@Masonmistri sirr g 🙏, bus itna bataiye mereko na 2room set or 1,hall ,1chota mideum sa kitchen, or 1,tol+bath medium sa banwana he to sir matlab muje ye sab complete karke pura banane me sahi se kitna rupya tak lagega sirr plzzz,, kyuki ap pura correct batate ho to total itna banane ka paisa bataiye sirr,,,(jameen ka paisa chhorke ok) khali ye sab Ghar ka, bataiye sirr
Bohot hi sunder or achhe tarike se ap sab information bate ho sirr manna padega sirr😁👍💯👌🙏
Thank you
@Masonmistri sirr g 🙏, bus itna bataiye mereko na 2room set or 1,hall ,1chota mideum sa kitchen, or 1,tol+bath medium sa banwana he to sir matlab muje ye sab complete karke pura banane me sahi se kitna rupya tak lagega sirr plzzz,, kyuki ap pura correct batate ho to total itna banane ka paisa bataiye sirr,,,(jameen ka paisa chhorke ok) khali ye sab Ghar ka, bataiye sirr
धन्यबाद मिस्त्री जी 🙏🙏
🙏🙏
25x20 house plans
2 dismil ghar banane me kitna kharcha lage ga total ? Please bata do sir ❤
9 से 10 lakh लगभग
@Masonmistri thanks sir 👍
Bhai 1305 square feet me 12 feet mitti fill karna hai plot gahre me hai kitna kharcha lagega
50 हजार लगभग
@@Masonmistri thank u bhai
Bhai road se kitna ucha (feet) neew kursi dena best rahata hai
12 feet mitti filling ke bad road level par aaraha hai plot
Minimum 3'
@@Masonmistri 3 iinch ya 3 feet??
Mason bhai 10mm ka sariya sare colam me diya hai
Is ghar ko total kitna flour tak bana sakte hai
10mm ke sariya coalm par de kar
G+1
@@Masonmistri 2nd flour banane me koyi dikkat hoga kya
Mason bhai
Fhuting kitna le 10mm ke colam me kam se kam
4'×4'×4'
Bhiya is ghr ka chhat dhalai me kitna khrcha hoga.. Pls reply
डेढ़ लाख
Sir ji 840sqft me colum k saat me kitna kharcha aayega
9 lakh लगभग
@@Masonmistri 1 manjil ke liye bata tlrahe hai kya?
Sir 20 by 25 ka naksha chahiye
Sir जी मैं naksha नहीं बनाता
bathroom kaha h
बाहर
इसके ढलाई और प्लास्टर में कितना खर्च संभावित है कृपया रिप्लाई करिएगा
Dhalai + plaster
2.25 lakh लगभग
Kam bugged me
Sir aapka mobile no plz