कुत्ते के काटने पर कितने इंजेक्शन लगते हैं? Dog bite injections (in Hindi) Dr. Neha Varshney

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 483

  • @gooday123
    @gooday123 ปีที่แล้ว +13

    Ma'am mene dog bite ka 4 injection liya tha aur 9 din baad phir se dog ka dant laga aur thoda sa khoon aya kya kare? Phir se injection lena jaruri hai kya? Ma'am

    • @lovelymaya_3447
      @lovelymaya_3447 7 หลายเดือนก่อน

      Same should i again take vaccine

  • @adarsh3342
    @adarsh3342 2 ปีที่แล้ว +6

    Mam muchko 5 injection lgye h or 2 bar hospital or bulaya tha per mai kise wajah s nhi ja paya
    3/7/2022

  • @jasvirkaur7842
    @jasvirkaur7842 2 ปีที่แล้ว +7

    Mam ager apne Ghar ka dog khelte hue Kat lai to kya hr var vaccine krvani hai Ja Nhi

  • @abinashkumarthakur8766
    @abinashkumarthakur8766 2 ปีที่แล้ว +7

    Mam mere dog ki vaccine ki course pura kar lia hu mein jo dog ki health ka lgta h...par sir every year me v vaccine lgta he na..wo kuy sir every year...or konsa vaccine lgta he every year pls reply sir

  • @bhaktarajkhobragade5021
    @bhaktarajkhobragade5021 2 ปีที่แล้ว +9

    Mam, After dog bite, in some cases why it take 8-10 years to get rebies?

    • @rahulranjan3924
      @rahulranjan3924 2 ปีที่แล้ว

      What I know late case is only 6 yrs old

  • @gauravfoodmania3366
    @gauravfoodmania3366 10 หลายเดือนก่อน +1

    Ma'am mujhe ek dog ne dant maar diya h mene 1:30 hour me hi vaccine leli phli ab next or kitni vaccine lgegi

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 หลายเดือนก่อน

      Hi Gaurav, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @sandeepkumar-hg8tj
    @sandeepkumar-hg8tj ปีที่แล้ว +4

    Thanku mam ji ap k suggestions ke liye👋👋

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Sandeep, hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. ^Urvashi

  • @shweta1207
    @shweta1207 ปีที่แล้ว +3

    Mam td injalection jaruri h kya lgna

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Shweta, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @r.rajpoot6984
    @r.rajpoot6984 2 ปีที่แล้ว +9

    Thank you mam 💟 & thanks TATA 1mg

  • @Sontubiswas-cx7ew
    @Sontubiswas-cx7ew 9 หลายเดือนก่อน +3

    Thank you ❤

  • @neelukhanam4928
    @neelukhanam4928 2 ปีที่แล้ว +4

    Mujhe 7sal pehle kutte ne kata tha mene 7vaccine liya tha phir aaj kate he toh mujhe kitne vaccine Lena he...? Or vaccine kitne time ke andar Lena zorori he...?

  • @renukakumawat4675
    @renukakumawat4675 หลายเดือนก่อน +1

    Thank you थैंक्यू Mam बहुत अच्छी जानकारी दिया

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Renu, हमें खुशी है कि आपको हमारे चैनल का कंटेंट पसंद आया। आपकी तारीफों और प्यार से ही हमें ऐसे कंटेंट बनाने का हौसला मिलता है। अगर आपने अभी तक Tata 1mg ऐप डाउनलोड नहीं किया है तो हेल्थ और वेलनेस से जुड़ी हर तरह की जानकारी पाने के लिए अभी डाउनलोड करें।
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload ^Pooja

  • @Ayushman519
    @Ayushman519 10 หลายเดือนก่อน +3

    Maam does incomplete vaccination increases the incubation period of rabies?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 หลายเดือนก่อน +1

      Thanks for watching the video. completing the rabies vaccination schedule gives you 100% protection from the virus, whereas if you do not complete the dose, there is a high risk of rabies-related mortality, therefore we advise if you have missed any of the doses kindly reach out to your nearest healthcare provider to know the next steps. If you wish to get more information, you can click on the link below to talk to our experts. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @atishlole4163
    @atishlole4163 ปีที่แล้ว +3

    Madam mere ko kulhe me vaction deya dr ne to kya me safe hu plz batye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว +1

      Hi Atish, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @pratiksha0_0
    @pratiksha0_0 2 ปีที่แล้ว +3

    Hlw.. Mujhe 16 may ko dog k katne pr rabies vaccination complete hua tha.. 9 aug ko mere hath pr street cat ne bhut jra sa scratch kiya thoda blood nikla.. Soap se use achhi trh dhul liya tha.. Dubara vaccination ki jroort h kya?? Please reply

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว +1

      Your well-being is a priority for us, and we are delighted to hear that you find the information on our platform useful. You can now consult our expert panel of doctors by clicking on the link below. ^Madhav
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @pratikmeshramkar6248
    @pratikmeshramkar6248 หลายเดือนก่อน +1

    Madam, mujhe vaccine shoulder pe diye the, kya ye thek hai?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Pratik, Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @dakshdhinadhin
    @dakshdhinadhin 2 ปีที่แล้ว +8

    mam kya vaccine 24hrs late k bad le sakte hain?

