Ibrahim( as)nabi 4000 saal pehle aye and Muhammad (SAW)nabi 1400 saal pehle aya . Qurbani Ibrahim (as) ka sunhat h. Ye tab kuch log karte the.. yahoodi (Jews present) Muhammad( saw) unhone ane k baad pura jahan m Muslim k liye yeh qurbani sabke liye sunnat bana diya . BTW I am not good at hindi ,I know only Bengali but I do my best so that you can understand.
And Muslims perform Qurbani (sacrifice) as part of their religious obligations because the present laws and rules for Muslims, including practices such as Salah (prayer), Sawm (fasting), Zakat (charity), and Hajj (pilgrimage), were established 1400 years ago during the time of Prophet Muhammad (PBUH). Although the tradition of sacrifice dates back to the time of Prophet Ibrahim (A.S) around 4000 years ago, it was codified into Islamic practice and given its current form during the time of Prophet Muhammad (PBUH).
prophet ibrahim 4000 saal pehle aye the 2500-2600 years baad wo bhool chuke the and then 1400 years ago prophet Muhammad SAW came and that started again
1400 saal pehle Muhammad (s.a.w) ne aa kr sab ko yaad krwaya k wo log Ibrahim (a.s) k ancestors hain aur phir muslims 1400 saal pehle start huai hain wo Ibrahim (a.s) ki is suunat par har eid ul azha me jaanwar zaba krte hain
Eid and kurbani, aur kaba ghor bhi 4000 sal pehle ibrahim nabi ne suru kia tha ,,uske bad almost 2500 sal bad Muhammed (sws) jo aj se 1400 sal pehle is duniya mein aye the, aur yea sob islam mein continue Kiya....
Congratulations brother apko itna sab kch pata chal chuka hai Mashallah ❤ aap araam se bata sakty ho sab k waqiye or itne achy se Islam ko jaan gaye tw ab bs phir Islam bhi Qabool krlo ✨💞
Namrood is name of the king And it not mention in quran and torha Just like in ancient time area wise king k name specific hoty thy Un k name jo bhe ho agar woh king k tu sub usi nam sy pukarty thy Like ancient time me jitny bhe king guzry hn Egypt k un ko feeron kaha jata tha
1400 years back last prophet Muhammad Peace be upon him ai. Is liay 1400 years say Muslims prophet Abraham ki copy karty hn jo 4000 years pahly ka waqia hy. Prophet Abraham Christian Muslims and Jews sab kay forefather hn. Prophet Muhammad pbuh say pahly Christianity hi islam tha. Us say pahly Judaism hi islam tha.
4 hazar pehlay Hazrat Ibraheem alaihissalam thay. Phir unke betay Hazrat Ismaeel alaihissalam ki generation may hamaray piyaray, hamari jaan se bhi piyaray Nabi Hazrat Muhammad Sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam 1400 saal pehlay Makkah may peda huway aur unhon ne hi Hazrat Ibraheem alaihissalam ke mazhab ko zinda kiya yani Mazhab Islam.
Hamare nabi Mohammad Saw ne is qurbani k amal ko farz banaya ye unki bat ho rahi he lekin inse pehle arab log qurbani krte the lekin vo apne us time k idols ko gift krte the lekin nabi k aane k bad unhone nya tarika Allah k huqm se banaya or yahi tarika Allah ne Ibrahim as. Ko bhi bataya tha lekin waqt chalte usme logo ne apni nyi nayi rasme dal kr us original qurbani ko bigad diya tha.
Quran me mention hn k Allah pak na us aag ko thanda kar diya Q k ibrahim a.s k liya Allah he kafi tha This is iman of ibrahim a.s Verses of the Qur'an, Surah Al-Imran (3:173). Hasbunallah wa ni'mal-Wakil. The Translation: “Sufficient for us is Allah, and [He is] the best Disposer of affairs
Iss duniya ki pehle insaan adam (peace be upon him). Aur hum saab unke hi nasal se aye hain. Duniya banne ke baad se Allah ne har qaum ke liye messenger veja. Total 1,24,000 messenger ko duniya mein bheja gaya. Last messenger was prophet Muhammad (peace be upon him). Toh bohat sare log uss nabi ko hi khuda mankar unki ibadat karne lagi. Jaise prophet Isa (peace be upon him) ko christians apna khuda mante hain (Naujubillah). Aur Allah ko ye baat sakt na panasd ki unke bande unke siva kisi aur ko ibadat kare
For Muslims, Eid al-Adha is a reminder to remember the sincerity of Prophet Ibrahim (a.s) in carrying out the commands of Allah (God). This surrender to the Creator without the slightest doubt was exemplified by Prophet Ibrahim a.s when Allah ordered him to slaughter his son, Ismail (Quran 37: 102), which was eventually replaced with a large sheep/dumba in response to the passing of the test of Prophet Ibrahim’s obedience and faith.
