Hy sir mane aapki sari video dekh kar screen printing Sikh Liya or aaj me kam Kar rha hu . Sir 1 question tha aap se, matter banane me konsa printer kam me le 10,000 me
تنویر بھاٸ پورا یوٹیوب دیکھا مگر اپ جیسا ویڈیو کیہں پر بھی نہیں ہے زبردست بہت اچھا کام اور سمجھانے کا طریقہ بھی۔اپ یہ بتاۓ کہ کون کون سا میش نمبر کس کس أیٹم کیلۓ استعمال ہوگا
Nice Video. Very informative. Sir you have not said much about the the ink used. Please make a video with respect to ink. What type of ink to be used while printing in paper, plastic, cloth. from where to purchase the ink etc. Thanks.
@@sukantbarua144 dukan par 😁 kis dukan ? Jaha screen printing ka saman milta hai 😊 are bhai to milta kaha h ye batao na 🧐 ye to apko hi pta Krna pdega bhai aap apne aeria me pta kriye kaha milta h thoda mehnat Krna pdega
Sir hame ek hi matter roz karna hota hai.to colour ko saaf karna jaruri hai ya bina saaf kiye kar sakte hai next time.agar saaf karna hoga to kaise kare.per matter mera same rahega matter nhi hatana
Colur ko patla karne me aur frem ko saf karne me karta hu lekin mere ko ye naitro nahi milta online Amazon me mil jayega kya Mitty ke tel se card chamkila nhi dikhata Naitro ka koi dusara nam bhi hai kya jise ki dukan me mil jaye
Bhaiya mai Nalanda Bihar se hhu mai vi yah work suru karna chahte hai please mujhe corel draw 11 use karta hu ap sadi card cdr file denge with image card please sir
best video: th-cam.com/video/oe_-FHQPRxc/w-d-xo.html
😢
Bohot sahi hai, ekdam genuine tarike se bataye hai jo bhi chhoti chhoti problem aati hai usko bhi cover kiye
Thanks bhai
@@TRBAHADURPUR Sir mujhe bhi screen printing ka kaam start karna hai to ye kit kaise banaya jata hai uska koi video hai?
वाह वाह भाई साहब आप को सलाम।
बहुत अच्छे से एकदम सही तरीके से बारीकी से समझ रहे हो आप।
Mashallah bohat hi achi video
Bhai Mai apka video dekh dekh kar Mai screen printing Sikh Gaya hu bahut bahut dhanyvad bhaiya
th-cam.com/video/G2A2SHLnNoM/w-d-xo.html
Bhai aap apna whatsapp number dijiye
mubarik ho bhai mn b sikhna chahata hon
Bhut hi asan tarike se btaya , bhut khub 👍
Hy sir mane aapki sari video dekh kar screen printing Sikh Liya or aaj me kam Kar rha hu .
Sir 1 question tha aap se, matter banane me konsa printer kam me le 10,000 me
Hp laserjet 1020+ le lijiye mere pas bhi yhi h
@@TRBAHADURPUR... main bhi yahi use krta hu
बहुत अच्छा बताया आपने 👌🏻✌🏻
تنویر بھاٸ پورا یوٹیوب دیکھا مگر اپ جیسا ویڈیو کیہں پر بھی نہیں ہے زبردست بہت اچھا کام اور سمجھانے کا طریقہ بھی۔اپ یہ بتاۓ کہ کون کون سا میش نمبر کس کس أیٹم کیلۓ استعمال ہوگا
Video banaya hu bhai screen mesh trbahadurpur likh kr search kr lijiye
Really you are my master..
Very nice tutorial. Thank you so much.
Is frame ko reuse karne k liye kya karna hoga ?
Hello sir mughe bhi chhapna hai kitni lagat lagegi please bata do
Nice Video. Very informative. Sir you have not said much about the the ink used. Please make a video with respect to ink. What type of ink to be used while printing in paper, plastic, cloth. from where to purchase the ink etc. Thanks.
भाई मोहर बनाने की प्रक्रिया या स्टैंप मेकिंग प्रोसेस पर वीडियो डालें
Sir Jo matter print karte hen to woo plan Xerox paper par kare yaa dusra koi paper ata he...
Butter paper
@@TRBAHADURPUR sir print keise Karen or konsa printer per karen bataye please.mere pass Epson ka printor he ussme hoga ki ?????
Sir dhoop kitne secend ka diya
Emulsion ko mota lgaye ya patla........
