Sirat-e-Mustaqeem S3 | EP 6 | Husn-e-Salook | 28th March 2023 | ARY Digital

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 27 มี.ค. 2023
  • Sirat-e-Mustaqeem Season 3 | Episode 06 - Husn e Salook | 28th March 2023 | #shaneramzan
    A Ramazan special drama series highlighting the common issues of our society. Each episode will bring a new story. At the end of each episode, our host will have a discussion with Ulama Panel on the topic of that episode in Iftar.
    Writer: Shagufta Bhatti.
    D.O.P: Wajid Raza.
    Director: Saqib Zafar Khan.
    Producer: Abdullah Seja.
    Cast:
    Farah Nadeem,
    Sajeer uddin khalifa,
    Shazia Qaiser,
    Shameen Khan,
    Junaid Akhter,
    Rida Ahmed
    #SirateMustaqeemS3 #ShaneIftaar #HusneSalook
    Subscribe NOW: / arydigitalasia 🔔
    Download ARY ZAP :l.ead.me/bb9zI1
  • บันเทิง

ความคิดเห็น • 297

  • @syedaaimenvlog9541
    @syedaaimenvlog9541 ปีที่แล้ว +28

    I love hazart Muhammad saw ❤️

  • @mmansha5482
    @mmansha5482 ปีที่แล้ว +24

    Sirat e mustaqerm boht acha drama h is jesy drama's Ramzan k bad b lagny chahey
    Balky hr JUMMA k din lgany chahey

  • @WealthWise_100
    @WealthWise_100 ปีที่แล้ว +33

    Beshak bahu ka frz nhi k sas susar ki khidmat kry lkn husband k parents ki respect krna us pr frz hy shairyat unko disrespect krny ka hukam nhi deti na ijazat

    • @fatmanesar7535
      @fatmanesar7535 ปีที่แล้ว

      Beshk or biwi ke ghr waluo ka Keya kheyal hai beta ko bhi maa 9 month hi pet me rakhti or beti ko bhi

  • @syedasanariyaz7043
    @syedasanariyaz7043 ปีที่แล้ว +33

    Agar marte waqt dushman ko bhi paani pilane ka sawab hai toh budhe saas sasur ka khayal krna bhi sawab ka kaam hai. Farz nahin hai magar neki krne me koi nuksan nahi. Agar family saath rehti hai toh saath nibhana chahiye.

  • @narminrehman453
    @narminrehman453 ปีที่แล้ว +7

    Allah Faraz hi samjho sass susar ki khidmat krna Maa baap hi he wo hamry Allah hidayat De esi lrkiyo ko ameen

  • @bushraali3986
    @bushraali3986 ปีที่แล้ว +41

    Allah ka shukar he k mery maa bap ne meri tarbeyat bhot achi ki me apny sas susar ki khidamt kr k un ki duaaey leti ho

    • @nusratjabin662
      @nusratjabin662 ปีที่แล้ว

      Mashallah

    • @ahliyasuhail4708
      @ahliyasuhail4708 ปีที่แล้ว +5

      Or jo belows khidmat k bad bhi jute mare unke bare main kya khayal hai

    • @shehzadiqbal7593
      @shehzadiqbal7593 ปีที่แล้ว

      Great sister....mere lia b dua kryega

    • @sanamehboob7446
      @sanamehboob7446 ปีที่แล้ว +2

      Hum kaunsa h waha Jo dekhay k ap khidmat krti hya karwati h

    • @habibakhan4363
      @habibakhan4363 ปีที่แล้ว +1

      Tarbiyat bhi ALLHAMDULLILAH mere parents ny b achi ki hy khidmat b ki but usky badly Jo Mila, aap lucky ho MashaALLAH Jo inlaws achymily hy Jo khidmat ky badly Duaen dyty hy.

