ماشاء اللہ جی سبحان اللہ سبحان اللہ قبلہ مفتی صاحب نے تو بہت بہت ہی زیادہ اہم معلوماتی دینی مسائل بیان کیے ہیں اللہ آپ جیسے علماء کرام کا سایہ ہمیشہ ہمارے سر پر قائم رکھے آمین
Jummah Mubarak to all lovers of Prophet Muhammad صلى الله عليه وآلہ وسلم. start following the sunnah of Prophet Muhammad صلى الله عليه وآلہ وسلم unlimited blessings
Assalamualekum Rvb. Muftisahe. Aap ki likhi huee kitaben mujhe INDIA mein kahan milengi? Ya aap bhej sakte hain kya? Baraye maherbani ittela DEN. Aapka ka muntajeer Gafoor Shaikh. INDIA. Assalamualekum Rvb.
السلام علیکمMufti sahab Mera AAP se aik sawal hai ki kya shabe Juma ya roze Juma ya ramzan me Marne Wale insan se qabr me sawal nahi hoga ? Aur agar sawal nahi hoga to Marne wala shkhs qabr me huzoor ki ziyarat kaise karega kyunki teesre sawal me huzoor ki taraf isharah karke kaha jaega ki tu is shakhs ke bare me kya kahta tha ?to agar ramzan me Marne Wale se sawal nahi hoga to wo huzoor ki ziyarat kaise karega kyunki huzoor ki ziyarat qabr me sawal ke badaulat hogi ? To agar sawal bhi nahi hoga aur huzoor ki ziyarat bhi nahi hogi to aashiqe rasool ramzan me Marne ki Tamanna kyun karte hain? Aik Mufti sahab ne bataya tha ki qabr me huzoor khud tashreef nahi laenge balki unka aks dikhaya jayega to agar unka aks dikhaya jayega to sawal me hai ki ما کنت تقول فی ھذاالرجل is sawal meرجل kyun aaya hai نور وغیرہ aana chahiye tha? Mufti sahab badi meherbani hogi agar aap is masle ka hal bata dein derh sal se mujhe iska hal nahi Mila hai جزاک اللہ خیرا 🙏mai indiya se sawal kar rahi hoon
Salam me ap ko letter likh ky post kr skti ho koi aysa tarika he mujy islam me biwi ky ly saber ki had kaha tak he or agr shuhr biwi ko dhuka dy or biwi ky waldeen ki insult kry is py biwi ka Kia haqooq he
السلام علیکم نماز میں رکوع اور سجود میں ایک تسبیح اور قعدہ اخیرہ میں مختصر درود شریف پڑھ کر سلام پھیرنے کی عادت ہو تو شرعا کیسا جبکہ یہ اختصار اطمنان ادا کر تا ہو
Aisa us surat me hai ki jab aap ke zimme qazae umri bahu zyadah ho aur aap ko poora karne me bahu dushwari ho phir wo ikhtesar ke taur par sajdah aur rukoo ki tasbeeh aik martaba parh sakta hai aur qaadae akheerah me sirf tashahhud parh kar salam pher sakta hai kyunki rukoo aur sajdah ki tasbeeh 3baar parhna sunnat hai aur sunnat ke tark ki aadat banane wala mustahiqe azab hai
I am from india Mujhe yeh pochna hai bio anzymes halal hai ya nhi Ise bnane ka tareka yeh hai ki kisi phal ya sabzi ke chhilka aur usme gud ko paani me mix kerke use 3 maheene ke lye bottle me band kerke rakh dete hai 3 maheene me wo fermentation ke baad ek liquid milta hai jise plant me liquid fertilizer ki trah use kerte hai gher me cleaner ki trah bhi use kiy jata hai
Assalamualaikum.mufti sb ek kitab apne sawal jawab k chhapwa dijiye.us sawal jawab ki mait kar rha jo ajtak apse sawal kiya gya h.india se mai darkhwast karrha hu.mere pass kurb ihahi kitab aagai h.
Napaki ki halat me kalma durood wagairah padhna jaiz hai aur be wazu ke liye hukm hai ki wo quraan ko touch kiye bagair pparh sakta hai to kalma durood to quraani aayat bhi nahi hain
Assalam walekum Mera masala halka main Apne Shahar se pareshan hun aur mere ghar walon se bahut pareshan Alok shaadi byaah mein naachte hain aur main Apne baat rakhti Hun ki yah nahin karna chahie tu rishte naate kharab Karti hai dekho chhod Dena chahie
ASSALAM ALAIKUM. Meri biwi mujhai kisi or k sath compare karti hai or wo uska boyfriend tha , Deen is baat pe kia khena hai .. Main bohat disheart hogaya hun...