  • @sanagupta5016
    @sanagupta5016 27 วันที่ผ่านมา +1

    Mam mera rabish la vaccination complete niii ,hua 3 rd injection 3 din pHle lgeague tha or fir se agr puppy ne kat liya hai. To kya krna chiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  20 วันที่ผ่านมา

      Hi Sana, hamari video dekhne ke liye aur apna sawal poochne ke liye aapka dhanyawad. Agar aapka rabies vaccination complete nahi hua aur phir se puppy ne kaat liya hai, toh jaldi se doctor se consult karein. Rabies ek serious bimari hai, aur isme complete vaccination cycle follow karna zaroori hota hai. Aapko pehle se lagaye gaye injections ka record lekar doctor ke paas jaana chahiye. Doctor decide karenge ki aapko additional doses ki zarurat hai ya nahi. Naya bite hone ke baad vaccination ka post-exposure prophylaxis (PEP) course shuru ho sakta hai ya continue kiya jaa sakta hai. Bite area ko turant paani aur sabun se saaf karein aur antiseptic lagayein. Delay na karein, rabies prevention ke liye timely treatment bahut zaroori hai.Agr aapko isse sambandhit koi aur jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai- ^Pooja bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @purty-i5v
    @purty-i5v 42 นาทีที่ผ่านมา +1

    mam kutte ke kate hue paanch Din ho gae aur thoda sa scratch tha ,mam ab dar lag rha hai 😢. please reply mam injection lagae ki nhi please

  • @saurabhmishra8210
    @saurabhmishra8210 2 ปีที่แล้ว +7

    nice and informative video..

  • @diludilbar79
    @diludilbar79 ปีที่แล้ว +3

    Dog baite keya us din vhaeccin leke ses kiya jata h ki ni

  • @dwipjyoti7055
    @dwipjyoti7055 2 ปีที่แล้ว +8

    Mene 6 mahine pehle 5 doses liya tha.. Aru 3 mahine bad 2 doses liya... Ab mujeh aur kutte ya billi ne kata to kitna vaccine Lena hoga..

    • @nahidshidiquee5761
      @nahidshidiquee5761 4 หลายเดือนก่อน +1

      Bhai ab thik Ho after dog bite please answer me

    • @dwipjyoti7055
      @dwipjyoti7055 4 หลายเดือนก่อน

      @@nahidshidiquee5761 ❤

    • @dwipjyoti7055
      @dwipjyoti7055 4 หลายเดือนก่อน

      @@nahidshidiquee5761 ❤❤

  • @gyankibate9281
    @gyankibate9281 2 ปีที่แล้ว +6

    Mem ek bhachha hai jiko 1saal pahale ek kutte k bachhe ne kata tha kutta mar gaya tha aur bachhe ko 3 injection pada tha .kya usko aur injection lagana tha

  • @kapil_rox
    @kapil_rox หลายเดือนก่อน +2

    Mam dog ne bite nhi scretch kiya, vo bhi clother ke upr se kya kru

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Kapil, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @AKHIL-mg7cz
    @AKHIL-mg7cz 2 ปีที่แล้ว +3

    mam ,
    mujhe dog ne bite kiya tha haath par ,
    aur maine intra DERMAL vaccine ke 4 intraDERMAL injection Lagvaaye they without immunoglobulin ,
    Mam ,
    vaccine efficacy ko confirm karne ke Liye konsi Laboratory se test hota hai mam ?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi Akhil, aapki problem ke baare me jaane ki liye. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @kaushlendrashekhawat6931
    @kaushlendrashekhawat6931 4 หลายเดือนก่อน +1

    Excellent advice....

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน +1

      Hi Kaushlendra, we’re glad you like the content on our channel. Your appreciation and love drive us to make more such content. If you haven’t already downloaded the Tata 1mg App, please download it for more informative health and wellness content. ^Aatir
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

  • @makhansahota3189
    @makhansahota3189 2 ปีที่แล้ว +2

    hlo mam kya apne dog ke Nel lag Jane p koi problem toh nhi hai pls tell me

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir M
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @redjohn138
    @redjohn138 2 ปีที่แล้ว +5

    Please make a video about dog vaccination...

  • @husain45
    @husain45 2 ปีที่แล้ว +6

    Ek boy ke dog ne bite liya. Boy ko rabies vaccine lg gayi. 3 vaccine. 3 3 days par. Vaccine complete hone ke baad Phir 15 day bad cat ne scrach kr diya. Same boy ke. Dubara vaccine lgwane ki aaweshkta hai ya nahi??