  • @zammuradbukhari3590
    @zammuradbukhari3590 ปีที่แล้ว +34

    Me apny in laws ki khidmat kerny ki puri try kerti but ye log Khush he nae hoty aur Meri her baat ko negative he q samj lety😢

    • @chishmishgulalai
      @chishmishgulalai ปีที่แล้ว +4

      Sbr Krlo Allah eska sela zaror Dega inshalllah

    • @Maria8437
      @Maria8437 ปีที่แล้ว +2

      Ap sabr krein apko insha Allah ❤ iska sela mily GA ❤

    • @HassanKhan-lo8jr
      @HassanKhan-lo8jr ปีที่แล้ว +2

      Turn Your self. Allah will hail your all pains.

    • @muhammadsafwankhan-dm4nf
      @muhammadsafwankhan-dm4nf ปีที่แล้ว +2

      Ap unko razi he na kren. Ap just apna kaam kren or apni zimaydarian ada kren. Agar Allah razi ho gea to humen or kuch nahi chahiye. Qk insaan kbhi kisi se razi ni hota. So ap is chez ki tention bh na len or is barey me sochen bh ni. Bus zimmaydarian ada kren or bhul jaen. And never expect from anybody. Ap ye kaam kren apko eternal peace and hapiness mil jae ge. Guarantee k sath

    • @anamzia2933
      @anamzia2933 ปีที่แล้ว

      Asa hi hai mery sth b par ALLAH dkh raha hai sbr kya howa hai

  • @syedasameera14
    @syedasameera14 ปีที่แล้ว +11

    Bahu ke aane se pehle kaisa chal raha tha inka ghar,??? Bahu k aate hi sare kaam bahu par dal diye,,, ek ladki ek time 3 log ka alag khana banaye ye bhi zulm hai

    • @PranjaliShrivastava
      @PranjaliShrivastava 3 หลายเดือนก่อน

      But dusri ladki ka bhadkana bhi galat hai sister

  • @ezzarabia1728
    @ezzarabia1728 ปีที่แล้ว +8

    Bohat achi baat hay .merye waldain nye bhi yahi tarbiyat di thi .Allah ka shukar hay main nye bhi apni saas (maa) ko apni maa hi samjha or akhir waqt taq unki khidmat ki

    • @sheebahusnain5433
      @sheebahusnain5433 ปีที่แล้ว +1

      Aur jo saaas agy se sahi bertaoo na rakhy usk bare me kia hukam hy

    • @marianawaz792
      @marianawaz792 ปีที่แล้ว +1

      Ismen koi proud wali bat ni alg rehna is sahi rehta hai

    • @mohammadzia4699
      @mohammadzia4699 ปีที่แล้ว

      INSHALLAH you are gonna get Ajar in duniya and Akhirah.. because whatever do in this world somehow it's connected with good deed and sin.If husband is going for work to take care of his family he is on path of Allah while working and if wife is taking care of his parents,child and doing household chores will get the rewards for that.. The core motive of Marriage is get Sukoon from each other which comes from giving respect , happiness and love.Peoples are now just thinking about duniya that it however they don't know how long they are stay in this world so think about Akhirah where super tiny good deeds are gonna make big impact for which we didn't even thought about..Allah guide us all on right path where we get the blessing of Allah..

  • @bilalmasood5982
    @bilalmasood5982 ปีที่แล้ว +5

    aik larki Apne maa baap Bhai behn sb rishty chor ke ghr aati hai. Usy uske shOhar se tawajju chahiye hOti hai. Pyar chahiye hOta hai.... Isi trah shOhar Bhi apni family me reh ke divide hOjata hai. UskO apna time divide krna prta ha.... Kaam me... Aur ghr walo me b further divide.... UskO b Apne sb rishty Azeez hOty hain.... Ghr me sukOon hO to Allah khud hi dilOn me muhabbat daal deta mian BV ke.....ye ep waqai acha tha.. and logo ka mindset waqai aisa hOgya hai ye huqooq faraaiz Wala... Allah sbke Liye asani kry

  • @toheedemaan3521
    @toheedemaan3521 ปีที่แล้ว +17

    Agr bahu par farz ni hy tu ya bat apni bhabi ko b bty k wo b apky maa bap ko na puchy🤔🤔🤔