To watch all episodes of Ahkam e Shariat 👉 bit.ly/4accflc
ماشاء اللہ جی سبحان اللہ سبحان اللہ قبلہ مفتی صاحب نے تو بہت بہت ہی زیادہ اہم معلوماتی دینی مسائل بیان کیے ہیں اللہ آپ جیسے علماء کرام کا سایہ ہمیشہ ہمارے سر پر قائم رکھے آمین
اللہ پاکآپ کی عمر میں برکت عطا فرماۓ آمین
Aammeen
Masha Allah subhan Allah bhut acha byan hai hazrat Aap ka Allah Aap ku lambi umar atakre ameen summa ameen
کاش کے ایسے عالم دین ہمارے ملک انڈیا میں ہوتے ۔۔یہاں تو صرف اور صرف واعظین بھرے وہ بھی صرف اسٹیجی ہیں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔❤
پیارے بھائی ملک سے تعلق ہوتا ہے لیکن علماء حق دنیا میں سب کو فائیدہ دیتے ہیں بس آپ دعا کریں آیسے علماء حق دنیا میں رہیں
@@muhammadmansha2287 بالکل آپ نے بھی حق کہا ۔۔۔
India me hai magar ayse ulama ko ziyada bahw nahi dete india me
Ye aap Ke bi hain,inki video dekhay inki sohbat ehtiar kare,hamara shumar achon main ho ga
माशाल्लाह
अल्लाह पाक जजा ए खैर अता फरमाए।
Mere nabi sa hai hi koi nahi, tmhre babey tey shay hi koi nai🫡
Fazul may over honay ki zarurat nahi
ماشاء الّلہ عزوجل 🌹💚آمین یا رب العالمین 🤲 جزاک الّلہ خیرا کثیرا
#صلی_اللہ_علیہ_وآلہ_وسلم__💚💚
Waiting for Mufti saheb Aahka- e -shariat program from last 15 days...love from India ❤
Thank you very much Mufti sahab ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ma sha ALLAH ❤
ماشاءاللہ سبحان اللہ
ما شاء اللہ عزوجل....
صلى الله عليه واله واصحابه وسلم
اَللّٰھُمَّ صَلِِّ علٰی مُحَمَّدٍ وَّاٰلِہٖ😊
Subhan Allah ,jazak Allah ❤
Masha Allah
❤❤❤masha.allah
Ma sha Allah
Masha Allah ❤❤❤Jazak Allah
Jummah Mubarak to all lovers of Prophet Muhammad صلى الله عليه وآلہ وسلم.
start following the sunnah of Prophet Muhammad صلى الله عليه وآلہ وسلم unlimited blessings
Allah ap ko sehat ata farmye
ماشاء اللہ ❤❤❤
MASHAALLAH SUBHANALLAH ❤️
#ماشاءﷲ ❤
❤❤❤❤
ماشاءاللہ
MashAllah ❤
JazakAllah khair
MashaAllah subhaAllah
Very good program. God bless you. These information are necessary for Muslim society.
جزاک اللہ خیرا
Sabar ,❤786❤farda,❤❤❤
Mashaallah mashaallah 💖❤
Jazakallah khair
Subhanallah masha allah
❤❤❤
Assalamualekum Rvb.
Muftisahe.
Aap ki likhi huee kitaben mujhe INDIA mein kahan milengi? Ya aap bhej sakte hain kya?
Baraye maherbani ittela DEN.
Aapka ka muntajeer
Gafoor Shaikh. INDIA.
Assalamualekum Rvb.
ASsAlAm-O-AlAiikUm muftii sahab aap k channel pr call kese kiya jaye ga???
السلام علیکمMufti sahab Mera AAP se aik sawal hai ki kya shabe Juma ya roze Juma ya ramzan me Marne Wale insan se qabr me sawal nahi hoga ? Aur agar sawal nahi hoga to Marne wala shkhs qabr me huzoor ki ziyarat kaise karega kyunki teesre sawal me huzoor ki taraf isharah karke kaha jaega ki tu is shakhs ke bare me kya kahta tha ?to agar ramzan me Marne Wale se sawal nahi hoga to wo huzoor ki ziyarat kaise karega kyunki huzoor ki ziyarat qabr me sawal ke badaulat hogi ? To agar sawal bhi nahi hoga aur huzoor ki ziyarat bhi nahi hogi to aashiqe rasool ramzan me Marne ki Tamanna kyun karte hain? Aik Mufti sahab ne bataya tha ki qabr me huzoor khud tashreef nahi laenge balki unka aks dikhaya jayega to agar unka aks dikhaya jayega to sawal me hai ki ما کنت تقول فی ھذاالرجل is sawal meرجل kyun aaya hai نور وغیرہ aana chahiye tha? Mufti sahab badi meherbani hogi agar aap is masle ka hal bata dein derh sal se mujhe iska hal nahi Mila hai جزاک اللہ خیرا 🙏mai indiya se sawal kar rahi hoon
Download ka option q band kr deya
Assalam o alaikum mufti sahab plze asan Urdu Mai bat kia karain
Taharat k ahakam o masail book download krne k liye link send kijiye hm India se hai yaha awailable nhi hai book
Ehkam-e-shariyat ky questions clips kaliye ap is channel ko follow kerskty hy,Jazakallah!
