मै तो जब मेरे हात रेडियो आ जाता तुरुन्त खोल के देखता हुँ । नोइजी बक्स वालों ने dsp रेडियो एनालोग क्यों बताया झुठ क्यों बोला? यह गम्भीर बात नहि है क्या?
Thank you for opening the radio. This is a mechanically tuned DSP radio with a Skyworks IC. if possible try to find out what’s written on the IC. most probably it’s the same IC which is in XHDATA D220.
💥💥💥💥Very nice video Akhilesh ji Aane wale video me iske DSP chip ka naam jaroor bataiyega aur community post bhi daliyega ek aur chhoti si request ki kisi naye gaane ko ispar play karke short banayiyega jiss gaane me high bass ho issse iski baas ka andaja ho jayega purane gaano me baas pata nahi ho pa raha hai shorts par ❤️👍 #bring_vividh_bharati_back_on_sw #विविध_भारती_शॉर्टवेव_पर_फिर_आए
Sir, Iske dial window me ander se mai 2 LED lagana chahta hu. Jab illumination hoga to badhiya dikhega. Lekin muze location bhi nahi mil raha black plastic body me.
Ji bilkul, Jisme analog tuning hota hai to wo DSP based analog hi hota hai but isme analog tuning ki feel nahi hoti Purane radio ki tarah.. next time iski IC ki picture upload kar dunga agar open kiya to
Akhil ji, Himmat ka jawab nahin. IC pata nahin chal paya. Jyada analog raha hai, stereo volume control hai. Analogue output hai. Agar gand condenser hoga to purely analogue, agar gang nahi hai to DSP hoga. IC no. Se hi pata chal payega. Any sirf koshish kijiye no. likh kar kitna pins hai bata dijiye. Noizzy unboxing first time dekhne ko mila. Thanks keep it up.
Akhil Bhai, ye 100%DSP radio hai. Agar aap ise fast tune karenge to ye mute v hoga(Adhikansh DSP radio tuning ke samay mute ho ho jaate hai. Thanks for your video.Aapka videos dekh kar mazaa aata hai. Wish you a very Happy New Year!
Akhil ji good morning ,it seems DSP based radios or because there is no IFT and oscillator coils. Variable capacitor(gang)is for tuning. So it is a dsp based and chip is pre tuned machenically(computerized)
Yeh DSP chip set radio hai. Lekin sound analog jaisa hai, isliye ke isme bahut se capacitors lage hain jo voice ki quality badhne me madad karte hain. It ne sare capacitors bahut kam radio me milte hain. Apne sirf capacitors side ko parts bataya, lekin doosre parts built-in hain card ke otherside me (coiIs, registers etc) India me to aj bhi transistors, capacitors , resistors aur screw type coils aur ift bante hain, lekin China me bante nahin. Han, America ke kuchh companies bhi yeh chizen bana rahen hain saukeen logon ke liye. China, Singapore, Korea jaise desh me hamesha naye technology par dhyan diya jata hai. Wahan purane technology discard kiya jata hai. In desh ke economy export oriented hai. Naye technology ko jhatse business me lagane ki daud rehta hai.
1.37 dur. Mein jo dikhne mila us se pata chala ki yeh radio ka tuning Digital hai, to phir digital hi DSP based IC Si4825A10 hi hoga. I guess so.......
Bas yek 3pin potentiometer or volume control jysa part ko set kerke anolog tuning bolke cheating ker rahe hy. Anolog radio me bhi kuch parts our potentiometer isthamaal kerke bajaasakthe. Kuch resistors pfs zenor diodes use kerke banasakthe. Digital tuning ko Anolog our Anolog ko digital tuning jysa kersakthe. XXL me yek speaker ke jage do speaker our audio amplifier stereo IC isthamal kiye bas ithna farak hy. Baaki poora normal mono digital Ic radio jysa hy.
बहुत हिम्मत की बात है। न्यू रेडियो को खोलना को मामूली बात नहीं, रेडियो अच्छा है, सभी को लेना चाहिए,घर के लिए बहुत ही बढ़िया है।
जी बिल्कुल, सही कहा आपने सर
मै तो जब मेरे हात रेडियो आ जाता तुरुन्त खोल के देखता हुँ । नोइजी बक्स वालों ने dsp रेडियो एनालोग क्यों बताया झुठ क्यों बोला? यह गम्भीर बात नहि है क्या?
Wah ji wah
Akhil ji badi himmat ka kaam hai kisi naye redio ko kholna..👍
जी धन्यवाद आपका। बिल्कुल नए रेडियो को खोलना थोड़ा रिस्की तो होता है।
Thank you ❤❤
You’re welcome sir
Thank you for opening the radio. This is a mechanically tuned DSP
radio with a Skyworks IC. if possible try to find out what’s written on the IC. most probably it’s the same IC which is in XHDATA D220.
Sure sir…
Thank you sir
you are welcome
👌👌
Thank you 🙏
It is the first video on TH-cam exposing the inside of this radio.
Thank you sir 🙏
💥💥💥💥Very nice video Akhilesh ji Aane wale video me iske DSP chip ka naam jaroor bataiyega aur community post bhi daliyega ek aur chhoti si request ki kisi naye gaane ko ispar play karke short banayiyega jiss gaane me high bass ho issse iski baas ka andaja ho jayega purane gaano me baas pata nahi ho pa raha hai shorts par ❤️👍
#bring_vividh_bharati_back_on_sw
#विविध_भारती_शॉर्टवेव_पर_फिर_आए
Thanks Vikas Ji, ji jarur agli bar kholenge to update jarur karenge
Sir, Iske dial window me ander se mai 2 LED lagana chahta hu. Jab illumination hoga to badhiya dikhega. Lekin muze location bhi nahi mil raha black plastic body me.
