رضا بھائی پلیز یہ بتاے کہ چارج کنٹرولر سے بیٹری کو چارج کرتے وقت یو پی ایس سے لوڈ بھی لیتے رہے تو کیا یہ درست ہیں۔ اس طرح اگر دو پنکھے چلا ہیں تو تاریں گرم ہو جاتی ہیں۔ ۔۔ میرے دو سولر ہیں، 180والے اور سمارٹ چارج کنٹرولر ہیں، 30 ایمپیر کا ۔۔۔ چارج کنٹرولر سے بیٹری کو جو تاریں جا رہی ہے وہ زیادہ گرم یوتی ہیں ۔ پلیز گائیڈ کرے کہ اب کیا کرنا چاہیے ۔۔ شکریہ
raza bahi mere pass 280watt ki 2 panel hy to kya me 50amp pwm se battry charg or dc load chala sakta ho or canection konse karny parellal ya series plz batade
Sir sir sir ❤ kya. Ye output load pwm se 12 volt dega ya 24 volt , matlab agr 12 volt ka fan 24 volt ke pannel se. Pwm pr chalay ge to chale ga ya phir jal jaye ga
Mere pas NS company ka 900W output ka Ups or Exide ki 2500TR Tubular battery laga hwa Or me Iske sath 2 Jinko N type bifacial plates lagana chah raha Kia PWM lagao ya MPPT ? Or ispr kitna load chala saku ga me?
Aslam alaikum Bhai Kiya hum 1 bara solar use Kar Kay ghotki battery charger ko solar pay Chala sakty hain m nay kuch testing ki hay ghotki battery charger 20v means ek 150w waly panel pay bhi on ho jata hay lakin output amp 1 se 2 Kay beach m day rha hay agr mosfet and chopper m changing Kare to Kiya is Kay amp increase ho Jai gay
raza bhai . mere pas yahi pwm charge controlr he 50 apr lekin subah ke wakt ye 40% pr load ko cut off kr deta he or me chata hun k 20% cutof ho to ye sating kese hogi .. plz bta dain
Bhai jan me ne aj hi 18 amp ki batteri li he us pe cooler chalaya he to batteri me se pani bahar aa raha he is ki kya waja he?280 Watt ka soller he or 20 amp ka converter he?
Asslam o alaikum bhai kia 24 volt ki 2 plates apas m attach krke isi trha ka pwm charge controller se single battery charge krskte hain kia usmein amperes barhen ge
Very nice video raza bhai.meray pass 170 watts ki 6 plates lagee hain lion ka pwm 60amp ka charge controller laga hay aur 2 220amp ki tall tubular batteries lagee hain.kaya mppt charge ki zaroorat hay ya pwm laga rahay??plz guide me raza bhai.
Khalid Bhai 50 ampair wale charge controller pe Jab battery k voltage 10.5 pe ajahega kia ye charge controller load ko cut of karega ya nai ? Qk is main voltage ko setting karne ka option nai hai. JAZAK ALLAH 🌹
Mere paas AGS 260v ki Battery hai aur 180 ka ek solar hai plz guide Karen k is se meri 260v ki Battery kitni der mein charge hogi?aur yeh b guide Karen k yehi Battery 8 hours mein full charge ho is k liye 180 k kitne solar panel zaroori hai aur woh converter kon sa hona chahiye?ya Bari Battery k liye controller ki zaroorat nahi hoti?plz jawab mujhe dein,
150 ki 2 panel ups k sath lga kr battery charge krte hy to kaya ups ko wapda se off kre gay agr off krte hy to loud b sath ups se chalna start ho jta hy
Asalam o Alaikum bhai jan. mery pas phly 3plns. 12v kay chal rahyn ha.. ik bettry 210sp par. ab many ik 200w ka 24v pln lia ha in kay sath ksy laghao.. plz mujay bata dy 4.maheno sy mary pas ha. hmry liken .many abi tak sath nai laghya.. 😢
bhai agr mai solar charge controller lgao 150w solar panel hai and 100A battery hai jb battery full hotaji hai to jo solar se current araha hota hai wo battery mai jaega ya nhi
Salam raza bhai ek bht tricky sa masla hai. Mre pas ek 545watt ka panel h bs.. Battry mre pas do hai alag size ko ek 185ah or dsri 7o ah.. M panel s do adad alag wire alag alag pwm m lga k dono battry chrge krlon
Bhai 60 AMP mppt charge controler with 900 watt ups + 200 Ampere Battery kay saath kia 450 watt k 2 panel laga saktay han lazmi reply karain urgently thanks
Mery pass battery charge controller to hy Jb shop sy Liya tha to dukan waly ny btaya tha k ye 60 ampere ka hy Ispy likha hoa ni k kitny ampere ka hy To ye kesy pta chaly ga k mera battery charge controller kitny ampere ka hy?
