Assalaam u Alaikum Aik question tha kay kis tarha metaverse main feelings ko control ker saktay hen? matlab metaverse sololy dependant on sensors, to ye sensors kis tarha aap ki feelings ko control karaingay? Agar ye aik duniya hai to yahan crimes bhi hen khushiyan bhi hen saza bhi hai sadness bhi hai qanoon bhi hai aur agar qanoon hai to qanoon ki pasdari kaisay karayee jaa sakay gi? kis tarha insan ko kisi kaam say roknay kay liye usay tease kiya jaaye ga? kyunkay physical police to hogi nahee... matlab misaal aap ko apnay ghar say baher nahee nikalna hai to kis tarha aap kay adrenaline ko control kiya jaaye ga aap ko khauf ka ehsaas dilaaya jaaye ga kay aap apnay ghar say baaher na niklain? sensors baher hen laikin jab tak koi internal component inside the body na ho to ye nahee kiya jaa sakay ga? may be mera vision bilkul aik fool person ki tarha ho laikin aik sawaal hai jo bohat pinch kerta hai...
In order to understand metaverse, you have to understand:
1. co-presence,
2. contintutiy,
3. Interoperability
4. decentralization,
Well explained 👏
Sir very well explained!
Sir , governor house courses kab shuro honge
Good
what are the opportunities available if i go to learn this i am still confused .
Assalaam u Alaikum
Aik question tha kay kis tarha metaverse main feelings ko control ker saktay hen? matlab metaverse sololy dependant on sensors, to ye sensors kis tarha aap ki feelings ko control karaingay? Agar ye aik duniya hai to yahan crimes bhi hen khushiyan bhi hen saza bhi hai sadness bhi hai qanoon bhi hai aur agar qanoon hai to qanoon ki pasdari kaisay karayee jaa sakay gi? kis tarha insan ko kisi kaam say roknay kay liye usay tease kiya jaaye ga? kyunkay physical police to hogi nahee... matlab misaal aap ko apnay ghar say baher nahee nikalna hai to kis tarha aap kay adrenaline ko control kiya jaaye ga aap ko khauf ka ehsaas dilaaya jaaye ga kay aap apnay ghar say baaher na niklain? sensors baher hen laikin jab tak koi internal component inside the body na ho to ye nahee kiya jaa sakay ga? may be mera vision bilkul aik fool person ki tarha ho laikin aik sawaal hai jo bohat pinch kerta hai...
useless information, the speaker pathetically defines the metaverse information, I think he didn't know the detail info. totally waste of time