I guess seats phle hi bik chuki hai.. hum bewkoof hai jo physical nikalne k bad mehnat kr rhe hai... 2021 ki vacancy hai yeh abhi tak bharti puri nhi kra k di hai inhone bht hi bekar hai uttarakhand mei bharti process
supreme court ka judgement aaya tha ki ek bar notification aane k baad usme change nhi hoga.....police constable mai age badhane ke liye to inhone bola ki notification aane k bad change nhi hoga sc ka order h ....ab kaise hora h fr ...hadd h yaar
जब पुलिस कांस्टेबल में लड़कों की आयु बढ़ाने की बात हो या लड़कियों के पद शामिल करने की बात हो तो कह रहे हैं कि सुप्रीम कोर्ट का आदेश है कि भर्ती के बीच में कोई भी बदलाव नहीं किए जाएंगे..... तो फिर अब क्यों कर रहे हैं ये ऐसा....?
भाईजी ये तो गलत है बहुत, इसके खिलाफ तो मामला कोर्ट में जाना चाहिए । ऐसे में तो जर्नल कैटिगरी वालो के लिए तो सीट ही नहीं बचेगी। इसमें कुछ पद तो 2021 वाले हैं, बाकी फरवरी 2024 वाले है । तो जब कानून जुलाई 2024 में हुआ पास तो पहले वाले भर्ती में ये नियम क्यों।
Bhaiyo or beheno mera sabse anuroddh hai ki humein ek process ke through inse puchna chaiye ki kitni VACCACNY khaali hai or rikt padoo ke hisaab se inhe rikt paddo ko badhna chaiye kyunki har jagah aise hi hota hai up police mei b si mei aisa hua or koi b vacancy ho aisa hota hai itr fill krke VACCACNY badhane ki maang honi chaiye
Aapne scaler mein dekh Diya hoga inhone kis tarike se ladke bahar kiye Ab bol rahe hai ki kabil ladke nahi mil rahe hai Sare apne ladke ghusa diye under
Writ dalo ab high court jayenge sb ab bhut ho gya sb milke pese ikhatha krte hain aesa thodna hota h yaar HD h waha upnl wale seat lere hain yaha yeah sb jb supreme court n bol diya h notification niklne k baad nahi hoga to yeah kese hore hain
HC m jake ab vacancy ko 400 par kro ..kyuki si ki bharti v 10 sal se nhi aae h...post jyada krwao jo v kharcha aayega sb m bat deya jayega...es bar 400++par fr se modi sarkar
Bhai 2022 January ki post nikli hai Tab se Kyun nahi bola Pahle inhone syllabus badla tab kisi ne kuch nahi bola kyun nahi bola Wahi syllabus constable ka tha wahi daroga ka tab aap longo ne kuch nahi bola
Bhai in logo ne constable me to ye bol diya ki ab bich me koi badlab nhi ho sakta hai to fir SI me to physical bhi ho chuke hai itna kuch hone ke bad bhi esa kaise ho skta hai Ye bat High court Tak pauchao yrr kaise bhi krke
Ya to bna bat ke zaberdesti ha jab ye vaccine 2 sal pahle ke ha to isma ab new changes karna to suprime court ka order ha ke ek bar notification aana ka bad usma rules ko change nahe Kiya Jana chahiye uska bhe virodh ha. Ab court jao insa fight Karo bhai ma to ab iske preperation band kar dunga kyoki ab court ma case hoge phir sa Jo January ke date wo change hogi, zindagi barbad kar di na in uttarakhand walo na
Window reopen krne ka koi mtlb nhi h ab iske aage aane wale jo v form honge unpe kro na ye kya baat hui ki tm ab inko beech mai ghused rhe ho ....galat hai ye ghor ninda krta hu mai ispe system ki
@@ShashankFitnessAIO hume bhi batana sir, jaise ho payega hum students contribute krenge si ohysical qualified students hai hum, koi contact number ho jo bache court ja rahe h unki details bhi de dena kisi video m
Bhai bhrti se phle lga hota to shi tha lekin aise aadha process ke bad to galat hai Ek taraf aayog khta hai ki police ki age nhi bad skti hai kyoki aadhi prikriya suru ho gyi ab koi sanshodhan nhi hoga Dusri taraf ye dogallapan kya hai...?? Sarkar hee dogaali hai or aayog gogalchi hai
Mtlv kuch bhi chslra is uttrakhand mai jab chao kuch karo jab chaye window open kro band kwro inke drame alg level 222 toh kanjuso ne seat de rakhi ab reservwtion bhi bich process me kare had hai inke liye Jo age badwani thi conetable me wo toh ho nqhi pqya inse drma macha rakha Court chlo hum contribute karenge inki esi ki tesi
@@prakashupadhyay4826 humne bhi physical exam qualify kia hai hume pta tha kaise kaise teyaari ki thi aise hi naukari deni hai to koi kya hi padhega kon hi naukari lagega
Abhi rehney do bhai Nhi to bharti hold ho hoker cancel ho jayegi Next vali ke try ladnaa Bahut muskil se physical pass kiya Haath jodd kar request h iss bharti ko baksh do
@@ShashankFitnessAIORight bhai ye galat hai , Aur vaise bhi physical ho chuka hai sab kuch last chal raha hai aise mai ye isme bevjaha ka hair fair galat hai . Case hoga to aayog ko jawab dena bhari padhega
I guess seats phle hi bik chuki hai.. hum bewkoof hai jo physical nikalne k bad mehnat kr rhe hai...
