kya karo kaise open karu kam se kam kitne paise hone chahiye
Very nice sir
भाई मेरेको नया शॉप खोलणा हे तो उसके लिए कितनेका माल लेना चाहिये और कम से कम कितने का माल मै गरीब हू लेकिन मेरेको इस बिजनेस में इंटरेस्ट हे तो 🙏🙏भाई रिप्लाय करो
Tq bhai
Meri dukan main road se bhitar hai. Aur abhi rack ka kharcha nahi karna chati. Cosmetic aur ladies garment rakhke dekhna chahati hun ki chalega ki nahi. Kaise karun idea de plz.
behaviourr accha rakhiye jisse jo customer ek baar aae vo baar baar aae jo kuch na le dukan se usse puchiye ki kya chahiye vo cheez bhi rakhiye khusbu acchi aani chahiye dukan se galitiyan mt dohraiye aur kya
Thanks for your advice. @@hk-dq3oi
Nice vedio 😘❤️🙏
Bahut achhi bat. Batai bro
जबरदस्त
Bahut sahi bataya apne bhai
Meri shop ko open kare 3months ho Gaya he but koi aata hi nhi me 😢😢😢 me ky Karu cosmatic shop he 3lakh tak laga chuke he logo ko pata chale log aaye iske liye ky kare please bhaiya kuch bata do🙏🙏🙏🙏😭😭😭
@@Niharika19makeuplook Baner lagau
Bhayya cosmetic ke product me kitani malati hai,jaise ki ponds powder,vaslin,facewash,aise product me 1 2 RS margin rahata hai,kya Aisa hota hai
10 to 20 % Depending on brand
Bhaiya aap shop ka video bnakr upload kr dijiye
Hy.. sir
Me.. assalam se hu.... Rohom ali
My New Cosmetic Shop Open Ho Raha Hai Bhaiya Ji
Das Hara Ko ( Durga Maa Ke Visharjan Din )
Sahi bat bole hai
asi dukan me lambai ki wajah se saman chori hone ka bahot jyada khatra hota hai
बहुत उम्दा
Bahi naya dukan opnig karne wala hai saman ka list de sakte hai bahi
Good
High margin wale konse products hote he..
Saman kaha se Lau bhiya so acche rate me mil jaye
सही बात करते हो भाई
Good msg bro
Good 👍
bhai ❤
Bhai me new dukan kholna cha rehe hu but mere ghr koi ladies nhi ho jo shop pr bethe to kya me shi se chla lunga shop
Hmm. Bhai chalani padegi to kya shop dusro ke liye khol rha kya
Market rate kaise janu?
market se
Bhai mere shope 1 yer old hi aur mere paas he aik shope khul rahe hai ab Kiya kare mere bhe cosmetic ke hi aur ji khul rahe ho wo bhe cosmetic ke hi
क्या बात है
Shop open krne me kitna kharcha ata hai
Meri shop ke liye kuch sidiya chdni padhti he one month hi hua he abhi costmber hi nhi ate abhi tk kuch aa jate he par jyada nhi kbhi to ek bhi nhi ata please kese grow kru
मार्किट रेट कैसे पता चले
Sir mujhe ladies clothes ki shope Karni h tips bataye
saste se start kriye
bhai hamare yaha ek dukan hai jo quality nahi rakhta or main quality maintain rakhna chahta hu kripya margdarshan de
Vai me naya shop dal na chata hoon 70 /80 me ho gayega kya
Mujhe bhi shop kholni hai plz btay ki kitne se start kru
ऐसे ही इंडिया बताते रहो अच्छा रहेगा
Bhai kuch saman ka ret bata do ap toda toda
Shop kholne ke liye Kiya jarori h
paisa
Bhai mujhe bhi aapni ship kholni h kese karo
Market rate kese pata kare
Bhai mere hisab se aap only cosmatic aur jwelary rakho baki sab hatado ya kaise bhi bechke khatam kar do mujhe sab abhi khichadi lag rahi hai jwellery jyada rakho usme jyada marjin milega aap ko usme 🙏
Bhai apse baat kar sakta hu kiy .. 3 ,5 minit
Instagram pe msg karo
Me bhi Bhai new shop kholna chhti hu
ok mehnat to krni pregi
Product sahi tarike se display Nehi Kiya aur bohot Sara bekar ka item rakha hai dukan pe jo sal mein ek bar bikta hai...isse ki products damage ho jata hai...jo product Jada bikta hai .o hi dukan pe rakho..
Are yrr isne display mai jo shampoo ar baki chize rkhi hai wo bhut jyada hai ar sahi se arrange krke nahi lagaya mai ye galti ni krunga
Hi margine item may kun kun item aata hi gi
Bhai Mera shop purana he pahel to thik chalta tha but kuch din se chal nhi Raha hai kuch bto
Business me utar charhav normal hai
Counter jha pr ye bhai bhte he..mean jha pese lete he vo sbse phle bhtna chahiye...
Mere hisaab se j wala shop bhut chota haa, lbai to thik pr khula kam hai
Bhai saman ko sahi tarike se saja de tho sahi ho jayega
Shop to sahi hai maal bhi bhara hai display to thik hai bus jagah ke chalte selling nahi hoti hogi room lamba hai aur chudai kam hai lekin room rent bahut jyda hai 1500 hajar aur selling 1500 hai kam se kam selling 4 ya 5 hajar hogi to koi dikkat nahi hogi
1500 is good amount approx 700 toe saving hoti hogi na per day .
Jagh bhi chotha hai lambayi mai hai chaudayi mai ar hoti to customer aaram se ruk jata hai bhar customer kese khada hoga dikkat ye hai
Shope location thik nhi hoga bs yahi karan h km chalne ka
Right
Mere dokan ko 2sal hogaya mere dokan me costumber nahi aarah or sabke dokan me costumber ki bhire rahtahi magar mere dokan ko costumber q nahi aarahi
Bina shop dekhe bata nehi sakta kya reason hain
apko heavy discount dena chahiye kch din
Mera shop to 10 by 10 ka h .
Shop me her cosmetics items khichari bana huwa hai
Hello
Hi
Halo bhai me apke sath bat karna chahata hu
Oil ek side rakho
ok
1:52
Yy
Shampoo to shampoo rakho
Meri shop new he lekin bilkol bih nahi cahl rha hai
sabr kriye
daily sell 3000
Mera Ghar 2000 square foot mein hai aur basement hai main sochta Hun yahi dukaan apni biwi ko khulvane ke liye. Use dukaan mein sirf auraton ki hi entry rahegi. Aur mere ghar ke bagal mein 200 quarter hai dheere dheere dukaan khul rahi hai vaise tum Mera gaon pura city hai manikala Tu agar yah dukaan mein kholu to Kaisa rahega lekin bade mein
Aap ka se ho bhai
Ek side saman rakho
please reply
Please help.
Bhai sabhi products sahi dang se saja kar nahi rakha hai
Name plate dikhana chahoye
Bhai mujhe job karni hai
Investment jyada ho gai hai .
Mera to bhai 2000 rent h 10/24 ka
Mera to khud ka room h
@@ABHISHEKRANJAN8723 good bro
Bhaiya aap ke num mil sakte hai kiya??
Bhaiya apka no mile ga
Plz nambar de do bahi
Bad display
Good