Mere sasural Wale mere bache se bat bhi nhi krne dete or mere pas itne pese bhi nhi h ki koi achaa sa vakil kr sku kya koi bataya mai kya kru plz help me
Sir mera CASE Read kijiye ekbar--Bpsc teacher wala aan counselling me allotted district gye the waha roll number dalne par bta rha ki aapka ye district allotted nhi hai, List m naam ka page v dikhaye to wo bol rhe ki mere computer m jbtak nhi dikhayega hm kuch nhi kr skte , Mjhe Pana Shiksha vibaag Jane bola
Mein 18 saal ki hu aur mujhe abhi pan card bnwana hai aur mujhe apna signature change krna hai , toh jaise ki mere baki k abhi tk documents hai woh school k huwe ya Aadhar ya bank wha pehle se same signature hai but abhi mujhe change krna hai toh kya mein change kr k pan card pr kr skti hu, ya mujhe change krne k liye koi online form k liye apply krna pdega ya fir agr normally aise hi change ho skta hai toh aage chl k kahi koi problem aa skti hai kya ? kindly reply me Sir, it's urgent.
Ye wala video bahut mast❤❤❤❤
Legal affairs and justice par ek complete vedio banaye every ministry par ek vedio banaye
Kya bhaiya scholarship ki complaint kar sakte hai
Electricity New connection verification complete hone ke baad bhi nahi lgata h
Good information 😮
हमारे साथ भी ऐसा हो रहा है और सुनवाई नहीं हो रही ससुराल वाले परेशान कर रहे हैं
Thanks sir ji
👌 video
Mere sasural Wale mere bache se bat bhi nhi krne dete or mere pas itne pese bhi nhi h ki koi achaa sa vakil kr sku kya koi bataya mai kya kru plz help me
Sir prathan sachiv ki complaint kis category mein hogi
Sir apne login password se kisi dusre ka complain kr sakte hai kya
pg portal me rashan card se sanbandhit shikayat kaise kare video banaye
Aaganvadi karykrta me selection nahi hone pr sikhayat kha kre
Mp Tass scholarship ke liye kaun sa option hai
Thanks
BAHI RTO KI COMPLAINT KARNA HAI KAISE KARE BATADO MERA DRIVING LICENSE REJECTE KARDIYA HAI
Sir ji matric first division wale ko paisa kab milega
Sent To Department For Payment bata raha hai
Sir mera CASE Read kijiye ekbar--Bpsc teacher wala aan counselling me allotted district gye the waha roll number dalne par bta rha ki aapka ye district allotted nhi hai, List m naam ka page v dikhaye to wo bol rhe ki mere computer m jbtak nhi dikhayega hm kuch nhi kr skte , Mjhe Pana Shiksha vibaag Jane bola
SIR REPLY DO BATADO SIR BAHUT PARESHAN HAI
Jaldi jaldi comments kr deta hu viral jojatega
Fee jyada le liya hai uske liye kha complain krna hai
ऊपर से धमकी भी देते हैं पुलिस वाले होके सरकारी नौकरी में होके
बिजली विभाग का बताइए
Mein 18 saal ki hu aur mujhe abhi pan card bnwana hai aur mujhe apna signature change krna hai , toh jaise ki mere baki k abhi tk documents hai woh school k huwe ya Aadhar ya bank wha pehle se same signature hai but abhi mujhe change krna hai toh kya mein change kr k pan card pr kr skti hu, ya mujhe change krne k liye koi online form k liye apply krna pdega ya fir agr normally aise hi change ho skta hai toh aage chl k kahi koi problem aa skti hai kya ? kindly reply me Sir, it's urgent.
Ho jaega
Is portal se apna account delete Kaise kare
IGNOU se distance admission kab se hoga please bataea
Sir reply do