    • @nahidshidiquee5761
      @nahidshidiquee5761 4 หลายเดือนก่อน

      Abhi kaise Ho bhai after dog bite

  • @shrikantgupta2034
    @shrikantgupta2034 2 ปีที่แล้ว +8

    Very important suggestions 👍

  • @purty-i5v
    @purty-i5v 48 นาทีที่ผ่านมา

    agar paanch din lagae tho mam .. thoda sa scratch hai mam please bta dijiye,ab bahut dar lg rha hai😢😢🙏 please

  • @AishaShaikh-q5z
    @AishaShaikh-q5z 6 วันที่ผ่านมา

    Mam kya rebise injection lene ke baad nonveg kha sakte hai kya?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  6 วันที่ผ่านมา

      Hi Aisha, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @sahilalam6839
    @sahilalam6839 ปีที่แล้ว +5

    Mam mujhe mere paltu dog ne 15 sal pehle kat liya tha or us time me vaccine nhi lgwai thi kya mujhe ab vaccination lgwani chahiye?

  • @StreetDogLILY8251
    @StreetDogLILY8251 7 หลายเดือนก่อน +1

    Mam ky sbhi dog me rabies hota h

  • @Peacefull_mind_real_happiness
    @Peacefull_mind_real_happiness 8 หลายเดือนก่อน +2

    Madam can I apply betadin on dog bite 's wound.please suggest

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 หลายเดือนก่อน

      Hi, we are sorry to hear about your health problem. We have a wide panel of expert doctors you can consult for all your health problems by clicking on the link below. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @mahibulmahibul8860
    @mahibulmahibul8860 7 หลายเดือนก่อน +1

    Bahut achha laga aur apane achha ki hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 หลายเดือนก่อน

      Hi Mahibul, hume khushi hai ki aapko hamare channel ka content pasand aaya. Aapki tareefon aur pyar se hi hume aise content banane ka housla milta hai. Agar aapne abhi tak Tata 1mg app download nahi kiya hai to health aur wellness se judi har tarah ki jankari ke liye abhi download karen.^Pooja
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload

  • @sushilgentle
    @sushilgentle ปีที่แล้ว +4

    Thanks mam for important information

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Sushil, thanks! We appreciate your sincere support of our videos. Stay tuned to our channel to get more such updates on health & wellness-related content.
      bit.ly/3RJdpf3_appdownload ^Pooja

    • @punitdave4640
      @punitdave4640 ปีที่แล้ว

      @@1mgofficial 10 to 12 years ago, my pet dog scratched me, and I observed a little bit of blood on my skin, like you scratch your own skin after mosquito bites. Then, I had taken the first dose of injection but not the second dose. That dog was alive after 6 to 8 years, and after that, he died normally, so please tell me now i have to take a second injection or not.

  • @bhaktarajkhobragade5021
    @bhaktarajkhobragade5021 7 หลายเดือนก่อน

    Mam mera ARV ka Intradermal ( 0, 3, 7, 28 ) kal complete vaccination hua....to kya mere undar antibodies bani hongi kya ...aur kitne dintak antibodies rahegi....kya muze aur booster lagana chahiye kya please reply.

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 หลายเดือนก่อน

      Hi, humare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @BhatFaizaan-m5x
    @BhatFaizaan-m5x ปีที่แล้ว +2

    Hlo mam .... Mam mujhai aik Street dog na 10 din pehla kata tha little teeth scratch the lakin mai na koi first aid nhi lagaya aur na vaccine liya aur pata nhi wo dog rabid tha ki nhi aur pata nhi kii wo zinda ha ya nhi ...... Mam ko problem hogi ka mujhai plzzzz reply mam ..... Its important

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว +1

      Hi, aapki predhani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @viralshorttsss
      @viralshorttsss 8 หลายเดือนก่อน

      baccince liya kya apne

    • @viralshorttsss
      @viralshorttsss 8 หลายเดือนก่อน

      bhai baccine liya kya

    • @AartiKumari-tl2kj
      @AartiKumari-tl2kj 2 หลายเดือนก่อน

      Kya hua aapka vachine liye the ki nahi

    • @neerajsainlab9416
      @neerajsainlab9416 หลายเดือนก่อน

      Bhai suno

  • @rahuldixit114
    @rahuldixit114 3 หลายเดือนก่อน +1

    Mam mere father ko dog ne panja mara hai doctor ne 6 injection laga diye hai kya ek din me 6 injection lagte hai?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  3 หลายเดือนก่อน

      HI Rahul, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @jyotiroy9240
    @jyotiroy9240 2 ปีที่แล้ว +1

    Hi ma'am 👋 main 5th month pregnant hu Orr dogi ne mujhe bite kr liya meine 2 vaccine lgwa liya h isse mere baby pr koi effects bhi hoga please btayiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @hajee4605
    @hajee4605 3 หลายเดือนก่อน +1