2021 ki vacancy hai yeh abhi tak bharti puri nhi kra k di hai inhone bht hi bekar hai uttarakhand mei bharti process
supreme court ka judgement aaya tha ki ek bar notification aane k baad usme change nhi hoga.....police constable mai age badhane ke liye to inhone bola ki notification aane k bad change nhi hoga sc ka order h ....ab kaise hora h fr ...hadd h yaar
जब पुलिस कांस्टेबल में लड़कों की आयु बढ़ाने की बात हो या लड़कियों के पद शामिल करने की बात हो तो कह रहे हैं कि सुप्रीम कोर्ट का आदेश है कि भर्ती के बीच में कोई भी बदलाव नहीं किए जाएंगे..... तो फिर अब क्यों कर रहे हैं ये ऐसा....?
हाली म supreme Court ka order aaya h, notification m किसी भी प्रकार का change बाद म नही किया जायेगा. अब आयोग के कान ये कानून सुनाई नही दे रहा
भाईजी ये तो गलत है बहुत,
इसके खिलाफ तो मामला कोर्ट में जाना चाहिए । ऐसे में तो जर्नल कैटिगरी वालो के लिए तो सीट ही नहीं बचेगी।
इसमें कुछ पद तो 2021 वाले हैं, बाकी फरवरी 2024 वाले है । तो जब कानून जुलाई 2024 में हुआ पास तो पहले वाले भर्ती में ये नियम क्यों।
Itne samay se bharti ni aayi or ab b ye date badhane m lage hai krantti karni chaiye sab si ke bacche 19k bacche hai
भाई लोगो इनके खिलाफ कोर्ट जायेंगे
कोई बताएगा हाकम सिंह आज कल कहा है।अब तो बहुत ही मुश्किल लग रहा पेपर निकलना।अब नहीं हो पाएगा
Bhaiyo or beheno mera sabse anuroddh hai ki humein ek process ke through inse puchna chaiye ki kitni VACCACNY khaali hai or rikt padoo ke hisaab se inhe rikt paddo ko badhna chaiye kyunki har jagah aise hi hota hai up police mei b si mei aisa hua or koi b vacancy ho aisa hota hai itr fill krke VACCACNY badhane ki maang honi chaiye
Rti se kuch nhi hoga sirf jawab milega....ye maamla court k bina solve nhi hoga
Ye bilkul glat hai shrm Ani chaiye ayog ko jo marji ho raha hai wo kr raha hai
Lgi thi na sbko date bdao date bdao... Abi to dekho aaghe aaghe kya kya hota hai... 😂
BJP neta ka koi admi form bharne ko reh gaya hoga 😂😂😂 Ishiliye ab site kholre hai 😢 dogli sarkar❌BJP sarkar ✅
😆👍👍
Bhai congress wale to dudh ke dhule the
Unhone to kuchh bhi nahi kiya
@@DeepakKumar-211 han lekin esha nhi kiya😂😂
Aapne scaler mein dekh Diya hoga inhone kis tarike se ladke bahar kiye
Ab bol rahe hai ki kabil ladke nahi mil rahe hai
Sare apne ladke ghusa diye under
Isme bhi neta longo ke na lag jaye kanhi
Ham dekhte rah jayenge
Supreme court ke baat ab yaad nhi aari kya नियमावली change hogyi hai krke police constable mai age to badya nhi wha gyaann dere the
Ek ho jaao varna sahi bta rha hu na ye bharti hogi na koi daroga banega sab aise hi seat khaa jayenge kum se kum ur category vale toh socho
Post bach hi kitni gyi ab 🤦♂️sc me to bolu ya gernal shrkaar hme aaps me ldaane ki strtegy creat krrhi h bus or kuch nhi
Writ dalo ab high court jayenge sb ab bhut ho gya sb milke pese ikhatha krte hain aesa thodna hota h yaar HD h waha upnl wale seat lere hain yaha yeah sb jb supreme court n bol diya h notification niklne k baad nahi hoga to yeah kese hore hain
Jiii
😢
😢😢
Bhai notification nikalne ke baad
Ap logo ne be to written exam ka date change karvaya
@pankajthakour6198 lagta h tum b ho Kota wale
वे लोग जो नैनीताल से है किसी वकील से बात करू और पैसे। इकट्ठे करो और कोर्ट चलो
HC m jake ab vacancy ko 400 par kro ..kyuki si ki bharti v 10 sal se nhi aae h...post jyada krwao jo v kharcha aayega sb m bat deya jayega...es bar 400++par fr se modi sarkar
Kisi ke Parivar mein to koi bhi naukari nahin hai aur kisi ke Parivar mein jo do teen log sarkari job kar rahe hain
Aayog k logo n apne logo k liye kiya jada fiyda unhi ko hoga ... ajib hi chlra hmare uttrakhand m to kuch smj ne aata
Court jane ki tayaari karo dosto....chahe bharti piche jaye ya cancel ho....
