Hello bhai, mene 2030 ka 4 ic vala home theatre board khrida hai, mene usme 4 inch ka subwoofer lga rkha hai, lekin jab me bass full krta hu to setelite speaker se Bass k sath noise aa rha hai, yaha k dukan vale ne btaya ki 2 ic bridge me hota hai, uske bdle ek hi ic use kro, to muje 6 inch ka subwoofer lgana chahiye ya 4 inch subwoofer me koi jugad ho skta hai? Koi solution bta do
Yah wala enclosure home theatre ke liye bahut badhiya hota hai💯
Sahe baat h
Best sound quality homemade sound system ever made
Thanks bhai
Sikhane ki tarika axa laga apka
Thanks
Good night Bhai
@@aniyaliyaranjeetrajabhai2314 good night
ye board me jyada badi heat sink hai ya marshall wale me badi heat sink hai pls answer❤
Dono me बेकार Heatshink h
marshall wala board badiya hai ya jab gold wala
Sab same h bas marshal wale me connector system h
Bro ek number love you 😘
Thank you 🥰
Thanks for 1k subscribers
Bhai ye 4.1 2030 ic wale board me maximum kitne watt ka subwoofer laga sakte hai
50W ya 60w ka
@@CreativeHomeMade Agar yahi 4.1 board 2050 iiic ke sath ho tab kitne watt ka output hoga
Tower speaker banao jisme double subwoofer ho 8×8 dj jaisa awaj kre
Bilkul bhai
Hello bhai, mene 2030 ka 4 ic vala home theatre board khrida hai, mene usme 4 inch ka subwoofer lga rkha hai, lekin jab me bass full krta hu to setelite speaker se Bass k sath noise aa rha hai, yaha k dukan vale ne btaya ki 2 ic bridge me hota hai, uske bdle ek hi ic use kro, to muje 6 inch ka subwoofer lgana chahiye ya 4 inch subwoofer me koi jugad ho skta hai? Koi solution bta do
marshall board ke saath connector milega
Connector saath me nhi milta h alag se milta h
Subwoofer jo hai aap ne under ki taraf rakha hai bahar taraf nahi hai aisa koun
Bandpass wala enclosure h jo old modal Intex 2.1 home Theater aata tha
bhai aap ek powerful dj banao please bhai
Ok bhai video coming soon
Bhai 4.1 home theater ke liye 6 inch 40 watt 8ohm ka subwoofer milega kya.. 2030 ic bridge mode rehti hai to 4 ohm woofer hit ho sakta hai..
Ha mil jayega
2030ic ke jagah me 2050 lagane se bord me problam nahi ayenge kiya
Nhi bhai koi problem nhi h
Bhai isme 18 0 18 ka transpermer lagao kyun Ki 2050 ic he
Nhi bhai maximum 15-0-15 thick rahega
Sare MDF board ki price kitni hai bhai ❤
₹650
4 speaker ketane rupaye ka hai
₹600
Bhai 1 speaker ketane rupaye ka hai
₹150
@@CreativeHomeMade thanks brother
Sir mera 4.1 amplifier heat ho raha hai
Heatshink change kr ke bara lagaooo
Sir Kya hum cooling fan laga sakte hai please connection batao
@@SajeetRevankar ha laga sakte ho jaha 7805IC ka input point waha 7812IC lagaoo Fan ke liye 7812IC 30v ko 12v banata h
@@CreativeHomeMade thank you sir
Kaunsa board hai bhai 2050 wala