Cocopeat or cowdung compost me laga sakte hain aap per 8month me media change karna hoga fir aapko Kyunki cocopeat decompose hokar watering jyada absourb karta hai or plant की root kharab hone lagti hai
Agar mausam baarish ka hai yan winter ka hai yan tem 35 tak rehta hai aapke aria me toh bare root karke laga sakte hai warna soil ke saath he laga dijiye
Simple way me jo water aap khud use kar sakte ho wo plant bhi use kar sakta hai Jo aap khud use nahi kar sakte wo plant bhi use nahi kar sakta Technical way me 100to 250 ppm baby plant ke liye or 100to 400ppm Mother plants ke liye (ek ideal growth ke liye)
Aditya bhai maine new gulab cinder m lagaya hua h lekin baar baar woh moisture ki wazah se uski stem black ho rahi h fungicides lagane k baad bh please suggest kya aur changes kar sakta hn
Bilkul kar kaste hai. Par behtar yahi hoga ki aap jangali rose plant kar graft kare. Hamare india me rosa indica aur rosa multyflora par ki jati hai. Best time hai dec-to-feb and rainy season.
Grafting toh chal jayegi per aap desi ka use kariye or agar calcutta ka Root stock ho to jyada behtar hai uski growth fast hoti hai or jaldi thik bhi hota hai toh stand rose ke liye best rahega
Rice husk potting mix ko halka karta hai....aap kahin rice mill ke aas paas dhoonde to mil jayega.. Maine order kiya tha 180 rupees para for 5 kg... Kaafi hota hai
Sar aapane plant to report kiya hai but Sar uski leaf rakhni hai ki remove kar deni hai aur usko sheady area mein kitne din tak Rakhna hai. ki Khule Aasman Ke Niche Rakh sakte hain
@@sourabhbiswas7131 leaf remove karoge to acha rahega.kyu ki rose ko bare root karne ke bad plant stress me dhoda bahot jata hai. Usko 5 day ke liye sedi eriya me rakhe.15 din me shooting start ho jati hai
@@sourabhbiswas7131 agar plant bahut chota hai toh leaf remove nahi karte hai kyunki aise me die back lagne ka chance badh jata hai Agar barish ho raha hai aapke aria me toh khule me rakhiye warna half shade me jahan bright light milti rahe plants ko
Mam pure Cocopeat 6 inche pot tak best rehta hai per bade pot size me only Cocopeat use karne se plant ko proper acchi oxygen nahi Milti hai jiske chalte uski roots acchi devlope nahi ho Pati or barish me over watering ke problem bhi bahut aati hai toh is liye main Cocopeat suggest nahi karta Per agar aapne plant Cocopeat me laga he diya hai toh aap watering thoda dhyan se kariyega toh chal jayega
Mam aapko ekdam se 5 plant per try nahi karna chahiye tha maine khud se he 1 plant per try karne ke liye bola hua hai Ek baat ye bhi hai Mam aapne koun se time per ye try kiya thande mausam me yan dormance time me Ye bhi mujhe pata nahi nahi kon se age ke plant per old grafted yan new grafted Per fir bhi aapko agar koi problem ho rahi hai toh my contact no is 9870893976
Aise gulab kabhi na lagye Varna mar Jay ga rise ass mitti ko sada deta hai kabhi bhi gulab lagye use thodi bhot hi Matti hatyi jati gulab bhot sensitive plant hai kabhi bhi ni chal sakta aise gulab
Video me Mitti ko sugges Nahi kiya Or Mitti Kitni hatani hai root ke Ye variety or media dono per depend karta hai Jaise cinder me sari Mitti hata kar he plant lagay jata hai Sabka apna apna experience hota hai aap bhi sahi honge apni jagah per Dusra galat Ho Ye jaruri nhi 👍
@@HightechGardening sir vo bat thek hai aap ki kuch batye ki koi bhi virty ho gulab pe achi falawering ho soil achi ho kon sa fertilizer badiya hai gulab ke liye ya Jo Puri tahra se organic ho ya fir koi aise ceez batye agar camical vali ho to plants mare nahi na die back ho kyu ki gulab bhot sanstiv plant's hai
@@HightechGardening aap jo ye batya hai m ye kah rha hu hu ye galt ni hai lekin 99% aise karna se plants mat hi jaty hai ye to virty batye kon se hai jaise aise lagya ja sakta hai gulab har kisi ki pasand hota hai lekin agar vo mar Jay to bhot duk hota hai
Very nice sharing thank you so much for your informative video 👍👍👍👍
Bahut Achcha aur bahut badhiya tarike se aap jawab plant ke bare mein gane ko bataya bahut badhiya reporting ki
Really Informative message.
