@@perhodarood is darood mein ibraheem as ko mohammad saw ka partner bana diya gaya isliye ham is darood ko nahi padhte hain. Yeh darood likhne wale ki shararat hai. Ham sir mohammad aur unke aal wala darood padhte hain aur nani kr saath kisi aur ko shareek nahi karte hain. Hazrat ali bhi maninde aal hain kiyon ke apne bhayi ko bachpan se pala tha.
Aoa Hazrat aap nay is video may aik Hadees Pak ka bataya ky ‘Jo Shaks apnay zamanay ky Imam ki muarfat ky bagair mar giya woh jahalat ki moot mara’. Janab mujhay is hadees e Pak ka reference chayeh. Aur jub bhi aap apni videos may Quran ya Hadees ko quote karen kindly reference zaroor deen. Waiting for your reply. Jzk
@@ilmulisrar جزاک اللہ خیر رفرینس کا۔ حضرت میری تحقیق کے مطابق مندرجہ زیل عبارت آئی ہے۔ جس میں بیعت کا متن مختلف ہے۔ ملاحذہ فرمائیں صحیح مسلم میں یہ حدیث اس عنوان :بَابُ الْأَمْرِ بِلُزُومِ الْجَمَاعَةِ عِنْدَ ظُهُورِ الْفِتَنِ وتحذير الدعاة إلى الكفر(فتنوں کے ظاہر ہونے کے وقت جماعت و اتفاق کے حفظ اور کفر کی دعوت دینے والوں سے اجتناب کا ضروری ہونا) کے ذیل میں مذکور ہے۔[12]اسی سے مسلم کے نزدیک اس کے معنی کو مشخص کیا جا سکتا ہے ۔دوسرے بعض مآخذوں میں اس حدیث کو ایک دوسری حدیث :من مات مفارقًا للجماعة مات ميتة جاهلية(جماعت سے جدائی کی حالت میں مرنے والا شخص جاہلیت کی موت مرا ہے)کے ہم معنا سمجھتے ہیں۔[13] اہل سنت اس روایت میں امام سے مراد اسلامی حکومت کا حاکم سمجھتے ہیں کہ حفظ جماعت اور وحدت کی خاطر اس کی پیروی اور اتباع ضروری ہے [14] البتہ بعض اہل سنت منابع نے اس حدیث میں امام کے لفظ کو پیغمبر کے معنا میں بھی ذکر کیاہے اور وہ معتقد ہیں کہ انسان کو پیغمبر پر ایمان رکھنا چاہئے کیونکہ اس دنیا میں نبی ہی اہل زمین کا امام ہے [16] رفرینس: ۱۲: مسلم، صحیح مسلم، ج ۳، ص ۱۴۷۵ق. ۱۳: الحلیمی، منہاج فی شعب الایمان، ۱۳۹۵ق، ج۳، ص۱۸۱. ۱۴: صہیب عبدالجبار، تعلیقہ الجامع الصحيح للسنن والمسانيد، ۲۰۱۴م، ج۴، ص۲۳۴. ۱۶: ابن حبان، صحیح ابن حبان، ۱۴۱۴ق، ج۱۰، ص۴۳۴.
Asslamualaikum ji me aapko apna murshid manti hu aako aksar aapke videos me kehte suna hai ki koi Allah wala hona chahiye us maarfat e ilaahi tak pohchne ke liye to kya aap detail me bata sakte hai kon hai aaj ke daur me jo sahi raah dikha sake aur kya ye mumkin hai ki me aapke bayaan sunke kitaab me likhke amal krne ki koshish karu to maarfat e ilaahi tak pohch sakti hu ya mujhe kisi aalim ki zarurat padegi plz batayega aur ek sawal aapne isme kaha hai zamane ke imaan ko manna to aap yaha konse imaam ki baat krre plz ye bhi batayega me intezaar karugi
Apki Mohabbat or Alfaz ky liye Bohat Shukriya.. Actually main nikama sa insan hon or abhi khud talib e ilm hon.. meri videos se agar kisi ek ko bhi guidence mil gai or woh Allah ky qareeb ho gaya to mera maqsad pura ho jaey ga... Marfat e Ilahi asal mein hasil nahi ki jati balky ata hoti hai.. yeh ilm kitabon se nahi balky apne andar ki tarap se hasil hota hai.. Agar apke dil mein Allah ki yad sama jaey or apka hasil o maqsood sirf Allah ki zaat hai to phir woh kisi na kisi zariye se apko apna rasta khud dikha deta hai.. woh khud apko sirat e mustaqeem per ly aata hai.. baat sirf ye hai ky us se thori se mohabbat kar lain phir dekhein yeh kainaat apke liye kya kya karti hai..
@@ilmulisrar JazakAllah aapke jawab ke liye lekin nikamme insaan ko fursat kaha dusro ke dilon me Allah ki mohobbat jagane ki aap nikamme nhi hai mashaAllah bht acha aur naik kaam krre aapke audios sunke mere dil me Allah ki mohobbat gehri hori hai lekin aapke hi ek audio me suna tha ki kisi Allahwale ki nigah se fakiri milti hai mtlb koi guide hona zaruri hai ya aap khud quran ki tilawat se aur ziqr se Allah ki zaat me deewane hoke us maqaam tak pohch sakte hai
Subhanallah Alhamdulillah Allahu Akbar
Ameen Sum Ameen.