Maine ye notice nahi kiya kholne waqt
Sir ye ek DSP based analog radio hai ji , sir agar aap tuning side ki IC ka no. Show kar dete to aur bhi clear ho jata ji
Ji bilkul, Jisme analog tuning hota hai to wo DSP based analog hi hota hai but isme analog tuning ki feel nahi hoti Purane radio ki tarah.. next time iski IC ki picture upload kar dunga agar open kiya to
@Akhilvlogpoint sir apka bahut bahut dhanyawad ji 🙏🙏🙏
Akhil ji,
Himmat ka jawab nahin. IC pata nahin chal paya. Jyada analog raha hai, stereo volume control hai. Analogue output hai. Agar gand condenser hoga to purely analogue, agar gang nahi hai to DSP hoga. IC no. Se hi pata chal payega.
Any sirf koshish kijiye no. likh kar kitna pins hai bata dijiye.
Noizzy unboxing first time dekhne ko mila.
Thanks keep it up.
Wawo great sir redio ki filling redio lover hi samajh sakta hai❤
Agree sir
Akhil Bhai, ye 100%DSP radio hai. Agar aap ise fast tune karenge to ye mute v hoga(Adhikansh DSP radio tuning ke samay mute ho ho jaate hai. Thanks for your video.Aapka videos dekh kar mazaa aata hai. Wish you a very Happy New Year!
Right sir and thank you for your motivating comments
डीएसपी छिपा है रेडियो है
Ordering pagaria creta. Was waiting for noizzy box circuit to c if it is analog or not. Thank u for taking the risk.
Noizzy box reception will anyways be less than pagaria.
Thanks for watching! Hope the video helped you decide.
Nice video
Thanks
Nice vidio😊
Thank you
shaandar ❤❤
@@Ramesh267-f6t Thanks Bhai..
@Akhilvlogpoint ic konsi lagi h , bataya nahi sir.
Thanks Sir, I think it's DSP radio
Right sir!
Analog radio me khaskar ek band me do coil hote he antenna or ocilatar Mere anusaar
Ok sir
Sir, Exactly PCB kaise khola, kaunse knob khole, kaha pull Kiya wo bhi thoda batayiye....
Bas screw khol ke pcb pull kar liya
Akhil bhai, round shape me jo kaala kaala hai wo capacitors hai.
Thank you sir 🙏. I know some of the components but not an expert so I didn't mention the name
Thanks sir
Welcome
Akhil ji good morning ,it seems DSP based radios or because there is no IFT and oscillator coils. Variable capacitor(gang)is for tuning. So it is a dsp based and chip is pre tuned machenically(computerized)
Very good morning sir, you are right about the components and yes it’s a DSP chip based radio
Ye to pahle tunening per hi daut tha aapne khol ke dikha diya to sub clear ho gya
Ji bilkul sahi kaha aapne
100%DSP
Right sir
Yeh DSP chip set radio hai. Lekin sound analog jaisa hai, isliye ke isme bahut se capacitors lage hain jo voice ki quality badhne me madad karte hain. It ne sare capacitors bahut kam radio me milte hain. Apne sirf capacitors side ko parts bataya, lekin doosre parts built-in hain card ke otherside me (coiIs, registers etc) India me to aj bhi transistors, capacitors , resistors aur screw type coils aur ift bante hain, lekin China me bante nahin. Han, America ke kuchh companies bhi yeh chizen bana rahen hain saukeen logon ke liye. China, Singapore, Korea jaise desh me hamesha naye technology par dhyan diya jata hai. Wahan purane technology discard kiya jata hai. In desh ke economy export oriented hai. Naye technology ko jhatse business me lagane ki daud rehta hai.
Thank you for your detailed and informative comment Sir
Exectly dsp
Right sir
1.37 dur. Mein jo dikhne mila us se pata chala ki yeh radio ka tuning Digital hai, to phir digital hi DSP based IC Si4825A10 hi hoga. I guess so.......
Next time I will try to show this sir
@@Akhilvlogpoint okay just wanted to know
Yee IC based radio hey .Issme latest technology dekhne ku milta hey.
DSP with IC
Yea.dsp.radio.hai
Bilkul sir
DSP Radio hai
Right sir
ye DSP radio he, sir kya ye stereophonic model he ?
जी सही कहा आपने। इसमें Stereo चेक करने का कोई ऑप्शन नहीं है लेकिन इसका साउंड मुझे बहुत ही अच्छा लगा है।
Dsp चिप रेडियो है
सही कहा आपने
DSP
Right sir
Dsp
Right sir
सर जी मैने वेद प्रकाश जी के पास से रेडिओ मगवया हे 2दिन मे मिल जयेगा
बहुत बढ़िया। बताइएगा जरुर कैसा है रेडियो
यह DSP रेडियो है
@@dinesh5237 Right sir..
ic कौन सा था? पता हि नहि चल पाया ! और नोइजी बक्स वालों ने झुठ क्यों बोला कि यह रेडिओ एनालोग है?
अगली बार IC दिखाने की कोशिश करूँगा
DSP chip sir
Right sir
Bas yek 3pin potentiometer or volume control jysa part ko set kerke anolog tuning bolke cheating ker rahe hy. Anolog radio me bhi kuch parts our potentiometer isthamaal kerke bajaasakthe. Kuch resistors pfs zenor diodes use kerke banasakthe. Digital tuning ko Anolog our Anolog ko digital tuning jysa kersakthe. XXL me yek speaker ke jage do speaker our audio amplifier stereo IC isthamal kiye bas ithna farak hy. Baaki poora normal mono digital Ic radio jysa hy.
Thank you for sharing this information sir