Genuine idea I will definitely follow it from 1st january. Bhaiya iss saal mera first attempt tha normalization ke baad 112 aaye hai. I hope ki agle saal exam clear ho jai. 😅😅
Best ho aap , Mera 2024 ke cgl me graduation nhi complete tha tab bhi maine exam diya tha with your guidance ,mera normalized score 129 hai , Isa baar mera first attempt hai SSC CGL 2025 Isa baar jarur phod dunga Bhaiya ❤
Bhai aj 31 december hai❤ aur aj se jo bataya "1 day one mock " Lagaunga aur.. 2025 mai mai selection leke aunga aur.. Yahi aj ki comment tb apko dikhaunga ki.. Maine 31 december 2024 ko comment krke khud ko motivate kiya tha.. 😌 31 december 2025 se pahle result aaa hi jayega .. Aur jo ye mai bola hu wo krke hi dikhainga bhaiyya ssc cgl 25 (under 500 rank) 💥💥💥💥💥
Himanshu bhai .....mai job k saath study krna chahta hu full time job part time nhi bcoz of age and many more ..night me Library....kya mujko krna chhaiye ? Plz suggest me
Sir mai cisf me job kr rhi hu mrng me 7se evening k 7 ho jate h duty me...mai muskil se 4 ghnte hi nakal pati hu ....kya kru mai...job 6or k preparation krna parega kya
Bhaiya mera CRPF Tredesman Sweeper post par selection huya hai jiski Training February to June tak hogi kya main CGL ki preparation kar skta hu.....I am qualified CGL pre.2024..
Analysis maths me sbse jyada dikkhat aati h test bhut hi jyadaa pure basic se or ssc ke teacher usii questions ko bdiya btate h toh mn hi nhii krtaa in lmbee lmbee method ko
Bhaiya mera 2023 se laga hu 23 pre nahi hua aur 24 me exam chhut gaya tayari thi but 2025me mere ko 100ke under me rank lana chaahate hai kya ho paye mock daily deta hu
@himanshu bhaiya 2 saal se preparation kr rhi hu ghar mai bhai bhn mai bri hu papa nhi hai ghr ki zimmedari se db jati hu shi se padhi v nhi ho pati pure din shop pr nikl jate... Ghar wale saadi ke liye force kr rhe tyari chhorna v bhut muskil ho rha time diya hai jb v time mila kya kru bhaiya smjh nhi aa rhe plz suggest kijiye koi support v nhi kr rha mentally
Exam attempt kr skte ho ...final year student de skta h exam ko ......baaki degree particular date se phle honi chahiye CGL job k liye wo date notification me hoti h .....but exam de skte ho
Current affair pr utna dhyn mat do ssc kahin se bh puch leti h... Apna static and subjects strong krlo... Baaki agar CA dekhna h toh parmar ssc se dekh skte ho
Sir ji 2 attempt de chuka hu es bar bi nahi hua pre clear 138 mark the ... Age 30 he bas JSO last option he..jso ke liye kiska course buy kru bohat confused hu.. Agar free me kiska he to bhi batado... Plzz ap thoda apke frds ko puchke bata do sir 🙏.. Ya selected candidate ka details me video banado sir 🙏
Sir mai CGL 2024 ka pre diya tha 159 marks hai aur pre qualify hai lekin mera graduation marksheet issue date 3sep 2024 hai aur cgl notification me 1aug 2024 manga tha to mai kya karu mains ka taiyari karu ya cgl 2025 pre ka please reply
Bhaiya ye or thoda clear kr dijiye ki exam June m hoga ki July ki starting me kyoki selection post k liye bhi June July h notice m or CGL k liye bhi June July h .... Or is baar September October tha CGL k liye to September k starting m hi suru ho gya tha CGL ka ...kya 2025 m bhi yhi pattern follow hoga ki June k phle 10 din k andar start ..... Plz 1 Idea sa de dijiye 🙂
@Mathsbysandeepsharma Dear Sir, Sir Please tell me one thing. If Any Exserviceman is appearing for CGL Tier 2 Exam and if He Scores 320 then Will He able to opt for ASO or not? He will only get chance to get that post whose have ESM Quota???? {Note:-He(ESM) have cleared CGL Tier 1 in ESM Quota}
Bhaiya ..bohoot bohott dhanyawad 🙏🙏♥️
Thanks for guidance ❤
Genuine idea
I will definitely follow it from 1st january.
