never flash your new engine . Engine flash use when the bike run over 50k kilometres. Change oil filter everytime & for better performance use this engine oil 3200/3500 .. One more thing Motul 7100 10w30 is also available in 1.2 ml
Compulsory 2 bottle 1 ltr ka lena padta hai.. Garage wala bola Clutch khula nahi hai toh 1 ltr chal jayega.. service center walo ne bhi 1 ltr hi dala tha
Tumhari video dekhne ke bad Maine bhi 10 w 50 use Kiya meri bike me 250 km par engine hiting kam hogai ,, ghear box smuthli work kar Raha hai,,, engine rpm badh gaya hai our bike bahut accha parformance de rahi hai nonstop 200 km chalane ke baad bhi engine jayada hit nahi ho raha hai pehle to company ka tru senthetik oil dalata tha bike bahut hit hoti thi agla video mailege ke upar hoga mera
Maine mere dostonki bike chalai thi Mere dostone 10w50 use Kiya hai unki bike 4000 chalne ke baad bhi acha parformance de rahi thi our aapka video dekhke hosla thoda our badh gaya our 10w50 use Kiya
Bhai meti bike ka front break ek point par touch karta hai wheel kabhi kabhi jam jaisa ho jat hai Aur ek problem yah hai ki pillion ke sath bike 50 se upar jane pe jor sa pkdta hai load nhi leta agar jyada speed karo to awaaj aane lagta hai Kabhi kabhi clutch full dabane par bbi bike gear mein band ho jat hai Jankari ho to share laro mein to iss bike se paresaan ho chuka huin reply must
Yağ tapası. Açmak için 17 mm anahtar lazım. Yağ filtresini sökmek için 8 mm anahtar lazım. Hava filtresi koltuğun altında yıldız veya düz tornavida lazım
Bhai free service ke baad ye apne bike ke condition, and bike kitni ride karte ho uske upar depend karta hai, medium rider saal me 2 bar enough, bas engine oil sahi time pe change honi chahiye.
Meri bike mhine me 150 200 km chlti h or me 1900 pe oil change krva let'a Hu. Condition ekdum new h bike Ki lekin mujy lgta h 1900 pe zayda zaldi krvadeta hu
2023 model hai mere pas lekin mileage 30km de rha hai.. smjh nhi aa rha kya karun... 5 mahina pehle apka yahi video dekh ke engine oil change kiya tha abhi bhi waisa hi mileage de rha hai... Even highway test bhi kar liya... Usme 32-34 ka average de rha hai.. smjh nhi aa rha kya karun.. please koi suggestion do..
Bro, bilkul mast chal raha hay yar, pehle 100 ,200 kuch fark nehi pata chala, uske baad abhi jo hay bilkul smooth chal raha hay, gear sifting me abhi kuch fark malum nehi pada hay, but engine is running smother, sound me bhi thoda fark aya hai. Mileage bagera bad me dekhte hay.
Engine check light always jal rahi hay kya? Idle rpm kiyni hay? Bike kitni chali hay, last service kab hui thi? Battery low signal de rahi hay kya? Spark plug check karo.
@@majimotovlogs kbhi kbhi battery ka sign ata h hfte me ek 2 baar , idle normal h ,last service b time p hui thi exact kms to yaad nhi pr abhi 11,700 something chal chuki h motul ka 10w50 order Kia h aega to ghar me service kr lunga
@@robinsmith021 battery issue, ya spark plug issue ho sakti, hay, air filter change karne ka time agaya , 10w50 mat dalo yr, long time me bike ka engine kharab kar dega, 10w40 dalo, mera ek dost ke 2004v ka engine kholke reassemble karna pada.
engine flush itna kam chalne wale engine keliye nhi hai above 30k km uske bad use kro..agar mobil ka brnd chnge kr rheho to nehi2 bhut late service hua hoga tab.nehi2 koi v zarori nehi hai
never flash your new engine . Engine flash use when the bike run over 50k kilometres. Change oil filter everytime & for better performance use this engine oil 3200/3500 .. One more thing Motul 7100 10w30 is also available in 1.2 ml
Not available
Please share purchase link for Motul 7100 10w30 grade oil - 1.2 Litre pack bottle!