1400 saal pehlay sai murad is liye because quran was revealed 1400 years ago on Prophet Muhammad S.A.W .so muslims follow the same sunnat of Prophet Ibrahim A.S.so islam is their since the begining of this world .but quran was revealed around 1400 years ago.The last and final book from.Allah which will never change till the day of judgement
He had told that the jassasa was similar like not not exactly kali mata he is the only youtuber who present the Islamic content interesting and amazing.
Ibrahim alehissalam ka vaakya 4000 saal pahlay ka hai ,, lekin allah ne 1500 saal pahlay apne aakhri pegambar par ibrahim alehissalam ki sunnat , yaani ,, qurbaani farz kar di ,, aj hum jo bakra Eid manaate hain , ye sunnat ibrahim alehissalam ki hai na ki mohammad s a w ki hai
"Ap humse competition kren, hum jaan bhooj k haar jayen gy..thank you"" ibrahim (As) 4000 years pehlay ay, or the last massenger prophet muhammad came before 1400 saal. or islam complete hua with prophet Muhammad (SAW) k sath.. Prphet Muhammad Hazrat ibrahimm k deen ki extension hay..
This event is believed to have occurred around 4,000 years ago, and the ritual has been observed since then in some form by followers of Abrahamic faiths. Islam, however, institutionalized Eid al-Adha as a religious practice about 1,400 years ago, during the time of the Prophet Muhammad. So, while the actual event is about 4,000 years old, the formal practice in Islam is about 1,400 years old.
Hazrat Ibrahim 4000 years pehle the , Lakin us time logo ne Islam qabool nhi kya tha or Islam us k bad me follow huwa Hai last prophet (S.A.W) k zariye aaj se 1400 se 1500years pehle.
4000 sal aur 1400 sal mathlab.. ibraheem alaihissalam 4000 sal pahle the.. phir unke baad eik k bad eik prophet aye logon ko burai se rokne ismaeel,ishaq,yaqub,younus,Yousuf,alyasa zakariya,dawud , Sulaiman,moosa , harun, Isa (peace be upon them).. ye logo ne haj perform nahi kiya .phir hamare last prophet Muhammad (peace b upon him) aye 1400 pahle .. phir tab se haj perform haraha
End py btaya us NY k ibrahim A.S k bad log bhool chuky thy sab phr jab prophet Muhammad aye 1400 pehly tab bhi log but ki poja krty thy phr wo dobara Islam ki taraf ly k aye logon ko
Muslims perform Qurbani (sacrifice) as part of their religious obligations because the present laws and rules for Muslims, including practices such as Salah (prayer), Sawm (fasting), Zakat (charity), and Hajj (pilgrimage), were established 1400 years ago during the time of Prophet Muhammad (PBUH). Although the tradition of sacrifice dates back to the time of Prophet Ibrahim (A.S) around 4000 years ago, it was codified into Islamic practice and given its current form during the time of Prophet Muhammad (PBUH).
14:02 1400 saal pehle Prophet Muhammad ﷺ ne Qurabi ka Hukm diya. Aur tab se muslims ko yeh kaam krne ko bola unhone. Muslims hi aise khali loag hai jo Prophet Abraham ke steps ko follow krte hai. 4000 saaal ke baad mai Prophet Eisa bhi aayay aur Akhir mai Prophet Muhammad ﷺ aayay(jo aaj se 1400 saal pehle aayay).