15:10
kasi insan ko kibbla hazoor khena kasa hai / kibbla hazoor khea k mukhatab krna kasa ha
Mujhe kuch book caheye kis trha?
Salam me ap ko letter likh ky post kr skti ho koi aysa tarika he mujy islam me biwi ky ly saber ki had kaha tak he or agr shuhr biwi ko dhuka dy or biwi ky waldeen ki insult kry is py biwi ka Kia haqooq he
Download nhi ho rha hai program ye wala
کوئی بھائی بتا سکتا ہے کہ مفتی صاحب کی کتاب طہارت کے احکام اور مسائل کہاں سے ملے گی۔ اللہ پاک بتانے والے کو جزائے خیر دے
Maktaba al furqan se rabta karen
السلام علیکم
نماز میں رکوع اور سجود میں ایک تسبیح
اور قعدہ اخیرہ میں مختصر درود شریف پڑھ کر سلام پھیرنے کی عادت ہو تو شرعا کیسا جبکہ یہ اختصار اطمنان ادا کر تا ہو
Aisa us surat me hai ki jab aap ke zimme qazae umri bahu zyadah ho aur aap ko poora karne me bahu dushwari ho phir wo ikhtesar ke taur par sajdah aur rukoo ki tasbeeh aik martaba parh sakta hai aur qaadae akheerah me sirf tashahhud parh kar salam pher sakta hai kyunki rukoo aur sajdah ki tasbeeh 3baar parhna sunnat hai aur sunnat ke tark ki aadat banane wala mustahiqe azab hai
अपने किताब की लिंक डाल देते ताकि खरीदने में आसानी हो जाए कम से कम स्क्रीन पर तस्वीर ही दिखा देते किताब की
I am from india
Mujhe yeh pochna hai bio anzymes halal hai ya nhi
Ise bnane ka tareka yeh hai ki kisi phal ya sabzi ke chhilka aur usme gud ko paani me mix kerke use 3 maheene ke lye bottle me band kerke rakh dete hai 3 maheene me wo fermentation ke baad ek liquid milta hai jise plant me liquid fertilizer ki trah use kerte hai gher me cleaner ki trah bhi use kiy jata hai
Yes
Mufti sahab Aap sa contact kaisa kara
Assalamualaikum.mufti sb ek kitab apne sawal jawab k chhapwa dijiye.us sawal jawab ki mait kar rha jo ajtak apse sawal kiya gya h.india se mai darkhwast karrha hu.mere pass kurb ihahi kitab aagai h.
mulashab aap ko puchana k maire shohar ki sadi karwana h koi din dar khaton se bacho k liy aa agale sabl mi samil kare indoir firdos
😊 napaki ki halat me durood ,kalme aur Surat wagaira padh sakte hain.
Napaki ki halat me kalma durood wagairah padhna jaiz hai aur be wazu ke liye hukm hai ki wo quraan ko touch kiye bagair pparh sakta hai to kalma durood to quraani aayat bhi nahi hain
QURAN KO QURAN KI NEEYAT SE PARHNA JAIZ NAHI
Muujhe ek sawal ka jawab chahey mujjhe kaise milega
G pocho
مجہےحضرت کانمبرچاہےء
Assalam walekum Mera masala halka main Apne Shahar se pareshan hun aur mere ghar walon se bahut pareshan Alok shaadi byaah mein naachte hain aur main Apne baat rakhti Hun ki yah nahin karna chahie tu rishte naate kharab Karti hai dekho chhod Dena chahie
ASSALAM ALAIKUM.
Meri biwi mujhai kisi or k sath compare karti hai or wo uska boyfriend tha ,
Deen is baat pe kia khena hai ..
Main bohat disheart hogaya hun...
Ahkame shariyet Quraan may hai uss se bahar ahkame mazhab hai
Mufti sahab ka contact number send ker den please
Mash Allah
MashaAllah subhaAllah
Masha allah
MashaAllah subhaAllah
Masha Allah
Masha Allah