I feel bad for such parents and by that logic of court, Fir maa baap ne bhi bachon ka theka nhi liya, vo bhi apna bhi property ka yogya successor chun sakte he .
Father pay nhi karta hai pehle baat palta hai palne ka matlab har faisla nhi hota hai ... Or wo supreme court hai uska mun 😂😂😂warna judge aap nhi ban jate. ... Pyar karne walo ko jine do ... Jake jo rape karte h unko Maro or unko Marne ki baat karo ...
@@akashgiri7186 PARENTS ARE ONLY THE SHOP OF PROPERTY..... OR ATM TO DELIVER CASH TO THE CHILDREN TO BE CONFIDENT IN THEIR LIFE .... AND AFTER AT ALL THEY CAN THEY WE ARE NOT YOUR PROPERTY..... THEN THEY SHOULD RETURN THE WHOLE MONEY OF THEIR PARENTS SPEND TO MAKE THEM CONFIDENT....WITH 100% COMPOUND lNTREST...
Ye mahilaon ke liye sahi kanun hai ,, lekin purusho ke liye bhi kanun hona chahiye ,, bina sahi se janch kiye purush ko kanuni taur pr preshan na kiya jay ,, isse puri life disturb ho jati hai
Supreme court ne sahi faisla kiya ... Warna pata hai isse bhut log iska bhi faida utha kr ladke ya ladki ko jaan se maarne lagte .... Kioki humare yaha rape manzur hai love marriage nhi ...rape wale Zinda ghumte hai love marriage walo ko har koi marne ke piche rehta hai ....aisa kyu ?
इतना सब कुछ जानने के बाद भी अभी तक ये सब ज़ाज़ सो रहे थे क्या अतुल सुभाष केस के ज़ाज़ साहब पर सुप्रीम कोर्ट क्यों कोई बात नहीं करता पहले न्यायलय को अपने सिस्टम के बारे मे ही जान लेना चाहिए जो संस्था लोगो के कल्याण के लिए बानी है वही लोगो पर अत्याचार कर रही है देश की कितनी आवादी परेशान है इस सिस्टम की वजह से
Aur parents unko padhya likhaya nahi hota to wo itna aage bhi badhti usne paal pso ke badha kiya hai, और यदि लड़की के साथ कुछ गलत हो तो यह भी होना चाहिए कि वह अपने पिता के पास ना आए help ke liye ? लड़के ho चाहे लड़की mata पिता के सहमति उसमें jariri होती है Love marriage bhi kare to
Every parents don't deserve a child. It's there duty to provide every basic necessities. It was there decision to have a child. Child doesn't came by himself.
Ku paida krna h ? Ky mjbur rhi jo usko paida kia paida kia h to gulami krenge kya ? insan adult ho jata h to usko apne faisle lene ka haq h or ye sirf savidhanik haq nhi h hmare to bhagwan bhi prem vivah ki anumati dete h 🙏🏻
It depends on the situations agar ladka kisi ladki ke layak nahi hai, jo ladka life me kuchh karna nahi chahata hai uske liye parents ke restrictions sahi hai.
Cji ka dimag kharab ho gya hia..iss report ke bad love marriage jyada hoga or Maa bapp sir pakar lenege ki kha jaye..bache ko samjh aaate aate time nikal jata hai...Ab parents soch ke faisala kre...
Bachhe ne nahi kaha tha peda krne ko vo kud to peda nahi hoe. Bachhe property smjh ker or swarth ke sath paloge to yahi hoga. Unke chetna ka vikas to kiya nahi gya kyunki vo unmay kud bhi nahi tha.
Comments pe jo log faltu baat kr rahe ki maa baap bacche paida krte hain bla bla.....to unko koi nhi bolta ki paida kro parents ko bacche ki choice ki respect karni padegi.... Supreme Court ne ekdum sahi bola h
Maa baap apni bachhe supreme court ya samaj ke liye paida nhi karte, apni family ka successor paida karte he ,or esi aulad jo apne hi maa baap ke mu pe kalikh pot de,samaj me unhe sar jhuka ke chalne pe majbur kar de,it is one of the biggest reason log ladka hi kyu chahta he kyunki unhe esi ladkio se darr lagta he .