Allah kreem apko slamat rakhein ,
Allah Hu AkBar ☝️✅ Allah Pak app KO jaza Dy Ameen summa amen ♥️
Bohet sukon Malta he ap ke video sunte ho mashallah subhanallah Allah
SubhanAllah JazakAllah khair. Very informative video.
ameen summa ameen❤❤❤❤❤
Subhanallah Masha Allah
Aameen summa aameen
❤❤❤ allah hu Akbar
Aameen Summa Aameen ❤
بیشک برحق
Beshak ❤ Ya Allah ❤❤ 🤲... Nabi ❤ Ali aur unke Aal ❤ ke Wafadaron mein uthana 🤲 Ameen 🤲
❤🎉 Aameen sum Aameen 🎉❤
بسم اللّٰہ الرحمٰن الرحیم اللّٰہ حما صلے علٰی محمد وآل محمد سبحان اللّٰہ ماشاءاللہ اللّٰہ پاک سلامت رکھے ❤
masa allaha
Subhan Allah subha Allah Apki video daikh kr bhut skoon milta h apki video ka intazar rehta h ❤
Malik Ap per Karam ka Saya Banaey Rakhy...
Jazaak Allah❤❤❤
جزاك اللّٰه خيرًا❤
❤ MASHAALLAH JIO ALI HAQ i am from Srinagar Kashmir i like it
Masha allah 😢
Mashallah
Mash. Alla
Subhanallah ❤❤❤❤❤❤
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ* مَجِيدٌ🌹 🌹 *اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيد* 🌹
@@perhodarood is darood mein ibraheem as ko mohammad saw ka partner bana diya gaya isliye ham is darood ko nahi padhte hain. Yeh darood likhne wale ki shararat hai. Ham sir mohammad aur unke aal wala darood padhte hain aur nani kr saath kisi aur ko shareek nahi karte hain. Hazrat ali bhi maninde aal hain kiyon ke apne bhayi ko bachpan se pala tha.
Hazrat ek baar enxity or depression ke bare me bhi video banaye plz😢
Ji Zarur Inshallah...
Ameen
Thank u ❤
❤
❤
Beshak allah madadgar hi
Very nice.
Auzbiallahmestanarjim bismeallaharmanarhim assalam alikum from furqan ameer ali Arian subhanallah mashallah ameen inshallah rabizadnielima
W Salam
May God be with You...
Ay dunia tilkan bazi vehra …..aithon bach k janda kehra 🙏🙏😭😭
😢😢
भाईजान मार्फत ए इलाही कैसे हासिल kare
❤❤ I love you all
Aoa Hazrat aap nay is video may aik Hadees Pak ka bataya ky ‘Jo Shaks apnay zamanay ky Imam ki muarfat ky bagair mar giya woh jahalat ki moot mara’. Janab mujhay is hadees e Pak ka reference chayeh.
Aur jub bhi aap apni videos may Quran ya Hadees ko quote karen kindly reference zaroor deen. Waiting for your reply. Jzk
ر.ک: برقی، المحاسن، ۱۳۷۱ق، ج۱، ص۸۸.
سید بن طاووس، الاقبال بالاعمال الحسنہ، ۱۴۱۵ق، ج۲، ص۲۵۲؛ ابن بابویہ، كمال الدين و تمام النعمہ، ۱۳۹۵ق، ج۲، ص۴۱۰
کلینی، الکافی، ۱۴۰۷ق، ج۱، ص۳۷۶
مجلسی، بحار الانوار، ۱۴۰۳ق، ج۸، ص۳۶۸.
احمد بن حنبل، مسند احمد، ۱۴۲۱ق، ج۲۸، ص۸۸؛ ابو داوود، مسند، ۱۴۱۵ق، ج۳، ص۴۲۵؛ طبرانی، مسند الشامیین، ۱۴۰۵ق، ج۲، ص۴۳۷.
مسلم، صحیح مسلم، ج۳، ص۱۴۷۸.
ابونعیم اصفہانی، حليۃ الأولياء وطبقات الأصفياء،۱۳۹۴ق، ج۳، ص۲۲۴.
ابن ابی عاصم، کتاب السنہ، ۱۴۰۰ق، ج۲، ص۵۰۳.
روض الجنان و روح الجنان في تفسيرالقرآن، ج ۴، ص ۱۷۳
ملاصدرا، شرح أصول الكافي، ۱۳۸۳ش، ج ۲، ص ۴۷۴.
مجلسی، مرآه العقول، ۱۴۰۴ق، ج۴، ص۲۷.
مسلم، صحیح مسلم، ج ۳، ص ۱۴۷۵ق.
الحلیمی، منہاج فی شعب الایمان، ۱۳۹۵ق، ج۳، ص۱۸۱.