    Intramusculer 4 dose suffieent h post expiser main

  • @JunaidSheikh-q8f
    @JunaidSheikh-q8f หลายเดือนก่อน +1

    Doubt hai tab bhi le sakte hai koi side effects to nahi hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Junaid, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @sapnachaudhry1708
    @sapnachaudhry1708 14 วันที่ผ่านมา

    Sir I have taken first dose on 26 December 2024 and my second dose is scheduled on 29 December 2024. But, there is Sunday on that day as government hospitals are closed. Can I take second dose on 30 December (4th day after first dose). It will be safe?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  14 วันที่ผ่านมา

      Hi Sapna, thanks for watching our video. if you have any queries related to this, you can consult with our expert panel by clicking on this link. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @rupandeepkaur4599
    @rupandeepkaur4599 2 ปีที่แล้ว +4

    Hlo mam dog bite k badh relations bna skte ha

  • @priyankaborgohain9007
    @priyankaborgohain9007 8 หลายเดือนก่อน +1

    Mam Mera 5 saal ka ek beta hein usko billi ka nakhun laga February me aur wo baat mujhe aj pata chali hein mein ab kya karu .plz help kijiye

  • @bhaktarajkhobragade5021
    @bhaktarajkhobragade5021 8 หลายเดือนก่อน

    Mam kya rebies vaccine ke sath sath ayurvedic treatment bhi karni chahiye kya

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 หลายเดือนก่อน

      Hi, Hmari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Rabies ki vaccine, rabies se bachav ka sabse behtareen option hai, ayurvedic dawaiyo ka rabies se bachav mei kitna yogdan hai ispe bhaut jyada syudies abhi nahi hai. Agr aapko iske ilawa koi aur jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai- ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @varsha_singh008
    @varsha_singh008 ปีที่แล้ว +1

    Pet dog se thoda scratch aagya h or dog fully vaccinated hai to kya injection lena chahiye?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Varsh, aapki probelm ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ankitjacky
    @ankitjacky 9 หลายเดือนก่อน +1

    Mam merko gali ke kutte ne kat liya per ke liche or mujhe usi din 6 injection lage kya ye sahi hai

  • @neelamjoshi3961
    @neelamjoshi3961 ปีที่แล้ว +1

    Mam mujhe husky puppy jo 3 month ka dog h usne mujhe 1 week pehle halka sa naakhun maara tha aur mujhe jalan jaisi feel hui thi lekin koi ghav nahi tha lekin vo mere ko nakhun lagane ke 1 din pehle hi vaccination hua tha uska aur mujhe 1 mehne phele bhi ek street dog jo 3 month ka tha usne bhi mujhe nakhu maar diya aur khun aaya to maine immidetly vaccine laga li aur titnes ke bhi injection laga di to mere ko koi bhi injection laga ne ki jarurat h ki nahi ya mere ko rabies to nahi hoga please tell me and mai kya 1 injection laga sakti hu aapni tassali ke liye kuch hoga to nahi mam ❤

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Neelam, aapki probelm ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @vikramjeetsinghvicky1248
    @vikramjeetsinghvicky1248 ปีที่แล้ว +1

    Madam please tell me, after dog bite, should i intake alcohol

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Vikram, We are sorry to hear about your health problem. We have a wide panel of expert doctors you can consult for all your health problems by clicking on the link below. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @viratchaudhary9476
    @viratchaudhary9476 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam mujhe 2 month pahle Street dog ne Katta tha maine 6 vaccine liya tha but doctor mujhe vaccine buttocks me diya tha to vaccine asar kiya hoga na mam kya mujhe fir se Lena padega please reply mam

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi Virat, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @viratchaudhary9476
      @viratchaudhary9476 2 ปีที่แล้ว

      Mam mere pass money nhi hai ki mai pay kr saku aur consult kr sku mam ap sbke question me thi likh rhi hai please reply dijeyege

  • @monikkakumari3123
    @monikkakumari3123 2 หลายเดือนก่อน

    Hello mijhe 9-10 saal pahle dog ke scretch kiya kya main vacine le sakta hu

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 หลายเดือนก่อน +1

      Hi Monika, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @AtharvKashyap-t7y
    @AtharvKashyap-t7y 2 หลายเดือนก่อน +2

    Main Mere bacche ko 2 mahine ke pappi Ne panje Maar diye the usmein blood bhi Nikal Aaya Tha Uske dusre din se use Bukhar Aana shuru ho gaya vaccination Nahin Karva Paye please mam aap bataen Kya Karen please mam

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 หลายเดือนก่อน

      Hi Atharv, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @amitvermagorakhpurkhajani9393
    @amitvermagorakhpurkhajani9393 ปีที่แล้ว +1

