MY PHYSICS CHAPTER TEST: 11:31 Download our App 📱: QUALITY SPEAKS KOTA [1] For Android users: On Play Store : "Quality Speaks KOTA" [2] For Apple users: App store search: "My Institute" Enter org code - frhvg [3] For web access : web.classplusapp.com Enter org code - frhvg Login using your registered mobile number and OTP
Bhaiya aapke videos ka hi ntezaar regta h sirf apko hi subscribe kr rkha h...... baaki sb toh unrealistic bta dete h 13 14 ghante fir agr 9 10 bhi padhlo fir bhi demotivation ki saala padh hi nhi rha m toh apna toh kahan hi hoga 9 10 ghante padh kr ..........sirf aap ho jo 1dum practical btate ho thanks a lot bhaiya❤❤❤
Pw me me jhoot nhi bol rha Or me pw se hi padh rha hu mere ko sab samjh arha hai me burai nhi kar rha 2 hr ki physics 2 hr ki chemistry 3 hr ki maths hoti hai daily dropper batch me
@@IITianSpeak BHAIYA I AM IN PRAYAS JEE 2025 DUE TO LESS TIME I AM ONLY SOLVING PYQS OF JEE MAINS 2024 AND 2023 ALONG WITH LECTURES CLASSNOTES AND DPP PLEASE TELL IS IT ENOUGH TO GET UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS BHAIYA I AM ASKING ABOUT UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS
Main jhuth nhi bol raha hun ekbar yakeen batch mein akar class attend karna physics wallah ke .....mera toh 6-7 hours waha chala jata hun ....toh fir main kitne ghante self study karu.....?????
3:07 bhaiya ye brain fatigue vaali problem varies person to person🙂...jis Bande ka high IQ,memory,intelligence hai usko sirf 2 hrs mai brain fatigue nahi hota...aur koi low iq vaale bnde ko 1 hrs mai brain fatigue hota hai... Mai personally 3 hr lecture ke baad brain fatigue hota hai where as my closest friend ,bechara 1 hr ke baad behosh hone lgta hai.....
Bhaiya I request you plz ek video jee ke 6 months bache h maths thik h organic inorganic sb thik h pr bhaiya physical chemistry aur physics bohot ganda h kya kru kaise kru? Itne sare backlogs ho gye h bhaiya physics padhne ka man nhi krta na padhti hu chapter almost sare nikal gye h 12 th ke... kya kru bhaiya .. ye soch kr bhi dar lagta h mere aas pass sb ladkiya itni padh rahi h unko jo easy lagta h woh chapters mujhe shi se aate bhi nhi physics me ... mein kya kru bhaiya plz physics kaise cover kare bataiye
Bhai ek dikkat or h ki raat ko jaldi neend aa jati h or fir school or gar ka kam bhi hota h gaon se hu na sochti hu raat ko padhungi par neend aa jati h kuch solution bhai jo neend na aaye or ek cheez or ki overthinking bhout zyada krti padhte padhte overthinking krne lgti hu Sara time usi mein nikal jata h Koi solution ?? Please bhai
Bhai abhi thoda pw me jhakk ke aa jaoo prayash 2.0 ekk ekk din 6 class 12hr+ class only...or normal day 2.30hr chem +2.30hr math+ 2.00hr physics+2.00 hr chem organic 9hr+ class only kaise manage kare uper se math bhi hard lag raha haii help mee bhai😢😢😢
@@IITianSpeak morning me 7 bje uth jata hu , kabhi kabhi 6:30 , 8 bje tak library aa jata hu 2 bje tak padhta hu fir Ghar jake khana , 3 bje fir library 7 tak fir 1 ghanta chai nasta , 8 se 10 ya 10:30 aur ghar pe aane ke baad bhi 1,2 ghante padh leta hu jab tak neend nhi aati 14 ghante approx touch ho jata hai aur exam time me inc karke 16 bhi ho jayega
BHAIYA I AM IN PRAYAS JEE 2025 DUE TO LESS TIME I AM ONLY SOLVING PYQS OF JEE MAINS 2024 AND 2023 ALONG WITH LECTURES CLASSNOTES AND DPP PLEASE TELL IS IT ENOUGH TO GET UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS BHAIYA I AM ASKING ABOUT UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS
MY PHYSICS CHAPTER TEST: 11:31
Download our App 📱: QUALITY SPEAKS KOTA
[1] For Android users:
On Play Store : "Quality Speaks KOTA"
[2] For Apple users:
App store search: "My Institute"
Enter org code - frhvg
[3] For web access :
web.classplusapp.com
Enter org code - frhvg
Login using your registered mobile number and OTP
Yrr aaisi aache content wali video itni viral q nhi hoti jitni vo faltu ki videos ho jati hai😢😢...