Jis ladka ya ladki ko uska maa baap pal-pos ke bda krta hai jb wo usnka nhi ho sakta toh kuch din ya kuch saal pahle Mila ladka ya ladki ka kaise ho skta hai , kon sa maa baap apna baccha ka burai chahega , kon maa baap jan buj ke apna beta ya beti ko glt hatho me sopega, hm toh unke krzdaar hai heme usko baat manni chaiye
Sbse pehli baat kisi ko janm diya diya hai to responsibility to unhe utani he pdegi ye koi badi baat nahi. Bachhe kud peda nahi hote. Sabhi ke shadi ka ek he formula hai ladka kub dhanvan or ladki bilcul gaay Jo bachhe krne may sksham ho. Or bdti Umar ke ye mtlb nahi ki unki budhi bhi bdi ho.
janam dia h to gulami krwao ? haina bcha isi lea to paida kia jta h tki bchpn pr usko uske psnd ki chij na padne do na fav sports khelne do or bd apni psnd ki dulhan bhi n lane do robot bna do bcha thodi h vo
बाप बच्चे को पाल पोष कर बड़ा करे उसकी हर जरुरत पूरी करे. और जब बालिग हो जाए कमाने लग जाए और जब बूढ़े मां बाप को बच्चे की जरुरत पड़े तो उस पर अधिकार नही ये कितना सही है कोई बताये हमे हाँ लेकिन लड़की के मामले में ये पूरी तरह सही नही हो सकता प्यार में की गयी शादी के पीछे बिगड़ते रिश्ते भी समाज में बढ़ रही हैं
Chlna bhi chahiye jb parents pale poshe h to pura adhikar h unka ki vo apne hisab se shadi kre aur parents ki shadi hmesha tikau hoti h isliye main hmesha khush rhta hu
Mere mata pita mujse bhut prem krte h vo mujhse kisi bhi trh ki apeksha nhi rkhte unhone bs mujjse ye kha tha bs kuch glt mt krna kbi jaha khusi hogi vivah whi karwayenge 🙏🏻
@@SpawnEdgeGaming Wo ap socho na...... Isiliye na ki ap unka bhi khyal rakho.... Jaishe wo apaka khyal rakhane ke liye apane sapane marate hai ... Waise ap bhi unke liye apane kucch karibi ko chhod Sako.... Apna paisha apne se jyada dusaro ke liye spend kare .....
@@PavankumarSHR agree but baat yeh bhi toh hai ki har baat pe parents ka control naho saadi aur carrier aise chiz hai jo parents ke liye nahi hote agr kisi ladka aur ladki ke sadi hota hai toh un dono ko ek dusre ke saath life spend karna hai yeh unki choice honi chahiye and same as carrier nahi toh mental ki mother sister ho jayegi pressure badhega koi khush bhi nahi rahega yeh bhi dhyan deni chahiye sirf yeh nahi ki parents ka har chiz pe control ho yeh baat sab ko samjhni chaiye aur parents ko bhi kuchh parents apne bachho ki saadi bachpan mein hi fix kar dete hai kya aage jake wo sahi hoga ?
Kisne bola spne marne ko ? Phle bcha paida kro fr uspr apni sari ki sari apekshayen lga do 5 sal hone se phle hi doc bnega engineer bnega decide krlo bhle usko cricketer bnna ho vo na bnne do jbrdsti science padao fr bad m naukri n lgnee pr tane do ki iska beta vo bngya iska vo or hmare kuch n kr paya at the end vo insan tut jta h 🙏🏻@@PavankumarSHR
अपने बच्चों का भला बुरा मां बाप से बेहतर सुप्रीम कोर्ट के जज तय करेंगे गजब बात है।
Ha kyuki maa baap se nhi ho pa raha h isiliye honour killings badh gyi hain to apna gyaan apne pass rakhe aap
I feel bad for such parents and by that logic of court, Fir maa baap ne bhi bachon ka theka nhi liya, vo bhi apna bhi property ka yogya successor chun sakte he .
Child is not property that's why father pay for his life
Father pay nhi karta hai pehle baat palta hai palne ka matlab har faisla nhi hota hai ...
Or wo supreme court hai uska mun 😂😂😂warna judge aap nhi ban jate. ...
Pyar karne walo ko jine do ...
Jake jo rape karte h unko Maro or unko Marne ki baat karo ...
Apne life ka chayan khud krni chahiye kyuki life khud ko jini h parents ko ni..
सही बात है , पर मां बाप की संपत्ति में भी बच्चों का अधिकार नहीं होना चाहिए मां बाप को भी संपत्ति न मानो 😂
@@akashgiri7186 PARENTS ARE ONLY THE SHOP OF PROPERTY.....
OR ATM TO DELIVER CASH TO THE CHILDREN TO BE CONFIDENT IN THEIR LIFE ....
AND AFTER AT ALL THEY CAN THEY WE ARE NOT YOUR PROPERTY.....
THEN THEY SHOULD RETURN THE WHOLE MONEY OF THEIR PARENTS SPEND TO MAKE THEM CONFIDENT....WITH 100% COMPOUND lNTREST...
😂@@akashgiri7186
Ye mahilaon ke liye sahi kanun hai ,, lekin purusho ke liye bhi kanun hona chahiye ,, bina sahi se janch kiye purush ko kanuni taur pr preshan na kiya jay ,, isse puri life disturb ho jati hai
Yes sabko ensafh milna chahiye....fir vo ladka Ho ya ladki......