    Mam mujhe dog ne kat liya tha jiska maine injection bhi lagava liya tha jiska last dose 29 march ko laga tha, 2 may ko fir se us dog ne mujhe kat liya to kya mujhe fir se injection lagavana padega

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Amit, Aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen.
      bit.ly/3PpmQi9_econsult
      ^Pooja

  • @ritikarajput8639
    @ritikarajput8639 8 หลายเดือนก่อน

    Ma'am agar bite ke same day nhi lgwaya to?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 หลายเดือนก่อน

      Hi Ritika, hamari video ko dekhne k liye aur apka sawal poochne ke liye dhanyawad. Rabies ke vaccine aapko exposure ke 24 hours ke andar lagwa lene chahye, inhe samay rehte na lagane se rabies hone ka risk adhik ho sakta hai. Agr aapko iske ilawa koi aur jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @mrutunjaisahani4137
    @mrutunjaisahani4137 2 ปีที่แล้ว +1

    Immunoglobulin injection nhi lene se kya hota h kya y boht jruri h 5 sal k bccha k liye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi, hume apki pareshani ke bare mae janke dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @mintu_vlogs
    @mintu_vlogs 8 หลายเดือนก่อน +2

    Thank u mam aapki baat pura samajh mein a Gaya Mera dog vaccination doge pappi se Maine pura vaccine de Diya hai for vaccine diya hai maine abhi 2000 25 mein ek Dena padega aise aise

  • @sarlahembrum8272
    @sarlahembrum8272 2 ปีที่แล้ว +4

    Mam paltu dog ne Bete Ko kat lia hai aaj 6 baje 7 baje mai titnas ka tika dilaye hu. Dog ko mai rabej tika February 26 ko hilayi thi kya Bete Ko koi khatra hai .please reply me.injection ya dawai ka kya nam hita hai bataiye.

    • @w4dsunny
      @w4dsunny 3 หลายเดือนก่อน

      Please sir mere saath bhi aisa hai tu kya karo...

  • @yodelvlogs6385
    @yodelvlogs6385 2 ปีที่แล้ว +1

    Ma'am mujhe 7th August 2022 ko Dog ne mujhe Kata. Fir Usse Time hee meine Vaccine liya Rabies ka. But Tetanus ka Injection nahin diya Kyuni mujhe 24th July 2022 ko maine Tetanus ka Injection liya tha... Day 0 ho gaya 3,7,14,28 baki hai..?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hey, we are sorry to hear about your health problem. We have a wide panel of expert doctors you can consult for all your health problems by clicking on the link below. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @property_tommorow9918
    @property_tommorow9918 2 ปีที่แล้ว +5

    Impressive vedio but many technical terms. Pls reduce the technical terms to make VIDEO understandable. Also none if readers question are answered.

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi, we are sorry that you had some concerns about our Doctor’s delivery. Thank you for your honest feedback. We shall convey this to our experts and try to bring our best in future videos. ^Madhav

  • @reetasahu1644
    @reetasahu1644 2 ปีที่แล้ว +1

    AK 7 year child ko dog ne bite Kiya ya panja mara h yah wo dekh nahi paya aur 2 se 3 month ho gaye to use vaccine kaun si lagwani hoti h dog area me ghumne wala h please bataiye mam

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @bobbyyadav3784
    @bobbyyadav3784 2 ปีที่แล้ว +15

    Bina Kate vaccine le sakte hain mam dog ka

  • @bajrangvaishnav9980
    @bajrangvaishnav9980 ปีที่แล้ว +1

    0din me 3injection laga diya hai or lagna chayeye kiya

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว +1

      Hi Bajrang, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @anubhavujjainwal854
    @anubhavujjainwal854 2 ปีที่แล้ว +3

    Mam mere kl ek chhote kutte ne kat liya
    Biceps pr or kutta bohot katakna ho rkha
    Sayad wo bimar tha jab usko main hospital lekr gya to hospital bandh thau
    Itna dusre animal hospital lekr gya to wo kutta mar gya
    Or usko fir hamne dafna diya
    Or 2 hour ke baad
    Government Hospital jaakr injections lgwa liya
    2 injections lga diya
    Or baaki ke lgne baaki h
    To agr wo kutta mr gya h
    Agr use Rabies hua to
    Mujhe koi khatra h abh?