Really a great video and helpful content ❤❤❤
Bhaiya aapke videos ka hi ntezaar regta h sirf apko hi subscribe kr rkha h...... baaki sb toh unrealistic bta dete h 13 14 ghante fir agr 9 10 bhi padhlo fir bhi demotivation ki saala padh hi nhi rha m toh apna toh kahan hi hoga 9 10 ghante padh kr ..........sirf aap ho jo 1dum practical btate ho thanks a lot bhaiya❤❤❤
Pw me me jhoot nhi bol rha Or me pw se hi padh rha hu mere ko sab samjh arha hai me burai nhi kar rha 2 hr ki physics 2 hr ki chemistry 3 hr ki maths hoti hai daily dropper batch me
Ha🙂
means 7 hrs lecture study: then do 4hr self study
Nahi bahi ab to physics ki bhi week ma 2 baar 3 hours and maths ki 3 hours+ live class ho rhi h 😢 pw ma phir wo homework bhi dete hai bahut
@@goladev syllabus jaldi finish karna hain esiliye
@@IITianSpeak BHAIYA I AM IN PRAYAS JEE 2025 DUE TO LESS TIME I AM ONLY SOLVING PYQS OF JEE MAINS 2024 AND 2023 ALONG WITH LECTURES CLASSNOTES AND DPP PLEASE TELL IS IT ENOUGH TO GET UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS
BHAIYA I AM ASKING ABOUT UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS
Vote for video on syllabus completion For Dropper 🙏🙏🙏
Main jhuth nhi bol raha hun ekbar yakeen batch mein akar class attend karna physics wallah ke .....mera toh 6-7 hours waha chala jata hun ....toh fir main kitne ghante self study karu.....?????
6 hr
Bhaya thank you now I will study 10 hrs daily ❤❤❤❤❤
I am trying to study 10 hrs daily thankyou sir I am doing my best🔥🔥
Bhaiya your each and every word is a universal truth you are the best .
3:07 bhaiya ye brain fatigue vaali problem varies person to person🙂...jis Bande ka high IQ,memory,intelligence hai usko sirf 2 hrs mai brain fatigue nahi hota...aur koi low iq vaale bnde ko 1 hrs mai brain fatigue hota hai... Mai personally 3 hr lecture ke baad brain fatigue hota hai where as my closest friend ,bechara 1 hr ke baad behosh hone lgta hai.....
2hr of self study ki baat hori. Self study requires more brain than lecture
Bro 😂 lec mei brain fatigue nhi hota itna self study bol Rahe hai bhaiya
Bhaiya PW mai ekbar dekh lo, 7+ hrs daily lectures milte 😭😭😭😭sare tchrs time extend krte rehte, oficially 5 hrs hon chahiye but kya kare
Role bhai tu role jese tuje dikta to h ni ki pda hi re h vo b
Bhai i understand your problem
@@READYGO_SCIENCE Bhai, tu JEE kr liry padh raha 10th boards ke liye nhi, yaha practise se sab hota dekhne se nhi, chood tu nhi smjhenga
@@MalayPaul-qc3pe to bhai aap samjhte ho to karo n😮kyu time waste kar rhe ho 🤣
@@READYGO_SCIENCE Agreed 👍🏻 🤝
Bhaiya agar july me start karke jee kese clear kare jab 11th thik thik aati ho
Ek video bana do please
Helpful and logical ❤
BHAIYA VIDEOS AAPKE BAHUT ACCHA HA FULL PRACTICAL
To 16hour ka thumbnail kiu lagaya he bee
Hum abhi 11 me hai pw ka 3.0 batch se suru karenge 15 july ko hai start toh hum ko abhi kiya karna hai aur batch start ke baad kiya kiya karna hain
Bhaiya backlog kaise complete kare agar dono padna bhi hai aur backlog bi
Bhaiya daily distracted rheta hu kya karu daily sochta hu 12 hours + padunga par 7-8 hour padh pata hu
Very Helpful Bhaiya.