Compulsory 2 bottle 1 ltr ka lena padta hai.. Garage wala bola Clutch khula nahi hai toh 1 ltr chal jayega.. service center walo ne bhi 1 ltr hi dala tha
Thanks brothers for sharing good information about engine oil change to rtr160 4v new version 🏍
Vai second engine oil kitne km me change Karna padta heh
Tumhari video dekhne ke bad Maine bhi 10 w 50 use Kiya meri bike me 250 km par engine hiting kam hogai ,, ghear box smuthli work kar Raha hai,,, engine rpm badh gaya hai our bike bahut accha parformance de rahi hai nonstop 200 km chalane ke baad bhi engine jayada hit nahi ho raha hai pehle to company ka tru senthetik oil dalata tha bike bahut hit hoti thi agla video mailege ke upar hoga mera
Bro me 10w40 dali hai, 10w50 nehi
Maine mere dostonki bike chalai thi Mere dostone 10w50 use Kiya hai unki bike 4000 chalne ke baad bhi acha parformance de rahi thi our aapka video dekhke hosla thoda our badh gaya our 10w50 use Kiya
@@akbaikars9677 ok bro, long turm me result mujhe inform karna please
Cycle ka best oli kiya hai bro mujko batha
Bike ka jala hua oil 🤣
😂😂😂😂@@saptarshimaiti1
Bike ka pura mobil
सर्सोंका तेल डाल्दो 😂 ।
Can I use this engine oil in Apache rtr 180 2v
Yes
Bhai rtr 2004v me konaa oil dale main tvs 10w 30 daalta but bohat patla oil hai gadi me aavaj aana chalu hua hai plz bta do bhai
apachi rtr 160 me castrol ka power 1 20 w 50 dhal skte h kya
Nhi
Bhai mere apache 160 4v me ye oil dala meri bike 35 ka bike mileage de rahi he kya kru
Bhai meti bike ka front break ek point par touch karta hai wheel kabhi kabhi jam jaisa ho jat hai
Aur ek problem yah hai ki pillion ke sath bike 50 se upar jane pe jor sa pkdta hai load nhi leta agar jyada speed karo to awaaj aane lagta hai
Kabhi kabhi clutch full dabane par bbi bike gear mein band ho jat hai
Jankari ho to share laro mein to iss bike se paresaan ho chuka huin reply must
Same problem ...ye clutch k niche lage switch k kharab hone se hota hai... Earth nahi leti bike, is wajah se band hoti hai
@@vishalkumar-lb2nikaun se switch ki bol rhe ho bhai
You are genius bro some mony save
Bhai ji drain bolt ko open karne or air filter cap kholne k tools ki details bata diye kitne mm k tools se open hota hai
Drain bolt 17mm
@@majimotovlogs and air filter
Yağ tapası. Açmak için 17 mm anahtar lazım. Yağ filtresini sökmek için 8 mm anahtar lazım. Hava filtresi koltuğun altında yıldız veya düz tornavida lazım
Milan ji apne o oil filter kaha se kharida hai pls bataye
Jadatar automobile shop par mil jayega, ye me asansol, neamatpur ke ak shop se liya tha
Achha bhai thank you 😊
Kya hum 20w50 use kar sakte hai?
No, in future engine me problem a sakta hay
RTR 160 4v me kon sa sahi rahega
I am using 10w40 motul ka 7100, and getting best performance
Can I use 10 w 50 on my apache rtr 160 2v bs6
I will recommend, maximum 10w40 use karo,
@@majimotovlogs ok
How much kilometres I have to change
@@saikatpaul9113 4500 , maximum 5k
Helpful information 👌
Bhai aapse req hai ki 1 video gear ka lowest speed pe video banao
Request bro
2v ya 4v par
Bhai kitne time baad engine oil change krna chahiye?
th-cam.com/video/S8fXRTLm3Bc/w-d-xo.html
Bhai me Asansol se hun. Aap aaoge ta meet hoga
Ok brother, 💕💕
Bro service kitne km p honi chiye
Bhai free service ke baad ye apne bike ke condition, and bike kitni ride karte ho uske upar depend karta hai, medium rider saal me 2 bar enough, bas engine oil sahi time pe change honi chahiye.