  • @manashpratimsaikia
    @manashpratimsaikia ปีที่แล้ว +2

    mam i have taken tetanus injection 2 years back . 3 days ago I was bitten by a stray dog . is vaccine needed

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Manashpratim, your well-being is a priority for us, and we are delighted to hear that you find the information on our platform useful. You can now consult our expert panel of doctors by clicking on the link below. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @supervideo7424
    @supervideo7424 9 หลายเดือนก่อน

    Mam rebiz vaccine kitne din kam karti hai kya 2 mahine pehle kata tha mene vaccine puri lagwai thi kya muzhe vapis vaccine leni hogi

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 หลายเดือนก่อน

      Hi, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @sumansaurav3192
    @sumansaurav3192 2 ปีที่แล้ว +1

    Mam pet dog bite mein after 8 days go to vaccination , 3 doses is neccessary

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi Suman, Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @GurpreetSingh-ir1cx
    @GurpreetSingh-ir1cx ปีที่แล้ว +1

    Mam mujhe ek chote pille ne kata hai kya inj.lgvana jruri hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Gurpreet, aapki problem ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @edshort20
    @edshort20 ปีที่แล้ว +4

    Sir mai first wali vaccine government hospital ke bahar medical hal se lagavaya tha 100 rupaye me.
    Aur shesh 3 vaccine government hospital me.
    Kya mujhe ek aur vaccine lagvane jarurat hai?
    Mujhe lag rha hai ki medical wale sahi vaccine nhi lagayi hogi so

  • @DEEPAKVERMA.7000
    @DEEPAKVERMA.7000 ปีที่แล้ว

    Ma'am mujhe recently dog bite hua h ..but mai day 0 ko rabbies nhi le paya bs tiddnes vaccine liya tha...mujhe day 3 ko rabbies vaccine lagi h ..koi dikkat to nhi hogi ...reply pls

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Deepak, hume apki pareshani ke bare mae janke dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @mrindiafacts3998
    @mrindiafacts3998 2 ปีที่แล้ว +1

    Dr kya rabies Vaccine periferal nervous system me jakar virus ko mar sakti hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi,mare video ko dekhne k liye aur apna swal hmse share krne k liye apka dhanyawad. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @fukrafunni
    @fukrafunni 2 ปีที่แล้ว +1

    Ma'am maine dog bite ke injection liye the 3 month pehle uske baad mujhe again dog bite hua to mujhe 2 booster dose lagi thi
    But booster dose ke 2 month ke baad fir dog bite ho jaye to kiya karu

    • @fukrafunni
      @fukrafunni 2 ปีที่แล้ว

      Pls ma'am bataye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi, aapki beemari ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir M
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @kamalsahu6503
    @kamalsahu6503 ปีที่แล้ว +1

    Koi dog katle kisi ko to kitne ghante ke ander vaccine lagwana chahiye please ans. Dijiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Madhav
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @blpatel5253
    @blpatel5253 4 หลายเดือนก่อน +2

    Ma'am aaj muje dog ne kaat liya aur mene government hospital me vaccination karvaya hai

  • @manashpratimsaikia
    @manashpratimsaikia ปีที่แล้ว +1

    mam can we take injection after 5 days of dog bite will it be effective

    • @stlpfact1660
      @stlpfact1660 ปีที่แล้ว

      क्या आप अभी भी सुरक्षित है?

    • @ArtBuddyIndian
      @ArtBuddyIndian ปีที่แล้ว

      Yes ma'm due to yours and God's grace .But I have developed acute cough and asthmetic symptoms recently .Is it due to dog bite? @@stlpfact1660

  • @anilmahour737
    @anilmahour737 หลายเดือนก่อน +2

    Mam kal kutte ne kaat liya tha
    Maine 20 hours main injection lagvaya
    Injection lagane ke 9 hours baad bhukhar aur sir dard ho raha hai
    Please mujhe bataye ki koi ghabrane ki baat to nahi
    Please🙏

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  หลายเดือนก่อน

      Hi Anil, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ChandrakhiKayshap-mg7lt
    @ChandrakhiKayshap-mg7lt 11 หลายเดือนก่อน

    Agar kutte ke kaatne ke bad anti rabies vaccine Liya hai to uske bad bhi kuchh problem ho sakta hai kiya ?
    Please reply 🙏

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  10 หลายเดือนก่อน

      Hi Chandra, hmari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Anti-rabies vaccine na keval safe hai par ise lena bhaut jaruri hai taki aapko rabies infection se suraksha mile.Agr aapko iske ilawa koi aur jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @DeepakYadav-vz3nm
    @DeepakYadav-vz3nm ปีที่แล้ว +1

    Mam mere bhut halka sa daat laga hai bhut jaeda halka....dhikh bhi nhi rha wash krne kai bad to mai injection lagbau ya nhi

    • @MKSTRADERS0517
      @MKSTRADERS0517 10 หลายเดือนก่อน

      Hello

    • @viralshorttsss
      @viralshorttsss 8 หลายเดือนก่อน +1

      lagwaliya kya injection

    • @DeepakYadav-vz3nm
      @DeepakYadav-vz3nm 8 หลายเดือนก่อน

      @@viralshorttsss haa

    • @avniranjan1747
      @avniranjan1747 หลายเดือนก่อน

      @@DeepakYadav-vz3nmkitne injection lgvaye?? 1 ya 4?