Relatable wale like kro
Bhaiya I request you plz ek video jee ke 6 months bache h maths thik h organic inorganic sb thik h pr bhaiya physical chemistry aur physics bohot ganda h kya kru kaise kru? Itne sare backlogs ho gye h bhaiya physics padhne ka man nhi krta na padhti hu chapter almost sare nikal gye h 12 th ke... kya kru bhaiya .. ye soch kr bhi dar lagta h mere aas pass sb ladkiya itni padh rahi h unko jo easy lagta h woh chapters mujhe shi se aate bhi nhi physics me ... mein kya kru bhaiya plz physics kaise cover kare bataiye
Bhaiya plzzz kia aap btaa skte hn neet k liye ho skta h 😢
Thanks bhaiya❤❤❤
BHAIYA MERA COLLEGE SUBA 7 SE SHAAM 5:30 TAK RAHETA HAI PLEASE REPLY BHAIYA 🙏🙏🙏🙏
Bhai ek dikkat or h ki raat ko jaldi neend aa jati h or fir school or gar ka kam bhi hota h gaon se hu na sochti hu raat ko padhungi par neend aa jati h kuch solution bhai jo neend na aaye or ek cheez or ki overthinking bhout zyada krti padhte padhte overthinking krne lgti hu Sara time usi mein nikal jata h
Koi solution ?? Please bhai
Khana Kam Khao , nai aayegi
Bhai abhi thoda pw me jhakk ke aa jaoo prayash 2.0 ekk ekk din 6 class 12hr+ class only...or normal day 2.30hr chem +2.30hr math+ 2.00hr physics+2.00 hr chem organic 9hr+ class only kaise manage kare uper se math bhi hard lag raha haii help mee bhai😢😢😢
Kya hindi me bhi rahega ye test series please reply me 🥺🥺
1:03 inhe koye samjhao ki sirf iitian he yeah vedio nahi dekh raha
But exam time tohb 3 hrs hoota hai then kaise hamare beain work karega
sirf physics ka hai wo
Tips dena kese padhe
Upsc aspirant ke liye time table lekarr aayiye...
Bhai 14 ghante padhta hu , thoda push karke 16 bhi jo jayega exam time me kyu bacho ko mehnat karne se rokte ho
16hrs “daily” is not possible. Aap padhte ho toh bht achi baat hai. Aur aap kis way se 16hrs calculate karre ho , I don’t know.
@@IITianSpeak morning me 7 bje uth jata hu , kabhi kabhi 6:30 , 8 bje tak library aa jata hu 2 bje tak padhta hu fir Ghar jake khana , 3 bje fir library 7 tak fir 1 ghanta chai nasta , 8 se 10 ya 10:30 aur ghar pe aane ke baad bhi 1,2 ghante padh leta hu jab tak neend nhi aati 14 ghante approx touch ho jata hai aur exam time me inc karke 16 bhi ho jayega
thankyou bhaiyya
'
90 days challenge accepted
BHAIYA I AM IN PRAYAS JEE 2025 DUE TO LESS TIME I AM ONLY SOLVING PYQS OF JEE MAINS 2024 AND 2023 ALONG WITH LECTURES CLASSNOTES AND DPP PLEASE TELL IS IT ENOUGH TO GET UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS
BHAIYA I AM ASKING ABOUT UNDER 5000 RANK IN JEE MAINS
Bhaiya mara school v rahta ha . To ham kasa manage Kara
Par ye 6-8 hrs to self study ka hai na
finnnfty ka dekhiye
Bhaiya ma daily 10hrs study+ weekly 4hrs youtube par work karu tho koi problem hogi kya
Is prahar test series free or paid..??
Apka ekalavya batch ka first class free vidio dijiye bhaiya
Some videos for 2026 aspirants?
Love you Bhai
Hindi medium wale test kaise de
Bhai mera break hata ke coaching 7.5 hrs hota he 😢
Bhaiya jee 2025 wale 8-10 hrs ki study karu toh ho jayega kya???
haanji.. "daily" karna but
Bhaiya mujhe DTU me CSE and IIT dhanbad electrical engineering mil rhi h which is better please suggest
Obviously cse...
Dtu cse
finnifty ka bhi dekh lo
Ye 11th wale le sakte hai kya bhaiya
yess
@@IITianSpeak kab tak valid hai 11th walo ke liye aur test weekly honge ya kaise pls batao
No Nishant jindal harmed😂
😂
Baclog😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😊