4000 sal pahle Ibrahim Ali Salam ne kiya tha magar yah Yahudi aur Christian ise sahi se follow Nahin Karte The Uske bad Hamare Nabi Aaye Hazrat Mohammed sallallaho vasllam aur unhone Humko farj Kiya ki yah Farz Ada Karen isliye 1450 Sal se farj hai sab Musalman karte hain
Comment Mein Sare Aam Musalman Hai Jo aapse Jyada Jante Hain aapko Samjha rahe hain Koi Musalman yah Nahin Dawa kar sakta Ki Main mukmmal Jaanta ho sab muslim amesha sikhte rehate hai nayi chize
He is right. Allah stopped him and replaced with an animal. another thing is that 4000 years ago it was prophet Ibrahim and 1400 years ago it was our beloved prophet Muhammad saw. Who started the rule of distributing in 3 parts
The kohistani bhai ne bilkul sahi kaha hai ke 4000 sal pehle Ibrahim a. .s ki waja se eid manayi jati hai lekin phir unoe bad logon ne islam mein kafi changes kar diye the phir 1400 sal pehle the las Prophet Muhammad Sallallahu alaihi wa aalihi wassalim ne aakar dobarah unko deen e ibarahim per chalaya.. Aur second thing ke Allah tala ne Ibrahim as ke hathon mendha ya dumba zebah karwaya tha ab kb kis tarah is mein koi do raye nhi hai
Namrood os Badshah ka name tha, Qurabi wala waqia Hazrat Ibrahim wala 4000 sal purana hai, lekn hum Musalmano ka religion almost 1400 saal purana hai, to is hisab say hum musalman religion k start say he is ko practice kr rhy hain, to humary liye ye 1400 sal purana hai jab ka Hazrat Ibrahim k hawalay say 4000 sal purana hai
1400 sal sahi bola h kyo ki Ibrahim alehis Salam ke baad logo ne ey qurabi band krdo thi gumrah ho gye the prophet Muhammad sallallahu alaihi wasallam ne duabra use revive kiya
1- We Muslims believe in original Torah, original bible, and Quran as Holy Books. So, all stories told originally in those books which were sent on Musa AS, Jesus (Isa) AS and Muhammad (PBUH) throughout history. All of them are Prophets in ISLAM. 2- Ibraheem AS was born 4000 years ago but 1400 years ago Quran was revealed establishing these customs. Before that people may or may not have copied the tradition of Ibraheem AS. After Quran, it became mandatory for Muslims to perform these customs.
Aap dono ke baare ek cheez achi lagi, aap dhyaan se sunte ho. Baqi nonmuslims bss views ke liye dekhte hai, unki niyat knowledge nahi hota ya Haqq ko samajhna.
ASSLAM ALIKUM BRO agar tum manta ho ka god is ALLAH or i think tum manta ho MUHAMMAD SALALLAHOALIHAVSLAM IS WAS PROFET SO bro now you are MUSLIM 🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰😃😃😃😃😃
Wo us time qurabi diya lakin prophet Mohammad kya ana kya baad allah na Quraan mein kaha ki ibrahim ko yaad karo aur qurabi chalo karo us sa payhla qurabani compalsary nhi thi probhat mohmmad kya jab aya to qurabani compalsary hui thi
Yar 4000 sal sy haj to ho raha tha lakin log qurbani ko bhol gay thy Jo foradvlig ty inno ny kaha me but rakh deye thy na es leye dubra sy again ye hukam dia gia haj or unra krny ka or qurbani ka
2600 saalo m log Deen s har Gye thy phr s Bhoot ki puja krny lgy thy jb hmary nabi saw aye tw logo ko haqeeqat btae ...ise lehaz s 1400 Saal hua hmry nabi ko aye howe
Ibrahim prophet k death k baad log sab Allah k KAAM Bhool gaye thay aur bhi prophets Aaye mgr proper BAAT log NAHI Sunday thay, unki books bhi change Kar detay thay ,phir ye sab last prophet ne compulsory order me samjhaya jabhi 1400 years se wapis proper Allah k KAAM ko safe side kia.
14:17 4000 sal pahlay waqia hua. Likin ibrahim ki yad me ksi ne qurbani nai ki. 1400 sal pahlay islam jab ek shariyat ki shakal me Hazrat Muhammad k sath aya to tab se musalman Ibrahim ki yad me qurbani kr rhy hain Allah k hukam pey, so is liay is ne btaya k ye qurbani 1400 sal se ho rai hay
Ramsha sultan or ye dono thek bol rahy Hain Allah ny he Ismail ko nechy hata dia tha or jibrail freshta on ke jagha pr aik Bakra rakh dia tha same he store h
