Super duper sharing dear friends thanks very usefull information about kaner plant care tips thanks very healthy fertilizer thanks good afternoon stay connected New subscriber friends thanks good 💯
Mitti badal den ya fir poudha bada hai to ripot kr dena chahiye varmi compost fitkiri chuna nimkhali haldi powder Yah sab daalkar upar se mitti se dhak den kuch din baad phul aane lagenge agar growth achchi nahi hai to sukhe patte ya patto ki khad bhi daal den, Yah sab organic fertilizer or khad samay samay pr dete rhen channel par jakar check kar len video daal chuki hu
Namaskar mam Maine kaner ka bhi shift lagaya paudha vah abhi Chhota abhi uski jarurat bilkul chhoti hai to kya usmein yah sab dal sakte hain mahine 2 mahine ka hi hai vah
Bilkul nahi , Abhi poudhe Ko thoda bada hone dijiye sirf use varmi compost yaa purani gobar ki khad har mahine do chaar mutthi de diya kren , Jab groth acche se ho jay tabhi ye sab dena chahiye
Like 176 kaner ke liye bahut achha fertilizer bataya 🎉🎉
Thanks
Kaner mere pass hai par apka plant hai bah bahut Achha laga itne sare flowers kafi achha fertilizer apne bataya hai 💐 ❤❤🎉🎉join🎉🎉
Thankyou so much
Very nice plant and good information
Thankyou so much
Waw nice vedio ❤
Thankyou so much
80 number ka like meri taraf say .
Thankyou
Grow bag ki measurement
Aur mam khali fitkeri and chuna milake dene se hoga
Or fartilaizar dene ke sath fitkari or chuna jarur dena chahiye usse kaliyan banti hain
Super duper sharing dear friends thanks very usefull information about kaner plant care tips thanks very healthy fertilizer thanks good afternoon stay connected New subscriber friends thanks good 💯
Thankyou so much dear friend
Excellent 👌
Thankyou
Maine to haining planter ideas share kiya mere me views hi nahi ate 😢
Aayenge views ideas share karte rahiye achchi baten logon ko dhire dhire samajh aati hai
Mam eski Kalam lagti h ya bij se lagta h yellow color ka
Yah dono tarah se lag jayega ,Kalam ya airleyring se jald phool milta hai bij se ek saal baad ,Yah hamara bij se hi lga poudha hai
Mere to chhar sal cutting se lagaye ho gaya lekin ek kali bhi nahi aai pink kaner me😢😢😢 peele me to khob phool aate hai

119lk
Thankyou