दोस्तों यहाँ भी आ जाओ 👇👇 Join Us On Telegram 👇 telegram.me/technologyupofficial My instagram 👇 instagram.com/ipradeepsharma/ My Facebook 👇 facebook.com/technologyupofficial
Sir . request kar Raha hu ek bat batao maine company me 1.6 year kam kiya uske bad company chod diya date of exit bhi ker diya pf members me fir se usi company me Mera joining ho gaya 1 month ho gaya hamne us company ko chod diya Mera do members I'd dikha raha hai kya Mera old member id pf ka paisa new me transfer ho jayega plz Sir mujhe jarur bataye iska slulotion
Pradeep Bhai meri help kare apke telegram par bhi massage nahi kar pa Raha hu Meri problem hai ki pehle meri job gwalior me thi transfer ho kar same company me ab Bhopal me hu gwalior ka EPF account number alag tha Bhopal ka alag hai or job abhi bhi usi company me kar Raha hu gwalior wali EPF account ka Paisa kaise transfer hoga UAN number ek hi hai
sirf apki he videos dekh kar mujhe achhe se mere doubt ka hal Nikal pata hai or sahi sahi samajh pata hu apki video बहुत ही सरल और सहज शब्दो से बनी रहती है isliye clearly अच्छे से समझ आ जाता है ❤❤👏👏👌👌
Mene apply kr ke. Dekha hai jaisa sir apne btaya same as follow kr ke ....agr sahi se transfer ho gya mere old pf se current pf me to I m very thankful you sir
Bhai agar video dekhne se Aap PF transfer nahi kar paye to Best yahi h ki Koi Aisa Banda dhundo jo PF ka Acha Jankar ho ......... Usse hi apna kam karao
Mai last job only 2 months tak kiya but pura 4 sal jesa kiya hai wo kiya purana walla naya mai transfer kr k pura paisa ayegana apply krne se plz reply sir 🙏🙏🙏
10:59 Toh kya job chhodne par jab full and final form 19 and 10c fill karenge toh purani company ka pension ka amount current company ke pension ke amount ke saath ek saath aayega kya ? Please confirm ?
Current employer ka exit date dala hua he to bhi merge hoga kya sir? Aur merge hone ke bad final settlement me three ID ka paisa nikal jayega kya? Please answer Sir
Apne bola pension ka paisa transfer nhi hota but ap 10c ka form bhar ka nikal sakte ho to kya fir jaha jaha pe service ki waha waha Jake apply karna padenga kya fir current me jaha kam kar rhe the waha pe ho apply karenge to ho jayenga
Sir purani member id ma Paisa current me transfer karne ko app bol rahe ho date of exit dalne ke bad lekin mere kaise me 3 I'd hai useme 2 and 3 dono I'd me less than. 6 months job hai to me purani ka Paisa current me transfer karunga to muje full and final amount pf and pension millaga ya phir only pf ka Paisa hi millega sir ?
Sir total pf nikal liya h exit date dal kar,or nikalne ke bad phir se contectr ne bcaha hua pf dal diya h ab wo nikal nhi rha h koi solution batao or na he transfer ho rha h 😢
Sir maine 2008 me kaam kiya tha ek company me 2 saal pf kata tha vaha pe bhi aur 2022 se bhi new company me kar raha hu sir dono pf ka paisa kaise nikale please reply
Sir 1st company me 6 month kam kiya hai 2nd company me 4 month kam kiya hai 1st ka transfer 2nd me karne ke baad 2nd ka 4th month ka pension nikalega ya nahi
Hope you reply.. My employer created 2 UAN accounts. I wanna transfer from old to new. Is adding nominee to old UAN mandatory like KYC for the transfer of UAN? Also should I withdraw directly without transfer? Or transferring to new UAN is better?
Pradeep bhai ek request hi mera pf me 4 company hi me kam chod diya lekin dob galat hi me konsa company me joint declaration from bhejna padega plz batao
Sir, Age 52 ho gayi hai service 23 year huyi hai job chhod di hai toh date of exit me reason konsa daale? Aur pension ke liye 58 age hone ke baad apply kr sakte hai kya?
Hello bhai, mene pahle company me kam kiya tha jiska paisa nikal chuka hu, but second company me kam karne ki wajah se abhi pension ka paisa pahle company ka nikalna chahta hu, but members id present company ka id show kar raha hai, jiski wajah se pahle company ka pension ka paisa nhi nikal sakta hu..