Ekdum sahi hai bache kisi samaj ya logo ki property nahi hota unki life unka decision hona chahiye
Sadi ke bad pata chal jayega
Phir bachhe paida kr ke kya fayda😂
Lekin mata pita ji sampati ..putra ka kase ? 😂
Girls property nhi h baat parents ko kb samjh aayegi 😢
I don't agree with SC, SC should say Neither theynare property nor they've right over parents property,
100% right Sc
Sabhi bate situation pr depend karta h agar ladka sahi ho to sab thik hai
Please 🙏 Hinglish mai proceed kijiye .
Kuch aspirants ko pure hindi smj nhi aati hai.
Vote 👇 if u agreed ❤
Supreme court ne sahi faisla kiya ...
Warna pata hai isse bhut log iska bhi faida utha kr ladke ya ladki ko jaan se maarne lagte ....
Kioki humare yaha rape manzur hai love marriage nhi ...rape wale Zinda ghumte hai love marriage walo ko har koi marne ke piche rehta hai ....aisa kyu ?
Right decision
m sehmat hu is faisle s..💯👍
Supreme court ka faisla chahie h
इतना सब कुछ जानने के बाद भी अभी तक ये सब ज़ाज़ सो रहे थे क्या
अतुल सुभाष केस के ज़ाज़ साहब पर सुप्रीम कोर्ट क्यों कोई बात नहीं करता
पहले न्यायलय को अपने सिस्टम के बारे मे ही जान लेना चाहिए
जो संस्था लोगो के कल्याण के लिए बानी है वही लोगो पर अत्याचार कर रही है देश की कितनी आवादी परेशान है इस सिस्टम की वजह से
System ke vajh se hi to jinke pass paisa hai vo desh chhod ke ja rhe hai.
parents be like: ye kya kr diya re baba😂
Aur parents unko padhya likhaya nahi hota to wo itna aage bhi badhti usne paal pso ke badha kiya hai,
और यदि लड़की के साथ कुछ गलत हो तो यह भी होना चाहिए कि वह अपने पिता के पास ना आए help ke liye ?
लड़के ho चाहे लड़की mata पिता के सहमति उसमें jariri होती है
Love marriage bhi kare to
if child are not property.then parants should not investing in child.
Every parents don't deserve a child. It's there duty to provide every basic necessities. It was there decision to have a child. Child doesn't came by himself.
Toh baccha banana kyu hai? Mat banano…agar banna rahe ho then it becomes duty to take care of them until they are adult.
Ku paida krna h ? Ky mjbur rhi jo usko paida kia paida kia h to gulami krenge kya ? insan adult ho jata h to usko apne faisle lene ka haq h or ye sirf savidhanik haq nhi h hmare to bhagwan bhi prem vivah ki anumati dete h 🙏🏻
mai sahamat hu suprimecourt ke is disijane se
Phle spelling Sikh bhai
It depends on the situations agar ladka kisi ladki ke layak nahi hai, jo ladka life me kuchh karna nahi chahata hai uske liye parents ke restrictions sahi hai.
Ladka berojgar ldki se shaadi kr skta h to ldki ku nhi kr skti ?
If childrens are not property Of parents then why the child's responsibility immposed on parents
Mtlb kuch bhi😂😂😂
Cji ka dimag kharab ho gya hia..iss report ke bad love marriage jyada hoga or Maa bapp sir pakar lenege ki kha jaye..bache ko samjh aaate aate time nikal jata hai...Ab parents soch ke faisala kre...
जो अपने मा बाप की नहीं हुई/हुआ वो किसी का क्या होगा
Achha tum SC judges se jyada smjhdar ho kya bhai ??
To jo apne maa bap ke ho gye hai unki gadi to sahi chalni cheye thi😂wo kyu presan h
Or jo maa bap apne bachcho ke nhi huye unki khushi ko nhi exept nhi kr rhe to maa baap sahi h
@golustatusboy sc ne to adultery ko bhi ab crime nhi manti.To app kud samjh lijiye juge kitne samjhdar hai.
Case law ka nam kya hai
Please ciatation bata de
❤❤
Jab sampati nhi hai to maa bap ku pale bacho ko had hai ese desh ka
Bachhe ne nahi kaha tha peda krne ko vo kud to peda nahi hoe.
Bachhe property smjh ker or swarth ke sath paloge to yahi hoga.
Unke chetna ka vikas to kiya nahi gya kyunki vo unmay kud bhi nahi tha.
