@@tbcvlogs. ok thanks for info, actually mere pass new dezire hai 40000 kms chali hai but Maine replace nahin kiya kya isse gaadi ke engine main koi farak padega
@@jassidhimanp bhai waise imported koi thik nh h pr isko time pr change kr dena because genuine Jitna time apne apni car me use kiya utna aap isko nhi chala sakte ho iska fuel filter element itna best nh hota h 👍💯
Engine oil konsa dalte ho bhai isme ?
Bhai oil ka kese pta chalega ki aarha h ya nhi tanki se
Bhai jab ignition on karoge to ek baar pipe ko open krke dekh lo pta chal jayega
Filter se ya high pressure pump k pass se
sir baleno ka aur new swift ke diesel filter ka price kya hai.please reply.
Jyada difference nh h Price me
@@tbcvlogs. kitna hai swift ka diesel fuel fillter?
Aprox 1000 tak h bhai
Pr apki chali kitni h 30k tak chala lo koi problem nh hogi
saaale kamine service center wale bolte hain har 10000 km mai change karvao.. nahi to warranty chali jayegi.. meri new swift hai..
Aisa nh h mere bhai aap wait kro ispr jaldi hi video ayega aap sirf engine oil 5w30 magnetic use kro or 8k tak service kro kuch nh hoga👍👍
Diesel filter new lgane ke baad bhi indicater show krta h why
Kab change karte hai diesel filter ko???
every 20k km pr
@@tbcvlogs. kitne time baad karte h .????
bro time don't mind 20-40k km pr change kr do diesel car me ek diesel ka symbel aata h jab wo aaye to fuel filter change kr do
@@tbcvlogs. thank u so much bro
welcome bro
Agar time pe change nahin karenge to kya kya problem aa sakta hai
Bro diesel symbol /water deduction sensor light glow kregi
Ispr mai jald hi video banauga
@@tbcvlogs. ok thanks for info, actually mere pass new dezire hai 40000 kms chali hai but Maine replace nahin kiya kya isse gaadi ke engine main koi farak padega
@@yoyosharma3686 nh bhai pr apke agr avi tak change nh kraya h to pls change kre ya usko ek baar drain jarur kre
@@tbcvlogs. thank you bhai
Mileage Shi arha hai 28+ amaze diesel hai fir bhi change karna chaiye 29600 chal gyi
Socket kitna number ?
Konsa bro
Aapne khulne ke liye jo soket liya na woh
T handel ke sath
@@LAKHI123 bro wo apko kisi tool shop pr mil jayega
Socket kitna number he..?
Sir bahar se le kar daal sakte hai ya genuine dalna jaruri hai...
Ha bhai bahar se lekar daal skte ho pr genuine hi dalna 👌
MAHLE ya Purulator ka best h 👍💯
@@tbcvlogs. thank you sir...
Sir genuine diesel filter nahi mila beat ka imported aata hai wo dalwa diya isse koi dikkat toh nahi hogi???
@@jassidhimanp bhai waise imported koi thik nh h pr isko time pr change kr dena because genuine Jitna time apne apni car me use kiya utna aap isko nhi chala sakte ho iska fuel filter element itna best nh hota h 👍💯
bhai fuel filter nikalne fat jati hai
Nh bhai