Raza Bhai 400watts k 4 panels ko mppt controller per single battery kaiser attache karein Aur Kya 24 watts k panels per controller se 12 watts k Saman use kr sakte hain
Kia hm 150 watt Waly solar se 24 volt batteries ko charge kar sakty hai . Kiv k mery pass inverax 111 3.2 kw system instal hai. Or us k sath 400 watt k 6 panel Lagy hai. To kia Mai 150 k 2 panel pwm charger k sath Laga kr 24 volt batteries ko charge kar sakta hun...reply plz
Kia bewaqoof wali bat kardi. 150w ke battery pr amp 4 jaty hain is ky amp 7 ja rhy hain. Yani battery 7amp se charge ho rahi hai. 150 watt wala hota tu 3 amp se hoti
Gooooooooooda 50 amp ka pdm mn 580 w. 52 volts ko lgayn to ktty volts zaya hon gy Wo Kam b kry ga ya nhen 100 amp ke battery ko 50 amp pr charge kry ga to battery khrab to nhen ho ge
Asslamoalikum bhai mere pas 300 watt k 2 solar penels hn or 50 amp ke 1 battey to kya ye 50amp ka controller use ker sakty or kya ye auto cutoff ker sakta battry ko??
آپ نے کم وقت میں مفید معلومات کو اچھے انداز میں بیان کیا ہے
raza bhai ap buht achy se samjty hain
Bohat Shukriya bhai jan mein asi he video ki talash ma tha asa lag rha ye video ap ne mere liye he bnai hai👍❤❤
Raza bhai aap ka bhut shukria aap bari achi Tarah samjhatay Hain aik bar phir thank. s
Sir kayh hum battry k begher 50A wala mppt se coller pankha chala sakty hn
Ayk solarplate 180w or ayk 580 watt dno connect hu skti ha ayk battery charge krna ka kia 50A ka controller lga ka
رضا بھائی پلیز یہ بتاے کہ چارج کنٹرولر سے بیٹری کو چارج کرتے وقت یو پی ایس سے لوڈ بھی لیتے رہے تو کیا یہ درست ہیں۔ اس طرح اگر دو پنکھے چلا ہیں تو تاریں گرم ہو جاتی ہیں۔ ۔۔ میرے دو سولر ہیں، 180والے اور سمارٹ چارج کنٹرولر ہیں، 30 ایمپیر کا ۔۔۔ چارج کنٹرولر سے بیٹری کو جو تاریں جا رہی ہے وہ زیادہ گرم یوتی ہیں ۔ پلیز گائیڈ کرے کہ اب کیا کرنا چاہیے ۔۔ شکریہ
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ محترم
ya batain ka output load pwm sa kaisa kam lain kya inverter ka sath attached karian ya kya function ha output load ka point ka pwm ma sukaria
Kya 12v iverec ups se direct 300 panel lga sakte vhaen 1 battery par
raza bahi mere pass 280watt ki 2 panel hy to kya me 50amp pwm se battry charg or dc load chala sakta ho
or canection konse karny parellal ya series
plz batade
Bbai agr 180w wali plate 8amp de rahi hai and 550w wali b 8amp degi to faida kia.... Please tell if any benifit....