Pradeep sir mera 1compani distroy hai koi bhi nahi DDR office me charge nahi liya meri service 9year 7manth EPFO bata raha hai form 10 bharne leliye service recard employer ka mangte hai online o muze nahi milega to 1:00 pension chalu karane ke liye kya suzav hai please batao? Thanks
दोस्तों यहाँ भी आ जाओ 👇👇
Join Us On Telegram 👇 telegram.me/technologyupofficial
My instagram 👇 instagram.com/ipradeepsharma/
My Facebook 👇 facebook.com/technologyupofficial
Kitna din lagega ❤
Sir . request kar Raha hu ek bat batao maine company me 1.6 year kam kiya uske bad company chod diya date of exit bhi ker diya pf members me fir se usi company me Mera joining ho gaya 1 month ho gaya hamne us company ko chod diya Mera do members I'd dikha raha hai kya Mera old member id pf ka paisa new me transfer ho jayega plz
Sir mujhe jarur bataye iska slulotion
Pradeep Bhai meri help kare apke telegram par bhi massage nahi kar pa Raha hu
Meri problem hai ki pehle meri job gwalior me thi transfer ho kar same company me ab Bhopal me hu gwalior ka EPF account number alag tha Bhopal ka alag hai or job abhi bhi usi company me kar Raha hu gwalior wali EPF account ka Paisa kaise transfer hoga UAN number ek hi hai
Hello sir my apna old member se new member me transfer Kiya hu 2 week ho gya h abhi tk settle nhi hua h kyu plz bataye
Bhai ji Mera pf ek saal ka h lekin ek hi mahine ka aaya h Kya kru plzzz tell me😢
Jo aap ne jaisa kahaa sb kr diya h or ho bhi gya h, you tube pr bs aap jaise hi log hon❤
sirf apki he videos dekh kar mujhe achhe se mere doubt ka hal Nikal pata hai or sahi sahi samajh pata hu apki video बहुत ही सरल और सहज शब्दो से बनी रहती है isliye clearly अच्छे से समझ आ जाता है ❤❤👏👏👌👌
Thanks sir for this video,you have cleared my doubt about transfer related of pension amount
Mene apply kr ke. Dekha hai jaisa sir apne btaya same as follow kr ke ....agr sahi se transfer ho gya mere old pf se current pf me to I m very thankful you sir
Hua kya
Thank you very much sir
Mera Exit date ka kam ho geya
Great bro❤
Thank you for step by step process
Thank u sir very effective vedio
Good knowledgable video Sir🙏
very helpful video
प्रदीप भाई बहुत बहुत धन्यवाद 👍❤👍
Super sir ji good 👍👍
Thanks Bhai mera pension ka problem solved kr diya
thank you for the information. It has cleared all my doubts.
Your video is very helpful for me. Thank you ❤😊
bahut achha video banaye aap bhaiya❤❤❤
Bhai ap kaha rahte ho apse milne aana hai
Nice and detailed video
*Bhai thnku thnku thnku thnku sooooooo much apki vajh se mera Kam ho gya pichle 2 saal se nhi ho rha tha thnkuuuu*🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Good information sir,
Bahdiya information bhai
Realy new guidelines ki vajah se bahut logo ka paisa mil pa rha h
Thankyou sir apki Video ki help se maine Apna Pf Transfer kra liya 🙏🙏
Bhai helf me yr mera transfer nhi ho rha h
Bhai agar video dekhne se Aap PF transfer nahi kar paye to Best yahi h ki Koi Aisa Banda dhundo jo PF ka Acha Jankar ho ......... Usse hi apna kam karao
Very good information sir.
Nice video
Very nice sir it's very helpful 👍🏻
Thank you so much sir apke tarah koi nhi bata ta ❤️ se dhanyawad sir 🙏
Thanks bhaiya ji 😊😊
Thanks ❤
Very very thanks sir ji ❤❤❤❤
Thanks pradeep Bhai
Thanks pradip bai
Pradeep bhai dhanyvad
Thank you sir
Sir ek video full withdrawal of pf amount pr bhi bnado agr kisi ne job chrd di ho kisi resn se to wo full withdrawal kese kre please🙏
Auto Transfer me sabhi member id ka Paisa transfer hoga plz Reply
Super sir
good job sir and thanks very much sir
A very thanks to you sir..
Mai last job only 2 months tak kiya but pura 4 sal jesa kiya hai wo kiya purana walla naya mai transfer kr k pura paisa ayegana apply krne se plz reply sir 🙏🙏🙏
pf transfer under pending by present employer..is situation me kay advance pf ka paisa nikal sakte hai??
you where very clear with details thank you..
Right 👍👍👍👍👍
Amazing…detailed info thank u so much ❤
Aapka video dekhte dekhte hi maine mera pf transfer bhi kar liya thank you so much, but ye kitne din lega process hone ke liye
Mera date of exit nahi he 3 employer me kya karun?
Ab Mera govt job hochuka hai ...sab pyesa kese nikalun?
Help me.
Thanks pradeep Bhai 🥰
THNAK YOU SIR. PERFECT KNOWLEDGE.
Thanku sir
Kya date of exit pichhle campni ka dalne pr trasfer nhi hota h kya sir
Sir main 2 company change kiya hai pr dono me DOE me not available lika aa raha hai.
Kya money transfer new member id pr ho jayega?
10:59 Toh kya job chhodne par jab full and final form 19 and 10c fill karenge toh purani company ka pension ka amount current company ke pension ke amount ke saath ek saath aayega kya ? Please confirm ?
Pension ka amount EPFO k pass he hota tho current company me settle hoga
Nice
Ek nambar video
Current employer ka exit date dala hua he to bhi merge hoga kya sir?