Hazarat ibrahim 4000 saal pahly ay thy usky bad aista aista log bhul gy k vo kis ki ibadat karty hain or qurbani q karty hain jab 2500 saal guzar gy to log bilkul he bhul gy , ab jo yai bhulay huay log thy yai buto ki poja karty thy , phir 2500 saal bad hmary nabi ay , prophet muhammad unny dobara logo ko allah ki taraf lay, or is religion ko islam kaha or yai last religion tha allah ki taraf sy final jis mai kabi chamge nhi ana, issy pahly allah ny bohat sy nabi bejhay lakin vo sab k religion unky followers ny aista aista change kar diay, jesy allah ny prophet ibrahim ko 4000 saal pahly bejha to unky followers jews kehty thy lakin phir unny sari book prophet ibrahim ki change kar k new he bana di , usky bad prophet esa or jesus ay unky followers ny b time k sath book change ki or apni marzi ki batain daal di is liay phir 1400 years pahly allah prophet muhammad bejhay lakin unki book abi tak chamge nhi hui nh kabi honi or yai last prophet hain or last book allah ki taraf sy
❤❤❤ MASHA ALLAH❤❤❤ ماشاء اللہ ❤❤❤Allah ke hukkam se ek farishte zibarail alaihi salam asman se dummba us waqt laye the jis waqt Ibrahim alaihi salam Ismail alaihi ko jiba kar rahe the aur Allah ne us churi ko na katane ka hukkam bhi Diya huwa tha aur comment jiyada bade long hote hai isliye warna tumare har sawal ka (tafasil तफ्सील) se jawab de pata inshaallah
Thank u for the reaction actually I recommended this video for the reaction and you did it finally.... now plzz react on (Signs Of Qiyamat) by kohistani
Faraan saudia Arab main h hai Jews ki holy book Torah(bible old testament) ki fifth book Deuteronomy chapter 33 verse 2 main Prophet Moses(Musa peace be upon him), Prophet Jesus Christ(Issa peace be upon him) or Prophet Muhammad(Peace be upon him) sabka likha hai because Mount Sinai par Prophet Moses ko Nabuwat Mili, Jesus ko Jahan Mili us jagah ka bhi likha hai Or faraan tu hai h saudia main or wahin Cave hira Hai Jahan Prophet Muhammad(peace be upon him) ko Nabuwat Mili
Ibrahim( as)nabi 4000 saal pehle aye and Muhammad (SAW)nabi 1400 saal pehle aya . Qurbani Ibrahim (as) ka sunhat h. Ye tab kuch log karte the.. yahoodi (Jews present) Muhammad( saw) unhone ane k baad pura jahan m Muslim k liye yeh qurbani sabke liye sunnat bana diya . BTW I am not good at hindi ,I know only Bengali but I do my best so that you can understand.
Prophet Ibrahim (A.S) came 4000 years ago while Last prophet Muhammad(S.A.W) came 1400 years ago.❤
And Muslims perform Qurbani (sacrifice) as part of their religious obligations because the present laws and rules for Muslims, including practices such as Salah (prayer), Sawm (fasting), Zakat (charity), and Hajj (pilgrimage), were established 1400 years ago during the time of Prophet Muhammad (PBUH). Although the tradition of sacrifice dates back to the time of Prophet Ibrahim (A.S) around 4000 years ago, it was codified into Islamic practice and given its current form during the time of Prophet Muhammad (PBUH).
prophet ibrahim 4000 saal pehle aye the
2500-2600 years baad wo bhool chuke the and then
1400 years ago prophet Muhammad SAW came and that started again
16:10 wo nabi humare pyaray Nabi Hazrat Muhammad SAW thy ❤
1400 years se mtlb JB prophet Muhammad ka zamana Shuru hua JB se Quran nazil hua
1400 saal pehle Muhammad (s.a.w) ne aa kr sab ko yaad krwaya k wo log Ibrahim (a.s) k ancestors hain aur phir muslims 1400 saal pehle start huai hain wo Ibrahim (a.s) ki is suunat par har eid ul azha me jaanwar zaba krte hain
Eid and kurbani, aur kaba ghor bhi 4000 sal pehle ibrahim nabi ne suru kia tha ,,uske bad almost 2500 sal bad Muhammed (sws) jo aj se 1400 sal pehle is duniya mein aye the, aur yea sob islam mein continue Kiya....
14000 years ago our beloved prophet Muhammad saw told to follow this step of prophet Ibrahim
It's 1400
Today is 31 August if you have guts and drink your mother milk go search adam seaker urdu he is live now talk to him he knows English very well
1400
Congratulations brother apko itna sab kch pata chal chuka hai Mashallah ❤ aap araam se bata sakty ho sab k waqiye or itne achy se Islam ko jaan gaye tw ab bs phir Islam bhi Qabool krlo ✨💞
Namrood is name of the king
And it not mention in quran and torha
Just like in ancient time area wise king k name specific hoty thy
Un k name jo bhe ho agar woh king k tu sub usi nam sy pukarty thy
Like ancient time me jitny bhe king guzry hn Egypt k un ko feeron kaha jata tha
1400 years back last prophet Muhammad Peace be upon him ai. Is liay 1400 years say Muslims prophet Abraham ki copy karty hn jo 4000 years pahly ka waqia hy.
Prophet Abraham Christian Muslims and Jews sab kay forefather hn. Prophet Muhammad pbuh say pahly Christianity hi islam tha. Us say pahly Judaism hi islam tha.