Bahut sundar up ka tips. Mujha pasand hi. Mara 5 rose mor Gaya. Fir 4 Rose laya. Many many thanks bhai.
Very nice video bhai
Muje online 100ml 200rs ka mila or delevery charges 140 total 340 me pada hpm silicon chipko
फारच छान माहिती आहे
Thanks bro...m es video ka intezar kr rh tha
Tq for sharing an useful video.
Wow very nice information❤🎉
Nice sharing 👍👍
Please stay connected 🙏
Wow soooooo beautiful and healthy plants 👌🏻 thanks for sharing 🙏🏻 great work sir ji 👍✌️ your new friend 🔔👍🙏🏻 please stay connected 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
😊👍👍
Good information Bhai
Achchah bata rahe hoar.
Nice video 👍
Nice sir bhut achi jankari di apne wrna mai to sach me har man gyi thi😭ab in sha Allah sab ache se hoga
👍👍
Nice video.
Good morning sir happy sir tq sir
Pls use both of ur hands.
Nice presentation
Baki video aa hi gayi mere dost.
Nice sharing❤
sir kya hum NOV MONTH ME BHI AISE KI GULAB LAGA SAKATE HAIN KYA JADO KO KULA KAR KE
Great work 👍
Bhaiya aap gulab ki care to bahut easy batate ho lekin kuchh adenium ke bare me bhi batayen
Video jald he aayegi 😊
Thank you
Mei pareshan ho gayi hu soil bana nahi paa rahi hu .red mitti ke saath .ab rice husk ke saath try karungi .thank you
Mere plants to theek chalte hai, par shayad pruning me kuchh galti karti hu
Pruning k tips de
Water pH k bare me bhi banaiye videos.
Ok sir
I love to see yours lovely 🌹 performance
Bhiya rice husk nhi hoto .. cocopeat
Compost ?
Ya kuch aur b .. plz bataye
Cocopeat or cowdung compost me laga sakte hain aap per 8month me media change karna hoga fir aapko
Kyunki cocopeat decompose hokar watering jyada absourb karta hai or plant की root kharab hone lagti hai
Kya apko jankari he ki damask rose konsa hota he juse paneer rose bhi bolte he...please share you knowlage i want buy this plant
Sir Damask rose desi roses ke he variety hoti hai uska gulkand bhi banta hai
Paneer rose bhi kehte hai iska idea nahi
@@HightechGardening ok
बरसात के मौसम में क्या कॉकपिट, राइस खास, ओर गोबर की खाद ठीक रहेगी क्यों गीला ज्यादा होने के रूट खराब तो नहीं हो जायेगी।
Ek plant grow karke Dekhiye sir jab Accha result mile toh or me try kariyega
Is this soilless mix good for all plants
No only for roses 🌹
Koi saathi doond ley letey Jo videography karne me sahayata karta aur AAP dono haathon se kuch jaldi kaam kar letey.
👍👍
आप राईस हस्क कहासे लागते हो Amazon पे बहोत महंगा है. River sand भी बहोत महंगा है. क्या करे.
Hamare local me he mil jata hai
Sir rise husk ka koi option nahi hai aabhi aapko iska arange karna he padega ,aap apne side rise mil per try kariye
@@HightechGardening मैं मुंबई में रहती हू. यहा rice mill नहीं है.
Bhai Sahab rise husk kaha milega please bataye
Rise mil per milega aapko
Camera ko tripod me laga kar shoot karein. Apka contwnt bahot achha hain. Lekin shoot karne mein apke problem ko dekh kar mujhe hi kharab lag raha hai
☺💕
Sir online with soil plants aat hai une potting kare waqt soil nike ya nahi please bataye
Agar mausam baarish ka hai yan winter ka hai yan tem 35 tak rehta hai aapke aria me toh bare root karke laga sakte hai warna soil ke saath he laga dijiye
Sir ek question tha aapse. Agar TDS 300 ya phir 530 to Ho water ka. To kya plant growth nahin karta
chalega itna tds to no issue
Simple way me jo water aap khud use kar sakte ho wo plant bhi use kar sakta hai
Jo aap khud use nahi kar sakte wo plant bhi use nahi kar sakta
Technical way me 100to 250 ppm baby plant ke liye or 100to 400ppm
Mother plants ke liye (ek ideal growth ke liye)
Rice husk narcaruy m mil jata hai kiya
Bhai dhundhana padta hai.kahi to mil jayega.