Bhai 2022 January ki post nikli hai
Tab se Kyun nahi bola
Pahle inhone syllabus badla tab kisi ne kuch nahi bola kyun nahi bola
Wahi syllabus constable ka tha wahi daroga ka tab aap longo ne kuch nahi bola
Court chalo yll हम पागल है क्या बीच मे apply kar de rahe hai Gernal wale ko soch ke kya rakha hai in logo ne
✅
Are kese lagu kr skte hai..purane mai
Bhai jb supreme court ne order diya hai ki notification ke baad koi update nhi kiya jayega to inko ky dikkat hori baar baar?
जो राम को लाऐ है हम उनको लाऐंगें 2027 उत्तराखण्ड में हम भगवा लहरांऐंगें 😂
Hme court jana he pdega is pr
Sir Appko kya shi lagta h. i think hame court jana chahiye.
Bhai in logo ne constable me to ye bol diya ki ab bich me koi badlab nhi ho sakta hai to fir SI me to physical bhi ho chuke hai itna kuch hone ke bad bhi esa kaise ho skta hai
Ye bat High court Tak pauchao yrr kaise bhi krke
✅
Ya to bna bat ke zaberdesti ha jab ye vaccine 2 sal pahle ke ha to isma ab new changes karna to suprime court ka order ha ke ek bar notification aana ka bad usma rules ko change nahe Kiya Jana chahiye uska bhe virodh ha.
Ab court jao insa fight Karo bhai ma to ab iske preperation band kar dunga kyoki ab court ma case hoge phir sa Jo January ke date wo change hogi, zindagi barbad kar di na in uttarakhand walo na
Sir gk gs pr kese questions aayenge ak vdo bna do
Plzzzz 😊
Today 8 pm
@@ShashankFitnessAIOsir fso Vale exam k kuch sample paper bi upload kre taki Hume PAPER KA thoda idea aaaa jaye
Ye kya chl ra uttarakhand main matlab ab reservation lagu hoga ye ab kitni seat rh jaygi hmari liye sb de do inko
Kuch nahi bhai... Hum log hi hutiya hain. Bharat main Yogya vykti ko job nhi milti... Aarkshan wale ko milti hai
Bhai uttarakhand police constable ma kitna form bhara ha ispa video bna do please
Please
Please
Please
Please😅😅😅
Window reopen krne ka koi mtlb nhi h ab iske aage aane wale jo v form honge unpe kro na ye kya baat hui ki tm ab inko beech mai ghused rhe ho ....galat hai ye ghor ninda krta hu mai ispe system ki
✅
Ye pura galat h ye bharti 2021 ki h ismai koi matbal ni h is aarakshan ka bahut bahut galat h ye sab😡
Sarkar aur ayog dono genral ke dushman hai inke khilaf court Jana chahiye aur court jayege
Court case krenge to btana sir hum contribute krenge
✅
@@ShashankFitnessAIO
hume bhi batana sir, jaise ho payega hum students contribute krenge
si ohysical qualified students hai hum, koi contact number ho jo bache court ja rahe h unki details bhi de dena kisi video m
I m also in 🤚
UR balo ka exam bi kyu fill kra rhe h sb reservation me bat do
ESM ka form tabhi accept hota hai jab wo form mein esm category fill karta hai ..this is not valid for esm ..
