How To Fix Bike Starting Problem | How To Replace Battery And Starter Relay On FZS V3 And All Bikes

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 25

  • @sonalichatterjee2313
    @sonalichatterjee2313 ปีที่แล้ว +3

    Thank You For Time Stamps..Kisi Aur Tutorial Me Nahi Milta ❤ Subscribed For You Hard Work

  • @DebanjanBhaskar92
    @DebanjanBhaskar92 6 หลายเดือนก่อน +1

    Subscribed! Please make a video on the full mudguard that you have installed on the rear wheel.

  • @subhajitbera9076
    @subhajitbera9076 ปีที่แล้ว +2

    Bro ..mere bike me v same problem ha.....bike on karke ager self leta hu to kat kat karke har bar self switch dabane pe awaj ati ha start nehi hoti ha ....apka vidro dekh kar bohot help mila..me v relay pr battery change karwa ne ke bare me soch rah hu... please reply karna bro........apka video bohot acha laga ..subs v kar liya mene ..

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  ปีที่แล้ว +2

      ek Chhota sa tip hai bhai ki agar aapki bike jyada old nahin hai aur starting Ishu a rahi hai to aap sirf relay ko replace kar sakte ho aur Fir Bhi Agar nahin start hoti hai to aap donon ko change kar sakte ho ya aapki condition Agar use meri Jaisi Hai To Main aapko yahi suggest karunga Ki Ab donon replace karke tension free ho jao
      aur thank u meri video ko Puri dekhne ke liye aur subscribe karne ke liye❤️❤️❤️🙏🏻🙏🏻🙏🏻

    • @subhajitbera9076
      @subhajitbera9076 ปีที่แล้ว +1

      2021 me liya tha bike

    • @subhajitbera9076
      @subhajitbera9076 ปีที่แล้ว +1

      Mera dual big horn laga ha .....din me to pata nehi chalta par raat ko jab horn bajata hu to miter ka light blink karta ha or low rpm pe ve miter ka light blink karta ha..or horns ka sound v thik nehi ata

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  ปีที่แล้ว

      @@subhajitbera9076 mere me bhi dual horn installed hai..mainly usi ke wajh se battery drain ho jaati hai...aur improper voltage ki wajh se relay kharab ho jaati hai

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  ปีที่แล้ว

      @@subhajitbera9076 naya relay aur battery lagane ke baad..dhyan rakhiyega ki kabhi bhi sirf ignition me horn nahi bajana hai..bike chalate wakt hi horn ka use kaerna hai...jab zarurat ho...DC connection hone ki wajh se battery par direct asar padta hai...isiliye company ne single horn diya tha

  • @rahil4786
    @rahil4786 5 หลายเดือนก่อน +1

    Nice job 🎉 thanks 👍

  • @satishshubraj7319
    @satishshubraj7319 2 หลายเดือนก่อน +1

    Kitna lb battery lgta hai

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  2 หลายเดือนก่อน +1

      5lb bolte hai chalu language me

  • @ALLINM-vf4vb
    @ALLINM-vf4vb ปีที่แล้ว +1

    Bro fzs v2 me ignation light cut ho ja ta hai phir battery side panel ko thokne se thik hoja ta hai problem kai ho sakta hai bro please reply

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  ปีที่แล้ว

      Most Probably Wiring Ki Hi Dikkat Hogi Ya Meter Console Ki..Jahan Tak Hai...Ignition Wire Check Karo...kai Baar Chuhe Ghus Jaate Hai..Mere Bike Me Bhi Under Seat Ke Indicator Wires kha daale the...toh taping karani padi thi...Aur Saare Terminals Ko Tight Aur Couplers agar loose hai toh wd40 use karke wapas laga ke check kar sakte ho

  • @karthikmuthusamy5827
    @karthikmuthusamy5827 6 หลายเดือนก่อน +1

    Kindly share the relay link

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  6 หลายเดือนก่อน

      Everything's Links Are In Description 📄📈

  • @Rizu_1809
    @Rizu_1809 5 หลายเดือนก่อน +1

    Yahi problem mare sath ho rahi hai aj

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  5 หลายเดือนก่อน

      Poora Solution Diya Hai Bhai Step By Step❤️❤️💯💯

  • @kaushickkarmakar8284
    @kaushickkarmakar8284 5 หลายเดือนก่อน +1

    29.may .2024
    Ko main ne liya ha amaron tz5L (manufacturing year april 2024)
    Exchange karke muja 1000rs ka para

  • @karthikmuthusamy5827
    @karthikmuthusamy5827 6 หลายเดือนก่อน +1

    Hai bro

  • @skydhavadekar327
    @skydhavadekar327 ปีที่แล้ว

    Bluetooth off kaise kare , 1.5 year may meri battery kharab ho gayi.

    • @KoustubhMotoVlogs
      @KoustubhMotoVlogs  ปีที่แล้ว

      Bhai aap Service Centre Jaake X connect nikalwa do...ya disconnect kara lo..meri bike 2020 ki h tab x connect launch nhi hua tha..mere bike me nahi hai bluetooth.