Orr video dalo bhai ess part ka Kay kay different rehta h 180 or 220 k engine m Or yea v batna agr crank shaft 220 ka 180 m laga sakte h ya nhi or clutch plate v
Brother slipper clutch bada accha part ahai apni bikes k liye but kahi na kahi bajaj ne pehle hi is cheej per dhyan diya hai or jo mene apni video me judder ring ko dikhaya hai vo kahi na kahi ek hd tak vahi kaam kerta hai jo sliper clutch kaam kerta hai bus uske hub or center me thoda sa friktion hota hai jo hub or center ko bhi back force per engage or dis engage kerta hai to kahi na kahi apni judder ki jo ring hai vo bhi apni clutch plate k sath isi work kerne k liye lgai gayi hai taki back force per clutch me slipping system ko creat kiya ja sake. Jaha tak mai samajta hu vo mene aapko diffine kiya
Brother speed is still same but pickup power will be somuch faad like rocket, may be if you r rider of pulsar 150 then you will feel extra more power n feel the timing of speed after installation of this part in your bike, but please choose the right engine oil for best performance.
Bhai wo tensioner me cotten bhar ke kaise lagaya wo bataye, aur kya usse sound acha hua hai, kyuki tensioner tight hone k baad to badhiya sound aata hai, lekin kya timing pad toot sakte h tensioner ke, kyuki mene platina me kiya tha ye tensioner ke aage indicator ka holder weld karwaya tha chsin tight k liye sound to mast ho gyi thi lekin, timing pad toot gaye the..
Are bhai dono hi bike ka suspension same hai chahe front ho ya fir rear aap koi bhi suspension daal sakte ho 180 ka ya fir ager thodi height badhani ho to 150 ka bhi daal sakte ho.
Brother mai aapki video next month 10 to12/07/22 tk pakka upload ker k dunga dont worry aisa nahi hai mene kosis nahi ki hai. Mujhe abhi tk Rs 200 ka front mudguard nahi mila hai bro.
Brother lg to sakti hai but bahut sare kaam kerwane padenge aapko tb lg sakta hai , jese T plate me jaha suspension lgte hai un hole ko pulsar 180 suspension k size k braber kerwana padega handle baar k gutke ke size ko bhi bdhwana padega or fir T set ka bolt jo ki midel me hota hai use bhi T roud k braber kerwani padegi fir lock ko bhi chechis k hisab se adjust kerwana padega. Tb ho payga
Bro pichli video me mene judder ki ring hta di thi to problem aayi thii but ab bilkul thik hai aap 220 puri assembly ko install ker sakte ho koi problem nahi aaygi bs aap engine oil fully sysnthatic 20w50 ka use kerna
Bro overheat k conclusion per mai alag se ek video le ker aaunga is engine modification se bike me koi problem to nahi hui performance kesi hai long rider per jb aap jaoge to ye kya performance degi etc bahut se sawal hai mere saamne jisko pura kerna hai
Actually mai abhi tk ye nahi samjh paya hu ki engine ka jo heat hota hai vo running per kitna hota hai or meri bike ka engine kitna heat ho rha hai to is cheej ko mejor ker k hi mai kisi conclusion per aaunga or vo bhi aap sb ko mai apni videome btaunga
Kuch naya janne ko mila apki video se
Thank you sir plz subscribe and support me
Aap to legend nikle. . Nice. Video achha laga. .❤❤
Thankyou bro thankyou so much
@@allthethingtech6441 ❤
Very nice information sir ❤
Maja aa gaya Malik mai bhi apni splender me Karizma ki clutch assembly lagaunga
Nice keep it up bro, always should take creative mind.
Ekdum naya he bhai ji 👌👌👌
Thankyou bhai ji
Sir khupch mst video ahe
Thankyou
Good work and great knowledge bro 👍
Bas ese he mehnat karte roho or Hume ese he new knowledge dete rahe
Thankyou bro thankyou so much
Mast ekadam naya
Thankyou sir
Centrifugal oil filter bolte hai usko 🎉
Nice 👍
Mama
Maan gyaa aap ko...