As ke volt zaida hote h
Very Informative Video 👍
Verry Verry informative
Kia is mai do battery use kersakte hai. 24 volt
Jo sytem ki sarh lgye hoye hai. 24 volt series mai
12 volt lena hai to
Jee yas
Sir sir sir ❤ kya. Ye output load pwm se 12 volt dega ya 24 volt , matlab agr 12 volt ka fan 24 volt ke pannel se. Pwm pr chalay ge to chale ga ya phir jal jaye ga
Zabardast video
Mere pas NS company ka 900W output ka Ups or Exide ki 2500TR Tubular battery laga hwa
Or me Iske sath 2 Jinko N type bifacial plates lagana chah raha
Kia PWM lagao ya MPPT ?
Or ispr kitna load chala saku ga me?
Aslam alaikum Bhai
Kiya hum 1 bara solar use Kar Kay ghotki battery charger ko solar pay Chala sakty hain m nay kuch testing ki hay ghotki battery charger 20v means ek 150w waly panel pay bhi on ho jata hay lakin output amp 1 se 2 Kay beach m day rha hay agr mosfet and chopper m changing Kare to Kiya is Kay amp increase ho Jai gay
sir single batry 1000w ka ups h
loud 2 fan
550 ka solar panl lgane pr pwm controller kesa rhae ga
longi 550 watt per WMP controller laga sakte ya ni?
Yes
Sir is sa hum 12volt ka load bhi Chala salty hai?
raza bhai . mere pas yahi pwm charge controlr he 50 apr lekin subah ke wakt ye 40% pr load ko cut off kr deta he or me chata hun k 20% cutof ho to ye sating kese hogi .. plz bta dain
Bhai iss mein Sath hi Sath load chalaya ja sakta hai 50 amp ke pwm charge controller se.
Bhai jan me ne aj hi 18 amp ki batteri li he us pe cooler chalaya he to batteri me se pani bahar aa raha he is ki kya waja he?280 Watt ka soller he or 20 amp ka converter he?
Over charge horaha he
Sir new zero meter battery controler s charge kr skta dukan wala n agr chrge kr ka nhi de to..solar ki 3 plate h 130 wat ki
Mere pas big solar panel he or cd 70 bike ki bettery and controller so controller se khali mobile charging krna he bas kr sakte ya nhi
Kr sakty hen.yeh controler ly lo
Bai Jan kia 310watt ki plat pr12volt ki batri lgany se solr k volt b 12 sho karta he
Bulb nai sirf wiring use hogi bhai or charge controller
Bhai mere pas 3 penal hen 180wat k pwm per chal rhy hen.agr men mppt lga k series men penal lgao to curent berh jaye ga kya?
Koi khas faida nh hoga
رضا بھائی 300wسولر کے لیے کونسی چارجر آچھا ھے mpptیا pwm
Mppt
ماشاءاللہ
Sir without connecting to panels, from two batteries 24v, can we take 12v with pwm ?
Asslam o alaikum bhai kia 24 volt ki 2 plates apas m attach krke isi trha ka pwm charge controller se single battery charge krskte hain kia usmein amperes barhen ge
G bhai Ampere bherhen gay💯💯💯 agr connection series main hun to Parallel ho to volt bherhen gay?
Very nice video raza bhai.meray pass 170 watts ki 6 plates lagee hain lion ka pwm 60amp ka charge controller laga hay aur 2 220amp ki tall tubular batteries lagee hain.kaya mppt charge ki zaroorat hay ya pwm laga rahay??plz guide me raza bhai.
Panal zayada he mppt use kare
@@Razasolar koonsa mppt lagaoon ap k pass hain??
Raza bhai mary pas 575 watt k 2 solar panel han. mai old wala. freezer chala chata hn. kindly guide krain.
Ap kay pass 180 watt kay solar pannel haien aur us kay price kiya hay
assalam o alaikum dear bro... khurshid panel 220 watt ke sath single ya double bettary lage ge?
