Aadmi Jise Sadak Per Mila Karodo Ka Dhan | Movie explain Review Plot In Hindi & Urdu | Movie Recap

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 26 ส.ค. 2024
  • Aadmi Jise Sadak Per Mila Karodo Ka Dhan | Movie explain Review Plot In Hindi & Urdu | Movie Recap
    movies Ending explained in hindi | MOVIES Explain In Hindi. This is the most simplest Hindi Explanation Through this Video, We have provided an easy Explanation of movies Ending explained in hindi | MOVIES Explain In Hindi movie which was released in year 1993 .
    Copyright Use Disclaimer -
    This video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
    Thanks!!
    other video links
    Mazdoor Jisne Ki Aisi Planning Ki Pura Desh Hil Gaya | Movie Review Plot In Hindi & Urdu | RECAP
    • Mazdoor Jisne Ki Aisi ...
    Duniya Mein Sabse Jyada Bank ko Lootne Wala Adami | Movie Explain Review Plot In Hindi & Urdu
    • Duniya Mein Sabse Jyad...
    Karodo Rupaye Banane Ki Planing | Movie Explain Review Plot In Hindi & Urdu
    • Karodo Rupaye Banane K...
    Duniya Mein Sabse Jyada Baar Jail Say Bhagne Wala Adami | Movie explain Review Plot In Hindi & Urdu
    • Duniya Mein Sabse Jyad...
    movies explained in hindi | thriller movies explained in hindi | suspense thriller movies | hollywood suspense movie in hindi | #endingexplained | #moviesexplainhindi | hollywood movie explained in hindi | Picture Abhi Baki Hai | movie ending explained | hollywood explain in hindi | Movies Explained | Explain In Hindi | ending explained in hindi | #climaxexplained | #climaxexplaineinhindi | #explained | explain movie | movies Ending explained | movie explainer channel | movie story explain | Hindi Voice Over | Movie Review Plot In Hindi & Urdu | Movie Recap | korean movie explained in hindi

ความคิดเห็น • 37

  • @pictureabhibakihai1023
    @pictureabhibakihai1023  11 หลายเดือนก่อน +7

    Dosto video accha laga tho comment section main " YES " type kare sath he video ko like kare channel ko subscribe thanks for watching.

    • @YouTubeEarth
      @YouTubeEarth 11 หลายเดือนก่อน +4

      " YES "

    • @sapnabatheja3991
      @sapnabatheja3991 11 หลายเดือนก่อน +1

    • @YouTubeEarth
      @YouTubeEarth 11 หลายเดือนก่อน

      @@sapnabatheja3991 blank text 😅

    • @poojataak8321
      @poojataak8321 11 หลายเดือนก่อน

      Yes

  • @fantasyvlog929
    @fantasyvlog929 11 หลายเดือนก่อน +5

    Sir apki story dekhne ke liy tarash jate hai roj upload Kiya Karo..❤

  • @luckyDsuza-oe9dt
    @luckyDsuza-oe9dt 11 หลายเดือนก่อน +1

    Yes, bhai nice explaination

  • @YouTubeEarth
    @YouTubeEarth 11 หลายเดือนก่อน +3

    " YES "

  • @kameshshrivastava827
    @kameshshrivastava827 11 หลายเดือนก่อน

    1 no bhai

  • @sunnysaab74
    @sunnysaab74 11 หลายเดือนก่อน +1

    Nice movie and your explanation bro ❤❤

  • @kingABwatchesyt
    @kingABwatchesyt 11 หลายเดือนก่อน

    amazing explanation rboither absolutely loved your channel have been watching this channel since beginnig and i have watched each and every video so much amazing explanation

