To sis mene abhi ye niacinamide to order kiya he lekin me abhi bhi confuse hun ki ye. Meri oily or dull skin, ka problem solve kr payge. Thoda glow layga kya face me. Mre ko pimple jyada nhi aate. And. Ye long time keliye use krna padta he kya
Ji, agar aapki skin oily aur dull feel ho rahi hai, to Pilgrim 10% Niacinamide serum ek accha option ho sakta hai. Ye oil control me madad karta hai aur skin ko thoda brighten karke ek natural glow de sakta hai. Waise to har kisi ki skin alag hoti hai, isliye consistency ke sath use karna zaroori hota hai taaki aap apne skin type ke according results dekh sakein. Aap is serum ko try karne se pehle patch test zarur kar lena, taaki aapko surety ho ki ye aapki skin ke liye suitable hai. Aur agar aapko isse acchhe results milte hain, to apna experience mere saath zarur share karna.
@@rinkisharma501 han ji q nhi. Thanks 🥰. Sorry but or ek sawal 😅 mere pas abhi filas. Koi suncream. Nhi he. Han lekin moisturiser he to me serum Lagane ke bad sirf moisturiser laga sakatat hun without using sunscreen
@@itihasbetagerikar2379 Agar aap din me serum use kar rahe h, to sunscreen lagana bhi zaruri hai, chahe aap moisturizer laga rahe ho. Moisturizer sirf hydration provide karta hai, lekin sunscreen aapki skin ko harmful UV rays se protect karti hai. Isliye, main suggest karungi ki serum ke baad moisturizer aur sunscreen ka use karein, especially din ke time
But ji bool rha hai ki isse lagane ka baad ma ya saath spf30+ suncream bhi use karni hai please this topic clear now ki suncream lagani hai ya nahi aur kab please 🙏
Agar oily skin h or glowing skin chiye to aap Pilgrim 10% Vitamin C Serum try kar sakte hain. Yeh serum all skin types ke liye hai, including oily skin.Lekin serum ko use krne se pehle patch test zaroor karein
Aapko agar pimples aur acne marks ki problem ho rahi hai to aap Pilgrim 10% Niacinamide Face Serum use kr skte ho Lekin serum ko use krne se pehle patch test jarur kr lein, taki koi allergic reaction na ho.
Agar aapke face pe black spots and pimples dono hain, to Pilgrim 10% Niacinamide Serum try krna better hoga but is serum ko use krne se phle patch test jarur kr lena
Har skin type alag hoti hai, isliye guarantee dena mushkil hota hai. Lekin Pilgrim ke products dermatologically tested h so aap chaho to patch test karke try kar sakte hain.
Mere according dono serums ko ek sath use nahi karna chahiye. Aap apni skin concern ke hisab se decide kar sakte hain ki kaunsa serum aapke liye best rhega.
To sis mene abhi ye niacinamide to order kiya he lekin me abhi bhi confuse hun ki ye. Meri oily or dull skin, ka problem solve kr payge. Thoda glow layga kya face me. Mre ko pimple jyada nhi aate. And. Ye long time keliye use krna padta he kya
Ji, agar aapki skin oily aur dull feel ho rahi hai, to Pilgrim 10% Niacinamide serum ek accha option ho sakta hai. Ye oil control me madad karta hai aur skin ko thoda brighten karke ek natural glow de sakta hai. Waise to har kisi ki skin alag hoti hai, isliye consistency ke sath use karna zaroori hota hai taaki aap apne skin type ke according results dekh sakein.
Aap is serum ko try karne se pehle patch test zarur kar lena, taaki aapko surety ho ki ye aapki skin ke liye suitable hai. Aur agar aapko isse acchhe results milte hain, to apna experience mere saath zarur share karna.