thanks
Single battery
Bai Jan meeray pass do 330watt k penal hin our bajat b Kam h ap pallez gaid Karin k Kon sa cantarlar battre charj karnay k leya lun
Force mppt charge controller
Sir agar battery full hoga to auto band hoaga ya nhe pwm 50 apmer wala se
Auto wale par ho jaye shaid🤔
580 watt k 2 panel 50 amh waly pwm py lga sakty hein
Nahi janab
@@Razasolar shukriya janab
Nice Information 🌹
Khalid Bhai 50 ampair wale charge controller pe Jab battery k voltage 10.5 pe ajahega kia ye charge controller load ko cut of karega ya nai ? Qk is main voltage ko setting karne ka option nai hai. JAZAK ALLAH 🌹
Raza. Bhai apko shop kha he
Mere paas AGS 260v ki Battery hai aur 180 ka ek solar hai plz guide Karen k is se meri 260v ki Battery kitni der mein charge hogi?aur yeh b guide Karen k yehi Battery 8 hours mein full charge ho is k liye 180 k kitne solar panel zaroori hai aur woh converter kon sa hona chahiye?ya Bari Battery k liye controller ki zaroorat nahi hoti?plz jawab mujhe dein,
A.a Raza sb mery pass 150waly 3penal our wo 7amp dy rhy hn ziada amp kesy ho gy
Good info
Ager is me 2 batrri lgay or 330 watt ka solar panel lgy to charge kr dy ga 2 batreis ko
Yes
Assalamualaikum. Raza bhai ye jo controller black wala 50amp ka apne use kya h isme manual setting h kya is per video bana den
Assalam Walekum Sar mere pass 585 wat ki 8 plate Hain uske liye kaun sa converter chahie charge controller
Very nice bhai jaan
150 ki 2 panel ups k sath lga kr battery charge krte hy to kaya ups ko wapda se off kre gay agr off krte hy to loud b sath ups se chalna start ho jta hy
Ek sath dono we charge kare
Mppt k sath b video banain
Bahi Kay 600w ka system sa moter cycle ki battery charge ho sakti ha
Nai
Hogi lakin Dangerous hai bhai
Sir ek video 5kva welding generator denmo ki winding k liye bhi bna dy Kuch dosto ko is may bohat problem ha shukeriya
Very nice sir g good job
Asalam o Alaikum bhai jan. mery pas phly 3plns. 12v kay chal rahyn ha.. ik bettry 210sp par. ab many ik 200w ka 24v pln lia ha in kay sath ksy laghao.. plz mujay bata dy 4.maheno sy mary pas ha. hmry liken .many abi tak sath nai laghya.. 😢
Raza bhai 300walay soler panal say 100 amper ki battery full charge hojy gi
Aur ek panal damage bhi hai us say bhi charging ho sakti hai ya nahi bhai reply zaror day na
Jee han
bhai agr mai solar charge controller lgao 150w solar panel hai and 100A battery hai jb battery full hotaji hai to jo solar se current araha hota hai wo battery mai jaega ya nhi
NHi jaega
Salam raza bhai ek bht tricky sa masla hai. Mre pas ek 545watt ka panel h bs.. Battry mre pas do hai alag size ko ek 185ah or dsri 7o ah.. M panel s do adad alag wire alag alag pwm m lga k dono battry chrge krlon
Ok
Bhai 12volt and 7/8 amp wala solar jo 150 watt ka hota ha hum us sa battery ko charge q nai kar sakta
Mery pas 150watt r 180 watt ki 2 plates hai knsa controller lagy ga ....???
R mery pas 65 ah ki battery hy kindly ans
Pwm 30amp
@@Razasolar hamary extra voltage waste jain gy??
Parallel connection ki shape me???
Bhai 60 AMP mppt charge controler with 900 watt ups + 200 Ampere Battery kay saath kia 450 watt k 2 panel laga saktay han lazmi reply karain urgently thanks
Jee han
580 watt ka solar laga hai aur ek battery wala os kay controller konsa lagy ga aur oski price kya hai bhai
10 amp ka Best automatic battery charger kosa hy
mray pas 2 panel h 555 longi k usko kaisy chrg krain bttry
Simteck mppt charge controller use kare
کیا ہم WMP چارج کنٹرولر لگا کر ڈاٸریکٹ DC لوڈ چلا سکتے ہیں۔بیٹری کے بغیر
Nahi
545واٹ کی سولر پلیٹ کو کس طرح mpptکے ساتھ 24volt بنائے گے کہ زیادہ فائدہ ہو؟
600w k solar system pe DC breaker kitny ampere ka lagaonm
Mery pass battery charge controller to hy
Jb shop sy Liya tha to dukan waly ny btaya tha k ye 60 ampere ka hy
Ispy likha hoa ni k kitny ampere ka hy
To ye kesy pta chaly ga k mera battery charge controller kitny ampere ka hy?