Ye video dekh lijiye th-cam.com/video/OeNmOHbALDs/w-d-xo.html
@@TRBAHADURPUR shukriya
Bhai, Jis paper se design screen pe lagaye Ho..., Wo paper normal paper tha yaa kuch aur....? 🙏🙏🙏🙏
Butter paper
Bro hmko same matter Use karna hai to only nito se saf karna parega na ??
Ha pr dhyan se
@@TRBAHADURPUR eska set kha milega?
@@sukantbarua144 dukan par 😁 kis dukan ? Jaha screen printing ka saman milta hai 😊 are bhai to milta kaha h ye batao na 🧐 ye to apko hi pta Krna pdega bhai aap apne aeria me pta kriye kaha milta h thoda mehnat Krna pdega
Bina scratch Kate kya hum niche ke number dekh sakte hai
Reply Karey please
Nhi
Dusre video ka questions dusre video me puch rhe h to kaise reply milega aap cupon code ko scratch Krna puch rhe nhi dekh bina scratch kiye
Good morning jo praint kagos hey ooh kaha pey melaga draw korne k liye
Good work bhai
Bhai jo tep lagaya o disturb nahi korta kiya?
Nhi jab bahut jyada print karna rhta h tab kabhi kabhi krta h
Dhup me kitna time expose karna hai sir
Bro dhoop kitni der dikhate ho aap may april ke month mein
Sir ji, mujhe card printing aur photo printing ka business shuru karna hai. Kya aap mujhe a to z guide karenge?
फ्रेम का बीच का हिस्सा क्या चीज का होता है।
Nitro ya thinar me kya different hai Bhai
Garmi ka din kitna time dup mein rakna hoga
Sabka video bna h bhai
Bhaiya enkjet printer se banega ki nahi
Very nice teaching
Thank you
Sir hame ek hi matter roz karna hota hai.to colour ko saaf karna jaruri hai ya bina saaf kiye kar sakte hai next time.agar saaf karna hoga to kaise kare.per matter mera same rahega matter nhi hatana
th-cam.com/video/_q8ujiKfJso/w-d-xo.html ise dekh lijiye
Agar dhup na ho to kaise butter ka film ready karenge
Light box se ya time jyada krke
@@TRBAHADURPUR ok shukriya jazakallah
Sir kitna time lagega sikhne me
Bhaishab Sona cot kitna gram Lena hai?🔥🔥
Kapda kitne namber ka use karte ho
Colour kitna gara ya patla krhne
Frame ko clean karne ka process bataye plz, mai bahit hairan hun ink nahi jabraha hai
Plastic cover screen printing ink use konsa hai
Petre per clampu kaise lagaye bhai bataiy
Is machine ka kya hai or iska kitna price hai
Metter nikalne k liye konsa printer use karte hai
Hp M1005
Bhai may bhi karagir hu meze kahi pe kuch kam melega kya nashik me
Dhup me kitni der
Sir kya plastic bori 50kg ka isi tarah print hoga aur uska design kon se paper per nikalna hoga
VERY NICE YOUR VIDIO
Thanks
Bhaiya butter paper kese print karne ke liye konsa printur acha hota h
Hp M1005
Screen print se water marak kr sakte h kya?
Ha
Mera matter se ink pass ni hoti kya karu
Peeche ink chapti hi ni
Trbahadurpur.in/screen-printing yha pura detail padhiye aur 5 6 bar practice kriye achche se
Meri screen se pani bhi pass ni hota bhaiya ....screen gadbad h kyaa
Kapda lagau kya
@@TRBAHADURPUR jo screen Maine li h usme plastic jaisa kuch laga hua h...
Kapda ni h
Ek tarf pani bhi dalo toh dusri tarf ni pahuchta
Nice job. What is the optimal exposure time on sunlight?
Colour me nytro ke alawa bhi kuchh milate ho bhai
Kbhi kbhi reducer mila dete h nhi to sirf nitro
kerosin bhi mila sakte ho..hamare yaha nitro nhi milata hai to hm kerosin oil hi use karte hai
Shadi ka card print krne me liye kitne no ka mesh chahiye
140
Dhup kitna minute dikhayatha aapne ??
