Bhaiyya ek ques tha mera plz batayen...ki adhe acre mein mereko fish farming karni h to adhe acre k kye kon c fish sahi rahega??? Aur kya adhe acre ko 2 part mein divide karke kar skta hun ya single talaab banwaun adhe acre ka hi????
Aerator paddle bhi use kar sakte hain aur submersible bhi.....ya fir dono ek ek.... aap 7000717794 par whatsapp kariye... mein companies ki contact details share kar dunga
जीरा se bada hone mein time lagta hai...aur use jaan bujh kar roka jata hai...taki March Tak yearling taiyar ho jae...प्राकृतिक तालाब में बढ़ जाता है.... nursery khod ke karoge to nahi hoga
Bina khane ke to mushkil hai...gaon ka natural talab hai to 2 3 tonne ho paega quki usmein idhar udhar se khana aa jata hai...but khud ke khudae gaddhe mein nhi badegi bina khane ke
Guru ji 🙏🏻.... आपका समझाने का तरीका बहुत अच्छा लगता है हमको....धन्यवाद
Aapka dhanyawaad ❤️
Bahut badhiya jankari tha , dhanyavad aapka
Very informative video bhaiya as always...aasha hai ki IMC ki poori jaankari bhi aap agle video mein denge... thank u ❤️
Thank you so much for watching ❤️
JAI JOHAR JAI HO
Sar Pani April Tak rahega isliye market size karni Chhota bhi chalega Narmdpuram
7000717794 par karo requirement send
Good morning sirji ❤😂😂🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Jai Johar
Super 😘😘😘 Bhai
Thank you❤
Good information sir
Ek acar me 5000 seed ariyetar ya vidaut ariyetar ke stock Kar sakte hai
With Aerator jyada accha rahega
Emc or imc ko alg alg palan kr sakte hai kya sir
Bhaiyya ek ques tha mera plz batayen...ki adhe acre mein mereko fish farming karni h to adhe acre k kye kon c fish sahi rahega??? Aur kya adhe acre ko 2 part mein divide karke kar skta hun ya single talaab banwaun adhe acre ka hi????
Single banaiye... pangasius, tilapia, rupchanda , Murrell inme se kariye koi market demand dekh kar
Thanks alot bhaiyya...bhaiyya ek last ques adhe acre mein lagbhag kitte bacche daal skte h fingerling pangasius k bina oxegen machine k????
Nursery se preshan hu sir... kya IMC ke sabhi tino ke liye alag alag nursery banana hoga kya ?
Ek mein bhi chalega....agar options hain to catla alag kar lo
Hello Balram from Indore
Sirf Emc farming kar sakten
JAI JOHAR
Sir , सीधे 100 ग्राम की seed bhi to daal sakte hai na?
Yes
Sir aapne apni tranning kisi online learning platform par daali thi
Please bataye aur title bhi bata day
www.udemy.com/course/learn-complete-fish-farming-business-by-an-industry-expert/learn/lecture/34106052?referralCode=EBB7C15B2D78078D63F9#content
This is the link for course
@@RMfisheries Thankyou Sir
Sir areotor kaha milta hai or price kya hai
1acre ke talab ke liye konasa areotor use kare
Aerator paddle bhi use kar sakte hain aur submersible bhi.....ya fir dono ek ek.... aap 7000717794 par whatsapp kariye... mein companies ki contact details share kar dunga
पराइवेट तालाब मे कोन कोन सी मछली पाल सकते है भाई
Saari hi lagbhag jo paali jati hain.....pond area, market geographical condition aur investment par nirbhar karega
👍👍👍👍❤️❤️❤️
🙏
IMC biofloc fish farming details chepandi sir catla and grass
Mai bahut jald machli palan shuru krne wala hu training lena tha sir apse
Okay ... please WhatsApp me on 7000717794
सर जी विडिओ मे जो आप ने बताया है
क्या आप ने 1एकड़ से 5000 बच्चा डाल कर 5टन माल 8महीने मे कभी निकाला है
Yes...exact 5 nahi lekin 4.5 se 5 ke beech mein hamare kaafi farmers ne nikala hai....lekin aapko 100g ka seed stock karna padega March mein
आप अपना no दीजिये बात करनी है 👍
@@RMfisheriesnot practically
Bhai imc emc 9 months me 1 kg ho jati he aap konsi fish palre ho jo 8 moth me 100gm ki hoti he
जीरा se bada hone mein time lagta hai...aur use jaan bujh kar roka jata hai...taki March Tak yearling taiyar ho jae...प्राकृतिक तालाब में बढ़ जाता है.... nursery khod ke karoge to nahi hoga
Sir 1.7 acar me kitna year ling dalna chahiye
7000 se 7500
@@RMfisheries sir ap kaha se hay
@@avinashsingh215 Bhopal MP
Sir mere pass talab nahi hai lekin mujhe machali palana he kese palu sir
Aapko agar knowledge nahi hai to pehle fish farming training join kariye.
Sir imc 3 acre me kitna production kar sakta hu normal agar koi khana nehi deta hu toh .
6 टन
Bina khane ke to mushkil hai...gaon ka natural talab hai to 2 3 tonne ho paega quki usmein idhar udhar se khana aa jata hai...but khud ke khudae gaddhe mein nhi badegi bina khane ke
Normaly sir humlok usme 9 /8kuntal tou production karte hy har sal .pehle tou 1.5 tone tak production krte hy abi tou Kum hogaya .
Bhai aap mp me kaha se ho
Bhopal
Sir is it possible to grow IMC fish totally on nature or fermented feed within 8 month in grow out phase. Thank you
Not possible brother......you have to feed them supplimentary feed
Bro mne paas sab mile jaye ga
मुझे भी ट्रेनिंग लेनी है सर
7000717794 पर संपर्क करें...
hello Sar IMC ke bacche chahie 50 gram 3 ekad Talab hai bacche abhi chahie Sar Ek Hafte ke andar Narmdapur
Itna bada size nazdeek ke area mein dekhiye.... Dur se transport nahi ho paega.... Jinka talab sookhne lagta hai jaldi unse le lijiye.... Sasta milega
Mujhe bhe traning lenah
7000717794 par whatsapp karein
Are khud ka prachar krna band kr... shayad thodi 7zzat milegi.
Prachar karne se izzat nhi milti??
Kya bhai