Raza Bhai 400watts k 4 panels ko mppt controller per single battery kaiser attache karein
Aur Kya 24 watts k panels per controller se 12 watts k Saman use kr sakte hain
Nai Ap ko 2kw Inverter ki zrorat hogi
Or Double bettry 💯
2 solar panel hai 550 walay PWM k sath laga saktay hai aur 2 battery hai
پلیز مجھے اچھے سولرچارچ کنٹرولر بتادے جو بیٹری کو ڈسچارج سےبچایں ؟؟
لایک نہی جواب چاہیےتھا
اسلام عليكم اگر 2 پلیٹ 150 واٹ ہو ایک 250 واٹ کی ہو ایک بیٹری اس کو کیسے لگائے گے
اس سے اگر بیٹری فل ہو جائے تو کیا یہ چارجنگ بند کر دے گا؟؟
Yes
Best you kung.
یہ ایمپار بھی کم کرتا ھے
محترم ایک تو بیٹری دوسرا سولر اور تیسرا کنکشن کس چیز کا ہے
Dc load ka
thank
solar panel ki rating kam nahi hogi jo battery ko ampere chahiye wahi ampere controller de gi
50 ایمپیر کا چارج کنٹرولر ہے لیکن۔وہ بیٹری کو پھولا دیتا ہے اسکا کیا حل ہے
Good
Good work
Aoa.
Raza bhai mare pass 555watts ke 2 panels hai, kiya main 50a pwm controller par panels attach kar sakta ho. Reply please
Jzakllha
Kia hm 150 watt Waly solar se 24 volt batteries ko charge kar sakty hai .
Kiv k mery pass inverax 111 3.2 kw system instal hai.
Or us k sath 400 watt k 6 panel Lagy hai.
To kia Mai 150 k 2 panel pwm charger k sath Laga kr 24 volt batteries ko charge kar sakta hun...reply plz
Jee han no problem
سورج کے بلب جل جاتے
رضا بھائی mppt چارج کنٹرولر 150 والی 3 پینل پر چل جائیگا مہربانی کر ک ريپلی کرنا
Aram se chalyga mra pas b same hai system
Jee han
@@teejay2822 thanks
@@Razasolar thanks
Sub panel series ma connect krky lga dy
👍🏼👍🏼
Kia bewaqoof wali bat kardi. 150w ke battery pr amp 4 jaty hain is ky amp 7 ja rhy hain. Yani battery 7amp se charge ho rahi hai. 150 watt wala hota tu 3 amp se hoti
God
Gooooooooooda
50 amp ka pdm mn 580 w. 52 volts ko lgayn to ktty volts zaya hon gy
Wo Kam b kry ga ya nhen
100 amp ke battery ko 50 amp pr charge kry ga to battery khrab to nhen ho ge
Bhai ap k mobile no ?
0310-3237251
O bhai is ne pagal bnaya ha isk pas jo panel ha wobi 12 volt ha ka 24 ka nhi ha bewaqoof bna rha ha yh bnda
Apn num plz
Mppt controller laga ke dikhate ke kitne ampare atay us se
Best vedio #shoaibelectronicstech
ap ya batain ka pwm 50/60 ka sath 800/1000 watt ka inverter kaisa attached karain sukaria or apna whatsapp no batain ka direct bat ho saka
Sand number plz Raza bahi
Raza bhai kaise ho mujhe aapka number chahie zaruri
Ayk solarplate 180w or ayk 580 watt dno connect hu skti ha ayk battery charge krna ka kia 50A ka controller lga ka
Raza bahi hamri pas 580w solar panal ha kya ham as s 12w darak chala sakti ha..
Asslamoalikum bhai mere pas 300 watt k 2 solar penels hn or 50 amp ke 1 battey to kya ye 50amp ka controller use ker sakty or kya ye auto cutoff ker sakta battry ko??