Esm ki average age min 35 hoti hai ..isko fill karne ki min age 28 thi…also plz give information about esm candidates jisne physical pass kiya hai
अंधेर नगरी चौपट राजा।
Bhai bhrti se phle lga hota to shi tha lekin aise aadha process ke bad to galat hai
Ek taraf aayog khta hai ki police ki age nhi bad skti hai kyoki aadhi prikriya suru ho gyi ab koi sanshodhan nhi hoga
Dusri taraf ye dogallapan kya hai...??
Sarkar hee dogaali hai or aayog gogalchi hai
Court chlo
Right ✅
Aaj tk koi bhi barti teek dhag se krayi h in logo ne 😢
Ab fer exam January me ni hotta fir se piche htega
Islye to ye game khela inhone
भाई सब धांधली बाजी सरकार को तो बस बच्चों का समय बर्बाद करना है
Bhai ye court tk jaani chahiye.....paise hum denge milkr advocate ko....
✅
Bilkul bhai, go ahead, meaningless decision, since 50% part of the recruitment is already done, what if 15 dec. ko exam ho jata...
Mtlv kuch bhi chslra is uttrakhand mai jab chao kuch karo jab chaye window open kro band kwro inke drame alg level 222 toh kanjuso ne seat de rakhi ab reservwtion bhi bich process me kare had hai inke liye
Jo age badwani thi conetable me wo toh ho nqhi pqya inse drma macha rakha
Court chlo hum contribute karenge inki esi ki tesi
Bhai 2021 ki bhrti h yeah toh or yeah lagu abhi hua h kuch time phele yeah toh glt kar rha h ayog
✅
General valo ko fanshi m kyu ni latka deri govt sidhe😢😢😢....
To Inka Physical kab hoga fir
Court case ki bje se paper piche nhi huaa.......bs yhi esi bakchodi ki bje se piche huaa h
✅
Bhai bharti cancel karva doge kya
Bhai court chalte h bahut ho geya inka drama
Hn bhai sb chlo... Ese kese kaam chlga
@@prakashupadhyay4826 humne bhi physical exam qualify kia hai hume pta tha kaise kaise teyaari ki thi aise hi naukari deni hai to koi kya hi padhega kon hi naukari lagega
Hum genral or obc walo ko ek sath hona padega
भर्ती प्रक्रिया 50% समाप्त होने बाद बिल्कुल गलत 😢😢😢
✅
Ye to sidhe dhandhli ki Trf eshara kr rha he....saf saf
Are to km s km cheating walo k liye ni h yr
yeh anyaya kr rha hai ayog , hm sabke sath...
Bhai...figure out krke..dek rhe hn to....70-80 seat ...male UR ke liye....kya yrrr...hd hi h ...macha rkhi...😢
Km hogi usse v
70, 80 to wese aa rha hoga usme se horizontal reservation m v bategi seat
general ladko k liye baba ji ka thullu bachega 😐
We want to go Court
Isliye to inhone papar aage kiya
✅
Other state candidate ko jisna apply kare rakha ha joining ma koi problem to nhi ho gi
Ho sakti h ,
Video uploaded
Ma other state ka candidate hu
Physical bi qualify ha
Isliya ek bar nua confirm karna chu tha ki joining ma kya problem ho skti ha or kasi
Hogi @@rakeshdhanda8036
Meri 10 v 12 th other board se ha lakin graduation uk se ha
Court mein jana hai
Bhai court m Chalo shah general vale
Bhai enka kuch nhi ho skta
Student bevkoof h jo preparation kr rhe h😢
Bhai court chalo
ये to बहुत गलत हैं
Aayog chata kya h
Bilkul sahi khola
Gk.gs k liy bhi bta do kuc
8 pm today
Abhi rehney do bhai
Nhi to bharti hold ho hoker cancel ho jayegi
Next vali ke try ladnaa
Bahut muskil se physical pass kiya
Haath jodd kar request h iss bharti ko baksh do
😂😂
Aur karo paper late
Bahut galt ho raha h ye
ye toh glt h ....
Reservation Hato yr
it’s not fair bhaiya
✅
Dam hai to arakshan band Kara ke dikhao
Arakshan alag h , but ye bich process m 🙃
@@ShashankFitnessAIORight bhai ye galat hai ,
Aur vaise bhi physical ho chuka hai sab kuch last chal raha hai aise mai ye isme bevjaha ka hair fair galat hai .
Case hoga to aayog ko jawab dena bhari padhega
Post bhi badao fir 600 post kr do
Kya pgl log h ye
वे लोग जो नैनीताल से है किसी वकील से बात करू और पैसे। इकट्ठे करो और कोर्ट चलो
Haa bhai mai Haldwani se hu
वे लोग जो नैनीताल से है किसी वकील से बात करू और पैसे। इकट्ठे करो और कोर्ट चलो