kuch itna ikhtiyare fatima hai Malak khidmat guzar e fatima hai Abhi jannat ka dar khulne na paye Khuda to intezare fatima hai Kisi me dam ho to aakr giraye Mere dil me mazar e fatima hai
Mout se dar ke ishqe ali chhod den Isse bhtr hai hum zindagi chhod de Har qadam par karen khul ke zikre Ali Jo ghadiri hai wo buzdili chhod den Murtaza ke fazayel pe shak ho jinhe Aisi kam zarf wo ashiqi chhod den Jo dikhayen munafiq ke chehre hamen Un chiraghon me thoda sa ghee chhod den Ho rasoolon se gar imtehane hussain Pichhe hat jayen paighambri chhod den Munkire khum ka anjam dekhega wo Qabr me apna ek admi chhod den Ghair ke lab khilafe ali kyun khule Mere apne agr mukhbari chhod den Kyun chhipayen ali ke fazayel Saleem Isse bhtr hai hum shayri chhod den
kuch itna ikhtiyare fatima hai
Malak khidmat guzar e fatima hai
Abhi jannat ka dar khulne na paye
Khuda to intezare fatima hai
Kisi me dam ho to aakr giraye
Mere dil me mazar e fatima hai
Mashallah khuda salamat rakkhe
Mashallah kya andaz hai aap ka !!!
MashaAllah
Masha Allah
Mashallah
Mout se dar ke ishqe ali chhod den
Isse bhtr hai hum zindagi chhod de
Har qadam par karen khul ke zikre Ali
Jo ghadiri hai wo buzdili chhod den
Murtaza ke fazayel pe shak ho jinhe
Aisi kam zarf wo ashiqi chhod den
Jo dikhayen munafiq ke chehre hamen
Un chiraghon me thoda sa ghee chhod den
Ho rasoolon se gar imtehane hussain
Pichhe hat jayen paighambri chhod den
Munkire khum ka anjam dekhega wo
Qabr me apna ek admi chhod den
Ghair ke lab khilafe ali kyun khule
Mere apne agr mukhbari chhod den
Kyun chhipayen ali ke fazayel Saleem
Isse bhtr hai hum shayri chhod den