  • @swagatikaroutray4936
    @swagatikaroutray4936 11 หลายเดือนก่อน +1

    😊😊😊😊

  • @sonukkc7291
    @sonukkc7291 11 หลายเดือนก่อน

    Ossssam

  • @mohdzakishaikh1271
    @mohdzakishaikh1271 9 หลายเดือนก่อน

    Yes sir boss

  • @DharmendraSingh-xq5en
    @DharmendraSingh-xq5en 8 หลายเดือนก่อน

    Jai shree Ram Jai

  • @Rahul-rt9nq
    @Rahul-rt9nq 11 หลายเดือนก่อน +1

    Please explain suspense thriller movie before u upload

  • @rOmeyODavid_o08891
    @rOmeyODavid_o08891 11 หลายเดือนก่อน

    ...........👍

  • @heenasayyad1223
    @heenasayyad1223 11 หลายเดือนก่อน

    Yes 💖

  • @pm_studio_rocker358
    @pm_studio_rocker358 10 หลายเดือนก่อน

    😊

  • @amitmishramasti8179
    @amitmishramasti8179 11 หลายเดือนก่อน

    Yes

  • @mdirfan3452
    @mdirfan3452 11 หลายเดือนก่อน

    Movie ka kiya nam hai

    • @nadimahamad225
      @nadimahamad225 11 หลายเดือนก่อน

      money for nothing 🚭🚫🚫🚭

  • @user-de5ls2pp8p
    @user-de5ls2pp8p 6 หลายเดือนก่อน

    Yeh movie dekhne me maza nhi aayega

  • @prasannayt1881
    @prasannayt1881 11 หลายเดือนก่อน +1

    stupid decision by joy..

  • @ANiMEwithTobi
    @ANiMEwithTobi 11 หลายเดือนก่อน

    Uncle uncle ji kis kis dikha 😂

  • @abbasmiddey8928
    @abbasmiddey8928 11 หลายเดือนก่อน +1

    Move name

  • @BLACK-hl4ic
    @BLACK-hl4ic 11 หลายเดือนก่อน

    Ye joi to sahi mein Hutiya nikla.

  • @honnyemkonyak1307
    @honnyemkonyak1307 11 หลายเดือนก่อน

    Nonsense movie

  • @bibekchhetri1276
    @bibekchhetri1276 10 หลายเดือนก่อน

    Apne over-smartness, over-confidence aur zyada desperate hokeh khud apne aap ko fasaa Diya..
    Bewakoofi heights..!!!