Qurbani started after hazrat Muhammad SAW received Quran. Quran has the instructions.
Masha Allah Subhan Allah
4 hazar pehlay Hazrat Ibraheem alaihissalam thay. Phir unke betay Hazrat Ismaeel alaihissalam ki generation may hamaray piyaray, hamari jaan se bhi piyaray Nabi Hazrat Muhammad Sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam 1400 saal pehlay Makkah may peda huway aur unhon ne hi Hazrat Ibraheem alaihissalam ke mazhab ko zinda kiya yani Mazhab Islam.
Hamare nabi Mohammad Saw ne is qurbani k amal ko farz banaya ye unki bat ho rahi he lekin inse pehle arab log qurbani krte the lekin vo apne us time k idols ko gift krte the lekin nabi k aane k bad unhone nya tarika Allah k huqm se banaya or yahi tarika Allah ne Ibrahim as. Ko bhi bataya tha lekin waqt chalte usme logo ne apni nyi nayi rasme dal kr us original qurbani ko bigad diya tha.
Quran me mention hn k Allah pak na us aag ko thanda kar diya
Q k ibrahim a.s k liya Allah he kafi tha
This is iman of ibrahim a.s
Verses of the Qur'an, Surah Al-Imran (3:173).
Hasbunallah wa ni'mal-Wakil. The Translation: “Sufficient for us is Allah, and [He is] the best Disposer of affairs
14:07 prophet Ibrahim A.S came 4000 years. 2500-2600 years baad log bhul chuke tha and then 1400 years ago Muhammad SAW came and that started again
Iss duniya ki pehle insaan adam (peace be upon him). Aur hum saab unke hi nasal se aye hain. Duniya banne ke baad se Allah ne har qaum ke liye messenger veja. Total 1,24,000 messenger ko duniya mein bheja gaya. Last messenger was prophet Muhammad (peace be upon him).
Toh bohat sare log uss nabi ko hi khuda mankar unki ibadat karne lagi. Jaise prophet Isa (peace be upon him) ko christians apna khuda mante hain (Naujubillah). Aur Allah ko ye baat sakt na panasd ki unke bande unke siva kisi aur ko ibadat kare
Bhai Ibrahim as 4000 Saal phly dunya m aye...onky 2600 Saal bd hmary nabi saw dunya m aye...
Namrood was a cruel king of Ibrahim A.S time
We we teach Islam in class 1 to 12 in school it is compulsory to teach in school and college and university have books
Ya Rabbi [ OST ] Sultan Salah Ud Din Ayyubi 👑
&
👑Umar Bin Khattab vs ⚔️Khalid bin Waleed
By Kohistani
masallah So nice video ❤️❤️🇧🇩👍👍
Nabi nooh k jamane k baad but parsti start hua
Nabi Ibrahim Nabi nooh k fasla 2000 ka hai
Dharti par sab se pahla dharam islam hai prophet adam a.s ❤
For Muslims, Eid al-Adha is a reminder to remember the sincerity of Prophet Ibrahim (a.s) in carrying out the commands of Allah (God). This surrender to the Creator without the slightest doubt was exemplified by Prophet Ibrahim a.s when Allah ordered him to slaughter his son, Ismail (Quran 37: 102), which was eventually replaced with a large sheep/dumba in response to the passing of the test of Prophet Ibrahim’s obedience and faith.
1400 saal pehlay sai murad is liye because quran was revealed 1400 years ago on Prophet Muhammad S.A.W .so muslims follow the same sunnat of Prophet Ibrahim A.S.so islam is their since the begining of this world .but quran was revealed around 1400 years ago.The last and final book from.Allah which will never change till the day of judgement
15:00 4000 saal pehle Prophet Iraheem aayay.
Phir Prophet Esa.
1400 pehle Prophet Muhammad ﷺ aayay.
Yeh sequence hai.
Bhai ap to sab smjny lagy. Mujh lag rhaa Apko Hidayat Mil jaani In Sha Allah... ❤
👇👇👇 Allah hu aakbar
Duniya mai 4 aasmani kitaabe aayi hai.
1. Hazrat Musa a.s ( Torat ) aasmani kitaab
2. Hazrat Esa a.a ( Injeel ) aasmani kitaab
3. Hazrat Dawood a.s ( Zabur ) aasmani kitaab
4. Hazrat Mohammad s.a.w ( Quran) aur quran last aasmani kitaab hai is duniya mai.
He had told that the jassasa was similar like not not exactly kali mata he is the only youtuber who present the Islamic content interesting and amazing.