Rice mill pr mil jayegi
Rice mil per mil jayega aapko
Aditya bhai maine new gulab cinder m lagaya hua h lekin baar baar woh moisture ki wazah se uski stem black ho rahi h fungicides lagane k baad bh please suggest kya aur changes kar sakta hn
Photos send kariye aap 9870893976
Jaroori hai ki iss media me bare root karke hi rose lagana hai.Agar bina bare root karke lagayenge to kya
Fungus lag sakta hai
Nahi bina bare root karke bhi Lag sakte hain fungus ke Koi dikkat Nahi sir
@@HightechGardening thanks
Bhai, saaf powder spry chalega.
Ji Han chalega per flowering time me saaf spray karne se flower per blue spoot aate hain
Desi rose pe English rose ki grafting kar sakte hai kya??
Bilkul kar kaste hai.
Par behtar yahi hoga ki aap jangali rose plant kar graft kare.
Hamare india me rosa indica aur rosa multyflora par ki jati hai. Best time hai dec-to-feb and rainy season.
@@karanlifesyle1812 thank you....main stand rose banana chahta hu aur mere pass 4 feet thick Desi rose ki branch hai...
Agar apko experience hait eye buding karo.varna v graft bhi chalta nahi to chip buding graft try karo.1 month me rejult mil jayega.
Grafting toh chal jayegi per aap desi ka use kariye or agar calcutta ka Root stock ho to jyada behtar hai uski growth fast hoti hai or jaldi thik bhi hota hai toh stand rose ke liye best rahega
@@HightechGardening 😊. ...thank you
Agar rice ki fali n meli to koi or fali dal sakte h kya jise wheat
Rice husk potting mix ko halka karta hai....aap kahin rice mill ke aas paas dhoonde to mil jayega.. Maine order kiya tha 180 rupees para for 5 kg... Kaafi hota hai
Bhae Jo. Tino milake esaka mitti bnay ho esaka tino ka nam Hindi me bta Dena bhae mujhe engalis samajh me nhi ata bhae please bhae
Aatiyat bhai meti ka gamala lagana ya pilastick ka
Plastic ka theek rehta hai mitt ke pot ka weight jyada hota hai repoting ke time kafi problem hoti hai
Maine cocopeat 50% and rice husk 50% wale media me lagaya hai, mere plant to kharab nahi honge n 😢
Koi problem nahi aayegi aap pareshan na ho Abhi Hum 50-50 ka he use kar rahe hain
sirji rice husk nahi milta uske badale kya dale.
Rise husk sahi hai phir aap 50% Cocopeat or 50% gobar khad use kar sakte hai sir
बहुत बड़िया जानकारी मिली।
एग्जोडस की जगह टफगर या इमिडा काम करेगा की नहीं।
Hamare side wo kam nahi karte
Sar total pure cocopeat Mein new Roj plant Laga sakte hain kya
Ji ha.lekin cocopeat me gabar ki khad aur varmicompos milane se best rejalt milta hai.
Sar aapane plant to report kiya hai but Sar uski leaf rakhni hai ki remove kar deni hai aur usko sheady area mein kitne din tak Rakhna hai.
ki Khule Aasman Ke Niche Rakh sakte hain
@@sourabhbiswas7131 leaf remove karoge to acha rahega.kyu ki rose ko bare root karne ke bad plant stress me dhoda bahot jata hai.