  • @kit-kit-kittty2911
    @kit-kit-kittty2911 5 หลายเดือนก่อน

    BAKWAS MOVIE

  • @ankitmittal9165
    @ankitmittal9165 11 หลายเดือนก่อน

    Bhagwat katha mein pandit shree dhirendra shastri keh rahe the ki dharm ka abhav hi apradh ka badhava hai. Yadi koi bhagwat Katha sunta hai toh uske janmo janmo ke pap bhi dhul jate hein. Yani dharmik shiksha hi apradhi pravrati ko khatam kar sakti hai. Ye keh kar hi unhone jai shree Ram ka nara lagaya aur sabhi or se jai shree Ram ka nara lagne laga. Bhagwat katha jaise hi khatm Hui. Tabhi shastri ji ko inspector Singh ka phone aya ki unhone ek ladki chedne ke arop mein shastri ji ke bhai dharmendra shastri ji giraftar kiya hai. Tabhi dheerendra shastri apni gadi lekar turant police station pahunche. Aur apne bhai ko wahan dekhte hue bahut gussa hue aur kehne Lage ki hum wahan logon ko dharam ki shiksha de rahe hein aur tum yahan ye karam karke baithe ho. Tumko sharam varam nahi aati kya. Hamein is bat ki koi chinta nahi ki log kya kahenge hamare bare mein. Per hum is bat ko lekar avashya chintit hein ki aaj tum jaise Yuva kaise bhatak rahe hein. Shastri ji ne inspector Singh se kaha ki hamara aise apradhi se koi rishta nahi. Aap ise kadi se kadi saja dijiye. Tabhi unka Bhai pair pakad kar unse mafi mangne laga toh shastri ji bole ki ye mafi mangne ka natak hamare samne mat karo. Humko pata hai ki tum apne kiye per koi sharminda nahi ho. Toh unke Bhai ne kaha ki nahi bhaiya aisa nahi hai hum bahut sharminda hein ab. Aur ab hum aisa nahi karenge aur agar karein toh aap khud hamein saja dilayega. Toh pandit ji bole ki mafi mangni hai toh us ladki ke ghar chalo aur usse jakar mafi mango. Hamse nahi. Aur kal se tum collage fir se start kar do. Agar tumhare andar wakai sharmindgi hai toh. Toh unka Bhai bola ki hum soch rahe the ki hum bhi aapke sath dharam ke kary mein hi lag jayein toh jeevan mein thoda punya bhi kama lenge. Tabhi pandit ji bole bilkul nahi. Kyunki tum agar bhakti aur Pooja path karoge bhi toh Dil se nahi aur jo bhakti dil se nahi hoti. Woh bhakt hi nahi hoti. Toh tumhara collage Jana hi best hai. Toh unka Bhai bola ki agar aapko Aisa Lage ki hum ye sab man se nahi kar rahe toh hum collage hi shuru kar denge fir se. Per hamein dharam ke raste per badhne ka ek mauka toh dijiye plz. Pandit ji bole theek hai diya tumko mauka per pehle hum tumko us ladki se mafi mangwane ke liye ke chalte hein. Toh woh dono us ladki Ghar Gaye aur us ladki aur uske pitaji se mafi mangi. Fir din beette gaye. Dharmendra shastri ka bhi ab nam ho gaya tha kyunki woh Ram Katha acchi karte the. Ek din khud inspector Singh Ram Katha ke bad Dharmendra shastri se mile. Aur bole ki tum wakai ab sudhar gaye ho aur kafi dharmik ho Gaye ho. Dharmendra ne kaha ki Han ye bat toh theek hai. Bhaiya ki sangat mein aakar hum sudhar gaye. Inspector Singh bole Han tumhare Bhai toh mahan hein. Woh shuru se hi kafi accha kam kar rahe hein. Dharmendra bole ki Han woh mahan toh hein per unmein ek bahut bada dosh hai. Inspector Singh ne poocha kaisa dost. Dharmendra bole pandit ji mein ahem yani ego bahut hai. Woh mereko kuch janta nahi mamla. Inspector Singh bole ki agar ego hai bhi toh bura kya. Hamare andar bhi ahem bahut hai. Is Karan Hum apni duty ko lekar bahut gambheer rehte hein. Aise hi tumhare Bhai bhi dharam ko lekar gambheer hein. Toh ego hona toh acchi bat hi hai. Toh Dharmendra bole bilkul nahi. Kyunki dharam hamne toh banaya nahi. Toh is bat ki chinta kyun karte hein ki kaun dharam ko follow karta hai aur kaun nahi. Ye toh ishwar ki den hai aur Jo bhi Kam hai woh ishwar ki den hai. Ishwar ki marji se hi hamein woh kartvya mila hai. Toh ye sochna ki ye hamari duty hai aur Aisa hona hi chahiye. Toh ye hamara ahenkar hai. Toh inspector Singh bole ki agar aisi bat hai. Toh fir toh main kabhi apni duty acche se kar hi nahi paunga. Aur apradh fir badhta rahega. Dharmendra ne kaha ki aisa nahi hai. Aap apni duty egoless hokar bhi kar sakte. Isse aap thoda aur facts ko check karne ke liye serious zyada rahoge nahi apradhi ko saja dene ke. Inspector Singh ne kaha ki chalo ye bat toh tumhari sahi hai. Per dharam mein agar koi ahenkar rakhta hai toh woh mere khyal se ek accha pracharak hai. Aur mereko apradhi bahut jaldi pehchan aa jate hein. Toh mujhe zyada facts check karne ki zaroorat nahi. Toh Dharmendra ne poocha Singh se kya aapko lagta tha ki aap mujhse