Ibrahim alehissalam ka vaakya 4000 saal pahlay ka hai ,, lekin allah ne 1500 saal pahlay apne aakhri pegambar par ibrahim alehissalam ki sunnat , yaani ,, qurbaani farz kar di ,, aj hum jo bakra Eid manaate hain , ye sunnat ibrahim alehissalam ki hai na ki mohammad s a w ki hai
"Ap humse competition kren, hum jaan bhooj k haar jayen gy..thank you"" ibrahim (As) 4000 years pehlay ay, or the last massenger prophet muhammad came before 1400 saal. or islam complete hua with prophet Muhammad (SAW) k sath.. Prphet Muhammad Hazrat ibrahimm k deen ki extension hay..
4000 sall pehly ibrahem nabi ka waqia hua ...magar qurbani Hazrat Muhammad s..a.w KY any k bad 1400 sal pehly Shuru hui
MashAllah MashAllah keep it up guys❤❤❤❤❤
Hazrat Muhammad ﷺ in taurat by kohistani reaction kro
Mashallah mashallah
The event took place four thousand years ago after the arrival of Muhammad
Qurbaani ka hukam hamain nabi (s.w.a) ne dia is se phly qurbaani nhi ki jati thi
Sona lagda Ali waala is qawaali py reaction kry❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰
This event is believed to have occurred around 4,000 years ago, and the ritual has been observed since then in some form by followers of Abrahamic faiths.
Islam, however, institutionalized Eid al-Adha as a religious practice about 1,400 years ago, during the time of the Prophet Muhammad. So, while the actual event is about 4,000 years old, the formal practice in Islam is about 1,400 years old.
Reaction faslo ko takaluf hai naat slowed reverb version ❤❤
she's like :Namrood kon hai
our brother is like "Mai mind me guess kr raha tha"🤣
5:20 nimrod was the title of king like in egypt they use to call their kings pharoah.
Tnx for reaction bro😊
I am happy to see you feeling happy
Hazrat Ibrahim 4000 years pehle the , Lakin us time logo ne Islam qabool nhi kya tha or Islam us k bad me follow huwa Hai last prophet (S.A.W) k zariye aaj se 1400 se 1500years pehle.
4000 sal aur 1400 sal mathlab.. ibraheem alaihissalam 4000 sal pahle the.. phir unke baad eik k bad eik prophet aye logon ko burai se rokne ismaeel,ishaq,yaqub,younus,Yousuf,alyasa zakariya,dawud , Sulaiman,moosa , harun, Isa (peace be upon them).. ye logo ne haj perform nahi kiya .phir hamare last prophet Muhammad (peace b upon him) aye 1400 pahle .. phir tab se haj perform haraha
End py btaya us NY k ibrahim A.S k bad log bhool chuky thy sab phr jab prophet Muhammad aye 1400 pehly tab bhi log but ki poja krty thy phr wo dobara Islam ki taraf ly k aye logon ko
Muslims perform Qurbani (sacrifice) as part of their religious obligations because the present laws and rules for Muslims, including practices such as Salah (prayer), Sawm (fasting), Zakat (charity), and Hajj (pilgrimage), were established 1400 years ago during the time of Prophet Muhammad (PBUH). Although the tradition of sacrifice dates back to the time of Prophet Ibrahim (A.S) around 4000 years ago, it was codified into Islamic practice and given its current form during the time of Prophet Muhammad (PBUH).
14:42 Ibrahim ne churi chalayi magr voh nahi chali Allah ke hukmse. Phir Allah ne niyat dekhi Prophet ibrahim ki aur voh Allah ke test mai pass huvay.
4000 saal phla hua ya sab ....
Lakin Allah sa isko follow karna ka liya Quran mai 1400 saal phla bola ❤❤❤
Namrood badhshah tha us time !!
14:02 1400 saal pehle Prophet Muhammad ﷺ ne Qurabi ka Hukm diya. Aur tab se muslims ko yeh kaam krne ko bola unhone. Muslims hi aise khali loag hai jo Prophet Abraham ke steps ko follow krte hai.
4000 saaal ke baad mai Prophet Eisa bhi aayay aur Akhir mai Prophet Muhammad ﷺ aayay(jo aaj se 1400 saal pehle aayay).