صہیب عبدالجبار، تعلیقہ الجامع الصحيح للسنن والمسانيد، ۲۰۱۴م، ج۴، ص۲۳۴.
ابن تیمیہ، مختصر منہاج السنہ، ۱۴۲۶ق، ج۱، ص۴۹.
ابن حبان، صحیح ابن حبان، ۱۴۱۴ق، ج۱۰، ص۴۳۴.
@@ilmulisrar جزاک اللہ خیر رفرینس کا۔ حضرت میری تحقیق کے مطابق مندرجہ زیل عبارت آئی ہے۔ جس میں بیعت کا متن مختلف ہے۔ ملاحذہ فرمائیں
صحیح مسلم میں یہ حدیث اس عنوان :بَابُ الْأَمْرِ بِلُزُومِ الْجَمَاعَةِ عِنْدَ ظُهُورِ الْفِتَنِ وتحذير الدعاة إلى الكفر(فتنوں کے ظاہر ہونے کے وقت جماعت و اتفاق کے حفظ اور کفر کی دعوت دینے والوں سے اجتناب کا ضروری ہونا) کے ذیل میں مذکور ہے۔[12]اسی سے مسلم کے نزدیک اس کے معنی کو مشخص کیا جا سکتا ہے ۔دوسرے بعض مآخذوں میں اس حدیث کو ایک دوسری حدیث :من مات مفارقًا للجماعة مات ميتة جاهلية(جماعت سے جدائی کی حالت میں مرنے والا شخص جاہلیت کی موت مرا ہے)کے ہم معنا سمجھتے ہیں۔[13]
اہل سنت اس روایت میں امام سے مراد اسلامی حکومت کا حاکم سمجھتے ہیں کہ حفظ جماعت اور وحدت کی خاطر اس کی پیروی اور اتباع ضروری ہے [14]
البتہ بعض اہل سنت منابع نے اس حدیث میں امام کے لفظ کو پیغمبر کے معنا میں بھی ذکر کیاہے اور وہ معتقد ہیں کہ انسان کو پیغمبر پر ایمان رکھنا چاہئے کیونکہ اس دنیا میں نبی ہی اہل زمین کا امام ہے [16]
رفرینس:
۱۲: مسلم، صحیح مسلم، ج ۳، ص ۱۴۷۵ق.
۱۳: الحلیمی، منہاج فی شعب الایمان، ۱۳۹۵ق، ج۳، ص۱۸۱.
۱۴: صہیب عبدالجبار، تعلیقہ الجامع الصحيح للسنن والمسانيد، ۲۰۱۴م، ج۴، ص۲۳۴.
۱۶: ابن حبان، صحیح ابن حبان، ۱۴۱۴ق، ج۱۰، ص۴۳۴.
Pul sirat sirf wohi paar karega jise allah chahenga. Foosra koi pul sirat paar nahi kar payega.
Asslamualaikum ji me aapko apna murshid manti hu aako aksar aapke videos me kehte suna hai ki koi Allah wala hona chahiye us maarfat e ilaahi tak pohchne ke liye to kya aap detail me bata sakte hai kon hai aaj ke daur me jo sahi raah dikha sake aur kya ye mumkin hai ki me aapke bayaan sunke kitaab me likhke amal krne ki koshish karu to maarfat e ilaahi tak pohch sakti hu ya mujhe kisi aalim ki zarurat padegi plz batayega aur ek sawal aapne isme kaha hai zamane ke imaan ko manna to aap yaha konse imaam ki baat krre plz ye bhi batayega me intezaar karugi
Apki Mohabbat or Alfaz ky liye Bohat Shukriya.. Actually main nikama sa insan hon or abhi khud talib e ilm hon.. meri videos se agar kisi ek ko bhi guidence mil gai or woh Allah ky qareeb ho gaya to mera maqsad pura ho jaey ga...
Marfat e Ilahi asal mein hasil nahi ki jati balky ata hoti hai.. yeh ilm kitabon se nahi balky apne andar ki tarap se hasil hota hai.. Agar apke dil mein Allah ki yad sama jaey or apka hasil o maqsood sirf Allah ki zaat hai to phir woh kisi na kisi zariye se apko apna rasta khud dikha deta hai.. woh khud apko sirat e mustaqeem per ly aata hai.. baat sirf ye hai ky us se thori se mohabbat kar lain phir dekhein yeh kainaat apke liye kya kya karti hai..
@@ilmulisrar JazakAllah aapke jawab ke liye lekin nikamme insaan ko fursat kaha dusro ke dilon me Allah ki mohobbat jagane ki aap nikamme nhi hai mashaAllah bht acha aur naik kaam krre aapke audios sunke mere dil me Allah ki mohobbat gehri hori hai lekin aapke hi ek audio me suna tha ki kisi Allahwale ki nigah se fakiri milti hai mtlb koi guide hona zaruri hai ya aap khud quran ki tilawat se aur ziqr se Allah ki zaat me deewane hoke us maqaam tak pohch sakte hai
I love you Help me ok thanks