Bhai ek baat batao kya inverter ac 27 temperature pe chalne par outdoor unit band kar deta hai thodi der k baad jab room ka temperature thanda ho jata hai ya apni speed kum kar leta hai
@@Akniazi786-e2o Bahar ka temperature 26 se km hoga App ke एरिया ka is liye nhi chal rha hoga mera blue star ka, inverter ac h wo bhi 26 bad band ho jata h jese room गर्म होता ह चल जाता ह
Thanks ❤❤❤❤
ماشاءاللہ
Bhai transfermer kese check krege ky volt ayege
Good sir aap kese ho
Alhamdulillah
Bhai ek baat batao kya inverter ac 27 temperature pe chalne par outdoor unit band kar deta hai thodi der k baad jab room ka temperature thanda ho jata hai ya apni speed kum kar leta hai
Bilkul sir band kar deta hai.. indoor unit per ek sensor Laga rahata hai..wo room temperature sensing karke outdoor unit band kar dega
Inverter ac repair hard lagtahe mujhe
Sahi bola aap ne bhai mere ko bhi hard lagta hai
Mere ko bhe hard lagta hea
Sir mera inverter ac 26 aur iss se nechy cooling krta h 27'28'29'30 pe trip krta h cooling nahe krta kia issue ho sakta h?
Tem km is liye band ho jata h. Mera bhi blue start ka h wo bhi 26 uper band ho jata g
@@MERAALWAR samja nahe?
@@Akniazi786-e2o Bahar ka temperature 26 se km hoga App ke एरिया ka is liye nhi chal rha hoga mera blue star ka, inverter ac h wo bhi 26 bad band ho jata h jese room गर्म होता ह चल जाता ह