Bhut bhut dhanyawad Bhai is video k liye, is video se meri car ki problem solve ho gyi , car chalte chalte batery ka sine ane par off ho rhi thi , altinoter kharab ho gya tha , apki is video se chek Kiya mane
Bayea g pls btayea nine month nayea battrey dale thi mainea maruti 800hai sir battrey mai bulbuley uth rhea hai pls btayea kya karna padega kyuki uska sara pani nikal tah hai pla btaye pla baye mainea Electration ko btayea katoh b naya dala hai alternater ka fir b bulbule uth rhea hai pls btayea ya original alternate ka katoh dalna padeaga pls bayea batayea kya karea thks bayea g
Brother, ek problem ka solution chahie tha apse, Mere pass WegonR DUO 2009 model h, drive krte time Car speed 60 se jyada ho or AC on kru ya fir head Lights on kru ya Indicator on kru ya Break Push krta hu to Music system automatically Band hokr wapis on ho jata h iska kya solution h .... Please help
Meri wagnor subah jab start kerte hai to ekdam start ho jatti hai raaste mein chalte chalte gaddi off ho jaye to dobara start nahi hoti mean time 2nd battery se start kero ussi samay start ho jati hai ya phir 2nd way ussi battery se 15/20 min baad start kero to pehle wali battery se start ho jati hai. Chalti hui gaddi alternators kee wire hatane per car start rehti hai. Axcelaator kerne per bhi battery ke voltage approx 12.5 rehte hai kiss jagah per fault hai alternators mein ya phir self mein pls tell about
Brother mere pass ek kafi old santro hai, engine start karke battery wire hathe hi car band ho ja rahi, aur charging karib 13.98.V multimeter me show ho rha hai kya kare usme...
Meri alto 800 subhash start ho jaati hai par kabhi kabhi achanak pick up chorr deti hai aur race nahi leti phir band ho jaati hai start nahi hoti band rakhne k baad 15-20 minute mein start ho jaati hai cng car hai ye dikkat petro cng dono par karti hai aur subha k waqt jyada karti hai Please batayen kya problem hai kai mechanic ko dikhaya par pata nahi chal raha battery thik hai starter bhi thik hai
Bhai mere paas tata indica hai jiske battery light starting ke kuch der tak jaise 5 se 7 min tak halki light jalti rahti hai uske baad light thik ho jaati hai aur koi samasya nahi hoti . Alternator voltage bhi 14.2 tak rahta hai. Kya gaadi me koi samasya hai yaa aise hi chalata rahu kyuki 500 km se aise hi chal rahi h.
Mera ek qus.meri brezza pahle light on ya drl on hone pr lock mahi hoti thi but abhi lock ho jati chahe light on ho tb bhi kyun esa huaa kis setting ka issue hai ye
Alternator repairing hua.self kam karta hai lekin bettery charging signal on reheta hai altym dashboard mai.solution kya hai..fir se repair karna parega Alternator ki?
@sir meri car mai self toh lag rha hai but start nahe ho rhe hai , ar ignition mai bettery ki check light nahe aa rhe hai baki sb light aa rhe hai key on krne pr bettery light nahe aa rhe hai
Bhi mere car ki b@tery negative ponit nikalne par ingine chal raha hai fir bhi head light on karne 10 mintute m battery bilkul dishcharge ho jaateee hai or gaadii band ho jaatee haj headlight off par sahi chaltee hai kya problrm ho saktee haj bhaj please bataye
bhai maine battery charge krwaya tha bola ki battery full charge h fir bhi start nhi hua jb ki dusri battery se start ho jata h ab bato ki battery change krna joga kya
Meri car santro 2007 model hei. Puarani battery 29 month ho gaya.2 4 din se battery ka ye red sign aur saath hi tapakta hua drop dono ek saath dikhte theh. Car kai baar raaste mein band ho jaati thi. Maine kal hi amron ki new battery lagva di lekin ye sign 9 10 km chalne pe phir vo hi sign diya.lekin aaj sirf start karte waqt ye sign aaya but baad mein mit gaya. 15 16 km tak gadi chali but sign nhi aaya aur gaadi bhi band nhi hoyi.lekin start karte waqt sign aata hei baar nhi aata.lekin gaadi mein smell bohut aati hei jaise pehle battery drain hone pe aati thi.kirpa help kijiye taaki new battery safe rakhi ja Sale aur ye problem bhi solve ho Daley.
meri alto 800 me gadi chalte chalte chanak betry ka light Aa jata he fir chala jata he fir pani me chalauga to fir aa jata he kya ho sakta he plz batao...🙏🏻
Bhai, meri Swift me start karta hu to ho jati hai but kuch door drive karne ke bad kahi rok do to fir start nhi hoti hai, kuch time rukne k baad start ho jati hai, kya problem hai?
