Bhimseni Kapoor hai ye ..or ise bhi bhagwan ke pas lagate hain..but ye edible hota hai.or Jo square and round shape wala hota hai vah edible matlab khaneyogya nahi hota hai
Fire pan banane ke liye bhimseni Kapoor kahi use karna hai jo natural or khaneyogya hai.or jalnepar iska strong smell bhi nahi rehta.or pachantantra ke liye bhi use full hota hai.apne shayad pujawala camfar use Kiya hai.
Best ❤ from nilu paan
Thanks
La javab
Thanks 🙏
Sow amajing❤
Thanks
Nice .
Thanks
Amazing Recipe💚 👌🏻
Thanks 🙏
Khupch mast 👌👌
😊
Thank you madam jankari ke liye
Thanks
Bahut khub
Thanks
Raja paan store
मस्त
Thanks mam ☺️
Thankyou mam ❤❤
@@Bhuvankitchen thanks
aapse baat karna hai fire Pan ki bare mein
Nice
Thanks
फायर पान केमिकल घर में केसे बनाये
Fire Nahi lagta vim seni ka paudar bola ke mai bola Liya but Nahi Ag lakta please reply 🙏
Bilkul fire lagti hai..shayad aapko nakli powder Mila hai.bhimseni Kapur jo tukdome milta hai vahi laye and use piskar use kare.
@@ARCHANAJAINQUEENOFKITCHEN Mera bhimseni camphor tha 🙏
Bhim seni kapur paan me dalne se koi nuksan hoga kiya
Ji nahi bhimseni Kapoor edible hota hai...so koi nuksan nahi
Capor fire paan me daal ne se koi said effect tho nai hoga na
Ji nahi.bhimseni Kapoor ayurvedic hai.but pujawala nahi use karna hai
The major side effect is person can die can have memory loss
Kya Kapur ko bhagvan ke pas lagate he oh he
Bhimseni Kapoor hai ye ..or ise bhi bhagwan ke pas lagate hain..but ye edible hota hai.or Jo square and round shape wala hota hai vah edible matlab khaneyogya nahi hota hai
सीताराम मेने भी एक पान की दुकान खोली है उसमें आप कुछ हेल्प कर सकती है
Mera pan shop hai maine isse pahle try kiya tha likin bohot jyada smell ate hai, kya karna chahiye mujhe please bataye
Fire pan banane ke liye bhimseni Kapoor kahi use karna hai jo natural or khaneyogya hai.or jalnepar iska strong smell bhi nahi rehta.or pachantantra ke liye bhi use full hota hai.apne shayad pujawala camfar use Kiya hai.
Laung ka tel use kar
Fire pan masala ka name kiya he didi bataw na
Bhimseni Kapoor hi fire pan ka fire masala hai
Fire paan me jo aag lagta hai usko kya kahte hai kuyi mil nahi Raha hai sayad पिरामेंट ya ब्रास प्लीज कॉमेंट
@@jyotiranjan-mn8ht it's bhimseni Kapoor.
Madam ji dukan kholna mujhe fir pan kysa bnaya
Hello madam Onam.1.Bhimsen kapur
Bhimseni kapur.2 Donon se kaun sa Naam sahi hai 1 yeh 2
Dono ekhi hai
Kapoor kaun sa medical Mein milta Hai
Bhimseni Kapoor kisi bhi pansari ki dukan me mil jayega
0:27
Kapur me boo nahi aati kya kushbu ya our jo paan me ayegi
Ji bilkul nahi.. because Kapur jal jata hai
विम् चिनि कापूर किया छीज इ
भिम सेनी कपूर हैं
भिम सेनी कपूर हैं
चटनी का नाम तो बताओ
Chatni chaman or pan chatni bhi kahte hai
Madam quartz delde koi masla tu nhi yeh nhi mil raha hai
Bhimseni kapoor hai ye pansari ki shop par easily mil jayega
@@ARCHANAJAINQUEENOFKITCHEN thanks
Madam fire pan mein kya alcohol use karke fire jalta hai?
No alcohol nahi use karte
@@ARCHANAJAINQUEENOFKITCHEN fire pan mein alcohol use hota he nahi ?
@@sanjuff2310 nahi panme edible Kapoor ka use hota hai fire jalane ke liye
Siupar
Thanks
Hii
Hi
Please 🥺🥺🥺
Kapur ku dallte
This is fire pan so for fire isme Kapoor dalte hai
Kapor poison hai😢😮
@@savanaslife_a nahi.bhimseni Kapur edible hota hai.no poison
Khane me kadba kiu lgta he
Kattha Jada honese khane me kadva lagta hai
फयर पान में कौन सा मैटेरियल पड़ता है उसका क्या नाम है
@@harshbhai1761 sabhi ingredients mention kiye hue hai video me.or aag jalane ke liye bhimseni kapoor use kariye