kabhi aise miloge. Singh ne kaha nahi Aisa toh kabhi nahi laga. Toh Dharmendra bole fir aapko insan ki kahan pehchan hui kuch. Aur ahem ke Karan insan ek hi tareeke mein bhi bandh jayega. Fir wahan woh wahi sahi manega jo woh sahi Manta aaya hai. Inspector Singh ne kaha ki agar tum sabit kar do ki ahem bura hai aur tumhare bhaiya mein wakai bahut ego hai. Toh hum bhi apna ego sacrifice kar denge aur tum jeete fir. Toh Dharmendra ne kaha ki hum ek game khelte hein ki AAP humko jhoothe rape case mein arrest kar lijiyega. Fir dekhte hein bhaiya kaise react karte hein. Agar unki prtikriya krodhit wali Hui jaise pehle thee. Toh hum manenge ki woh ghamandi hein dharam ke mamle mein. Kyunki woh pehle bhi gussa hue the. Aur aisa gussa bhi ego ki hi nishani hai. Aur agar woh hamare vinti karne per sach janne ke icchuk hote hein toh ham manenge ki woh egoistic zyada nahi hein aur thoda unka ego utna bhi bura nahi. Balki accha hi hai. Inspector Singh bole theek hai fir. Fir ek din bhagwat katha ke bad dheerendra shastri ko phone aya ki unke Bhai ko rape case mamle mein police ne pakad liya. Ye sunte hi pandit ji ka gussa satve asman per tha. Woh bole ki ye toh hamara nam kharab karke hi manega. Woh police station gaye ki chillate hue bole ki inspector sahab is bar isne toh dharam ke nam per kalikh pot dee hai. Aap ise kadi se kadi saja dijiye. Tabhi unka Bhai bola ki bhaiya hamein fansaya gaya hai hamne Aisa kuch nahi kiya. Dhirendra shastri ne kaha ki bhala kaun tumko fasana chahega aur kyun akhir. Tum jhooth toh nahi bol rahe bachne ke liye. Tabhi Dharmendra muskurate hue bole ki ye toh bhaiya aap hi bataiye acche se. Dheerendra ne kaha matlab. Kya batayein hum. Dharmendra ne kaha ki kya aapko pehle se hi itna bharosa nahi apne Bhai per ki woh ab koi galat kam nahi karega. Kya aapko insan ki itni pehchan bhi nahi. Woh hogi bhi kyun. Kyunki aap apne ahem mein itna ghuse hue jo hein. Fir dharmendra ne sari sacchai batayi ki kaise usne jhootha natak kiya. Toh dheerendra bole toh accha toh ab tum hamari pariksha loge. Dharmendra bole kyun nahi. Aap bahut bade dharmatma bante hein. Aapko itni toh buddhi honi chahiye ki insan ko pehchan sakein. Aur jab aap mein itni hi samajhdari nahi toh aap kaise dharam guru hue. Toh dheerendra bole ki theek hai tum hamari jagah le lo. Agar tum dharam hamse behter jante ho. Chalo man liya hum ahenkari hein. Toh hum ab chale jayenge aur kabhi Laut kar wapas nahi aayenge. Tabhi dheerendra wahan se chale gaye. Aur inspector Singh bole ki ye toh accha nahi hua. Unhone kaha ki lagta hai tum thode sanvedansheel zyada hi ho. Tumhare bhaiya ne tumhein thoda sakht anushashan mein rakha hoga bachpan se. Tabhi tumhare andar thoda dvesh bhav zyada aa gaya apne Bhai ke liye. Toh Dharmendra ne kaha ki accha toh hamein bhi nahi laga ki hamare bhaiya hamse gussa hokar aise chale gaye. Per main kya kar sakta tha. Shayad mujhe apne jajbaton per kabu rakhna chahiye tha. Samay thoda guzra. Ek din Ram Katha ke bad inspector Singh Dharmendra se mile aur kaha ki tum kafi accha kam kar rahe ho. Dharmendra ne kaha ki mujhe afsos hai ki bhaiya Aaj yahan hamare beech nahi hein. Main aaj soch Raha tha ki kash Aisa ho jata ki bhaiya ne bhi ye Ram Katha suni hoti aur woh shabashi dene aate aur kehte ki Dharmendra tumne wakai bahut acchi Ram Katha Kari. Tabhi ek awaj aayi. Tumne wakai bahut acchi Ram Katha Kari Dharmendra. Ye awaz dheerendra shastri ji ki thee. Unhone kaha ki hamein apni bhool ka ahesas ho gaya hai. Hamara ahem tab toota jab hamein ye ahesas hua ki hamare andar jo seekhne aur janne ka bhav hai. Woh toh hai hi nahi. Hum apne ko hi dharmatma samajh baithe the. Per tumne jo dharam samjha woh bahut uttam hai. Tumne samjhaya ki dharam ko shashtron ke bahar bhi dekhna chahiye. Jo jeevan mein lagu hota ho. Per hum ye nahi dekh paye. Isi ke sath stage per jakar dheerendra ne kaha ki asli guru woh hai Jo apne shishya hone ke bhav ko jagakar rakhta ho. Kyunki jo doosron se seekhne layak hai. Wahi sikhane aur Gyan Dene layak hai. Isi ke sath sab or se taliyan bajne lagi aur fir ant mein jai shree Ram ke naron ke sath ye karykram samapt hua.

  • @jhumpa2011
    @jhumpa2011 11 หลายเดือนก่อน

    Yes

  • @roshni_subbaa
    @roshni_subbaa 11 หลายเดือนก่อน

    Yes

  • @jhumpa2011
    @jhumpa2011 11 หลายเดือนก่อน

    Yes

  • @vishalgajinkar
    @vishalgajinkar 11 หลายเดือนก่อน

    Yes