@@rinkisharma501 han ji q nhi. Thanks 🥰. Sorry but or ek sawal 😅 mere pas abhi filas. Koi suncream. Nhi he. Han lekin moisturiser he to me serum
Lagane ke bad sirf moisturiser laga sakatat hun without using sunscreen
@@itihasbetagerikar2379 Agar aap din me serum use kar rahe h, to sunscreen lagana bhi zaruri hai, chahe aap moisturizer laga rahe ho. Moisturizer sirf hydration provide karta hai, lekin sunscreen aapki skin ko harmful UV rays se protect karti hai. Isliye, main suggest karungi ki serum ke baad moisturizer aur sunscreen ka use karein, especially din ke time
Hello mem kya is syrum se dark circle aur open pors aur dull skin me theek ho jayega aur kaise lgana ye ye bhi bta dijiyega please mem
Didi vitamin c siram ko lagana chod denge to koe side effects hogi kya or kala pada jaegi kya pls bolo
Fecwas kar ne ka bad seram lagaunga or kuj lagana parega Kaya 😊
serum ke baad moisturizer lagana zaroori hai. moisturizer hydration ko lock kar deta hai, taaki aapki skin soft aur healthy rahe.
Dono use kar sakte hain kya .. kare to kese kare.
Meri skin tan ho gayi hai. Plz suggest the best serum for me.
But ji bool rha hai ki isse lagane ka baad ma ya saath spf30+ suncream bhi use karni hai please this topic clear now ki suncream lagani hai ya nahi aur kab please 🙏
Mam please answer
I got so many pimples aftar using this 🙂
Same
Which one you have used and pimples came
@@AfreenKhan-z3uniacinamide
achaa huyaa bataa diyaa me nahi lagungaaa
Vitamin c wala se pimple aajatay hai
Sking Glowing kai liye kon sa use karu , but oili skin hai mera ,...
Plz bataye
Agar oily skin h or glowing skin chiye to aap Pilgrim 10% Vitamin C Serum try kar sakte hain. Yeh serum all skin types ke liye hai, including oily skin.Lekin serum ko use krne se pehle patch test zaroor karein
Mere pimple ke dag nhi ja rahe konsi serum use kro 😢😢😢😢😢😢😢😢
Agar aapke pimples ke daag nhi ja rahe h, to Pilgrim 10% Niacinamide Serum try kr skte ho and is serum ko use krne se phle patch test jrur kr lena
Patch test kya hota @@rinkisharma501
Oil skin ke liye konsa use kre
Pilgrim 10% Niacinamide Face Serum is also for oily skin type, but do a patch test before using this product
Mere face me pimples amd mark hei to you tell me ki kosna use karu? Plz suggest me
Aapko agar pimples aur acne marks ki problem ho rahi hai to aap Pilgrim 10% Niacinamide Face Serum use kr skte ho
Lekin serum ko use krne se pehle patch test jarur kr lein, taki koi allergic reaction na ho.
Multani mitti hafte me teen baar
Pilgrim AHA BHA use kro 👍
😅😂😂 yey nhi sudhrege @@vishalpandey1116
pimpal ke black dag dhabe
ke liye use kar sakta hu kya??
Yes best
Yes,you can try 10% Niacinamide serum to fade acne marks, but do a patch test before using this product
18 age chalegi
Meri face may black spot ,and pimple hey...mey konsi serum use karna better hogaa didi
Agar aapke face pe black spots and pimples dono hain, to Pilgrim 10% Niacinamide Serum try krna better hoga but is serum ko use krne se phle patch test jarur kr lena
Keep up ❤
@@itihasbetagerikar2379 thank you 😊
Kya guarantee h😮
Har skin type alag hoti hai, isliye guarantee dena mushkil hota hai. Lekin Pilgrim ke products dermatologically tested h so aap chaho to patch test karke try kar sakte hain.
@@rinkisharma501 ok ji face ka swal h please to thoda sochna pdta h
@@HappySgnr yes,that's why I'm saying ki phle patch test krne k baad he serum ya koi or product use kre
Aapne to use kia h sai se bta do na mam ki es result acchaa h
Men use kar skta hai mami ji
Yes,but do a patch test before using this product
Patch test kya hota he @@rinkisharma501
Dono saath me use kr skte hai???
Mere according dono serums ko ek sath use nahi karna chahiye. Aap apni skin concern ke hisab se decide kar sakte hain ki kaunsa serum aapke liye best rhega.