Meri bike mhine me 150 200 km chlti h or me 1900 pe oil change krva let'a Hu. Condition ekdum new h bike Ki lekin mujy lgta h 1900 pe zayda zaldi krvadeta hu
Milage kitna de rahi hai
45+
Mazak Mt kro maji bhai 40+ nhi jati....
Brother mene Castrol power 1 10w 40 usko kitne kms par change kar du
Ye full synthetic nehi hay to if you ride hard then 2000 if you ride soft then 2500
@@majimotovlogs brother black Box Wala use kiya ultimate wala
@@nitinsharma2848 ultimate wala hay to full synthetic hy, 3500 to 4000 tak chal jayega bro
It's a 160 CC 4V engine and it's good if you use Semi Synthetic Oil (Motul 20W40/20W50) also it save your money 💰.
Sahi information hai na bro...
Lavde na lag jaye...😅
2023 model hai mere pas lekin mileage 30km de rha hai.. smjh nhi aa rha kya karun... 5 mahina pehle apka yahi video dekh ke engine oil change kiya tha abhi bhi waisa hi mileage de rha hai... Even highway test bhi kar liya... Usme 32-34 ka average de rha hai.. smjh nhi aa rha kya karun.. please koi suggestion do..
Kuchh din chalne k baad mileage badh jayega chalao 1 year 5-10k km
Motul 10w 40 daalne ke baad bike ka Power, mailege ,top speed bhi dikhao taki mai bhi meri apachi special edition me use kar saku
Kuch din wait karo , bike thoda chalane do tabhi original feedback de pounga
Bhai bike thora nhi bht chaala liya aapne abhi toh review dedo
Bro, bilkul mast chal raha hay yar, pehle 100 ,200 kuch fark nehi pata chala, uske baad abhi jo hay bilkul smooth chal raha hay, gear sifting me abhi kuch fark malum nehi pada hay, but engine is running smother, sound me bhi thoda fark aya hai. Mileage bagera bad me dekhte hay.
Very very good engine oil 7100 .. Performance is above the mark ..
Bro mera b 2022 model h usme 40-50sec start hoke gadi bnd hojata h kya issue hoskta h
Engine check light always jal rahi hay kya? Idle rpm kiyni hay? Bike kitni chali hay, last service kab hui thi? Battery low signal de rahi hay kya? Spark plug check karo.
@@majimotovlogs kbhi kbhi battery ka sign ata h hfte me ek 2 baar , idle normal h ,last service b time p hui thi exact kms to yaad nhi pr abhi 11,700 something chal chuki h motul ka 10w50 order Kia h aega to ghar me service kr lunga
@@robinsmith021 battery issue, ya spark plug issue ho sakti, hay, air filter change karne ka time agaya , 10w50 mat dalo yr, long time me bike ka engine kharab kar dega, 10w40 dalo, mera ek dost ke 2004v ka engine kholke reassemble karna pada.
@@majimotovlogs kitne kms pe hua
Wo mujhe thik se pata nehi, lekin reason yahi bata raha tha, 10w50
Heating issue
oil fileter galat lagaya hai hole bahar rakh diya
👌👍
Tvs is Bangladeshi. Tum to hindi pe bath karte
Heating
engine flush itna kam chalne wale engine keliye nhi hai above 30k km uske bad use kro..agar mobil ka brnd chnge kr rheho to nehi2 bhut late service hua hoga tab.nehi2 koi v zarori nehi hai
Sahi hai bhai, meine service time se 6month late change kiya, bike chale ya na chale, jada late ho to karni chahiye
1 months baad comment kar raha hu engine oil ka performance motul ka
Jabardast bro, bilkul sahi chal rahi hay, engine sound smother, gearshift smooth, less heating
@@majimotovlogs thanks bro
Oo
pls explain in English comment
What do You want to know?
160 bike ke liye bilkul Bhi Nahin Hai
Hi bro In every Services we have to change oil filter also. @Maji MotoVlogs
Yes you should, its price is only 46 rupees
@@majimotovlogs when we need to change Air Filter bro
20w50