    • @DeepakYadav-vz3nm
      @DeepakYadav-vz3nm หลายเดือนก่อน

      @@avniranjan1747 4

  • @SahistaAttarwala
    @SahistaAttarwala 4 หลายเดือนก่อน

    Meine calcium n vitaminD tablet khane k baad dog bites ka 2 dose Liya h kuch hoga to nahi

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  4 หลายเดือนก่อน

      Hi, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @SoniaDatta122
    @SoniaDatta122 ปีที่แล้ว

    Mam mere husband ko pehele doggi ne bite kiya tha abhi 3 vaccine complete ho gaya hain 2abhi baki hain... firse tohrasa nakhun laga hain mere puppy ka...toh kya firse vo 3 injection lagana pare ga...

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi, hume apki pareshani ke bare mae janke dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ankitjacky
    @ankitjacky 9 หลายเดือนก่อน +1

    MaMam merko 4 din ki date di gyi 27/3, 30/3, 4/3, 28/3 thi jisme pahle din ki vaccine mene le li thi lekin 30/3 date wali vaccine le nahi paya kya koi problems hogi

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  5 หลายเดือนก่อน

      Hi Ankit, hamari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Agr aapko iske judi koi bhi jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @priyankaborgohain9007
    @priyankaborgohain9007 8 หลายเดือนก่อน

    Mam mere 2 bache hein .unme se ek jab 7 saal ki thi to usko billi ka nakhun lag gaya tha .lekin usne daar k rehte kuch bhi Nehi bataya aur 8 saal ki umar me jab phir se2 Sri bar nakhun laga tabhi usne bataya aur hamne vaccine bhi dilai .lekin usne pehle bale nakhun lagne ke bare me kal tak Nehi bataya tha .phir baton baton me aj mujhe pehle bale nakhun lagne ke bare me pata chala .pls aap mujhe achi salah dijiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 หลายเดือนก่อน

      Hi Priyanka, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @kuelibiswas4842
    @kuelibiswas4842 9 หลายเดือนก่อน

    Mem meri bacche ko 0 day aur 3 day ka vaccine laga 7 days ka vaccine ki din nahi laga paiya to kia 8 bhe din laga sakte hei

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  9 หลายเดือนก่อน

      Hi, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @khushii775
    @khushii775 ปีที่แล้ว

    Hello ma'am mujhe 1 month pahle dog ne kata tha meine gov. hospital se full 3 dose complete kiya tha fir aj ek normal stray dog ne halka sa scratch kar diya to kya mujhe koi vaccine lena zaruri hai scratch abhi ekdam normal hai please tell me

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Khushi, aapki problem ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @gungunsharma6948
    @gungunsharma6948 ปีที่แล้ว +1

    Mam agar bina bandar ke katte injection le le toh sideffect hoga kya

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Gungun, humare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @bishalprasad9317
    @bishalprasad9317 ปีที่แล้ว

    Mam kya dog bite ke 4 din baad first vaccine le sakte hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Bishal, aapki preshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^EKta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @priyanshuff-jf7hg
    @priyanshuff-jf7hg ปีที่แล้ว

    Mereko mam dout hai ki. Mujhe kata hai ki nhi or mene rebis ka injectoin le liya hai kuch ho ga to nhi na 😊

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Priyanshu, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @priyanshuff-jf7hg
      @priyanshuff-jf7hg ปีที่แล้ว

      @@1mgofficial hii mam thnks for rply maine doctor se puh liya hai un ho ne bola ki koi problem nhi hai

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Priyanshu, thanks for taking out your valuable time to leave such a lovely comment ^Ekta

  • @mehaksingh6634
    @mehaksingh6634 2 ปีที่แล้ว +1

    Hi Dr. Kya 5 injections sath m lgty hai kbhi ?

  • @Peaceful_00001
    @Peaceful_00001 8 หลายเดือนก่อน

    Mujhe dog ne 3rd bar khata h isse phle mene rebis injection lgawy hue h so 3rd bar dog bite hone p rabis lgwana chie ga ni ??...nene titnas ka injection lgwaya h 3rd bad doge bite k just bad so plz suggest me 3rd bar me rabis lgwau ya ni??

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  8 หลายเดือนก่อน

      Hi, aapki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ganeshraybole5846
    @ganeshraybole5846 11 หลายเดือนก่อน

    Mam mene pahile din liya tha par 3 re din nahi liya 3re din ke bad le shakta hu kya

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  11 หลายเดือนก่อน

      Hi Ganesh, hmari video ko dekhne k liye aur apna swal hmse poochne k liye apka dhanyawad. Aagar aap rabies vaccine ki koi dose miss kar dete hai to agli dose jald se jald apne najdiki swasth kendra se jarur lagvaye, iske aage ki doses aapke doctor missed dose ki tarikh ke anusar adjust karenge. Agr aapko iske ilawa koi aut jankari chahiye to ap iss link pr click karke humare doctor se consult kar sakte hai. ^EKta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @gauravarora7740
    @gauravarora7740 2 ปีที่แล้ว

    Mem namaskar pagal dog bite kiya maine intramuscular rabies vaccine ki does Adhi Adhi apna dono hands ma lagvahi kya intramuscular rabies vaccine ki does Adhi Adhi does apna dono hands ma Laga Sakta ha please javab do

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi Gaurav, hume apki pareshani ke bare mae janke dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Shivani
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @Shivanifanclub
    @Shivanifanclub 7 หลายเดือนก่อน

    Mem mere pas pug dog hai 2 moth ka use vacine kab dilaye...