  • @roshanshenna9533
    @roshanshenna9533 ปีที่แล้ว +5

    Yes true . Shohar k Maa baap ki khidmat bahu k farz nahi hai .den don't expect from ur Brothers wife also to tk care of ur parents n urs too

  • @raufmeer4
    @raufmeer4 ปีที่แล้ว +2

    Islam mai dekhen to girl is right ... lykin Barry ka adab aur choty sy piyar krna bhi hadis h

  • @ishamajid7082
    @ishamajid7082 ปีที่แล้ว +8

    Khichri, dalya or Chinese……… bahu hai wo ya private cook😅

  • @soodsonu8487
    @soodsonu8487 ปีที่แล้ว +8

    Chand Tara fuzool drama se ye drama best he Ramazan ke liye

    • @samreenfatima9682
      @samreenfatima9682 ปีที่แล้ว

      Ayeza or danish dono fazul hai

    • @mohdashad7237
      @mohdashad7237 ปีที่แล้ว

      ​@@samreenfatima9682 hmm right fazool hai

  • @sabashaikh71616
    @sabashaikh71616 ปีที่แล้ว +6

    Saas sasur ki jaydad me jab barabar ka hissa hota hai lekin khidmat ke waqt sab farz or huqook ki bat karte hai kisi bhi beti ya bahu ko bude maa baap ki khidmat karna chahiye balki apne rab ke liye aakhirat ke liye apne shohar ke liye 😊

    • @literarureislove7244
      @literarureislove7244 ปีที่แล้ว

      Bahu ki responsibilty nahi ha ....ajkal ka dor ma a women also works so please its responsibility of the son ....if he cant do it shouodnt complain

    • @GhulamMohiuddin-vn8vm
      @GhulamMohiuddin-vn8vm หลายเดือนก่อน

      Ya hum sochty ha sari dunia asa ni sochti ha

  • @musawahab333
    @musawahab333 ปีที่แล้ว +5

    Aj kal asay hi hora hai bss ye dekh kr sabak mily inko

  • @Digitalworld-dxb
    @Digitalworld-dxb 11 หลายเดือนก่อน +3

    Right after marriage so much expectations from the girl.. larki islamic point of view sy husband k hukam ka ihtaram kre but jo haq islam ny dia hai usy larkiyon ki ana samjh lia jata hai ghr,😊 khana inlaws bachy sb ek larki e kry toh sbk leye thek..! Seprate rkhna afford ni kr skty toh atleast koi help lgwa dein

  • @fatimarisevlog
    @fatimarisevlog ปีที่แล้ว +2

    But sometimes kitna hi acha raho fir wo wahi karege jo unko karna hai 😢😢😢😢😢mai kya batau apni biti zindagi

  • @marianawaz792
    @marianawaz792 ปีที่แล้ว +8

    Bahu k atay he sas k hath paun tot gaay 😂pure pakistani sas

    • @chanchalpushkarna3691
      @chanchalpushkarna3691 13 วันที่ผ่านมา

      Ye soch bahut galat hai ☹️kya saas ki kabhi retirement nahi honi chahiye? Kya wo kabhi beemar nahi ho sakti? Kya wo 40 saalon se din raat kaam kar karke thak nahi gayi? Kya Bahu ka 24 ghante bistar par pade rehna, saheliyon se gappe ladana theek hai? Kya saas ko tv dekhane ka, kisi se baat karne ka koi haq nahi? Jis Umar ki saas dikhai gayi hai, unhone bahut chhoti Umar se kaam karna shuru kar diya tha. Pehle maa baap ki sewa, phir pati ki sewa, saas sasur ki sewa, phir bachchon ki sewa ki, ab marte dam Tak chain na le. Saas to bistar par kabhi nahi padi rehti. Wo apne pite poti ko sambhalati hai, Bahu bete ke ghoomane Jane par Ghar sambhalati hai, unhein din tyohar par badhiya badhiya pakwaan khilati hai. Saag sabzi katna, market se samaan Lana, rishtedaari nibhana bahut kaam karti hai.akele ghar sambhalna Bahu ke bas ki baat nahi. Saas na ho to koi nai Bahu ke laad nhi na laday. Use shadi ke agle din hi kitchen sambhalani pad Jay. Aur har adami itna Ameer nahi hota ki noukaron ki fouj rakh le. Aur agar rakh bhi le to noukar noukar hi hote hain, wo ghar ko kabhi achche se nahi rakhte. Unka maqsad paise kamana hai na ki tumhare ghar sambhalna. Isliye baat ko theek se samjho. Aaj Jo tum doosaron ke saath karoge wahi tumhare saath bhi hoga😊🙏🙏