Apne hisaab se andaza lagana padta hai
weldone dear
Ham screen saf karte to screen sahi se saf nahi hoto hai upay pataai
Der tak saf kriye ho jayega nhi to mera screen saf krne wala video dekh lijiye
Sir muje Lena h ye pant masin
Jab dhoop nhi hai tab kese krte hI
Bulb se
But dhoop ki bahot jarurat hai
good work brothers
Thanks
Ye naitro kya hota hai
Kyoki mai Mitty tel ka upyog karta hu
Mere ko naitro nhi milta hamare yaha
Mitti ka tel kaam krta h kya ?? Nitro iska chemical hota h
Colur ko patla karne me aur frem ko saf karne me karta hu lekin mere ko ye naitro nahi milta online Amazon me mil jayega kya
Mitty ke tel se card chamkila nhi dikhata
Naitro ka koi dusara nam bhi hai kya jise ki dukan me mil jaye
मेरा मैटर धोने समय बहुत अच्छे से खुल जाता है लेकिन मै जब धूप में सूखने देता हूं तो सही से नहीं दिखा है और बिच बिच में बिंदी भी आ जाता है ऐसा क्यों
Kachcha rhta hoga time bdha kr try kriye
Coating sukhane ka ya dhoop ka
@@amarpurart dhup ka aur coating bhi sahi se sukhna chahiye
Ok
Thanku bhai ho gya clear
Sir muje sara saman chahiye sreen printing ka...apse milega kya..?
You no please
sensetizer pani milakar kitne mahine tak kharab nahi hofa
Shayd kabhi nhi kyunki mera kbhi khrab nhi ek sal tk bhi rkha rhta h
Vary nice video
Bhai m apka video dekhta hu
Sir colour kaise mix krte h.
Nitro mila kar na jayda patla na jyada garha
Nice video screen print 👍
Sir maine supercot me senstiyzer ki 15 drops dali or maine 05 bulb ke box me meine 6 minuts ka time rakha fir Bhi metter hoova
Light ke liye 30 ya 40 bund
Dicotine ? Kia hai.
Dono sikanja kaise table me lagega
Bhai Sikanja Bane Banaye Ate hai
Screen printing ka pura samaan kaha milega
sisha kitne mm ka h
Good 👍
kindly tell me what kind of butter paper we use here? there are many type of butter papers available in market.
Tracing paper for screen printing
@@TRBAHADURPUR Hard butter paper? Soft butter paper?
Plz tell me can we use A 4 paper ?
@@nosheenyasub1649 trbahadurpur.in/screen-printing
@@nosheenyasub1649 yes but its not for beginners need experience
Bhaiya mai Nalanda Bihar se hhu mai vi yah work suru karna chahte hai please mujhe corel draw 11 use karta hu ap sadi card cdr file denge with image card please sir
Screen printing ka sara saman Lena hai kitna cost ayega shadi card ka
Nice videos
Light box me kitna time tak dikhayege
th-cam.com/video/G2A2SHLnNoM/w-d-xo.html
Direct Colour bottle use kr skte hai
Butter paper par print kese hoga
Laser printer se
1. 5mm. 2mm aksar ka mater kese khole. Jaroor btana g
Jaise sab kholte h bhai waise hi
Senstizar ko liquid bana kar kitne din tak rakh sakte hain
Ek sal se bhi jyada
Bhai ये फ्रेम कहाँ मिलता है
Please make a video on rangoli stencils making please
Muje ye kaam sikhna he
Card kaun kaun se hote h..bhai
Btaye
Kitne din se Kam kar rahe Bhai printing ka
5 sal se
Kuch naya karo bhai light se bano badhiya hoga
@@Fateh34-xl9nq light wala video bhi h bhai
Kanha se sikaha hai Kam
👍
Iske liye koi special printer bhi hai k normal printer se print le sakte hai, butter paper p
Sadi card clip art milega bhai ya
Design sadi card ki milegi
Trbahadurpur.com
Good work
Fame kaise Banate hsi
Sir,Pura set kitne रूपए आता है
Rs.2000
Colour me kuch ni Milana hai kya
Nitro
Nitro or Reducer ek hi hai yaa alag alag hai sir ?
Reply please
Alag alag h bhai
Dono kaa kama kya hai sir ?
Bahadurpur padao kya yr
Nhi
फ्रेंड में आ जाए प्रिंटआउट उसके लिए कितना देर रखें करने के लिए धूप में कितना देर रखना
Better paper kese banta hai
Bhaiya coting xpose karne ke bad frem dhull ja raha hai
Exposing time badha dijiye
Hello sir 🙏
Which ink we can use for screen printing on thermocol sheet?
Pura materiya kaha par milega
Bhai kitna minit dhop me kiye
80 sec kiya tha to khrab ho gya fir 100 sec kiya subah ke 10 baje
Replie bhai
Propat setap nahi kiya bro
@@Fateh34-xl9nq kaun sa bhai
Printing ka bhai