Usko 5 day ke liye sedi eriya me rakhe.15 din me shooting start ho jati hai
Pure cocopeat me na lagaiye usme oxygen lock ho jata hai or die back lagne lagta hai, aap bataye gaye media ka use kariye
@@sourabhbiswas7131 agar plant bahut chota hai toh leaf remove nahi karte hai kyunki aise me die back lagne ka chance badh jata hai
Agar barish ho raha hai aapke aria me toh khule me rakhiye warna half shade me jahan bright light milti rahe plants ko
Kaha se ho aap
Bareilly UP
Bhai aap cinder main plant kaisy lagaty hain
Cinder ka use nahi karte sir only rise husk Cocopeat or gobar khad ka use karte hain
mene cocopeat m khuch b milaya June m report Kiya
Watering ka dhyan rakhiyega bas Koi problem nahi hogi
Bareilly main ferus sulfate kaha milega
Budaun Road per parag milk factory ke shamne agriculture Shop hai wahan milega aapko
Sir hybrid hibiscus ko ish media me laga sakte hai
Ji han laga sakte hain
आपको देखकर गुलाब लगाया था अब उसकी ऊपर वाली खाल सरवट पड़ रही हे मर तो नही जायेगा
Please share plant photos 9870893976
mene to pura roes plant cocopeet m hi laga diya mera roes plant mar to ni jaaega please reply 🙏🙏
Mam pure Cocopeat 6 inche pot tak best rehta hai per bade pot size me only Cocopeat use karne se plant ko proper acchi oxygen nahi Milti hai jiske chalte uski roots acchi devlope nahi ho Pati or barish me over watering ke problem bhi bahut aati hai toh is liye main Cocopeat suggest nahi karta
Per agar aapne plant Cocopeat me laga he diya hai toh aap watering thoda dhyan se kariyega toh chal jayega
@@HightechGardening thank you sir Ripley karne ke liye 🙏🙏
Cocopit wash karke milana h kya
Main wash nahi karta aap chahe toh wash kar sakte hai koi problem nahi hai isme
Ham Tru karenge
Mogra aur nimbu ke liye yeh media bana sakte hai kya
Yes
Barish ke dino me apka ye potting mix root rot kar dega
Aap laga kar Dekhiye agar Ho toh mujhe batana aap my no 9870893976
@@HightechGardening pichle sal mera ek hibiscus ka plant root rot hone ki wazah se mara Gaya
Sir where are you
I'm from Bareilly , Uttar Pradesh
Sir Desi gulab cocopeat mein lga skte ?
Only cocopeat me barish ke time aapko problem aasakti hai sir kyunki cocopeat decompose hone ke baad water ko or bhi jyada hold karta hai
मैंने ऐसे ही लगायें थे और मंहगा पौधा मर गया था
Silicon Bareilly mein Kahan milega
Jai durga beej bhandar per near kachehari
@@HightechGardening thank you bhai
33 percent vermicompst Jayda nahi ho jayegi
Nahi Mam
Mitti mix karne time bahot liya.
Ok next time Dhyan rakhege
Isse ped 2 din me sukh gya ye wrong process hai
Rais havas nai milta
Aap meesho se le sakte hain Wahan kafi saste me available hai
आप लगा रहे हो जैसे मैंने लगाए सारे पौधे खराब हो गए
Sir mera no hai 9870893976 aap chahe toh Ek bar baat kar lijiyegaga
Root bal की मिट्टी नहीं हटाना चाहिए
Nice bro me bi call kar lu kya@@HightechGardening
केमेरा कोई और को देदो आदित्य भाई, दिखाने में दिक्कत नहीं होगी.
😊👍
90 degree के चक्कर में मेरे 5प्लांट खराब
Mam aapko ekdam se 5 plant per try nahi karna chahiye tha maine khud se he 1 plant per try karne ke liye bola hua hai
Ek baat ye bhi hai Mam aapne koun se time per ye try kiya thande mausam me yan dormance time me
Ye bhi mujhe pata nahi nahi kon se age ke plant per old grafted yan new grafted
Per fir bhi aapko agar koi problem ho rahi hai toh my contact no is 9870893976
Rice husk is not available
Iwant grow in garden not in pot
Samjah mei nahi aata !
Itnae log kehtae hain saari mitti mat hatao ! Ap kehtae hou hatao ! Kiski baat manein🥲
Aise gulab kabhi na lagye Varna mar Jay ga rise ass mitti ko sada deta hai kabhi bhi gulab lagye use thodi bhot hi Matti hatyi jati gulab bhot sensitive plant hai kabhi bhi ni chal sakta aise gulab
Video me Mitti ko sugges Nahi kiya
Or Mitti Kitni hatani hai root ke Ye variety or media dono per depend karta hai
Jaise cinder me sari Mitti hata kar he plant lagay jata hai
Sabka apna apna experience hota hai aap bhi sahi honge apni jagah per Dusra galat Ho Ye jaruri nhi 👍
@@HightechGardening sir vo bat thek hai aap ki kuch batye ki koi bhi virty ho gulab pe achi falawering ho soil achi ho kon sa fertilizer badiya hai gulab ke liye ya Jo Puri tahra se organic ho ya fir koi aise ceez batye agar camical vali ho to plants mare nahi na die back ho kyu ki gulab bhot sanstiv plant's hai
@@HightechGardening aap jo ye batya hai m ye kah rha hu hu ye galt ni hai lekin 99% aise karna se plants mat hi jaty hai ye to virty batye kon se hai jaise aise lagya ja sakta hai gulab har kisi ki pasand hota hai lekin agar vo mar Jay to bhot duk hota hai