    • @marianawaz792
      @marianawaz792 8 วันที่ผ่านมา

      @@chanchalpushkarna3691 to behen sas maid rkh lay na itna bara ghr hai SB saholiyaat hen to helper rkhnay men Kia jaraha hai?

    • @chanchalpushkarna3691
      @chanchalpushkarna3691 7 วันที่ผ่านมา

      @@marianawaz792 har Ghar me maid hoti hai, sirf khana banane ka kaam hi reh Gaya hai gharon me, wo bhi maid karengi? Agar Bahu job par jati hai tab to theek hai, Bahu ko kuchh ghar ke kharche me contribute bhi to karna chahiye. Is hisab se to pati bhi ye sochenge ki mai kya noukar hu, sari zimmedari Mai uthaun? Saasein bhi noukari karke hi retire huyi hain, sari zindagi ghar ke kaam bhi kiye hain, bachche pale hain, ye kum hai kya? Kabhi to unki zimmedari se retirement ho. Par achchhi saas ki to kabhi retirement nahi hoti. Bahu noukari Jaye to Sara ghar sambhalna, uske bachche dekhna sab usi ki zimmedari hoti hai, tabhi bahut noukari kar pati hai. Jab bahuyein sasuraal ko apna Ghar samajh leti hain tab koi problems nahi rehti. Society me bahut change aaya hai. Aajkal bahuyein hi saason ko noukrani bana kar rehti hain.

  • @amnamalik1899
    @amnamalik1899 ปีที่แล้ว +16

    Nice drama for ramazan❤

  • @sanazafar3822
    @sanazafar3822 ปีที่แล้ว +49

    It’s a two way reciprocal relationship….shouldn’t be biased towards either side..daughter in laws also deserve basic respect and space…

    • @TanweerClasses
      @TanweerClasses 9 หลายเดือนก่อน

      Yy6

    • @TanweerClasses
      @TanweerClasses 9 หลายเดือนก่อน +1

      Y666666

    • @TanweerClasses
      @TanweerClasses 9 หลายเดือนก่อน

      777

    • @TanweerClasses
      @TanweerClasses 9 หลายเดือนก่อน

      6766

    • @TanweerClasses
      @TanweerClasses 9 หลายเดือนก่อน

      😂😂❤❤❤❤😂😂❤❤❤😂❤❤❤😂😂❤❤❤😂😂

  • @kinzayshah2505
    @kinzayshah2505 ปีที่แล้ว +1

    Best episode ❤ Husband mohabbat aur sath denay wala ho toh suseral wale jaise b ho banda sabar kr he leta ha❤ lekin me itna khao gi saas ko b khyal rhkna chaiya aur aik bahu ko b zindagi phir best guzary gi❤

  • @sonikhan176
    @sonikhan176 ปีที่แล้ว +1

    Loji saas susro ki alg hi frmaise h jbrdsti ka emotional seen

  • @Instapoetryshorts
    @Instapoetryshorts ปีที่แล้ว +14

    Summa ameen, May Allah give them fastest recovery ameen-
    May Allah protect us from this sorta calamity ameen🫀😭🫶👸

  • @farahtariqshiekh3882
    @farahtariqshiekh3882 ปีที่แล้ว +4

    Happy ending
    Ye epi achi lgi hai mjr

  • @sabasayed3927
    @sabasayed3927 ปีที่แล้ว +12

    Wahh bhayi apne ghar me kitchen ki shkl tak nahi dekhi thi... Chinese kiya road pe banati thi...