सर बैटरी का वायर हटाने के बाद इंजन स्टार्ट तो रहता है। पर ज्यादा दूर तक गाड़ी नहीं चल पाती है करंट या रेस छोड़ना शुरू कर देती है।मुश्किल से 500 मीटर चलती है फिर बंद हो जाती है। सर क्या प्रॉब्लम हो सकती है। alternator ya battery ki। plz tell me।
Hello bhai mere pass fiat linea hai 2009 model kuch dino pahile mera starter motor kharab ho gya tha to wo repair kiya uske baad gadi ke rpm 1100 -1200 ja rahe hai idel mai aur battery light bhi ah rahi hai kya problem ho sakta hai motor repair krne se pahile unkone battery bahr nikali thi aur usse se pahile koi problem nhi thi rpm ka bhi aur battery ka bhi koi light nhi ah raha tha lakin after jb motor repair kr ke battery waps lagai tb se battery light aur rpm ke problem ah rahi hai Maine key 3 baar on off krke reset bhi kiya lain light abhi bhi start krne ke baad thodi der se aah rahi hai
Bhai meri gadi subah start krts hu to ho jati h.phir 10,20km chalane ke bad band krta hu jab phir start krts hu to self dheere chalta h uske bad ruk jata h kit kit krne lgta h jaise ki battery down hone pr hota h.uske bad dhakke se start kro to 2,4 km chalane ke bad phir band krke chalu kro to ho jati h.aksar garm hone pr he chalu nhi hoti.
Mera wagoner chalte chalte band ho jata h sara light dashbord ka chala jata h phir 4-5 minute ke bad apne aap sara light aa jata h jabki bettory ka terminal tight h kya dikkat h bhai
Bahut Khoob bhai super super good job umar kam hai lekin dimag jyada hai man liya main aapke kam ko shabashi deta hun
Aise hi videos banate Raho Jo Gadi ke Jo owner se unke problem solve ho Jaenge
Bhai bahut behtarin mechanic Ho Tum kya balt pakad kar kam kiya hai bhai
Thanku bhai btane ke liye bhot bhot shuriya
Best video sr g 🌹🌹💐💐💖💕💓👌👌👍👍💥⭐🙏🏻🙏🙏🙏🙏
Awesome video
Love from Punjab
Bhut bhut dhanyawad Bhai is video k liye, is video se meri car ki problem solve ho gyi , car chalte chalte batery ka sine ane par off ho rhi thi , altinoter kharab ho gya tha , apki is video se chek Kiya mane
Apne khub ashi tarshe samjaya apka khub khub dhanyavad sir
tnx vinayak jee aapka bahut bahut sukriya
वेरी नाइस वीडियो
Bahut hi SAANDAR tarike sai bataya...good job ..keep it up.
Good bhai
Thank you ❤️❤️ bhai informative video
Really interesting video, bro..!!
Good information bro
Good job👍
Vire..nice..🤳😢💙
Thank you
Thanks sie
Thanks 🙏🏻🙏🏻👌🏻👌🏻
very good
Nice video bro
Nice job
Isko banwane may kitna kharcha lagta hai please btaiye bahot help hoga apke viewers ka
Very nice bro, but were I find the fault of alternater is it in good condition
Bayea g pls btayea nine month nayea battrey dale thi mainea maruti 800hai sir battrey mai bulbuley uth rhea hai pls btayea kya karna padega kyuki uska sara pani nikal tah hai pla btaye pla baye mainea Electration ko btayea katoh b naya dala hai alternater ka fir b bulbule uth rhea hai pls btayea ya original alternate ka katoh dalna padeaga pls bayea batayea kya karea thks bayea g
good work
Aap Maruti Omni ke engine ke Bare be Video Banaye plz
Thank you bhaii
Bro es video me jo alternator lagne se pahale Jo bulb se check kiya ho battery k negative terminal me o kya check kiye ho es par ek video banao
मेरा वेन हैं मारुति ओह 2दिन में डाउन हो जाता हैं न्यू बैटरी लगाया हु किया कारण से हो रहा है
Altimeter Chek karwao ya alti ka kaam karwao
Bro... Thnks
👍
Light chali gayi kyun ki battery waali light chali gaayi kehna kya chahte ho bhai 5:00
Good for knowledge
Thanks brother
Bai mere gadi mai b aa Gye h bai sunny xuv model ha bai ek din se aa rha ha
Super
Brother, ek problem ka solution chahie tha apse,
Mere pass WegonR DUO 2009 model h, drive krte time Car speed 60 se jyada ho or AC on kru ya fir head Lights on kru ya Indicator on kru ya Break Push krta hu to Music system automatically Band hokr wapis on ho jata h iska kya solution h ....