Thankyou bro
Waxpol injan oil saver aur youg karo injan oil ma mix kar ka
Good work,,
You are the best ❤ keep it up
Thankyou sir
Nice 👍 bhaiya
Thankyou bhaiya
Bohot hi badhiya Bro... 👍🏻
Thankyou sir
@@allthethingtech6441 sir 😂
Ji sir
Very nice bro 👍🏻
Thankyou bro
Orr video dalo bhai ess part ka
Kay kay different rehta h 180 or 220 k engine m
Or yea v batna agr crank shaft 220 ka 180 m laga sakte h ya nhi or clutch plate v
Ok bro jaha tak mai janta hu 180 or 220 ka sb kuch same hai bus piston cylinder me thoda sa difference hai.
180 aur 220 ka crankshaft almost same he but. Connecting rod. Length me jyada he 220 ka
180 aur 220 ka crankshaft almost same he but. Connecting rod. Length me jyada he 220 ka
Platina old ki Bajaj genuine clutch assembly batao sath part number be
Platina k bare me information nahi hai mere pass
Nice video
Thankyou so much
@@allthethingtech6441
th-cam.com/users/shortsKixa3CqWc0A?feature=share
nyc video
Thankyou bro
@@allthethingtech6441 welcome
Great knowledge bhaiya 👍
Thankyou bro🙏
Bhai pulsar 150 me slipper clutch try kariye.. ab tak kisi ne nahi kiya..
Brother slipper clutch bada accha part ahai apni bikes k liye but kahi na kahi bajaj ne pehle hi is cheej per dhyan diya hai or jo mene apni video me judder ring ko dikhaya hai vo kahi na kahi ek hd tak vahi kaam kerta hai jo sliper clutch kaam kerta hai bus uske hub or center me thoda sa friktion hota hai jo hub or center ko bhi back force per engage or dis engage kerta hai to kahi na kahi apni judder ki jo ring hai vo bhi apni clutch plate k sath isi work kerne k liye lgai gayi hai taki back force per clutch me slipping system ko creat kiya ja sake. Jaha tak mai samajta hu vo mene aapko diffine kiya
Very nyc bro
Thankyou so much bro
Good one this time. Can we use 180cc UG4 clutch bell 36DK0038 in 150cc UG4? Is 180cc bell bigger than 150cc Bell?
Sir bahot kuch sekhne ko mila sir plz bayaeya ki ye kam karta h bike me
Bilkul kerta hai bus aap engine oil fully synthetic wala use kare aapko or bhi accha result milega.
Mere pass bhi pulsar 150 hai 2015. Model usmein 180 ke clutch plate lg jaygi
Bilkul lg jaygi meri bike 2014 model hai
Recing cdi ke baare me bhi ek vedio banaye ,,,
Ok i ll try
Bhai Apne ki song baje sen
Brother, I would like to know if 220 class plate on 150 cc pulsar increases the speed please
Brother speed is still same but pickup power will be somuch faad like rocket, may be if you r rider of pulsar 150 then you will feel extra more power n feel the timing of speed after installation of this part in your bike, but please choose the right engine oil for best performance.
Motul ka engine oil kaha sai leya bhaiya
Bhai muje pulsar 125 me pulsar 150 ka clutch playes dal saktha hu kya
Bhai pulsar 150 me 180 ka Kailash assembly lagane se koi nuksan to nahin hoga
Ns160 me 220 ka clutch assemble fit hoga ?
Nahi bro n60 ka model structure may be different hai
Rc 390 ka clatch plate lag jaya gaa pulser 150 me
Is baare me me main koi research naho ki hai
Background music k bina banao video
Sir meri PULSAR 150 clutch dabane pe bhi nahi rukti dheere dheere aage badti hai kya problem hogi ?
Iss karan gear bhi jaam lagte h
Aapki bike ki clutch ki wire ki setting thik nahi hai isliye ye problem aa rahi hai.
Sir old pulsar 200 dtsi mem kithna plates ayega. Parts shop always giving 5.
Same doubt. I have also pulsar 200 dtsi 2008 model. I don't know how many clutch plate are there. Clutch plate noise in Engine.
Same. 180/220 wali lagegi. Pulsar 200 me
(5 plate wala 150cc wala mat .. lagao. )
@@uniquerider694i have also 200 DTSI, can i use 220f (current model) clutch assembly? I think clutch hub also need replace into 220 model ?
@@mohmmadfaisal_2000 iss video me jo use hua he wahi lagega ... 5 spring wala hona chahiye. 200 me 5 spring he na . He to lagega .220f clutch. assy..