    • @syedaminah1237
      @syedaminah1237 10 หลายเดือนก่อน

      😂😂😂😂

  • @mixvideos87631
    @mixvideos87631 ปีที่แล้ว +1

    Allah pak sab ko achi baho or achi sas dyna ameen

  • @komalrafeh1252
    @komalrafeh1252 ปีที่แล้ว +10

    Aisey dostein ghar barbad krty hn

  • @nsf6314
    @nsf6314 ปีที่แล้ว +15

    Again a v nice episode till now all the topics r of our daily life n at the top everything is written in our HOLY QURAN the best part the saying bef each episode plz repeat it at the end also

  • @roziparween3640
    @roziparween3640 ปีที่แล้ว +9

    Ismein SaaS sasur ko bahut achha dikhaya gya h jbki kahi to ayesa v hota h jaha bahu apne SaaS sasur ki khidmatein krk thak Jati h aur maid Jaisa ghar ka kaam krk thak jati h fir v use taane sunne padte h usk saath maid Jaisa salook hota h aur baad mein ye Kahte h ye to bahu ka farz h ye to usi ka kaam h Ispar v drama banaye dono pahlu ko dikhaye....

    • @saranoor6686
      @saranoor6686 ปีที่แล้ว

      Mostly ajkl achy he Hain

  • @renabegum786
    @renabegum786 ปีที่แล้ว +1

    Allah swt made women for all task to take care of your family

  • @DK_KNOWLEDGE920
    @DK_KNOWLEDGE920 หลายเดือนก่อน

    Avoid such bad types of girls who guide to others in wrong way. Respect your husband as well as his parents and others family members

  • @farhatsayyed
    @farhatsayyed 3 หลายเดือนก่อน +1

    Is dulhan ka aur ek episode hai usme bhi bhi dulhan bani thi aur yahi necklace pehna tha... 😅

  • @bablikaiser3211
    @bablikaiser3211 ปีที่แล้ว +6

    3rd person key liyehi har family kharab ho jati hay

  • @R-A-WN
    @R-A-WN 11 หลายเดือนก่อน +1

    Mai b lerki hun leken Ager lerki yeh soche lage k kal uske kud ma baap ko ese bahu miljai jese wo hai to wo khabi apne saas susar k saat esa salook na kare….. pata ni ager apne sohor se muhabbat
    Hai to uske ma baap se kese muhabat ni hoti…….

  • @wonder7872
    @wonder7872 10 หลายเดือนก่อน +1

    It's a good moral story pr kash k in laws b itny achy e hn😢😢

  • @Showbiz_video
    @Showbiz_video ปีที่แล้ว +2

    Nice darma 🎉🎉

  • @Syed_Adnan621
    @Syed_Adnan621 หลายเดือนก่อน

    Husband ko apny susral ko respect deni chahea wife ko apny susral walo ko...Husband k susral waly kbi kbi aty mgr wife ko to dailykhidmat kr i hoti lekin agr husband apny susral walo ko respect de to wife sari zindagi b khidmat kr leti...bs sb ko apny haqooq faraiz samjhny chahea...log sirf apny haq ki bat krty farz bhool hi jaty.