Please reaction huzoor ki mukammal halat E zindgi by mufti salman azhari channel name raza Islamic please react ❤❤
4000 sal pahle Ibrahim Ali Salam ne kiya tha magar yah Yahudi aur Christian ise sahi se follow Nahin Karte The Uske bad Hamare Nabi Aaye Hazrat Mohammed sallallaho vasllam aur unhone Humko farj Kiya ki yah Farz Ada Karen isliye 1450 Sal se farj hai sab Musalman karte hain
Comment Mein Sare Aam Musalman Hai Jo aapse Jyada Jante Hain aapko Samjha rahe hain Koi Musalman yah Nahin Dawa kar sakta Ki Main mukmmal Jaanta ho sab muslim amesha sikhte rehate hai nayi chize
Maaaasha Allah Nice Content ❤❤❤❤
Eid Ul Azha Is Our Love ❤❤❤❤
The Kids Just Love It Too ❤❤❤❤
We Cannot Explain In Words 😞❤❤❤❤
🇵🇸🇾🇪🇦🇫🇮🇷🇵🇰🇰🇿🇰🇬🇵🇼🇩🇯🇲🇬🇬🇦
He is right. Allah stopped him and replaced with an animal.
another thing is that 4000 years ago it was prophet Ibrahim and 1400 years ago it was our beloved prophet Muhammad saw. Who started the rule of distributing in 3 parts
Please❤❤ reaction huzoor ki mukammal halat E zindgi by mufti salman azhari channel name raza Islamic please react ❤😢❤😢
Love you brother ❤
All the best for your learning!
React on story of hazrat yusuf .
Quran mentioned it as the most beautiful story .
Meray bhai yeh jo aap ne dekha yeh to aik katra hain agay pora samundar hain
The kohistani bhai ne bilkul sahi kaha hai ke 4000 sal pehle Ibrahim a. .s ki waja se eid manayi jati hai lekin phir unoe bad logon ne islam mein kafi changes kar diye the phir 1400 sal pehle the las Prophet Muhammad Sallallahu alaihi wa aalihi wassalim ne aakar dobarah unko deen e ibarahim per chalaya..
Aur second thing ke Allah tala ne Ibrahim as ke hathon mendha ya dumba zebah karwaya tha ab kb kis tarah is mein koi do raye nhi hai
Namrood os Badshah ka name tha, Qurabi wala waqia Hazrat Ibrahim wala 4000 sal purana hai, lekn hum Musalmano ka religion almost 1400 saal purana hai, to is hisab say hum musalman religion k start say he is ko practice kr rhy hain, to humary liye ye 1400 sal purana hai jab ka Hazrat Ibrahim k hawalay say 4000 sal purana hai
Nimrod, Title of the King of this region at this time
4000 sal pehli ibrahim (As) nai kia leken muslman hazrat muhammad (saw) ke bad e zabha karti hai jo 1400 sal se hai
1400 sal sahi bola h kyo ki Ibrahim alehis Salam ke baad logo ne ey qurabi band krdo thi gumrah ho gye the prophet Muhammad sallallahu alaihi wasallam ne duabra use revive kiya
Sahi bola Bhai NY he said
1400 Saal Sy musalman isko copy kr the hen.
Thnx ❤
1400 mean that allah order us through prophet muhammad pbh
REACT ON IMAM MEHDI BY DR ISRAR AHMAD 🤍🤍🖤❤
This girl is very nice even you bro
1- We Muslims believe in original Torah, original bible, and Quran as Holy Books. So, all stories told originally in those books which were sent on Musa AS, Jesus (Isa) AS and Muhammad (PBUH) throughout history. All of them are Prophets in ISLAM.
2- Ibraheem AS was born 4000 years ago but 1400 years ago Quran was revealed establishing these customs. Before that people may or may not have copied the tradition of Ibraheem AS. After Quran, it became mandatory for Muslims to perform these customs.
Islam is the 1st religion because Adam (A.S) was the 1st person on Earth who was Muslim.
This happened 4000 years ago but Muslim followed the same tradition 1400 years ago
Aap dono ke baare ek cheez achi lagi, aap dhyaan se sunte ho. Baqi nonmuslims bss views ke liye dekhte hai, unki niyat knowledge nahi hota ya Haqq ko samajhna.
Bro react to the hazrat Yusuf series
ASSLAM ALIKUM BRO agar tum manta ho ka god is ALLAH or i think tum manta ho MUHAMMAD SALALLAHOALIHAVSLAM IS WAS PROFET SO bro now you are MUSLIM 🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰😃😃😃😃😃
Mashallah
Ali mirza so nice reaction ❤❤❤
Actually qurbani started after hazrat Muhabbat received quran .