@@uniquerider694 yehi toh problem hai, 5 spring waala nhi hai, 4 spring 6 plates waala hai usme, mai local/copy lagwana nhi chah raha hoon
Pulser 150 me 180 ki clutch plate dairect nahi laga sakte he kya ,, complete
Nahi puri assembly hi lgani padegi bro
Sir apka bike clash plate change hone ke bat avi tk kuch problem huwaha
Abhi tk koi problem nahi aayi. Ha pickup bada faadu hogaya hai
Bhai wo tensioner me cotten bhar ke kaise lagaya wo bataye, aur kya usse sound acha hua hai, kyuki tensioner tight hone k baad to badhiya sound aata hai, lekin kya timing pad toot sakte h tensioner ke, kyuki mene platina me kiya tha ye tensioner ke aage indicator ka holder weld karwaya tha chsin tight k liye sound to mast ho gyi thi lekin, timing pad toot gaye the..
Bhai 150 twin disc me 220 ka back shocker lag sakta hai kya
Are bhai dono hi bike ka suspension same hai chahe front ho ya fir rear aap koi bhi suspension daal sakte ho 180 ka ya fir ager thodi height badhani ho to 150 ka bhi daal sakte ho.
Is this possible to add in pulsar 150cc in 2008 model
Engine structure dekhne k baad hi mai bta sakta hu bro
Hello bhai,kya pulsur 180 me 150 ki handle T plate daal sakte h kya plz reply
Sir kya pulsar 125 me ye process ho skta hai ?
Sir abhi mene 125 per work nahi kiya hai ager similerty hogi to possible hai
Top speed bara hey keya?. Mene bi lagana catahu apni bike mey..
Yr bhaiya sahi bta rha hu maja nhi a rha video me kyunki jo mene video boli vo abhi tak apne nhi bnai mood off hi rha mera ab
Brother mai aapki video next month
10 to12/07/22 tk pakka upload ker k dunga dont worry aisa nahi hai mene kosis nahi ki hai. Mujhe abhi tk Rs 200 ka front mudguard nahi mila hai bro.
@@allthethingtech6441 ok dekhte hai bhai sorry bura laga hoto
Aap kaha se liye thea assembly ko
Bro ye mene mere yaha ki local market se liya tha
180 की क्लच प्लेट का अनुभव कैसा रहा कोई दिक्कत तो नही आ रही है plz बताएं,,,मुझे भी डालना है
Nahi koi dikkat nahi hai bus aap engine oil fully sysnthatic hi use kerna
Me motul 7100 hi use karta hu apni bike me
Thank you so much bro ,,,
Kya plet itna hi dalte to chalega
Pulser 125 me 150 ka clutch cover fir hoga kya?
Bro abhi tk is baare me koi updation nahi hai mere pass
Bhai 220 clutch lagna ne se oil Jada karcha hoti hai ?....or engine Keya problem AA sakti hai
Nahi aisi koi problem nahi aati
Pulsur 180 me 150 ki handle T plate lag sakti h kya
Brother lg to sakti hai but bahut sare kaam kerwane padenge aapko tb lg sakta hai , jese T plate me jaha suspension lgte hai un hole ko pulsar 180 suspension k size k braber kerwana padega handle baar k gutke ke size ko bhi bdhwana padega or fir T set ka bolt jo ki midel me hota hai use bhi T roud k braber kerwani padegi fir lock ko bhi chechis k hisab se adjust kerwana padega. Tb ho payga
@@allthethingtech6441 thank brother to isko change hi kara deta hu
@@sunilkumarmohar5485 but aap 180 se 150 per kyo jana chahte hai reson to batao.
Bhai pulsar 150 me 220 ka calch palet dal sakte hai kya
Ji bilkul. 180 or 220 ki clutch assembly same hi hoti hai jo mene 150 me intall ker k dikhaya hai
220 ki cluch palette 6 hi lagaye ho kya hub center bhi 220 ka h kya
Brother puri clutch assembly hi 220 ki install ki hai
Bs4 bike h usme bs4 wali puri assembly dal jaegi...
Koi problem to nahi aa rahi h??? video b lekar aae aap???