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 หลายเดือนก่อน

      Hi Shivani, hmari video ko dekhne k liye aur apka sawal poochne ke liye dhanyawad. Dogs ka vaccination schedule janne ke liye aap kisi veterinarian doctor se consult jarur karei. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @studywithpratik7116
    @studywithpratik7116 2 ปีที่แล้ว +1

    Vaccine kitne dino ke liye valid hai?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Hi, hmare video ko dekhne k liye aur apna swal hmse share krne k liye apka dhanyawad. Rabies ki vaccine aur iski booster dose diye jane ke 10 salo tak effective rehti hai. Is vishay mai aur janne ke liye aap neeche diye gye link par click karke hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @sultanqureshi7907
      @sultanqureshi7907 2 ปีที่แล้ว

      @@1mgofficial mam mujhe 20 saal pehle kutte ne kata tha maine vaccine nhi li ab kya karu ye batau app mam katne ke bad koi kharauch nhi thi

    • @ManishYadav-rk8uv
      @ManishYadav-rk8uv 2 ปีที่แล้ว

      Mam ham 10 months me total 11 dose liye the 3 bar kuta ne kata tha ab mujhe der lag raha h ki vaccine ki over dose se bhi rabies ho sakta h mam please mam mujhe bataiye mujhe der lag raha h

  • @ajayrajoriya9472
    @ajayrajoriya9472 ปีที่แล้ว

    Dr mam mere ko dog ne 20 years phle bite kiya tha kya mujhe ab vaccine leni chahiye ki nhi???

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Ajay, hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Urvashi
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

    • @official_shweta_baranwal
      @official_shweta_baranwal ปีที่แล้ว

      Mujhe bhi 2 year phle bite kiya tha aur maine bhi injection nhi liya..... To kya ab le skti hu mai??

  • @shera849
    @shera849 ปีที่แล้ว

    Mam i got scratched by my own 6 month old dog he doesn’t have any vaccinations but he is still alive after 1 month so should i take vaccination

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi, thanks for watching our video. Administration of both human rabies immune globulin (HRIG) and four doses of rabies vaccine is recommended regardless of the time elapsed since the exposure. if you have any queries related to this, you can consult with our expert panel by clicking on this link. ^Ekta
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @deepak2249
    @deepak2249 7 หลายเดือนก่อน

    Sir mere bete ko kutte ne wednesday raat 10 baje kata. agar main friday dopahar 12 baje tak anti rabis ejection lagwata hu toh late toh nahi hoga na plz bataiye mujhe bohot gharahat ho rahi hai .first anti rabis injection kitne time main lag kana chahiye.. Mere bete ki age 9 saal hai.

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  7 หลายเดือนก่อน

      Hi Deepak, apki pareshani ke baare me jaankar dukh hua. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Pooja
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @SarveshShrivastava-v1n
    @SarveshShrivastava-v1n ปีที่แล้ว +1

    Mam dog ke nails lage or blood nahi aaya tho bhi vaccine lena chahiye

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  ปีที่แล้ว

      Hi Sarvesh, humare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen. ^Faizan
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @ShubhamSharma-ei6hi
    @ShubhamSharma-ei6hi 11 หลายเดือนก่อน

    Mam vaccine K BAAD wine pee sakte ya nhi kyo ki me 14 Saal se continue pee rha ho

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  11 หลายเดือนก่อน

      Hi Shubham, aapki sehat hamare liye prathmikta hai aur hume yah jankar behad khushi hui ki aapko hamare platform par di gayi jankari upyogi lagi. Neeche diye gaye link par click karke aap hamare doctoron ke expert panel se paramarsh le sakte hain. ^Aatir
      bit.ly/3PpmQi9_econsult

  • @bandbwithmayank
    @bandbwithmayank 2 ปีที่แล้ว +2

    Which anti rabies vaccine is safe?

    • @1mgofficial
      @1mgofficial  2 ปีที่แล้ว

      Namaste, doctor dwara di gayi jankari ke bare me samasya humse share krne ke liye aapka dhanyawad. Hamare paas expert doctoron ka vistrit panel hai jahan aap apni sehat se judi kisi bhi samasya ke liye paramarsh le sakte hain. Unse sampark karne ke liye neeche diye gaye link par click karen.
      bit.ly/3PpmQi9_econsult