Bhaiya iss saal mera first attempt tha normalization ke baad 112 aaye hai.
I hope ki agle saal exam clear ho jai. 😅😅
same here bro same score bro
Thanks 🙏🙏🙏 mujhe bhi yhi jannaa thaa thanku so much 🤗🤗🤗
Thanks Himanshu Bhaiya Es Dedication ke liye ❤❤🎉
Bhaiya bahut dhanyawaad
Bhaiya aapka bhut dhanyawad dil se ❤aapke guidance se hi etna age aye h
Thenks bhaiya aap bahut acha suggest karte hu
Best ho aap ,
Mera 2024 ke cgl me graduation nhi complete tha tab bhi maine exam diya tha with your guidance ,mera normalized score 129 hai , Isa baar mera first attempt hai SSC CGL 2025 Isa baar jarur phod dunga Bhaiya ❤
crpf belongs to gd so stay there to protect our india
@humareram1147 Bhai ye mere Bhaiya hai
Sirf 2 number se rah gya hu bhaiya, cgl2024 first attempt Hindi medium se. Iss baar to rank lana hai, sb aapke direction k wajah se. Thank you Bhaiya.
Bhau math kaha se padhey hoo
@HanumanBrahman Aditya Ranjan VOD batch
@@RestartCGLSuraj thanks guru
Thank bhaiya for your genuine guidance
Thank you so much sir ❤
*🎯 Target CGL 2025 💯📚😊*
Bhai aj 31 december hai❤ aur aj se jo bataya "1 day one mock " Lagaunga aur.. 2025 mai mai selection leke aunga aur.. Yahi aj ki comment tb apko dikhaunga ki.. Maine 31 december 2024 ko comment krke khud ko motivate kiya tha..
😌 31 december 2025 se pahle result aaa hi jayega ..
Aur jo ye mai bola hu wo krke hi dikhainga bhaiyya ssc cgl 25 (under 500 rank) 💥💥💥💥💥
Ok himanshu bhaiya
Bhia english ka error, s improve ment, fillup ka lia book sa practice karna ha ya quize sa???
Himanshu bhai .....mai job k saath study krna chahta hu full time job part time nhi bcoz of age and many more ..night me Library....kya mujko krna chhaiye ? Plz suggest me
Bhaiya agar ham mock test lagaye, to bhi kya koi pyq bali book kharidni chahiye ya nhi plz reply
Sir जी vocabulary ke liye video bna do please 🙏🙏🙏🙏🙏
Bhaiya jo documents chahiye document verification k Time p like caste certificate unki date kya honi chahiye notification k phle ki ya bad ki
Himanshu sir always provide best guidance for SSC exams . ❤❤❤
Sir mai cisf me job kr rhi hu mrng me 7se evening k 7 ho jate h duty me...mai muskil se 4 ghnte hi nakal pati hu ....kya kru mai...job 6or k preparation krna parega kya
Bhaiya iss baar ki cutoff tyari krne k man nhi krta 150 marks aaye h fir bhi selection nhi hua
Chsl ke liye sirf chsl ki mock lgaye ya cgl ki bhi?
@@Shalinisingh-n1f aap CGL ke bhi lga skti kyoki level approx same hi ata h
Bhiya mere mock me 90 se 100 thak ata hi ky muje daily mock Lagann chahey ya concepts pandhna mere leye best hoga
Dono krte chalo bhai ...parallel me
Thik hi bhai❤
Kya naya wale full mock nhi attempt karna chahiye ??
Bhaiya mock test ke series fhir se start ker do please daily target wala
Bhaiya mera CRPF Tredesman Sweeper post par selection huya hai jiski Training February to June tak hogi kya main CGL ki preparation kar skta hu.....I am qualified CGL pre.2024..
Hm bhai cgl.mains nikal.k cgl join kro
@untoldgurukul Nhi nikal paoonga mains next time try karoonga....
