Mere pyare bhai volt ×volt ÷ohm yah sahi tarika hai watt nikalne ka or jo volt ×amp hai yah har jagah kam nahi aata is board ki watt maximum 80to 90 watt hai only or 24 volt me kitna out kare max 80watt ha load jod sakte hai 120 watt ka pr yah board 200w ka nahi hai
Bhai ji fir bhi apke trike se bhi volt × volt ÷ = watt. 24×24 = 576. ÷ 4 = 144 watt or 18×18 = 324 ÷ 4= 81 watt hi milega Or bhai ji - me is Amplifier per 200+200 watt tak load chatala hu ek dam mast chalta h.
@@mvelectrical pr bhai jo amplifier me output hone vale voltage ko pakde na ki transformer ki volt or jo 24 volt output karega apka amplifier to vah distortion or dc output karega na ki ac max ac is denge me 15 ya 16 hogi jo rms kahlaye gi
Mene Amazon se 600 rupey mei me bt card aur remote aur potential metere order kr rkha hei electronic spices setron
Kya isme 10 inch 100 watt ke dubal 3 way speaker chal sakte hai
3055 बोर्ड 34 0 34 5 ऐम्पियर डीसी टू डीसी सप्लाई दे रखा और फैन भी लगाया है कोई दिकत नहीं होती और अच्छा खासा साउंड निकालता है और दो 12 इंच स्पीकर चलाते
Sir mere pas ye bord hai lekin bass bahdhane se bandh ho jata hai ......kya trasfermer mai problem ho sakta hai
Ji ho sakti hai. Check kar lo
Thank you bhai ❤❤❤
24 volt 5 amp ka smps connection par video banaye bhai
Bhiya 900 + 900 watt class d aplifier ki full wiring ki video bana dijiye please 🙏
Ok
Sir mere paas intex it10500 ka transfarmr hi Jo 22.0.22 dikha Raha hai kya is board pechal jayega kya sir batayiyega
Ha chal jayega voltage 30volt se kam hona chahiye bas
12 0 12 3amp se chalega kya 😢
Chal jayega sound kam milega
Bhai mara pas mv collection ki original 3773 trengester bord hai or mv ki 18-0-18 5amp transformar hai kitna watt dega
Bhai. 90 se 100w per channel
Bhai issme line in line out and aux ka connection batao
ऑडियो ट्रांफोर्मर लगा सकते क्या
12volt to 35 volt converter .Dc to Dc
Mil jayega sir msg kro whatsapp -8307548900
Direct battery se chala sakte hai kya
Ha chal jayega converter lgana hoga
भाई आउटपुट ट्रांसफार्मर कैसे लगाए मेरे पास पड़ा हुआ है प्लीज रिप्लाई
Amplifier ki input ke sath contact kar dijiye. Fir. Transformer ki output se single mil jayega
28-0-28 ka amplifier use kar sakte hai kya
Ha fan lga Dena high speed
24 0 24 amp se kya 1 chanel se 120 watt output dega
No
@@mvelectrical to phir kitne watt dega 1 channel se
Trasfermer.24.0.24 ..4 ampyer hai
Chal jyega
17 volt laptop charger se chal jayega kiya
Yes
24 0 24 5am kya long time chalega
Yes. Fan lga Dena sath me
Bhai Saturn kampni ka bord kaisa hai
Ager original hai to best hai
80watt per chanal deta hai ye
12 012 5 amp 3773 Kitna wat milega bhai
Approx 60w
@@mvelectrical thank u
Trable Kam Nehi karraha Kaya kayse tik karna hai
Trabel controller change kar ke dikh lijiye
Mere pyare bhai volt ×volt ÷ohm yah sahi tarika hai watt nikalne ka or jo volt ×amp hai yah har jagah kam nahi aata is board ki watt maximum 80to 90 watt hai only or 24 volt me kitna out kare max 80watt ha load jod sakte hai 120 watt ka pr yah board 200w ka nahi hai
Bhai ji fir bhi apke trike se bhi volt × volt ÷ = watt. 24×24 = 576. ÷ 4 = 144 watt or 18×18 = 324 ÷ 4= 81 watt hi milega
Or bhai ji - me is Amplifier per 200+200 watt tak load chatala hu ek dam mast chalta h.
@@mvelectrical pr bhai jo amplifier me output hone vale voltage ko pakde na ki transformer ki volt or jo 24 volt output karega apka amplifier to vah distortion or dc output karega na ki ac max ac is denge me 15 ya 16 hogi jo rms kahlaye gi
@technicalgeniussj8694 sem
Bhai horn speaker (40w 100v) ke liye kon sa amplifier use karte hai
Bhai speaker me 100 volt kab hota h
Flipkart me 850 pe milta hee
Hmare pass apko 700 me mil jayega
Bhai 24 0 24 3 amp pe chalega kya??
Yes