  • @ambreen5546
    @ambreen5546 ปีที่แล้ว +1

    Islam main tu bohat khuch hai but pata nhi girls sirf is bat ko pakar lati hain kay hum py faraz nhi kam phir tu fatna fasad b Islam main Jayeez nhi

  • @tabbasumanwar8959
    @tabbasumanwar8959 ปีที่แล้ว +1

    بہوؤں کے لیے نہیں بلکہ بیٹیوں کے لئے ہے

  • @ZbStudies
    @ZbStudies ปีที่แล้ว +15

    Very nice story and good lesson for all bahus

    • @ahliyasuhail4708
      @ahliyasuhail4708 ปีที่แล้ว +4

      Kya aap ki sas hai ager nahi to plz mashware na deen hum bahuon ko hi pata hai sasuraal ke zulm

    • @madishehzadmadishehzad7440
      @madishehzadmadishehzad7440 ปีที่แล้ว +1

      ​@@ahliyasuhail4708 sahi kaha apny

    • @autumnleaves8717
      @autumnleaves8717 ปีที่แล้ว +1

      @@ahliyasuhail4708 hahaha sahe kaha paala nahe para hoga na inka... Rah piya janay ya wah piya janay !!!

  • @yaseensiddiqui9956
    @yaseensiddiqui9956 11 หลายเดือนก่อน +2

    Islamiclly its not her responsibility, but she should have not been rude. If she does any work for them thay will go towards her good deeds.

    • @happysoul6089
      @happysoul6089 3 หลายเดือนก่อน

      Allah rabbul izzat quran karim mein apne qarabt dar k sath Husna salook k hokum krta h

  • @shadmankhan9451
    @shadmankhan9451 ปีที่แล้ว

    Zabardas 👌

  • @AliShan-ir9pp
    @AliShan-ir9pp ปีที่แล้ว

    Mashallah 😊

  • @azcrazylazy2010
    @azcrazylazy2010 ปีที่แล้ว +1

    aisi kuch friends kuch maayein doosro k gharon ka sakoon barbaad karti hain

  • @mehmoodatabassum8936
    @mehmoodatabassum8936 ปีที่แล้ว

    Zabardast.

  • @guddolucky181
    @guddolucky181 ปีที่แล้ว +4

    ❤ it's amazing drama love it's ❤️

  • @marianawaz792
    @marianawaz792 ปีที่แล้ว +1

    Sas nay start main bilawaja ki lecture dia haha

  • @Afreen
    @Afreen ปีที่แล้ว +2

    It’s true that she is not responsible for his parents but she needs to treat them with respect. She is so rude it’s ridiculous! And doing anything for them wouldn’t have caused any harm. I’d understand if she got sick from working too much.

  • @Muskan22131
    @Muskan22131 7 หลายเดือนก่อน +1

    Srsly best episode ❤

  • @asiabibi1100
    @asiabibi1100 ปีที่แล้ว +6

    Best episode soo far❤❤❤❤

  • @mannalchaudhary1712
    @mannalchaudhary1712 หลายเดือนก่อน

    Ha theak he Islam me sas sasur nand devar ki khidmat nhi he farz lakin shohar k bhut haqoq he barho ka ehtram choto se shafqat ye b tu Islam he aj Kal har koi bas apni marzi ki bat manta bas

  • @hurairachhuraira9398
    @hurairachhuraira9398 10 หลายเดือนก่อน +1

    Good story😢❤

  • @saira_6151
    @saira_6151 ปีที่แล้ว +1

    Instead of blaming, vilifying the daughter in law for claiming her Islamic rights, it is better to ask why so many Desi Muslim sons are raised to be so selfish, lazy, arrogant and useless that they refuse to take care of their own parents. Such boys should not marry but serve their parent or hire maids and carers for them. If they love their parents that is...

  • @iyi4322
    @iyi4322 ปีที่แล้ว +4

    First view ❤

  • @amnaQueen3619
    @amnaQueen3619 ปีที่แล้ว +26

    I love this drama❤

  • @farzanafmt2883
    @farzanafmt2883 ปีที่แล้ว

    Aalla 👌💕

  • @anjumparween1747
    @anjumparween1747 7 หลายเดือนก่อน

    I love this drama ❤❤❤❤❤❤❤❤❤🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰

  • @afrozabatool8441
    @afrozabatool8441 ปีที่แล้ว

    V nice episode

  • @ayyanadeel4901
    @ayyanadeel4901 ปีที่แล้ว +1

    Nice 👍

  • @sundasshah8103
    @sundasshah8103 ปีที่แล้ว +1

    Insaniyat khatam hogayi bas Haq yad hai Kya farz ni hai wo b yad hai ridiculous

  • @iqrasaad7882
    @iqrasaad7882 ปีที่แล้ว

    Vry vry nice concept

  • @chanchalpushkarna3691
    @chanchalpushkarna3691 13 วันที่ผ่านมา

    Bahu ko apne kharche ke paise bhi khud lamane chahiye, apna ghar bhi khud khareede, saas sasur ke ghar par unka koi huq nahi hona chahiye

  • @madhusharma-bk9qi
    @madhusharma-bk9qi 9 หลายเดือนก่อน

    Very lesson ful drama

  • @afshe29
    @afshe29 ปีที่แล้ว

    Very nice🎉🎉

  • @duaKhan-pu8cw
    @duaKhan-pu8cw ปีที่แล้ว

    Jo achi saase hoti hai unhe haraman bahui milti hai or Jo sidhi bahui hoti hai unhe haraman saase kya kare

  • @sanarasheed4775
    @sanarasheed4775 ปีที่แล้ว

    Nice story..

  • @noreenfatimahnoreen7563
    @noreenfatimahnoreen7563 ปีที่แล้ว +1

    Haar Bahu aaisi ban jaye tu haar Ghar jannat hoga

  • @nehafatima7653
    @nehafatima7653 ปีที่แล้ว +1

    Achi story thi or moral b acha thaaa

  • @alhamdulillahalakullihal2607
    @alhamdulillahalakullihal2607 ปีที่แล้ว

    Very nice 👍

  • @subiyasyed940
    @subiyasyed940 10 หลายเดือนก่อน

    Best episode

  • @Shaista.Raja.786.
    @Shaista.Raja.786. ปีที่แล้ว

    Nice drama...

  • @Nena915
    @Nena915 ปีที่แล้ว +2

    Khoobsurat😂😂

  • @user-xd3dx4jt2p
    @user-xd3dx4jt2p 3 หลายเดือนก่อน

    boht khoob

  • @asmatahira7314
    @asmatahira7314 ปีที่แล้ว

    All moms need to give the same lesson but NW a days mothers also teach them haquq ..

  • @RajinderKaur-oe4cl
    @RajinderKaur-oe4cl ปีที่แล้ว

    Gud lesson

  • @SoniaJaved-wk7tp
    @SoniaJaved-wk7tp 7 หลายเดือนก่อน

    End wao

  • @mylittleworld3864
    @mylittleworld3864 ปีที่แล้ว

    End is wonderful Tali 2 hathon Sy bajhti ha agar serf bahu galath ho ya serf Saas galati ho tou maslay hoty hain

  • @humairakhanlive245
    @humairakhanlive245 ปีที่แล้ว +3

    Wah asa beta hona chaye takay asie larkio ki aqel tihkane ate

  • @jaswinderjosan3594
    @jaswinderjosan3594 ปีที่แล้ว +2

    Maybe it’s best drama

  • @shaikhinamul5711
    @shaikhinamul5711 5 หลายเดือนก่อน

    best serial

  • @rukhsanaarshad3435
    @rukhsanaarshad3435 ปีที่แล้ว

    Good 👍

  • @kulsoomfatima1947
    @kulsoomfatima1947 11 หลายเดือนก่อน +3

    Best episode ever ...and great message for girls ...❤

  • @mubarikminhas5656
    @mubarikminhas5656 ปีที่แล้ว +1

    Khana jis ne b banaya hai pr khana to wesy b unu ne yahi tha

  • @fajjukifrooty
    @fajjukifrooty 5 หลายเดือนก่อน

    Nice drama

  • @mirzaanwar8008
    @mirzaanwar8008 ปีที่แล้ว +1

    It was great topic

  • @nsszz3014
    @nsszz3014 ปีที่แล้ว

    ❤❤❤❤❤

  • @iqrasalman6329
    @iqrasalman6329 ปีที่แล้ว

    Kis time ata h ye drama

  • @mahwishjamal-zs1sq
    @mahwishjamal-zs1sq หลายเดือนก่อน

    Ye cast badal badal ke ek hi story ko re upload kyu kr rahe h😡…anjam me bhi yhi same story h