Aur merge hone ke bad final settlement me three ID ka paisa nikal jayega kya?
Please answer Sir
Sir Transfer karne k bad Iska Print copy jama bhi krna hota h kya
Jab pension... apply karenge....toa....eak sath sare company ka hoga na...ya...har company ko request bjayga...
Sir agar jo bank account pehle se link ho wo agar decativate hua hoga aur Jo current wala chalu account hain usko kaise link kre wo batiye plz 😢
1 uan ki 2 no pension nakali Jaya sakati he kya
mene 2018 m ik company m 9 months tk kaam kiya tha but uska doe epf and eps wale column n NA show kr rha h to uska balance kese transfer kr skte h ?
Sir mjhe bataye agar maine dono comapny ka exit date daal diya to purani compnay ka pf 2nd comapny me kaise trnasfer honga please bataye
Sr carrent member I'd 6Manrh s Kam h to kya carrent m transfer kar sakte h
Apne bola pension ka paisa transfer nhi hota but ap 10c ka form bhar ka nikal sakte ho to kya fir jaha jaha pe service ki waha waha Jake apply karna padenga kya fir current me jaha kam kar rhe the waha pe ho apply karenge to ho jayenga
Agar same jgah job kr rhe hai .. fr v 2 id bni hai to v transfer krna chiye ???
Bhai agar abhi kahi kaam na kar rahe ho toh mtlb mai do company Mai kaam karta tha dono mai ab ni karta to kisme transfer Karu aur paise kaise nikalu
Dhanyabad sir ❤❤
Pf transfer form submit karne ke baad kya koi print out v jama karna padega?
Nice Sir Jee ..
Sir purani member id ma Paisa current me transfer karne ko app bol rahe ho date of exit dalne ke bad lekin mere kaise me 3 I'd hai useme 2 and 3 dono I'd me less than. 6 months job hai to me purani ka Paisa current me transfer karunga to muje full and final amount pf and pension millaga ya phir only pf ka Paisa hi millega sir ?
सर क्या एंप्लॉयर के अप्रूव से पहले बैंक अप्रूव करेगा ? बताने का कष्ट करे
Super update
Kya una me addhar link kar sakte hai
Sir full and fainal me pansan nikal jaega
Pf transfer ka koi charge hota he?
sir...koi taxes jesa kuchh?
Sir may transfer k liye apply to kar Diya old wala Naya me .. magar ye kitna time lage ga update hone me?
Toh hum jisko select karenge uska Paisa transfer hoga aur jisko nahi karenge select usmain wo transfer hoga right?
Sir account transfer ka baada withdrawa se pf pension nikla sakda sir
Sir total pf nikal liya h exit date dal kar,or nikalne ke bad phir se contectr ne bcaha hua pf dal diya h ab wo nikal nhi rha h koi solution batao or na he transfer ho rha h 😢
Nice sir ji
Kitne time me transfer ho jayega or uske kitne time baad hum pf withdraw kar sakte he plz reply
thanks bhai
Sir maine 2008 me kaam kiya tha ek company me 2 saal pf kata tha vaha pe bhi aur 2022 se bhi new company me kar raha hu sir dono pf ka paisa kaise nikale please reply
Sir 1st company me 6 month kam kiya hai 2nd company me 4 month kam kiya hai 1st ka transfer 2nd me karne ke baad 2nd ka 4th month ka pension nikalega ya nahi
Hope you reply..
My employer created 2 UAN accounts. I wanna transfer from old to new. Is adding nominee to old UAN mandatory like KYC for the transfer of UAN?
Also should I withdraw directly without transfer? Or transferring to new UAN is better?
UNA A/C 2Ho yaga hai jiske karan rupya widral nahi hota hai iska samadhan bataye
Aavhi tak 4 company mya kam kya hu but 2 company ka date of exit nahi ha kya karna hoga please bataya.
Bhai account transfer karne ke baad kitane din lagte hai
Sir mere 4 pf account hai or mujhe 3 ka pesa present me lana hai to m kon sa option choose karu present ya previous please batao
Bhai ab kon si side h ye side nh chal rhi h pf transfer ke liye plz🙏 bata do
Sir, mera pichhli do company ke amount transfer pending hai aur main use nikalna chahta hu.
Kya wo nikal sakta hai.
Pradeep bhai ek request hi mera pf me 4 company hi me kam chod diya lekin dob galat hi me konsa company me joint declaration from bhejna padega plz batao
Sir pf Fild office kitna days lagata he Approve karne me Mera 25 days ke uper ho chuka he..
Mera DOE EPF nahi hai uske liye kya karna padega.
Purani id ka pf Transfer nahi Ho raha sar. Employee ka Balance low He. Kiya kar sakte he
Sarji purani company ne kyc aur date of exit nahi dalti ha to karna hoga
Pura account se new account me pf transfer krne ke bad ,1 month ke andr pf nikal sakte hain ki nahi
Sir, Age 52 ho gayi hai service 23 year huyi hai job chhod di hai toh date of exit me reason konsa daale?
Aur pension ke liye 58 age hone ke baad apply kr sakte hai kya?