Please help
Good
Mera mahindra Savari hai mera v same problem hota hai
Gaadi me to 3 me kbhi nhi aayi par Charo tractors me hota h, Holland 3630 ki
Meri wagnor subah jab start kerte hai to ekdam start ho jatti hai raaste mein chalte chalte gaddi off ho jaye to dobara start nahi hoti mean time 2nd battery se start kero ussi samay start ho jati hai ya phir 2nd way ussi battery se 15/20 min baad start kero to pehle wali battery se start ho jati hai. Chalti hui gaddi alternators kee wire hatane per car start rehti hai. Axcelaator kerne per bhi battery ke voltage approx 12.5 rehte hai kiss jagah per fault hai alternators mein ya phir self mein pls tell about
Super bro
Brother mere pass ek kafi old santro hai, engine start karke battery wire hathe hi car band ho ja rahi, aur charging karib 13.98.V multimeter me show ho rha hai kya kare usme...
Nice👍
Thanks Jigar Thakur
Where is your workshop? My alternator has same issue as per your demo
Alternator cirwice ka Kitna charge lagata hai?
Skoda fabia me bhi yahi problem h par uska ultineter self or bettery tino ok h
Meri alto 800 subhash start ho jaati hai par kabhi kabhi achanak pick up chorr deti hai aur race nahi leti phir band ho jaati hai start nahi hoti band rakhne k baad 15-20 minute mein start ho jaati hai cng car hai ye dikkat petro cng dono par karti hai aur subha k waqt jyada karti hai
Please batayen kya problem hai kai mechanic ko dikhaya par pata nahi chal raha battery thik hai starter bhi thik hai
Bhai mere paas tata indica hai jiske battery light starting ke kuch der tak jaise 5 se 7 min tak halki light jalti rahti hai uske baad light thik ho jaati hai aur koi samasya nahi hoti . Alternator voltage bhi 14.2 tak rahta hai. Kya gaadi me koi samasya hai yaa aise hi chalata rahu kyuki 500 km se aise hi chal rahi h.
Altrenater सर्विस चार्ज क्या लगता है l मेरी स्कॉर्पियो मैं भी यही प्रॉब्लम्स आ रही है l खड़ी गाड़ी की batary down हो रही है
Mera ek qus.meri brezza pahle light on ya drl on hone pr lock mahi hoti thi but abhi lock ho jati chahe light on ho tb bhi kyun esa huaa kis setting ka issue hai ye
Alternator repairing hua.self kam karta hai lekin bettery charging signal on reheta hai altym dashboard mai.solution kya hai..fir se repair karna parega Alternator ki?
@sir meri car mai self toh lag rha hai but start nahe ho rhe hai , ar ignition mai bettery ki check light nahe aa rhe hai baki sb light aa rhe hai key on krne pr bettery light nahe aa rhe hai
Bhaiya ji xylo gari chalte chalte kyu stop hota hai batayena
Where you from i have same problem in my wagon r
Same problem
In my Vista petrol battery light not coming also alternator not charging battery and battery also loosing current plz advise what to check and repair
Khaha se hai bhai
Alternator clean kar k laga diya firbb problem solve nahi hua .. Aur problem vaisa he hai jaise is video me bataya hai .. Kindly help
Cheng kara do nhi to lamba kaam aa jaye ga
Cut out change kro
Battery ka jo body Mein arth dete Hain, vahan per clean karvana chahie
Bhi mere car ki b@tery negative ponit nikalne par ingine chal raha hai fir bhi head light on karne 10 mintute m battery bilkul dishcharge ho jaateee hai or gaadii band ho jaatee haj headlight off par sahi chaltee hai kya problrm ho saktee haj bhaj please bataye
Nagitive wire nikalne se gaddi bnd nhi horhi ..matlab altinator theak hai .. battery main problem hai ?????
Yes
meri tata aec hai naya battery dala fir battery down hogayaa iska kiya prablam
It causes boiling of coolent also .
Matlab bhai coolent na ho to bhi ye problem aa skti h
bhai maine battery charge krwaya tha bola ki battery full charge h fir bhi start nhi hua jb ki dusri battery se start ho jata h ab bato ki battery change krna joga kya
Bartri badla
मै बॅटरी चार्जिंग पे लगाया लेकिन बॅटरी गरम क्यू होती है
Price kitna lga
Meri car santro 2007 model hei. Puarani battery 29 month ho gaya.2 4 din se battery ka ye red sign aur saath hi tapakta hua drop dono ek saath dikhte theh. Car kai baar raaste mein band ho jaati thi. Maine kal hi amron ki new battery lagva di lekin ye sign 9 10 km chalne pe phir vo hi sign diya.lekin aaj sirf start karte waqt ye sign aaya but baad mein mit gaya. 15 16 km tak gadi chali but sign nhi aaya aur gaadi bhi band nhi hoyi.lekin start karte waqt sign aata hei baar nhi aata.lekin gaadi mein smell bohut aati hei jaise pehle battery drain hone pe aati thi.kirpa help kijiye taaki new battery safe rakhi ja Sale aur ye problem bhi solve ho Daley.
