Sir mera caste certificate banwane me dikkat ho rhi hai mai city me rehta hu aur papa ke paas dakhil kharij ya fir misal record nhi hai to obc certificate kaise banwa sakte hai
Sir mere nivaas me baloda bazar jila likha hai lekin ab jila parivartan hokar Sarangarh-bilaigarh ho gaya hai ( kyunki new jila bnane ke karan ) lekin sir mai form me kya dalu
Bhaiya ek doubt hai mai chhattisgarh ka niwasi hu... To bhartiya mul ke rup me pranamit hai wale section me yes dalna hai kya apne no rakha tha isliye puch rha hu@@educationadda99
Sir meri wife dalegi bt ab sadi ho gyi h to surname alag ho gya hai to exam dene me koi problem to nahi hogi na kyuke aadhaar pan voter id sab change krwa liya hai maine to exam to de pyegi na please reply sir
Bhai mera higher secondary school result me birth year 2000 Hai aur meri mummy ka naam me spelling mistake hai liken addhaar me 2003 hai jo ki sahi Hai aise me mujhe kya karna chahiye 😢😢😢
@@varshajhariya6775 agar aap CG me mool nivasi ho to aapka form bhara jayega.. but agar aap nhi ho to nhi bhara payega.. kyunki bahar Walon ke liye maximum age criteria 30 hi h
Thank you apne helpful best video ke madhyam se bataye hai
Signature black pen se na hua ho to kch issue hoga kya ?
Kyuki phle se registration hai usme blue pen se signature hua hai
exam center dusre jile me chahiye usko change krne ka option kha pas aata h ??
Exam city preference option deta hai
SSE EXAM 2024 मे क्लिक करने पर भी आगे का process नहीं हो रहा 3 दिन हो गया
Specs pehen k photo khich skte h ly
Obc जॉब वालो का 43 वर्ष जिनका आयु है उनका फॉर्म एब्सेक्ट नही हो रहा है जब की नोटिफिकेशन में अधिकतम आयु 45 वर्स बताई गई है।
सर नीले डॉट पेन से सिग्नेचर हो गया हैं, काले डॉट पेन अनिवार्य है क्या, करेक्ट करना पड़ेगा क्या प्लीज रिप्लाई
Black blue dono kr skte hai baki pen gel nhi hona chahiye
correction ki jarurat nhi hai Bhai
Email id agr change krna ho to kaise kre? Purane candidate ho to
Sir agr pura email yaad ni ho to kya kre please btaiye
Signature change krna hai... Ho jayega kya?
Pramanpatra sankhya me kya dalna haj Application no ya registration no
Prsu ka exam form PG private par video banaiye
Kon sa post me dale ye kaha par select kare
1 जनवरी 2024 के हिसाब से 21 वर्ष पूरा होना चाहिए ✍️
March me 21 saal hua h mera to nhi bharayega kya?
@@renukabanjare6058 birth year kaun sa hai aapka ?
Mera September me 21 year hua hai mai form apply nhi kr sakti kya???????
Sir pahle se nile pan se signature ho gaya hai usko kaise kare
Category me pramad patra no me kon sha no ko likhna hai sir
Chashma laga ke photo khich skte h kya????
Sir ews certificate allowed h ky isme
Adhar number ko space deke dalna hai ya aisi dalna hai bina space kr
मेरा पेमेंट हो गया है फिर भी पे का ऑप्शन बता रहा है और not set बता रहा है help me
Graduation detels me grand total Mark's dalna hai na bhaiya
Mere m payment option hi nhi aa rha kya kre
Mere 10th marksheet me father mother k name me surname ni but maine surname add kr diya h ragistration k time koi problem hoga kya....
Mera camera open ni ho rha h kaise photo upload kru
जो पहले से रजिस्टर्ड है उनको भी फोटो और साइन नया डालना पड़ेगा क्या???
