Mere paas bhi Vista quadrajet diesel car hai lekin apne Jo break fluid dala hai Red colour ka kya ye galat nahi hai? Kyunki meri car me company recomend White colour break fluid hai 🤔
Gear atakane ke 3 Karan ho sakte hai, Clutch plate Clutch cylinder Gear box Agar band car ke gear daale (without starting engine) , aur gear aasani se dal jate hai , iska matlab gear box thik hai. Or Agar engine start kar ke gear daale aur gear atak teh hai , iska matlab clutch plates kharab hai. Complete clutch press karne ke baad, jab gear dalte hai aur grinding sound aata hai. Chahein back gear dalo ja phir forward. Aur clutch hard ho jata hai. Toh clutch plate change kar ne ki jaroorat hai. Gear box: aur agar engine start kiye bina gear dalte hai aur gear atak teh hai, iska matlab gear box kharab hai Clutch cylinder:- agar clutch cylinder ke karan hai to clutch cylinder press karne ke baad complete uper vapis nahi aata. Middle mein he reh jata hai jaisa ke app neh video mein dekha hai. Jah phir clutch cylinder leak hone ke karan clutch cylinder ka pressure khatam ho jaiye, toh clutch cylinder press karne ke baad pedel niche reh jata hai, aur uper vapis nahi aata. Toh clutch cylinder change karne ki jaroorat hai.
Don't worry I am sending you a link watch that you will get answer of your question I have published a video on this problem. In this video,you will learn a trick to fix this problem. th-cam.com/video/_qmS7OZSaL0/w-d-xo.html Must watch!
Very nice sir
Super
Good information
Nice video bro
Mere paas bhi Vista quadrajet diesel car hai lekin apne Jo break fluid dala hai Red colour ka kya ye galat nahi hai? Kyunki meri car me company recomend White colour break fluid hai 🤔
It has two types Dot -3(red) and Dot- 4 (white).
Both are recommended, but Dot-4 is best which you used.
@@advancetech5971 ohhh thank you so much 🙏
Mere pass bhi Qudrajet Vista hai Sir cylinder Change kiya to Gear atakna thik ho jayega kya
Gear atakane ke 3 Karan ho sakte hai,
Clutch plate
Clutch cylinder
Gear box
Agar band car ke gear daale (without starting engine) , aur gear aasani se dal jate hai , iska matlab gear box thik hai.
Or
Agar engine start kar ke gear daale aur gear atak teh hai , iska matlab clutch plates kharab hai. Complete clutch press karne ke baad, jab gear dalte hai aur grinding sound aata hai. Chahein back gear dalo ja phir forward. Aur clutch hard ho jata hai. Toh clutch plate change kar ne ki jaroorat hai.
Gear box: aur agar engine start kiye bina gear dalte hai aur gear atak teh hai, iska matlab gear box kharab hai
Clutch cylinder:- agar clutch cylinder ke karan hai to clutch cylinder press karne ke baad complete uper vapis nahi aata.
Middle mein he reh jata hai jaisa ke app neh video mein dekha hai.
Jah phir clutch cylinder leak hone ke karan clutch cylinder ka pressure khatam ho jaiye, toh clutch cylinder press karne ke baad pedel niche reh jata hai, aur uper vapis nahi aata. Toh clutch cylinder change karne ki jaroorat hai.
Tysm Sir ❤
Ur welcome
Clutch pedal pura wapas nhi aata hai, but upar uthaane mein utha hai
Don't worry I am sending you a link watch that you will get answer of your question
I have published a video on this problem.
In this video,you will learn a trick to fix this problem.
th-cam.com/video/_qmS7OZSaL0/w-d-xo.html
Must watch!
Bhai mere ye clutch cylinder bar bar toot raha hai aage se mene 3 bar ye change karwa liya likin mujhe ye samajh nai aa raha ki ye toot kaise raha
Bhai mere gaadi mein bhi yahi problem thi. Abhi maine dono clutch cylinder ek sath change karwa diya hai, dekhta hoon abhi kitna time chalega,
Bhai mistri bol raha hai ki iski clutch pedal ke bush change karni padegi kyunki clutch sidha nai chal raha usme play hai
Toh dalwa lo ,