4000 saal pahalay ya Qurbani hoi thi or Ispar practice 1400 saal say ho rahi hai
Please reaction on mohammad in torat the kohistani video
Wo us time qurabi diya lakin prophet Mohammad kya ana kya baad allah na Quraan mein kaha ki ibrahim ko yaad karo aur qurabi chalo karo us sa payhla qurabani compalsary nhi thi probhat mohmmad kya jab aya to qurabani compalsary hui thi
Yar 4000 sal sy haj to ho raha tha lakin log qurbani ko bhol gay thy Jo foradvlig ty inno ny kaha me but rakh deye thy na es leye dubra sy again ye hukam dia gia haj or unra krny ka or qurbani ka
2600 saalo m log Deen s har Gye thy phr s Bhoot ki puja krny lgy thy jb hmary nabi saw aye tw logo ko haqeeqat btae ...ise lehaz s 1400 Saal hua hmry nabi ko aye howe
Ibrahim prophet k death k baad log sab Allah k KAAM Bhool gaye thay aur bhi prophets Aaye mgr proper BAAT log NAHI Sunday thay, unki books bhi change Kar detay thay ,phir ye sab last prophet ne compulsory order me samjhaya jabhi 1400 years se wapis proper Allah k KAAM ko safe side kia.
14:17 4000 sal pahlay waqia hua. Likin ibrahim ki yad me ksi ne qurbani nai ki. 1400 sal pahlay islam jab ek shariyat ki shakal me Hazrat Muhammad k sath aya to tab se musalman Ibrahim ki yad me qurbani kr rhy hain Allah k hukam pey, so is liay is ne btaya k ye qurbani 1400 sal se ho rai hay
Ramsha sultan or ye dono thek bol rahy Hain Allah ny he Ismail ko nechy hata dia tha or jibrail freshta on ke jagha pr aik Bakra rakh dia tha same he store h
Husne Mustafa by saqib Shami,,pe reaction kro
☝️☝️☝️☝️☝️☝️☝️
Hazarat ibrahim 4000 saal pahly ay thy usky bad aista aista log bhul gy k vo kis ki ibadat karty hain or qurbani q karty hain jab 2500 saal guzar gy to log bilkul he bhul gy , ab jo yai bhulay huay log thy yai buto ki poja karty thy , phir 2500 saal bad hmary nabi ay , prophet muhammad unny dobara logo ko allah ki taraf lay, or is religion ko islam kaha or yai last religion tha allah ki taraf sy final jis mai kabi chamge nhi ana, issy pahly allah ny bohat sy nabi bejhay lakin vo sab k religion unky followers ny aista aista change kar diay, jesy allah ny prophet ibrahim ko 4000 saal pahly bejha to unky followers jews kehty thy lakin phir unny sari book prophet ibrahim ki change kar k new he bana di , usky bad prophet esa or jesus ay unky followers ny b time k sath book change ki or apni marzi ki batain daal di is liay phir 1400 years pahly allah prophet muhammad bejhay lakin unki book abi tak chamge nhi hui nh kabi honi or yai last prophet hain or last book allah ki taraf sy
❤❤❤ MASHA ALLAH❤❤❤ ماشاء اللہ ❤❤❤Allah ke hukkam se ek farishte zibarail alaihi salam asman se dummba us waqt laye the jis waqt Ibrahim alaihi salam Ismail alaihi ko jiba kar rahe the aur Allah ne us churi ko na katane ka hukkam bhi Diya huwa tha aur comment jiyada bade long hote hai isliye warna tumare har sawal ka (tafasil तफ्सील) se jawab de pata inshaallah
Thank u for the reaction actually I recommended this video for the reaction and you did it finally.... now plzz react on (Signs Of Qiyamat) by kohistani
Faraan saudia Arab main h hai
Jews ki holy book Torah(bible old testament) ki fifth book Deuteronomy chapter 33 verse 2 main Prophet Moses(Musa peace be upon him), Prophet Jesus Christ(Issa peace be upon him) or Prophet Muhammad(Peace be upon him) sabka likha hai because
Mount Sinai par Prophet Moses ko Nabuwat Mili, Jesus ko Jahan Mili us jagah ka bhi likha hai
Or faraan tu hai h saudia main or wahin Cave hira Hai Jahan Prophet Muhammad(peace be upon him) ko Nabuwat Mili
Bhai hazraat Ibrahim ne 4000 Sal pehly ye waqai hoa tha aj se 1400 Sal pehly Haj faraz hoa jub hazraat Muhammad pbuh ka time aya
great video, Please react to Feroze khan best scenes in khaani, hes the best pakistani actor.
1400 saal islam Muhammad k baad ye amal start howa
05:16 Namrud badshah tha ustime ka, voh Prophet Ibrahim ke haqq ke khilaaf tha.