वर्तमान फ़ोटो अपलोड कर सकते हो
कर सकते है. जरूरी है या पहले वाला ही चलेगा? @@educationadda99
Technical error aa rh h photo upload krne pr mobile se capture nahi ho rh photo
@@MamtaSahu-vm4os hn mobile se link aa rha hain, ussi me se click krne upload karna hain kya ??
Ye jariri hai kya?? Agar na badalna ho to??@@educationadda99
Last wala page nhi aa rha mera help kro
Sir mai 12th aur graduation bs upload kiya hu sir 10th upload ni kiya hu kya hoga please btaiye
Sir maine galti se blue pen wai signature upload kr di correct kaise kru ?
Name ko ruselt hisab se likhnge ki adhar hisab se, jaise ruselt or adhar me spelling alag alag hai to, bataiye sir,
पहले से रजिस्ट्रेशन हो जाने के बाद भी फोटो और सिग्नेचर डालना पड़ेगा क्या? या फिर पहले वाला ही आ जाएगा?
नवीनतम फ़ोटो अपडेट कर सकते हो
Dobara registration kr sakte hai kya?mobile no.change karna h
Mobile & email change karna padega
Aadhar I'd hi select nahi ho raha hai.... please bataiye kaise form fill karein
Sir mera caste certificate banwane me dikkat ho rhi hai mai city me rehta hu aur papa ke paas dakhil kharij ya fir misal record nhi hai to obc certificate kaise banwa sakte hai
Application name me Kya likhna h sir
Kya graduation ke saath de sakte hai pls help me
Yes
@educationadda99 tq bro 🎉
Nhi ho rha hai @@educationadda99
Yr fainal maang rhe hai
Bhaiya PG KA PRIVATE form kaise bhare pliz ans
3rd option par click ni ho rha already registered wala ...
Kya ye frm ko mobile se bhar sakte hai please reply
Jo regular teacher hai wo shiksha karmi wale column mein kya bhare
Jiska signature galat ho gaya ho aur form submit ho gaya hai usko kya karna chahie
Sir mera DOB july 2003 h kya mai eligible hu
Mere me camera open nhi ho rha ... Iske bare videos bnaia na bhaiyaa
Kitna percentage chahiye form dalne k liye
Sir mera final me 50 % h ky form apply kr skta hu
Kya ap bhariya mool ke rup me pramaanit hai me kya dalna hai yes or no..?
yes ka option ni aa rha mere me
@misti581 ha yrr even I fill no...bcz yes option me hi nahi hai
@@Mirjha1278 10th ka ni dalna h na 12th se start krna h na . ki high school wale me 10th dalna h
Yes ka option kyo nhi hi......kaise website banyi hi eas PSC ne..,.
Sir new photo or new signature upload kar sakte hai kya
Adhar card ya or koi option selecte ni ho ra hai
Email ID is allready exist in database, aisa show ho Raha hai
Es email se pahle se apne registration kar liye honge isiliye forget kar dekhiye
सरकारी जॉब में है unko kya gega sir
Ager Graduate nai ho only 12th pass Ho to form nai dal skte kya ???????????
Nhi dal skte bhai graduation jruri hai
Ha agar last year me ho college ke tab dal skte ho
No
Bhaiya mere account se paisa cut gya h but transaction unpaid show ho raha h application status me application number nhi h
Thank u😊
Welcome 😊
Photo capture camera open hota hi nhi h sir kya kre
Sir login krne pr mobile no kese change kre
Nahi hoga
Sir qualification vala from fill nahi ho raha
Sir camera open nhi ho raha hai
Sir mere nivaas me baloda bazar jila likha hai lekin ab jila parivartan hokar Sarangarh-bilaigarh ho gaya hai ( kyunki new jila bnane ke karan ) lekin sir mai form me kya dalu
Thankyou
You’re welcome 😊
College pass hi gaye hai but abhi tak degree nahi mili hai toh kya karu
Please koi Bata do
मैं इस साल फाइनल ईयर मे हूं क्या मैं फॉर्म भर सकता हूं
Qualification me Graduation degree result awaited select kar kijiye agar ho jaye to
@educationadda99 ok
Bhaiya ek doubt hai mai chhattisgarh ka niwasi hu... To bhartiya mul ke rup me pranamit hai wale section me yes dalna hai kya apne no rakha tha isliye puch rha hu@@educationadda99
Aap bhar liye kya btaiyega final year wale bhar skte h kya?
