Bhai ns200 bs6 mai arahahe ye problem battery change kiya uske bad bhi arahahe agor jiyada running kiya to automatic ok ho jata he lekin ek rat rukke raka to bad mai fir se arahahe kiya koru koi Macanic bol raha hai rectifire problem hai kiya koru
Bhai meri rs 200 bike hai uski battery charge nhi ho rhi hai aur battery new hi hai maine replace krwane kiya to company walo ne check krke bola battery thik hai… fir ek jagah pe regulator prblm bataya unhone to maine wo v change karwaya but fir v battery charge nhi ho rhi thi but kch din baad usme mil ligh glow hui to check krwaya maine to usme code P0562 aya to maine ecu update karaya software clean karwana to thik ho gai hai… but mujhe dar hai ki kahin firse battery charge jo nhi ho rhi thi wo prblm na aye kyuki maine aaj hi bike li hai garage se repair krwakr aur bhai dynamo v shi thi aur abhi v shi h
Bhiya mera n 160 me bhi P0562 code araha hai lekin starting problem nhi ho raha hai problem khali ye hai ki RPM 3000 pahuch jata hai start karte hai or
Usefull video
Same problem, gonna change ecu
Bosch tool milga kaya
Waaooo😮❤❤
😊😊😊
agar history me hai to bhi ya only current me hai to
@@ashishbhardwaj7222 tab bhi chenj ho gaa
Bhai ns200 bs6 mai arahahe ye problem battery change kiya uske bad bhi arahahe agor jiyada running kiya to automatic ok ho jata he lekin ek rat rukke raka to bad mai fir se arahahe kiya koru koi Macanic bol raha hai rectifire problem hai kiya koru
@@karimkhan190 kaun si year ki bike hai
@@GADiWALEBABA-jd1ks 2023
@@karimkhan190 check battery current leakage
@@GADiWALEBABA-jd1ks kese check korna hai
@@karimkhan190 mere channel per video hai current leakage check karne ka
Bhai meri rs 200 bike hai uski battery charge nhi ho rhi hai aur battery new hi hai maine replace krwane kiya to company walo ne check krke bola battery thik hai… fir ek jagah pe regulator prblm bataya unhone to maine wo v change karwaya but fir v battery charge nhi ho rhi thi but kch din baad usme mil ligh glow hui to check krwaya maine to usme code P0562 aya to maine ecu update karaya software clean karwana to thik ho gai hai… but mujhe dar hai ki kahin firse battery charge jo nhi ho rhi thi wo prblm na aye kyuki maine aaj hi bike li hai garage se repair krwakr aur bhai dynamo v shi thi aur abhi v shi h
@@karankeshri82 dekh lo kuchh din chla ke fhir batana
@@GADiWALEBABA-jd1ks ji
Kya ECU repair ho sakta hai?
@@MrMeher-pu2zb nhi ❤️
Bhiya mera n 160 me bhi P0562 code araha hai lekin starting problem nhi ho raha hai problem khali ye hai ki RPM 3000 pahuch jata hai start karte hai or
Or showroom wale bol rahe hai ki starting problem karega tab change karenge ecu to kya kare bhiya help kijye plz
@@mdsalamraza9204 H thik hai jab problem ho tab aap chenj Kara lena
ECU change karne se engine light ana band ho jayega na