Bhai unlimited calling feature (jio join )kaam nahi kar raha hai aur live. Tv bhi nahi chal raha hai . Jio air fiber ka connection liye hue 1.5 months hogye hai
Bhai mujhe agar jio fiber abhi Lena hai to mai kaise lu kyuki jab mai app se book krne ki try kr rha hu to wo air fiber book krne ke page PE ja rha hai
Mere ghar ke Paas jiotower hai toh fast speed aarhaa hai koi dikkat nhi hai streaming mein Tv connect hai isse Lekin agar kuch download kroge mob pc se toh utna speed nhi hai
bhai aap airtel ke airfiber ko sirf achhe 4G network me check kr ke dikhao. Because mujhe airtel ka lgwana hai but mere chhat pe 5G network nhi aata 10 mtr. aage kisi aur ke chhat pe aata hai. 4G network achha hai so mujhe lgwana chahiye ya nhi. Jio ka 5G network aata hai. Airtel ka banda mere spot pe aakar bol gya ki aapka spot 5G tower ke 1400 mtr. pe hai & hum airfiber 500 mtr. ke andar hi lagate hai.
Meine recently mean 2 months hua hey airfibre lagaya hey .. abitak sab kuch sahi chal raha hey.. Actually meine Jio office mein jab kaha k optical fibre chahiyeh , unhone kaha k aur jiofi kanhi pe nhi lagega...bas Airfibre hi lagega .. matlab jis area mein Fibre cable gaya nai udhar aur nai jaane wala ...but janha cable already hey udhar koi new connection leta hey toh fir mil jayega.. Ish baat pe kitna sachai hey ?? Hamare village se bas 3 km door hi optical fibre hey, toh kya idhar kabhi b nahi aane wala yeh optical fibre ??
TimesPrime: bit.ly/3ZklOv9
Airfiber is nothing compared to fiber
Mera phone 5g hai or jio 5g unlimited wala pack leke pure ghar me Wifi ki tarah sab device chlata hu😂🎉
@@kabir_._s lekin tv too nhi chalega bruh 😂
Aur ye jyda din nahi chalega unlimited 5g
konsa plan h bhai mujko bhi bata do
@abhaypratapsingh5944 350
@@RakeshSarkar-um9bs tv bhi chalta he😂
JIoFiber has Rs.999 prepaid plan & Rs.999 postpaid plan. Both offer 150 Mbps speed. Please tell what is difference between them? Which is better?
For Post paid plans, you need to pay 18% tax on 999. But, prepaid plans are inclusive of GST.
Naah you need to paye taxes in every plan @@sandeeppai25
@@sandeeppai25 bhai Jio fibre may Kyaa TV channels Aata Hai Kya?
Bhai unlimited calling feature (jio join )kaam nahi kar raha hai aur live. Tv bhi nahi chal raha hai . Jio air fiber ka connection liye hue 1.5 months hogye hai
Bhai mujhe agar jio fiber abhi Lena hai to mai kaise lu kyuki jab mai app se book krne ki try kr rha hu to wo air fiber book krne ke page PE ja rha hai
Plz contact me
book kar do ...jab call kare bol dena ..fiber bala chahiye
Bro jio fiber prepaid discontinued hoga gya ha new connections ke time par providr bol rhe ha is it correct pls tell me @
Jio airfiber 5g hai to kya hum 5G data use karte hai ya FIR plan ka 1000 GB please reply sir
Maine lgwaya hai bhaii 2100 lagta hai har mahine 1000 gb milega
5g rhega
Mere ghar ke Paas jiotower hai toh fast speed aarhaa hai koi dikkat nhi hai streaming mein
Tv connect hai isse
Lekin agar kuch download kroge mob pc se toh utna speed nhi hai
Online payment pehale karna padega Kay
han
Sir jio air fiber jahan 5g network nahi aa raha ho aur 4g network aa raha ho wahan lag sakta he ki nahi please reply dedo...
Bhai agar 5g nahi hai to lagana hi kyu air fiber 4g to phone se bhi cl hi Raha hai sabka, isse accha Jio fiber laga lo
Bahut bahut dhanyawad bhaiya ji ❣️
1000gb only 😢
33gb per day khrcha krega tb 30 din me khtm hoga 1000 gb
I think 3 month ka hai @@khamzat-dh2ze
Mera tv hi akele roj ka 40 gb leta hai,😂😂😂
@@safidwaris8393 4k?
@@safidwaris8393 sahi hai bhai 4k me chala le toh ye kab udegi pata nai chalta
Mera jio airfiber hai aur acha experience hai mast chalta hai
Please make a video on Airtel fiber vs Airtel air fibre
Air fiber ka min recharge kitna ka aata hai?
700
702 GST ke sat
599 plan 18% GST 706 monthly h
bhai aap airtel ke airfiber ko sirf achhe 4G network me check kr ke dikhao. Because mujhe airtel ka lgwana hai but mere chhat pe 5G network nhi aata 10 mtr. aage kisi aur ke chhat pe aata hai. 4G network achha hai so mujhe lgwana chahiye ya nhi. Jio ka 5G network aata hai. Airtel ka banda mere spot pe aakar bol gya ki aapka spot 5G tower ke 1400 mtr. pe hai & hum airfiber 500 mtr. ke andar hi lagate hai.
4g pe bhi chlta hai average 25-30 Mbps arramse
@rajibtanti3670 thanks for your reply
But tumhe kaise pata ki ye 4g pr bhi chlta hai.
JioCinema premium kaha milta hai isme ?
Jaise baki OTT use kroge, waise hi.
@
Sawal ye hai ki isme bhi 29 ka recharge alag se karna padega na
Connect kaise kartai hai first time hai mujai mujia lana tha
Jio air filter se jio join app me massage kyo nahi atte he
Bhai mera toh abhi woim ka connection lagva Rakha hai 7 mahine se lekin mai ab soch rha hu jio fiber lagwa lu
Meine recently mean 2 months hua hey airfibre lagaya hey .. abitak sab kuch sahi chal raha hey..
Actually meine Jio office mein jab kaha k optical fibre chahiyeh , unhone kaha k aur jiofi kanhi pe nhi lagega...bas Airfibre hi lagega .. matlab jis area mein Fibre cable gaya nai udhar aur nai jaane wala ...but janha cable already hey udhar koi new connection leta hey toh fir mil jayega..
Ish baat pe kitna sachai hey ??
Hamare village se bas 3 km door hi optical fibre hey, toh kya idhar kabhi b nahi aane wala yeh optical fibre ??
Hamare yaha se to sirf 200-300 mtr dur hoga fir bhi sirf air fiber available hai bol rhe
jio fiber >>>
Jio air fiber se bachne .
Service ki koi guarantee nahin.
Bina net ke hafton rah jayenge.
Jio ki guarantee
Mujhe jioairfiber me 399 wala plan show kr rha abhi dekha
Iptv best hai
Jio Airfiberr Bill Kiyu Aayega Jab Ki Maine 599+GST Recharge Karaunga
Vo bas monthly show krta hai bill usse darna nhi
BHIA AIRFIBER EKDUM MAST CHAL RAHA HAI 6MONTHS SE
Gaming download ४० gb
Jio fiber is best
Jio air fiber
🎉
Jio fiber 1 saal me 3 baar wire change Krna pra