Bro pichli video me mene judder ki ring hta di thi to problem aayi thii but ab bilkul thik hai aap 220 puri assembly ko install ker sakte ho koi problem nahi aaygi bs aap engine oil fully sysnthatic 20w50 ka use kerna
Ok bro showroom wale nahi dal rahe h bahar se bs4 wali install kr sakte h
Ha aap bahar se kisi acche machenic se ye kaan kerwa sakte ho koi problem nahi hai but machenic dhang ka hona chahiye
Ak. Baat batao bhai. Pulsar 150, me 5 clutch plate hai. Aur 180me. 6 clutch plate hai. To install kaise hoga
Puri assembly change kerna padega bro yahi research kerne me mujhe bahut time lga hai bro.
Yar kya change kara woh ve batao
SIR ANY OVER HEAT OR ANY PROBLE TILL NOW AFTER 6 MONTHS
No, not at all bro, neither no any issue faced till now bro.
220 bs6 ka kaise pick up badhaye
Thoda sa risky hai
इस oil ko kitne kilometres tak chalana chahiye motul 7100 ko
5000 to 60000 kilometer
@@allthethingtech6441 thankyou bhai ji
Pulser 150 twin disc me 220 ka chine sporcket dalne se koi dikkat to nahi aayegi,,
@@mohanpatel332 nahi koi problem nahi hogi bro
Bhai Activa me combi break se sada normal brake kese kare
Bro ek baar dekhna padega aapki activa ko combi break system ko to bta paunga
Bro activa 4g he mere pas usame combi break he ab muje usame Normal single brake Karna hai
Ho jayga bro aap kaha rehte ho
@@allthethingtech6441 aap vidio banao uske upar
Bro mere pass pulsar 150 hai iske alawa mere pass or koi bike ya scooter nahi hai
Class plate kita or Pressure plate kitna dala
Video ko pura or dhyan se dekhiye usme sb kuch bataya hai mene
Yaar engine oil to aapne saplender wala dala h heat to hogi hi
Ji bhai yahi to galati ki thi mene actually mujhe engine oil grade ki knowladge nahi thi
Diesel engine oil dalo gadi garm nahin hogi my experience
Bhai pulsar 150 ug 3 me 220 ka clutch plate lagenga kya... Pls replay
Brother ug3 k baare men mujhe pta nahi hai uska engine structure dekh hi bta. Sakta hu.
@@allthethingtech6441 ok bro thank you for replay ❤ from kerala
माइलेज में कोई बदलाव आया है क्या
Bro milage ka isse koi lena dena nahi hai
Thnaks Bhai ji
Isme koi nuksan to nahi he ingine ko
Nahi abhi tk to aisa kuch bhi najar nahi aaya
में भी ट्राई करूंगा मेरी 150 में 👌👌
Aise change karne par bike ka mileage par effect hoga kya ?
Nahi
To aap mechanica nhi hai
No i m not a machenic.
Sir bike overheat ho rhe h
Bro overheat k conclusion per mai alag se ek video le ker aaunga is engine modification se bike me koi problem to nahi hui performance kesi hai long rider per jb aap jaoge to ye kya performance degi etc bahut se sawal hai mere saamne jisko pura kerna hai
@@allthethingtech6441 bike 5 km pr overheat ho rhe h
Bike band bhe ho rhe h
Actually mai abhi tk ye nahi samjh paya hu ki engine ka jo heat hota hai vo running per kitna hota hai or meri bike ka engine kitna heat ho rha hai to is cheej ko mejor ker k hi mai kisi conclusion per aaunga or vo bhi aap sb ko mai apni videome btaunga
Nahi bike band to nahi hoti kyoki mai thoda bahut bike ko chala rha hu per aisi koi problem nahi aa rahi
Bro Pulsar 150 single dics me 180 ka chain sprocket dal sakte hai ya nehi, kuch problem hoga kya???
Bilkul daal sakte hai bus rear chain sporket ki setting thik se kerna ya kervana koi problm nahi hogi
Pickup thoda sa increase ho jayga or mja aayga riding.
@@allthethingtech6441 atcha thank you 😊😊🙏 aur aapki tarha dual dics lagwane hai to kitne kharsa ayega ??
Rear disk break lgwane me lumsum 10000/- ka kharcha aa jayga kyoki piche ka sara setup change kerna padega
@@allthethingtech6441 toh fir bohut atcha hoga 😊😊🥰🥰🥰 thank you so much ❤️❤️ guruji
vai 🪛 screwdriver damage all gear teeth and sai sai sounds
Dekhne k baad bta apunga
Bhai kitna kharcha aya total
Rc 390 ka clatch plate lag jaya gaa pulser 150 me
Isper mene koi research nahi kiya