Bhaiya kya final year vale form fill kar sakte hai?
Ha yhi same question mai bhi puchna cha rha hu
Complete hona chahiye graduation
email and mobile no. already exist in database bata rha kya kare
Apka pahle se registration ho chuka hai direct login kar form apply kijiye
Kya mobile se form bhar skte h ?
Yes mobile se ye sara process apply karke bataye hai to ji
Birth place dalna bhul gya sir koi dikkat ho skti hai kya ...
Don't worry Correction time update kar lena
Bhaiya mai birthplace daalna bhul gaya hu
Sir meri wife dalegi bt ab sadi ho gyi h to surname alag ho gya hai to exam dene me koi problem to nahi hogi na kyuke aadhaar pan voter id sab change krwa liya hai maine to exam to de pyegi na please reply sir
mujhe ye sb change krwana hai kaise kiya apne kaha se kiye or kitna samay or paisa lga😢
@@misti581 marriage certificate bnwana padta hai phley usk baad sab ho jata hai
College ke 3rd year me hu to dalte banega form
Yes
Jinka phle b from bhar gya h wo photo dusra lgayenge kya
Nhi
New correct image change kar upload kar sakte ho
New photo update ho jata h
Sir mera Education qualification fil nhi ho raha
Kya problem aa rha hai
Sir mera 12th ka marks galat upload ho gya hai kya karu edit ke time edit ho jayega kya
3 ko windows open hoga ho jyega shi be worry sister relax😊
@Sam-270 okk thnku 😀
Bhai mera higher secondary school result me birth year 2000 Hai aur meri mummy ka naam me spelling mistake hai liken addhaar me 2003 hai jo ki sahi Hai aise me mujhe kya karna chahiye 😢😢😢
आधार कार्ड के हिसाब से चलेगा
Email OTP nhi aa rha hai
Sir photo signature change kaise karen
Photo signature me hi dekhiye delete ka icon diya rahta hai usme click karke remove kijiye aur new upload kijiye change ho jayega
Mere phle wale number nhi hai sir mai kaise kru 😢
🆕 Number Aadhar se link karwa ke New I'd bna lo Easy hai
Mera age 21 year 4 month ho raha hai lekin form submit nahi ho raha hai kyo please reply
1 Jan 2024 tk hona chahiye 21 yr . isliye ho skta hai..
Agar aapka date of birth 1 January nhi hai to apni age 22 year hone ka wait kriye tabhi bhar sakenge
33 sal max age hai mera 32 lerha but form nhi bhara jarha
@@varshajhariya6775 agar aap CG me mool nivasi ho to aapka form bhara jayega.. but agar aap nhi ho to nhi bhara payega.. kyunki bahar Walon ke liye maximum age criteria 30 hi h
@@pandeyGvloger56 ohk
Sir payment ho chuka hai fir v show nahi ho raha print ka option,pay show ho Raha hai please help me
Payment successful hua hai to kuchh time bad dobara login karke check kijiye
@@educationadda99 sir not set hi bata raha hai aur kn kya karu please help me
Bhai sahab mahtari vandan yojana ka 10/ kiste ka rasi₹1000 kab tak ayega ishka video banaye please
Mera obc ncl certificate 2018 ka hai
Abhi valid hoga ya nya bnana pdega
Same doubt.....koi bta do plz
Thanks 🙏🏻
Welcome 🙏🏻
Bta do yr koi
Sir mera birth year 2004 hai to kya mai bhr skta hu
फाइनल year wale bacche form डाल सकते हैं की नही सर
dal skta hai bhai
Pahle se mera login h phir bhi photo upload kyo mang Raha hai
No problem live current image upload kijiye
Please help me
Kya hua
👍
Thank you ❤❤
Thankyou
Welcome