Bhya bhot dar lgra h😢5months h bss ptani kese kya hoga
बहुत है अगर मेहनत ईमानदारी से करो
@Himanshugautam128 bhya eng+rsng to tb b ho rkha h gk math 0 h ekdum 0
Per day kitta tym du gk math ko
Analysis maths me sbse jyada dikkhat aati h test bhut hi jyadaa pure basic se or ssc ke teacher usii questions ko bdiya btate h toh mn hi nhii krtaa in lmbee lmbee method ko
@@GROWWITHANKIT01 kya bolre ho bhai?
Sir english ka pura sectional lga liya hai average score 38 se 45 aa raha hai ,pta bhi hai li kaha lag ho raha hai
Bhaiya 1jan 2025 s CGL k lie target series strt kr do
Bhaiya CHSL ke liye bhi cgl k mock de skte hai??
Sir aap mock mein maths ke har short trick batana sir please
❤
Bhai मैं SSC CGL 2026 की तैयारी कर रहा हु इस 2026 में CGL की vacancy कब तक आ सकती है or exam कब हो सकता है please 🥺 reply me bhaiya ❤❤😊
Bhaiya english 0 ha kaise kre bhaiya. 😢😢
Bhaiya mera 2023 se laga hu 23 pre nahi hua aur 24 me exam chhut gaya tayari thi but 2025me mere ko 100ke under me rank lana chaahate hai kya ho paye mock daily deta hu
Bhaiya series le aiye mock ki please 🙏
Bhaiya english me 30se 35 ke bich me ruk gya hai kya kare pls bataye 😢😢
Bhaiya English me score 30 upr nhi ho rha saree vocab yad hai close Test shi nhi ho pata please guidence de do
@himanshu bhaiya 2 saal se preparation kr rhi hu ghar mai bhai bhn mai bri hu papa nhi hai ghr ki zimmedari se db jati hu shi se padhi v nhi ho pati pure din shop pr nikl jate... Ghar wale saadi ke liye force kr rhe tyari chhorna v bhut muskil ho rha time diya hai jb v time mila kya kru bhaiya smjh nhi aa rhe plz suggest kijiye koi support v nhi kr rha mentally
Mai b same condition me hu
Bs itna kahungi aakhiri dam tk har mt manna ..har cheez se ldna hoga..apne aap ko motivated rkho
Sir bhut Pd thi Hu but Puri din Mn me bate Chl thi rhti h kya kru 18 ghnta Pd thi Hu but koi fayda nhi please solution 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai gk ka batao Aap....
Bhaiya me final year me hu clg me april me meri eski exams bhi hai kya karui 😢
Bhaiya age reckoning kya hogi cgl 25 pls bataiye
Bhaiya mera sab syllabus pura hai lekin maths mene abhi suru kiya hai bus percentage suru kiya hai abhi to me sectional lagau ya full..❤❤❤❤
Same mera bhi bro
@durgeshraj7050 steno wale ho kya.. 😌😌
@@RAHULKASHYAP-ol1kf ha bhai sahi pakda hu
@@RAHULKASHYAP-ol1kf maths kis teacher se start Kiya h bhai tumne
@@durgeshraj7050 gagan partap
Sir aap se ek bar bat krna h please sir
Mai kafi presan hoo ye me last attempt bache h
Please sir bus ek bar
Jinhe typing thoda bhi nhi ata wo kya kre bhaiya
Bhaiya mock m kam number aate h fir mock dene ka man nhi karta kya kare
Sectional lagaye ya Full
Full
Bhaiya is baar last year h graduation ka ho sakta h kya a
Same question
Exam attempt kr skte ho ...final year student de skta h exam ko ......baaki degree particular date se phle honi chahiye CGL job k liye wo date notification me hoti h .....but exam de skte ho
Bhai 3rd year me hu exam de sakta hu kya cgl ka 1st attempt hqi🧐@@SumitAksh0001
Bhaiya hme ak suggestion chahiye current affairs kaise kre ham
Current affair pr utna dhyn mat do ssc kahin se bh puch leti h... Apna static and subjects strong krlo... Baaki agar CA dekhna h toh parmar ssc se dekh skte ho
