mahindra 585 xp plus powertrac euro 50 full Loaded trolley

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 25 ก.พ. 2022

ความคิดเห็น • 19

  • @harwindersandhu7561
    @harwindersandhu7561 2 ปีที่แล้ว +7

    Escorts main 50 hp main powertrac ho ya farmtarc 50 hp ho, jaha Euro 50 ye model jo pura 50 hp ka hai 2761cc engine k sath hai jiski vajeh se isko 4th gear se gear down karna pdaa jab ki iski road speed 30km/h hai maximum aur mahindra ki 4th high main chaal jayda hai fir bhi le gya usi gear main kyu ki jaha 585 xp plus 3054cc ka jo ki 50 hp main jabardast displacement hai jiski vajeh se 1800 rpm se upar iska torque 198nm ka hai aur 595 DI turbo jo ki 2523cc ka hai lekin isme turbo hone ki vajeh se ye non turbo tractor k according 50hp main 2900cc tak k engine ka torque nikalega aur iska torque 182nm ka hai lekin short stroke hai jo ki 102mm ka hai jiski vajeh se mahindra ki ek khoobi ye hai ki ye jitne high rpm honge utna hi jayda torque nikalega. Agar kisi 50 ya 52 hp k tractor main 3000 se 3200cc tak engine hai to uska torque jabardast hoga hi aur is se jayda cc ka engine hoga to kum cc ki tareh jayda cc hone pe bhi torque main giraavat hogi. Jaha escorts k engines, swaraj, sonalika, holland aur johndeere ki tareh ek rated rpm pe apna torque nikalte hain vahin mahindra main stroke short hota hai jab ki bakiyo main 116mm se 127mm tak hota hai uper se 3 cylinder engine jisme firing ek crank k circle pura hone main 3 baar hoti hai vahi mahindra main crank k ek chakkar main 4 piston fire karte hain jiski vajeh se mahindra tractor k engine ki awaaz sabhi tractors k engine se alag hoti hai jiska main reason hai firing order aur jaha bakiyo main crank k har 120° ghumaav pe ek piston fire karta hai vahi mahindra main har piston 90° pe fire karta hai. 45 hp k upar ek 4 cylinder engine agar 2700cc se 3000cc tak ka hai to usme torque bharpoor hoga. Isi liye mahindra ab 475xp plus jo ki 44hp ka hai, usme bhi engine 2979cc ka hai jiski vajeh se usme torque 175nm ka hai jab ki johndeere 5050D main 50 hp main torque 148nm@1400 rated rpm, 3630 super 50 hp main 176nm@1200 rpm, swaraj 744 FE main jo ki 46hp ka hai usme torque 180nm@1700 rpm, euro 50 main 185nm@1500 rpm, sonalika k 50 hp main 182nm@1700 rpm aur mahindra 475xp plus main torque 175nm 1700 se shuru hokar 2000 tak, is se upar rpm khologe to torque aur jayda hoga kyu ki hi speed short stroke 110mm ka hai engine cc k hisaab se. Ye sabhi torque ki jankari budni ki as observed records main mil jayegi jaha se har tractor government k noms k according test hokar pass karta hai. Yuvo 575 DI 45hp main 179nm jo ki 2979cc ka hai vo bhi 1700 k upar 2000 rpm tak yehi torque nikalega. Ab jo engine rated rpm pe apna pura torque nikalte hain unme dikkat ye hai ki jaise new holland 3630 super 50 hp ka 176nm hai@1200 rpm aur uska engine rated rpm hai 2300,ab 2300 pe vo torque 140nm tak hi nikalega jiski vajeh se usme rpm drop ki samasya hoti hi hoti hai. Aise hi euro 50 jab 2000 rpm pe hoga to 185nm se uska torque 160 se 165nm reh jayega jab ki mahindra k engine ka fark hi yehi hai ki vo 1700 se 2000 rpm tak apna pura torque nikalega jo ki 198nm ka hai. Yuhia nahi duniya ka 12 saal se sabse jayda bikne wala tractor brand mahindra apni yehi best technology k dum par aur aaj 575xp plus chahe 2 speed main hai fir bhi chahe tralla ka kaam ho, kheti ka kaam ho ek 47hp ka tractor hai kehne ko magar 192nm torque 2979cc engine k sath hone se 55 hp tractor k kheti k impliment aur 400 se 500 quantal vajan se bharaa tralla jisko UP main shakka bhi bolte hai vo keech kar le jane ka dum rakhta hai aur isko haryana, up, mp ka cheetah kehlata hai.

    • @bhushantone8713
      @bhushantone8713 2 ปีที่แล้ว

      Bhai mhindra ne pyle hi gear down kiya,vidio dhyanse dekho bhai.....
      Or powertrac ki trolly doble tyr wali hy,or thodi bdi bhi hy

  • @Sukhafarmer
    @Sukhafarmer 2 ปีที่แล้ว +5

    Very nice 👌👍👌👍

  • @sajanrasal2475
    @sajanrasal2475 ปีที่แล้ว

    Powertrac euro 50 me load jyada hair.

  • @kakutractor97
    @kakutractor97 2 ปีที่แล้ว +4

    Nice 👍

  • @akashgangwar5970
    @akashgangwar5970 2 ปีที่แล้ว +1

    Mahindra par singal trally hai
    Or pwartrac par duble tyr ki trally hai

  • @farmerboys9009
    @farmerboys9009 ปีที่แล้ว

    Mahindra 3rd gear m phalay hi kr rakha h siray pr aa k tho Mahindra gear hi nhi leta

  • @lokeshvillageboytractors6415
    @lokeshvillageboytractors6415 2 ปีที่แล้ว +1

    Super👌

  • @hariramsaharan2126
    @hariramsaharan2126 2 ปีที่แล้ว +1

    Nice

  • @yogitakarwasra1416
    @yogitakarwasra1416 2 ปีที่แล้ว +4

    nice

  • @menwal742xt
    @menwal742xt 2 ปีที่แล้ว +2

    Mahindra me lod Kam h

  • @ak.geming7150
    @ak.geming7150 2 ปีที่แล้ว +1

    Mahindra ko hlke me le rha he😂😂 popt ho gya na

  • @short9125
    @short9125 2 ปีที่แล้ว +2

    Mhindra best

  • @crazyfarmerofficial2797
    @crazyfarmerofficial2797 2 ปีที่แล้ว +1

    Czech sds

  • @navpreet8884
    @navpreet8884 2 ปีที่แล้ว +1

    Which area is this bro tell me

  • @mehndihussain1291
    @mehndihussain1291 2 ปีที่แล้ว +1

    Euro 50 me lood he