  • @RehaanAasif-qt9fd
    @RehaanAasif-qt9fd 10 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤

  • @heenashaikh4544
    @heenashaikh4544 ปีที่แล้ว

    Lovely ❤

  • @user-nw4vi8le7h
    @user-nw4vi8le7h 2 หลายเดือนก่อน

    Jab apni sagi maa baap se mohobbat kar sakte hai hum log to saas sasur ji se kui nahi galt sahmja Rahi hai iski friend gar kharab kar rahi hai bahut achi hai saba ki saasu maa ji

  • @zebakhan39
    @zebakhan39 ปีที่แล้ว +82

    Islamically the girl is right, these things should be discussed before. However, the girl should have compassion and care as that is also islamic

    • @FAKEGaming360
      @FAKEGaming360 ปีที่แล้ว +7

      But at least u should follow Husn e salook with elders …..islamically😊

    • @amarhussain1408
      @amarhussain1408 ปีที่แล้ว +2

      Zeba Khan islamically said respect older peoples message from amarh@2625

    • @agfamily7776
      @agfamily7776 ปีที่แล้ว

      Zeba Khan tit for tat hey dunya or agr aap iska Sila Allah sey mangein tou behtreen ajr Miley ga

    • @dr.Awaqas
      @dr.Awaqas ปีที่แล้ว

      Very nice msg

    • @noorjahanamaanullah1773
      @noorjahanamaanullah1773 ปีที่แล้ว

      ​@@FAKEGaming360 😊😊 llll MO ko MO u by
      .m😊

  • @user-dz6or2ir7f
    @user-dz6or2ir7f 2 หลายเดือนก่อน

    Wah jis bete k lie maa baap apni zindagi qurban kr dete hi ..kal ki ayen ladki unki khidmat ni kar sakti ..aise Bahu k lie talak behtar thoda hi ..

  • @ALIRAZA-dz3yl
    @ALIRAZA-dz3yl ปีที่แล้ว

    AAJ KAL KI LARKIYA BAS PESA KAPRE GHOOMNA PHIRNA ARAM CHATI HAI.

  • @fahadkhanfahad8527
    @fahadkhanfahad8527 ปีที่แล้ว

    best msg hai

  • @Ghosthere23
    @Ghosthere23 ปีที่แล้ว +4

    Han to frz nae hai khidmat. Khichri,dalia chinese chef hai ya bahu??!!?? Agly b to sochain na. Maid rakhain help krny k liye.

    • @shafiqkhoso7554
      @shafiqkhoso7554 ปีที่แล้ว

      Insaniyat b koi cheez hai behn rishte b hain shyd 🙄

    • @Ghosthere23
      @Ghosthere23 ปีที่แล้ว +1

      @@shafiqkhoso7554 bilkul to ye insaniat samny wala b dikhaey na itnii lmbi list dainy sy pehly sochy k nae shadi main itna kaam nae hoskta.

    • @Ghosthere23
      @Ghosthere23 ปีที่แล้ว

      Ya to mil k krwaen ya phr koi helping hand dain. Ye thori k mairy liye dalia susar k liye khichdi apny liye chinese bna lo

    • @marianawaz792
      @marianawaz792 ปีที่แล้ว +1

      ​@@shafiqkhoso7554 insaniyt beta dikhaay, sas k b abi he hath paun tot gaay haha

    • @marianawaz792
      @marianawaz792 ปีที่แล้ว +1

      ​@@Ghosthere23 bilkul

  • @Noor-sq2jz
    @Noor-sq2jz ปีที่แล้ว

    Nice ending😊

  • @user-oz6uu5jv7b
    @user-oz6uu5jv7b 10 หลายเดือนก่อน

    Iloveyou😊😊😊😊❤❤❤