Comments pe jo log faltu baat kr rahe ki maa baap bacche paida krte hain bla bla.....to unko koi nhi bolta ki paida kro parents ko bacche ki choice ki respect karni padegi.... Supreme Court ne ekdum sahi bola h
Maa baap apni bachhe supreme court ya samaj ke liye paida nhi karte, apni family ka successor paida karte he ,or esi aulad jo apne hi maa baap ke mu pe kalikh pot de,samaj me unhe sar jhuka ke chalne pe majbur kar de,it is one of the biggest reason log ladka hi kyu chahta he kyunki unhe esi ladkio se darr lagta he .
If someone wants to love marriage they don't have authority to hold the property of their parents.....
Supreme khotha is on other hand....😂😅😅
Ye jitne kanoon bhi bante he sab Purso ke liye koi acha kanoon banaye
Jis ladka ya ladki ko uska maa baap pal-pos ke bda krta hai jb wo usnka nhi ho sakta toh kuch din ya kuch saal pahle Mila ladka ya ladki ka kaise ho skta hai , kon sa maa baap apna baccha ka burai chahega , kon maa baap jan buj ke apna beta ya beti ko glt hatho me sopega, hm toh unke krzdaar hai heme usko baat manni chaiye
Sbse pehli baat kisi ko janm diya diya hai to responsibility to unhe utani he pdegi ye koi badi baat nahi. Bachhe kud peda nahi hote.
Sabhi ke shadi ka ek he formula hai ladka kub dhanvan or ladki bilcul gaay Jo bachhe krne may sksham ho.
Or bdti Umar ke ye mtlb nahi ki unki budhi bhi bdi ho.
janam dia h to gulami krwao ? haina bcha isi lea to paida kia jta h tki bchpn pr usko uske psnd ki chij na padne do na fav sports khelne do or bd apni psnd ki dulhan bhi n lane do robot bna do bcha thodi h vo
आवारा पशु अधिनियम 😂😂😂
👍
I am watching your video every day ❤
❤️❤️❤️❤️
Supreme Court ने गलत किया
Toh suprem court me yachika daal do ki suprem court ka nirnay galat hai aapne galat kiya hai😂😂😂
😅😅😅
Dowery case me sanshodhan imp h
🤗
Kuchh galat nahi hai bilkul sahi hai sabko freedom hai apne man se shadi karne ki 👍
बाप बच्चे को पाल पोष कर बड़ा करे उसकी हर जरुरत पूरी करे. और जब बालिग हो जाए कमाने लग जाए और जब बूढ़े मां बाप को बच्चे की जरुरत पड़े तो उस पर अधिकार नही ये कितना सही है कोई बताये हमे
हाँ लेकिन लड़की के मामले में ये पूरी तरह सही नही हो सकता प्यार में की गयी शादी के पीछे बिगड़ते रिश्ते भी समाज में बढ़ रही हैं
Poorv janam ka pati ya patni maan kar swikaar kar lena chiye
😅
पागल हो गया है sc
koi fark nahi padta sc se ye india hai koi nahi manta hai yaha pe parents apne hisaab se hi chalte hain
Chlna bhi chahiye jb parents pale poshe h to pura adhikar h unka ki vo apne hisab se shadi kre aur parents ki shadi hmesha tikau hoti h isliye main hmesha khush rhta hu
@@rajnishtiwari2038 divorce or violence to jese arange marriage bhi kabhi hote he nahi hai.
बकवास डिसिजन है?
SC right hai
आपकी बेटी किसी आवारा से शादी कर लेगी उसे दामाद मान लेना!😂
Shi kha @@Akumar19961
Beti ko itni to samjh hogi na ki aage ki life uske sath jini hai to wo awara hai ya deewana😂😂😂😂
मुझे तो नही लगता कोई माँ बाप अपने ही बच्चे के खिलाफ केस करेगा ऐसा तो अपवाद ही होगा
Are nhi bhai ladke wale case na krte h pr ladki Wale case krte h society ke krn
@@AdityaMaurya-es1ui ha bhai baat ye aa jati hai ki 4 log kya kahege
Aap apne mata pita virudh shadi karoge...reply
Mere mata pita mujse bhut prem krte h vo mujhse kisi bhi trh ki apeksha nhi rkhte unhone bs mujjse ye kha tha bs kuch glt mt krna kbi jaha khusi hogi vivah whi karwayenge 🙏🏻
@@iamjaanvi Aap hi teacher hai k
Thank you sanskriti IAS 🎉🎉🎉
❤️❤️❤️
Child is not property then why the child took parents property......
😂😂😊😊😅😅
Supreme khotha.....
toh phir parents kyu bachhe paida karte hai ? kya bachho ne bola tha kya paida karne ko ?
@@SpawnEdgeGaming Wo ap socho na......
Isiliye na ki ap unka bhi khyal rakho....
Jaishe wo apaka khyal rakhane ke liye apane sapane marate hai ...
Waise ap bhi unke liye apane kucch karibi ko chhod Sako....
Apna paisha apne se jyada dusaro ke liye spend kare .....