meri alto 800 me gadi chalte chalte chanak betry ka light Aa jata he fir chala jata he fir pani me chalauga to fir aa jata he kya ho sakta he plz batao...🙏🏻
Bahai mera bi ab ahi problem ho roha hai runing me start bond ho jati hai please bolie alternator kha sohi hota hai
Charge kitne laga alternator ka ?????
Bhai pickup ka batao
इनोवा गाड़ी 2006 मॉडल एक बार स्टार्ट हो जाती है गर्म होने पर नहीं होती है फिर वापस ठंडी होने पर स्टार्ट हो जाती है
Starter motor problem
Bhai, meri Swift me start karta hu to ho jati hai but kuch door drive karne ke bad kahi rok do to fir start nhi hoti hai, kuch time rukne k baad start ho jati hai, kya problem hai?
hello brother
सर बैटरी का वायर हटाने के बाद इंजन स्टार्ट तो रहता है। पर ज्यादा दूर तक गाड़ी नहीं चल पाती है करंट या रेस छोड़ना शुरू कर देती है।मुश्किल से 500 मीटर चलती है फिर बंद हो जाती है। सर क्या प्रॉब्लम हो सकती है। alternator ya battery ki। plz tell me।
I also have same problem… koi solutions mila?
What is the cost for repairing of alternator???
Mujhse 2000 le liye bhai aaj hi
500 rupees service cost or koi.part kharaab hua to.uska alg se,jese seeling 300,cut off 700
मेरा alto k10 4km चलने के बाद बन्द हो गया battrey dishcharg हो गया dashbord blink कर रहा और धक्का मर के भी start नही हो रहा है भाई क्या समस्या है
Bro tata manza ka cluster meter ki light repair hosagta he kiya??
Hello bhai mere pass fiat linea hai 2009 model kuch dino pahile mera starter motor kharab ho gya tha to wo repair kiya uske baad gadi ke rpm 1100 -1200 ja rahe hai idel mai aur battery light bhi ah rahi hai kya problem ho sakta hai motor repair krne se pahile unkone battery bahr nikali thi aur usse se pahile koi problem nhi thi rpm ka bhi aur battery ka bhi koi light nhi ah raha tha lakin after jb motor repair kr ke battery waps lagai tb se battery light aur rpm ke problem ah rahi hai
Maine key 3 baar on off krke reset bhi kiya lain light abhi bhi start krne ke baad thodi der se aah rahi hai
Bhai meri celerio ka battari ka cembol nhi ja rnha hai halaki alatrnar bhi sahi hai gadi meri sahi se chal rhi hi Lekin batri simboll nhi ja rhi hai
Alternater repair ka kitna paisa letey hain macanic
Verna ki Dynamo ki wiring diagram batao
Bro pick-up ka batao
Bhai meri gadi subah start krts hu to ho jati h.phir 10,20km chalane ke bad band krta hu jab phir start krts hu to self dheere chalta h uske bad ruk jata h kit kit krne lgta h jaise ki battery down hone pr hota h.uske bad dhakke se start kro to 2,4 km chalane ke bad phir band krke chalu kro to ho jati h.aksar garm hone pr he chalu nhi hoti.
Altemator ka Service karane me charge kitna lagta hai
Meri gadi yahi problem he
अल्टीनेटर भी ठीक है बैटरी भी ठीक फिर भी बैटरी साइन आता है तो क्या करे
Kitne pese lage
Bhai Naya alternator lagva lia Battery nayi Lagvai 2 hr chali fir Band
Mera wagoner chalte chalte band ho jata h sara light dashbord ka chala jata h phir 4-5 minute ke bad apne aap sara light aa jata h jabki bettory ka terminal tight h kya dikkat h bhai
Meri car baleno alpha petrol 2019 model hai meri car ki battery 1-2 दिन में उतर जाती है। Plz help ।
Alternator ki repair cost kya aati hai?
1000-1500
Sir ji mari gadi Ford fistha hai milange nhi da rahi hai 😭
Bai kitna cost ata hai repair krne me
kitene...charg..repair me..
Bhai mere alternative acha tho bhi battery dis charge oh thi hai
Mera car me to alternator kaam kr raha h but bettry sign q a raha h
Apke Battery Replace Hone Vale hai
Hii
Kitna khrcha ?