1. Mera gari (n160) sirf 3800.km chala hay, yehi problem ki waja se Platina Bs-4 Bs-3 lamba clutch wire lagaya tha, firbhi clutch plate khatam hua, kyu? Free play ek dam sahi hay check kiya hu. Kuch bata sakte hay iske bare me? Mera guess hay 4 clutch plate 5 dena chahiye tha company ko. Plz bataye .... 16saal purana bajaj ka XCD-125cc bhi hay mere pass usko 90 -100 me bhagake 450km leke aya Puri yo kolkata on 2021 me. itna dino clutch ke siva engine me ek haat nehi lagana para.14saal purana chain sproket 2000km darjeeing Kurseong me bhi uth gaya 137kg wajan leke double carry me 2022 me.... 20 saal ka driving experience hay mere pass....to is gari me ye kyu hua? 2. Judder plate (Power Plate) isme kyu nehi hay? Lagaya ja sakta hay kya?
Bhai n160 me n250 ka slipper clutch laga ke performance test karo
bhai n150 me 160 ki clutch plate set ho jayengi
Sir, Agar partner Number Rahega to Lag Jayega Part number mila lijiye
1. Mera gari (n160) sirf 3800.km chala hay, yehi problem ki waja se Platina Bs-4 Bs-3 lamba clutch wire lagaya tha, firbhi clutch plate khatam hua, kyu? Free play ek dam sahi hay check kiya hu. Kuch bata sakte hay iske bare me? Mera guess hay 4 clutch plate 5 dena chahiye tha company ko. Plz bataye ....
16saal purana bajaj ka XCD-125cc bhi hay mere pass usko 90 -100 me bhagake 450km leke aya Puri yo kolkata on 2021 me. itna dino clutch ke siva engine me ek haat nehi lagana para.14saal purana chain sproket 2000km darjeeing Kurseong me bhi uth gaya 137kg wajan leke double carry me 2022 me.... 20 saal ka driving experience hay mere pass....to is gari me ye kyu hua?
2. Judder plate (Power Plate) isme kyu nehi hay? Lagaya ja sakta hay kya?