@rashisoni5026 thanks
Sir ji 2 attempt de chuka hu es bar bi nahi hua pre clear 138 mark the ... Age 30 he bas JSO last option he..jso ke liye kiska course buy kru bohat confused hu.. Agar free me kiska he to bhi batado... Plzz ap thoda apke frds ko puchke bata do sir 🙏.. Ya selected candidate ka details me video banado sir 🙏
Bhaiya maths syllabus complete ho gaya hai, Revision kaise kare thanks bhaiya 🙏🙏🙏
Sir kya ye possible hai ki koi 0 se start kr rha ho to wo kya 5 months mei complete kr skta hai kya
Bhai mai private job karta hu aur sath mein cgl ki preparation bhi karna chahta hu per ho nhi pa raha hai
Bhaiya ghr wale private job k liye bol rhe hai job k sath kr paoga kya mai
भाई मुश्किल होगा। अगर संभव हो तो रहने देना!! या 1-2 घंटे की ट्यूशन शुरू कर दो।
Happy marriage Life ho bhaiya apko
Bhai is bar pre me 126 tha next time ASO in MEA select hokar aaunga aapke pass
Fir ye comment dikhaunga aapko 🙏
CGL/CPO/CHSL maths calculation quiz practice
Bhai mera 110 no aaya tha mai obc se hu ab kya karu pre me tha badhar113 aayA
Bhai app pre se hi selection kyo krwa dete ho, kbhi mains ka naam bhi le diya kro
Gs kaise kre complete zero h...
Bhaiya girls ke liye koi work from home job bata dijiye jisse study bhi ho paye
Bde bhai jor padta ha yaar 143 no tha ews sa or kat k 141.5 reh gye .5 sa raha bs
भाई बहुत से भाई जिनका Pre निकला उनमे से कई लोगो का पिछली बार 1-2 नंबर से रह गया था। कोई न, अगली बार cut off से और ज्यादा नंबर लाओगे
@Himanshugautam128 bhai tyari to ho rahi ha mere english or reasoning ma full ma full tha bs thoda sa maths na khel krr dea bhai
Bhai request ha dil sa krwa da bhai krunga ma bs direction da do rank hi nikal dua bhai
@@Himanshugautam128 bhai same h mera bhi ek video unki liye bhi banaye jo 140+ pe rah gye to ab hum kya kare
Mere pas 5 month hain nhi janta hu kya hoga kaise hoga par hoga❤
Daily target start
Sir mai CGL 2024 ka pre diya tha 159 marks hai aur pre qualify hai lekin mera graduation marksheet issue date 3sep 2024 hai aur cgl notification me 1aug 2024 manga tha to mai kya karu mains ka taiyari karu ya cgl 2025 pre ka please reply
Bhai math kaha sey prepare ki haa
Bhaiya ye or thoda clear kr dijiye ki exam June m hoga ki July ki starting me kyoki selection post k liye bhi June July h notice m or CGL k liye bhi June July h ....
Or is baar September October tha CGL k liye to September k starting m hi suru ho gya tha CGL ka ...kya 2025 m bhi yhi pattern follow hoga ki June k phle 10 din k andar start .....
Plz 1 Idea sa de dijiye 🙂
Kabhi bhi ho sakta hai bhai hme to 1 jun soch k rakhna hai
Age count kbse hoga??????
1.01.25
@@krishnenduroy8711 nhi 1/08/25 se hoga
@@krishnenduroy8711 koi agust kh rha r u confrm
@@chandan_yadav012 wait n see dear..
CGL k liya and selection post k liya Age 1.1.25
Nhi bhai 1 Aug se hi hoga @@krishnenduroy8711
Chsl pe lao video
@Mathsbysandeepsharma Dear Sir, Sir Please tell me one thing. If Any Exserviceman is appearing for CGL Tier 2 Exam and if He Scores 320 then Will He able to opt for ASO or not? He will only get chance to get that post whose have ESM Quota???? {Note:-He(ESM) have cleared CGL Tier 1 in ESM Quota}
✅✅💯💯
Bhaiya
...
Bhai 1 january se start kar raha hu ....
❤