जय जय श्री राधे , वाह मंगल पटेल साहब जी आपने एक एक बात को बडी बारीकी से समझाया है ।इसके लिए मैं आपका बारंबार धन्यवाद करता हूँ । जय भारत माता की । जय सनातन धर्म की ।
Jay Shri ram bhai Bhai Mera naam Raju goswami hai main namkin ka naya vyavsay shuru karna chahta hun main bilkul bhi berojgar hun iske bare mein mujhe bataen kaun sa kaise kaise material padta hai mere bhai
Manufacturing date alag alag proudect par uski quality ke hisab se lagai jati hai agar aap normal packing karte hai to wo 1 mahine tak kharab nahi hota or usi proudect ko नाइट्रोज ke sath peck karte hai to wo 4 mahine tak kharab nahi hota
Hi Bhai, Jai Mata Ji 🚩... Very nice information you are giving,give subtitles in proper english not hindi english for people who cannot understand hindi, where's your shop❓👌🌹
Sink danaa bhujiya kese banaye jisse danaa bhi soft rahe or bhujiya ki papdi soft rahe ghar m banane se hard ho jati h or isme Kon kon se masale milaye 1 kilo danaa m kitna material milaye
Main aapka videos barabar dekh raha hun par mera man na hai ki har ek ki apni buisness policy hai saath saath ye v dekhna padta hai ki hamara market me khapat kya aur kaun si chij ka hai
Jiwan ji apki baat bilkul sahi hai ki alag alag jagaho par alag alag chijo ka chalan hai hum har ek chij ke bare me baat karenge apke waha kya jyada chalta hai bataiye
Jay Jagannath . Aapp ka video bhata achhaa lakta hai
Bht bht dhanyawad itti achi motivation dene ke liye
Dil se shukriya bhai,muje namkin me thoda doubt tha,pr apne ab solve kr diye🙏🙏🙏
Thanks 😊
जय जय श्री राधे ,
वाह मंगल पटेल साहब जी आपने एक एक बात को बडी बारीकी से समझाया है ।इसके लिए मैं आपका बारंबार धन्यवाद करता हूँ ।
जय भारत माता की ।
जय सनातन धर्म की ।
बहुत बढ़िया सर
Great
Great bhai...
Good bis nia
Yes carry on bhai...v informative n nice video..will always keep in mind.Thnx a lot.Always stay blessed.Ram ramsa...
Thanks 😊
Radhe Radhe
સુપર 👌🌱જય શ્રી કૃષ્ણ🙏🌷🌿
nice sir
❤❤❤❤❤
Sir papadkhar soda aur khara soda alag alag hai ky?
Bhai ji apka idea good hai mere ko namkeen ka business karna hai
jawar ki chakli recipe pl.
Nice
🙏🏻👍🏻
Sar namaskar mujhe aapka business bahut achcha Laga main yah machine ki jankari Lena chah Raha Hun ki district badayun mein kis jagah per milegi
Nice 👍
Jay Shri ram bhai Bhai Mera naam Raju goswami hai main namkin ka naya vyavsay shuru karna chahta hun main bilkul bhi berojgar hun iske bare mein mujhe bataen kaun sa kaise kaise material padta hai mere bhai
Product ka expiry date daalne ka kya hisaab hota hai ? Namkeen banane ke baad kitne din Tak chalta hai?Oil ko kitni baar use kar sakte hai?
Manufacturing date alag alag proudect par uski quality ke hisab se lagai jati hai agar aap normal packing karte hai to wo 1 mahine tak kharab nahi hota or usi proudect ko नाइट्रोज ke sath peck karte hai to wo 4 mahine tak kharab nahi hota
Aap se to milne ko dil chahta hai par main up men hoon..majboori hai
Hi Bhai, Jai Mata Ji 🚩... Very nice information you are giving,give subtitles in proper english not hindi english for people who cannot understand hindi, where's your shop❓👌🌹
Ok
Sink danaa bhujiya kese banaye jisse danaa bhi soft rahe or bhujiya ki papdi soft rahe ghar m banane se hard ho jati h or isme Kon kon se masale milaye 1 kilo danaa m kitna material milaye
Riderpatel chennel par video hai dekho aap
Apne jo item sab bataya hai wo hole sale rate mein milega kanha.mein bihar se hnu dist- darbhanga
Apko chaiye to aap jo number de Raha hu unse contact kare
+919328076050
Sir pototo chips kaleye konsa pototo lana he sir
Potato chips ke liye aap kadak potato le halka sa red colour rahega
Ok thanks
Shurwat me kitane paise lag sakta hai bhai
Or kya iske liye shuru se hi licence banwana padega
Ram ram
Plese sir up mere se ak bar bat kigiye
Falahari namkin ismein Tel kisme lati Hai Ko theek karne ke liye Kya Karen namkin jaldi kharab hota hai to use theek karne ke liye Kya Karen
Patel Ji refined rice bran oil kaisa rehta hai naamkeen business ke liye
Acha hi hai rice brand oil bhi lekin namakeen ke liye pamolin oil ka jyada use hota hai is oil se namakeen jyada dino tak kharab nhi hoti
Sir 1 bar jis tel me namkin banjaye us tel ko kitni bar use karna 3 bar ya 4bar o bhi bataye
3 बार तक मतलब ये की जब तक तेल का कलर ब्लैक न हो
Mai sikhna chahta hu
हमारी ऑनलाइन क्लास ले सकते है सीखने के लिए
Main aapka videos barabar dekh raha hun par mera man na hai ki har ek ki apni buisness policy hai saath saath ye v dekhna padta hai ki hamara market me khapat kya aur kaun si chij ka hai
Jiwan ji apki baat bilkul sahi hai ki alag alag jagaho par alag alag chijo ka chalan hai hum har ek chij ke bare me baat karenge apke waha kya jyada chalta hai bataiye
Nylon sev machine prize
85000
Sar mein Shiv namkin ka karkhana dal raha hun mujhe aapki help ki jarurat hai
Ha Bhai ji boliye kaisi help chahiye apko
10 किलो बेसन में कितनी नमकीन बनकर तैयार होती है
14 kg
Im from tamilnadu i can't understand so Please put half titles in English
Description details also half in English
It has also been written in English, you see now
Sir namkeen sev wholesale me 200 khta h aap bolte km cost parega
Pure besan ki sev par kg 140 cost aayega
Sasti wali 100 cost aayega
Hi, i'm not asking your home address only your shop address for training. 🤔
Training has not started yet, whatever information you want, you can ask us.
Plese phon nunbed digiye sir
No dijiye
Aapka no chahiye
that's OK still i find it funny and surprised why you don't want to give ur shop address, ur shop is retail farsan selling shop ❓🤔
my shop is in hyderabad
Sir main lgatar aapse contact kr rha hai aap please mujhe apna contact no provide kraue
6303716756 contact
@@RiderpatelOfficial maine message bheja hai
Contact no
Apka WhatsApp no mil sakta hai